Jaiza : Relevancy Between Commodity Chanel index and relative Strength Index
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Relevancy Between Commodity Chanel index and relative Strength Index
    dosto agar baat ki jay CCI aur RSI me relevancy ki to ye mery khyal me totally opposite move krty hen CCI indicator aur RSI indicator me bht zeda technical difference hay jes ko smjna bahot zarori hay RSI indicator ko use kr ky market condition ki information hasil ho skti hay magar oversold condition me hay ya overbought condition me ye kuch malomaat agar mil sakti hay to RSI indicator se hi mil sakti hey jab key CCI indicator ko agar short term ki trading key ley istimaal kia jaye to zeyda behtar hay es ki waja ye hay key CCI indicator new trend ko hi dhonda kar sakta hay jes key base par RSI indicator ki tarha long term ki trading nahi ki ja sakti yahi forex Kay in do basic indicators me difference Hy lekin in me relevancy Kay hisab sy totally opposite hen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : Relevancy Between Commodity Chanel index and relative Strength Index

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayn پيغام ديکھيے

    CCI indicator and RSI indicator donon hi bahut jyada important have Forex trading ke andar aur bahut hi important role Ada karte hain Agar Ham yeh indicator istemal karte hain aur unko sahi tarah se follow Karte Hain To Ham is market ke andar Achcha work kar sakte hain RSI indicator ko Jab Ham Apne chart ke andar open Karte Hain tou yah Chart Ke Niche Ek new window Mein show hota hai ismein ek line Lagi hoti hai aur ismein two reading Di Gai hote hain 1 reading 30 hoti hai aur dusre reading 70 Hoti Hai aur Jab yah line 70 tak upar Jaati Hai To Ham yah kah sakte hain ki market yahan se Sell Hogi aur Market ke mazid Upar Jaane Ke chance bahut hi kam hai aur is Jagah per Agar Ham knowledge rakhte Hain Forex trading Ka To Ham ismein sell ke entry Lekar Ek Achcha profit Le sakte hain aur uske bad Jab Yahi line reading 30 se niche Jaati Hai yah reading 30 ke upar Jati Hai hai aur FIR vahan se thoda sa Wapas ki taraf move Karti Hai To fir Ham Agar samajhdar trader Hain To Ham Yahan per bi ki trade Lenge Ham ismein Kisi bhi indicator ko istemal kar rahe ho To Hamen chahie ki Ham ismein money management ke sath hi trade lagaen

    in two indicator ke alava market ke andar Aur Bhi bahut Sare indicator Hain jinko Ham istemal karte hue Forex trading mein trade Laga sakte hain . Moving average indicator MACD indicator bahut jyada important hai aur isase bahut jyada trader istemal karte hain Forex trading Mein trade Lagane ke liye Ham bhi in indicator ko istemal kar sakte hain aur yah beginner ke liye bahut jyada helpful hote hain Kyunki vah indicator ka istemal bilkul free mein kar sakte hain unhen chahie ki vah Apne chart ke andar 2 se 3 indicator use Karen Taki wo achchi trade Laga sake
    • #3 Collapse

      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : Relevancy Between Commodity Chanel index and relative Strength Index

        Reletive strength index vs commodity channel index.

        Reletive strength index or commodity channel index 2 mashoor oscillators hain jo extreme price behaviour ki spoting k lae different methods sy use hoty hain. Reletive strength index hamy market ki 3 states m bary ma batata hai k either market over bought hai, over sold hai ya phr neutral hai. Jb k commodity channel index deviation par focus karta hai jis sy small trades open kar sakty hain. Ye long term trading ma use ni hota.

        Secondly reletive strength index lagging indicator hai jo past price ko use karty hoe market k future level ko show karta hai. Jb reletive strength index ki value 0 to 30 hoti hai to es ka matlab hota hai k market over sold ho gae hai or trade yaha buy ki trade sy faida hasil kar sakta hai. Secondly jb rsi 70 to 100 ki stage ma hoti hai to eska matlab hota hai k market over bought ho chuka hai or trader sell ki trade open kar k benefit hasil kar sakta hai. Thirdly jb reletive strength index ki value 30 to 70 hoti hai to ye show karti hai k market neutral hai or trader ko es time concious rehna chahe.

        Commodity channel index equities or currencies both ma popular hai. Cci indicator formula commodity ki typical price ko eski moving average sy compare karta hai or phr enko divide karta hai typical price ki deviation sy. High positive signal ho to eska matlab hai ka commodity ya pair trading es k previous trend sy strong hoti hai or low reading signal ka matlab weak trading hota hai. Rsi ki tarha cci ki kio range ni hai jo esko read karny ma or b mushkil bana deti hai. Rsi or cci both bear or bull divergence k signal dey sakty hain.

        Conclusion.

        Rsi oe cci ma kio relevance ni hai .But rsi ko bhot si markets ma most reliable tool k tor par jana jata hai. Or bhot sary trader esk simple hony ki waja sy esko like karty hain.
        Last edited by ; 05-09-2020, 03:54 PM.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : Relevancy Between Commodity Chanel index and relative Strength Index

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayn پيغام ديکھيے
          dosto agar baat ki jay CCI aur RSI me relevancy ki to ye mery khyal me totally opposite move krty hen CCI indicator aur RSI indicator me bht zeda technical difference hay jes ko smjna bahot zarori hay RSI indicator ko use kr ky market condition ki information hasil ho skti hay magar oversold condition me hay ya overbought condition me ye kuch malomaat agar mil sakti hay to RSI indicator se hi mil sakti hey jab key CCI indicator ko agar short term ki trading key ley istimaal kia jaye to zeyda behtar hay es ki waja ye hay key CCI indicator new trend ko hi dhonda kar sakta hay jes key base par RSI indicator ki tarha long term ki trading nahi ki ja sakti yahi forex Kay in do basic indicators me difference Hy lekin in me relevancy Kay hisab sy totally opposite hen
          Commodity channel index aur relative strength index two differnet indicators zarur hain lekin aksar dono main indication same hoti hai lekin RSI main hamain trend reversal ki indication milti hai jabky CCI main hamain current trend ki direction ki indication milti hai jis per ham forward direction main bhi trade open ker sakty hain aur reverse direction main bhi tou agar ham normal trade kerna chahty hain ky all the time ham forex market main trend ko indication hasil ker ky trade open ker sakain tou usky liay hamain CCI indicator ko follow kerna hoga hai ky moving average aur market ki current movement ki direction ki dekhty huey ham trade open kerty hain tou hamain profit bhi hasil hona shoru ho jata hai jabky RSI main differnet indication hoti hai jis per ham all the time trade open nehi ker sakty

          Relative strength index RSI main agar ham trade kerna chahty hain tou kuch similarity tou hoti hai CCI aur RSI main lekin RSI main market ki movement ky liay hamain achi indication ka wait kerna perta hai jab RSI main market 30 aur 70 ya maximum values 20 aur 80 ko cross kerti hai tou hamain aesy time per reverse order main trade open kerny ky liay indication milti hai agar ham aesi position ko dekhty huey reverse order main trade open kerty hain tou aesa possible hota hai ky market kuch time period ky liay tou hamari open trade ky against bhi move kerti rehy lekin market reverse direction main bhi zarur move kerti hai aur hamain profit hasil hona shoru ho jata hai jabtak ky market reverse order main maximum values ko cross nehi kerti hamari trade tab tak profit main continue reh sakti hai aur ham isterha sy acha profit hasil ker lety hain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : Relevancy Between Commodity Chanel index and relative Strength Index

            Dear mere pass is see relatwd koi khas information to nahi hai lekin men ne aik thread mein read Kiya Tha ky relative strength index RSI indicator aur commodity Chanel INDEX CCI indicator dono he aik dosre see related hoty hain aik dosre ki tarah ki kaam krty hain RSI indicators humein over bought aur over sold situation of market btaty hain aur in ko hum long term trading ky liye istemal kr sakty hain
            Dear indicator jo bhi ho RSI hi ya CCI hi humein kisi par bhi maximum depend krny ki koshish nahi krni chaheye no doubt indicators humein ache signals provide krty hain Jin KY according trading kr KY acha profit haisl Kiya ja sakta Hai lekin in ky aksar signals galat bhi hoty hain jin se nuqsaan ka samna bhi ho jata hai is liye humein bohat Soch samajh kr aur indicators ki ache information Hasil krny KY baad kaam krna chaheye ta ky ya to nuqsaan na he ho aur Agar ho bhi Jae to us ko recover Kiya ja sake
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : Relevancy Between Commodity Chanel index and relative Strength Index

              Yes dear commodity channel index indicator for relative strength index indicator bahut t important indicators Hote Hain Jo market mein aap ko bahut acche tarike se indication provide karte ho yah aapko market ki movement ke bare mein main acchi information Dete Hain Jiski basis per aap market Mein acchi entry Hasil kar sakte hain aur bahut jyada profit Hasil karte hue apni trading ko profitable banaa sakte hain.

              Dear jab aap Kisi indicator ko dusre indicator se compare karte hain to aapko is ka idea Hona chahie ki Jab Ham indicator ko input Dete Hain aur uski against Humko indicator output provide kar raha hota hai to indicator kaun si basis per apni calculation kar raha hota hai for example Agar Ham moving average indicator Ki Baat Karte Hain To usmein Humko idea ho jata hai ki vah last Kuchh candles ki average ki basis per Humko calculation de raha Hota Hai.

              Commodity channel index indicator for relative strength index indicator ko agar aap compare karte hain to aapko sabse pahle yah Pata Hona chahie ki yah Humko market Mein Kis Tarah different indications provide kar rahe hote hain aur uske bad Ham is result per aasani se pahunch sakte hain ki ine mein kya difference hai aur ine mein Kuchh relevant hota hai ya nahin.

              Kyunki Jab ham relative strength index indicator Ki Baat Karte Hain To ismein Humko idea ho jata hai ki yah indicator Humko different levels ki indication provide karte ho ya acchi entry Deta Hai ismein Humko yah pata chal jata hai ki market Mein Ab sellers ka Kitna Jyada pressure hai aur buyers ka Kitna pressure Hai Jiski vajah se Ham market ko over salt situation aur overbought situation ki basis per entry late Hain.

              ISI Tarah commodity channel index indicator bhi Humko market mein bahut acchi information provide Karte hui ya Humko bahut result provide kar raha Hota Hai.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : Relevancy Between Commodity Chanel index and relative Strength Index

                bhai jaan sach mein Jab aap kam Karte Hain To aap is time main market main bahut sari trade Laga Dete Hain aur aapki trade se Laut Mein ja rahi hoti hai aur aapane 7 stop loss Nahin Lagaya Hota To ICH limit ke bad jakar aapki trade auto per close Hona Shuru Ho Jaati Hai start ho jaati hai jisse aapko yah loss hota hai ki aapka account balance kam Hota start ho jata hai Jab aap account Katre Lagate Hain to use time ke pass free marking a Rahe Hote Hain Aapke account ka marking mein chalayen aur aapke account ka Pratap 470 loss mein ho to use time bhi aapko marking chaal aa sakti hai yah aapke account per hota hai ki aapka rocket aap ko kitne kis per marking kar deta hai yah aapane account Banane se pahle Dekha hota hai ki driving Mein stop-loss Jarur Lagana chahie malkin call Bewafa ki taraf se Milta Hai yani Ke Jab Hamara loss Halke balon se jyada ho jata hai yah Hamara account was hone ke kareeb hota hai tu jo mar gai ya Kuchh Prashant Tak Hamen broker ki taraf se relief Milta Hai hai usse Mar bankal Kaha jata hai aur Mar kankal Hamesha Hulk Se Jyada loss per aata hai training karte hue aur aapki maximum trade loss Mein Chali Jaati Hai To Jis track Carlos sabse Jyada Hota Hai vah Jab Aap Ki Kothi bahut kam Raat Jaati Hai to vo trade close Ho Jaati Hai Aur ISI Tarah lost badh jata hai tu sabse trade auto pay close Ho Jaati Hai Aur isiliye aap Jab Bhi trade open Karte Hain To free markandeya ke trades open Kiya Karen aur marking kal aapko broker Deti Hai jitne bhi aap Dena Chahe marking Humko broker ke taraf se aap bhaiya Kiya Jaate Hain Aur Is per Ham trade market Mein in kam karne ke liye Kabil banaa Dete Hain so this is liver ko aap trade Mein lot size kam se kam Jyada Karen aur acche se kam Pata kya kamyabi Hasil Karen aur ham Sab Ko Apna Kam Khud karna chahie Aur Dil Laga kar Apna Kam karna chahie Agar Ham Sab Yahan per Apna Kam Apna Dil lagakar Karenge To Hamen kamyabi Hasil Hogi to isiliye mehnat ke sath kam Karen aur Apna bonus level improve Karen aur kisi se Ham Kamyab Honge future ke andar bhi
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : Relevancy Between Commodity Chanel index and relative Strength Index

                  RSI aur CCI donon indicators hain jo price moving average kay sath work karty hain. Like other indicators ye bhi past price action per calculation karty hain aur hamain future price kay bary main kuch signal provide karty hain.

                  Donon main koi mutabqat nai hay q keh RSI ki ranges ya values hain jab keh CCI ki koi ranges nai hain jiski waja say iski calculation bahut mushkil ho jati hay.

                  RSI kisi bhi pair aur time frame main use ho sakta hay isi waja say isko bahut shuhrat hasil hay aur ye sab say ziada istemal hony wala indicator hay. RSI bahut simple indicator hy aur isko samjhna bhi easy hota hay. Ager ye 0 to 30 main hi to iska matlab oversold hay. Yani keh ab trend reversal chances yani bullish ki trade possible hay. RSI down ho jaye to sellers market say exit ho jaty ahin aur buyers buying pressure banaty hain js waja say bullish trend start ho jata hay. Similarly ager RSI 70 to 100 ho to ye overbought ko show karti hay jahan buyers exit aur sellers in ho ker selling pressure bana kar bearish trend start karwaty hain. CCI indicator bhi famous indicator hay laikin ye akely use nai ho sakta yani iskay sath hamain koi aur indicator jaisy keh Fibonacci retracement, MACD ya RSI use karna parta hay. CCI ki values kay liye typical price ko moving average say compare kar kay isko iski deviation per divide kia jata hay. Ager signal positive ho to ye current trend ko previous trend say strong aur ager negative signal ho to ye current trend ko weak show karta hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : Relevancy Between Commodity Chanel index and relative Strength Index

                    hamy market mai indicators ko kabe be ignore nahi karna cahey hamy moving avarage incadicator ko use karna ho ga then hum kam kar ky earn kar saky gy forex market mai moving avrage indicator ky ilawa RSI or CCA indicator ko use karna ho ga RSI or CCA indicators ki types hain hamen indictaors ko kabhi bhi ignore nahi kerna chahiye khas tor par tab jab hum trdaing ker rahy hon ye dono indicators aik aisy indicators hain jo price moving average indicators k sath kaam ker rahy hoy hain or ye past price action per calculation kerty hain jis se hamen futuere price k bary mein pata chalta hai or humen signal provide kerta hai
                    dono mein ko bhi similarities nahi hai kuen RSI indicators mein ranges ya values or olumes hain jab k CCA mein koi ranges nahi hain jis ki wajah se CCA mein caclculations bohat muhskil or complex ho jati hain RSI ka bhi pair or time frame mein use ho jata hai or ye isi wajah se bohat famous hai or sab se widely used hony wala indicator hai ye aik bohat he simple indicator hai aur is ko samjhna or use kerna bhi bohat simple hai agar ye 0 to 30 ki range mein hai tou ye over sold hai CCA indicator bhi aik famous indicator hai lekin aik draw back ye hai k ye kabhi bhi akely use nahi ho sakta is k stah hamen RSI ko use krna parta hai agar signal positive ayen tou current trend ko previous trend say strong or agar negative signal aye tou ye current ko trend se weak how kerta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : Relevancy Between Commodity Chanel index and relative Strength Index

                      Relative strength index or commodity channel index mein kafi same dikhai dete Hain aur inke results bhi sem hi kyon ke yah donon hi oscillator indicator Hain aur ine indicators ko ham market ke a over by aur oversold ke liye use karte hain aur ine indicator se Ham market ki a divergence ko bhi check kar sakte hain yah donon indicator hi hamari trading ke liye helpful hote Hain aur yah trading mein hamen kafi achcha response dete Hain isliye hamen in indicators ko jarur use karna chahie.

                      indicators hamare liye helpful jarur hai lekin kisi bhi indicator per completely dependent nahin hona chahie kyunki koi bhi indicator hamen perfect result nahin deta hai isliye Ham kisi bhi indicator per completely depend nahin kar sakte hain agar Ham kisi indicator per completely depend karenge to fir hamari trading kabhi beneficial nahin ho sakti hai.

                      Relative strength index indicator

                      Relative strength index indicator ek oscillator indicator hai hai aur jyadatar ham isko market ke overbought aur oversold ke liye ye kamaal karte Hain istemal karte Hain aam Tor par iski reading 30 se 70 Tak hoti hai hai aur job market 30 se niche jaati hai to Ham isko oversold count karte Hain aur jab market 70 se upar jaati hai to Ham market ko overbought count karte Hain is tarah se Ham market ki reading lete Hain.
                      yah indicator hamari trading mein helpful hota hai lekin g indicator zigzag trading mein hamare liye profitable hai lekin jab market ek Big Trend ke sath movement karti hai to tab yah indicator hamen good result nahin deta hai isliye is indicator ko use karte hue hamen acchi tarike se iske related knowledge hona chahie.Click image for larger version

Name:	images (6).png
Views:	13
Size:	16.1 کلوبائٹ
ID:	12330701

                      Commodity channel index

                      Commodity channel index bhi ek oscillator indicator hai hai aur yah bhi market mein working karne ke liye hamare liye helpful hota hai hai ham iski mid-range hundred value ko dekhte hue market mein signal lete Hain agar market mein main is indicator ki value handred se upar jati hai to hamen bullish trade ke signal milte Hain aur agar market mein iski value handred se niche aati hai to hamen bearish trade ka signal milta hai aur is tarah se yahi indicator hamare liye market mein working karta hai aur hamen good signal provide karta hai iske related bhi hamara knowledge good hona chahie.Click image for larger version

Name:	images (5).png
Views:	19
Size:	18.5 کلوبائٹ
ID:	12330702

                      Difference between RSI and CCI:

                      relative strength index for commodity channel index mein kafi difference hai aur in ki apni apni value or reading hoti hai isliye hamen chahie ke Ham inmein se ek indicator ko use Karen kyunki jab Ham ek se jyada indicator ko use karte hain to fir hamen kabhi bhi correct result nahin milte Hain isliye hamen ek Hindi kata ko use karna chahie Taki Ham theek tarike se results Le sake aur ham market mein sahi decision Le sake agar ham hi se jyada indicator use karenge to Ham market mein theek tarike se decision nahin Le payenge.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza : Relevancy Between Commodity Chanel index and relative Strength Index

                        Commodity channel index for relative strength index ek hi tarike per kam karte Hain aur in mein koi khas difference Nahin hota hai aur mera se jahan tak hal hai to hamen ine donon indicator mein se ek indicator kuchh tamal karna chahie kyunki yah donon hi oscillator indicator hain aur donon hi hamari marketing ke liye bahut movie Eid hote hain aur ham ine se kafi accha fayda utha sakte hain isliye hamen chahie ki ham ine donon mein se ek indicator ko istemal Karen aur ine se hamen behtar natija mil sakta hai.

                        Commodity channel index oscillator indicator hai aur relative strength index be ek oscillator indicator hai aur ya donon indicator market ki divergence maloom karne ke liye bahut rakhte hain aur hamein se kafi accha fayda utha sakte hain bahut se log relative strength indicator ko istemal karte hain kyunki ji indicator metatrader 4 care default indicator hai aur jab ham metatrader 4 ko install karte Hain to yah indicator hamen sabse pahle dekhne mein milta hai isliye bahut se log iss indicator ko istemal karte Hain.

                        jahan tak mera tajurba hai to commodity channel index indicator se hamen kafi achcha natija mil jata hai aur main commodity channel index ko hi istemal karta hun lekin agar ham dekhen to bahut se log relative strength index indicator ko istemal karte hain is indicator ko istemal karna bhi aasan hota hai isliye bahut se log ISI ko istemal karte hain lekin main samajhta hoon the relative strength index indicator se hamen achcha natija Nahin milta isliye hamen commodity channel index indicator ko istemal karna chahie kyunki yah hamari trading ke liye behtar hai aur hamen ISI per he trading Karni chahie lekin jitne bhi trader hote hain vah ek Apne tarike se kam kar rahe hote Hain jisko Jo tarika bata lagta hai vah usi per kam karta hai.
                        :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                        CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza : Relevancy Between Commodity Chanel index and relative Strength Index

                          these two both are indicators jis ke madad se hum ache tarah se analysis karte hain hum jitna zayada ache tarah se analysis kar jate hain to hum is main utna he to kamyab ho he jate hain agar hum is main kam ko kar he jate hain to hum is main success hasil karte he hain bas hamen is main kam kar he lena cahiye to bas is ke liye hamen bhe cahiye ke hum is main relative strength ko samajhne ke koshish karne cahiye take hum is main kuch kar bhe saken or is main hum kamyab ho bhe saken hum jitna zayada hum is main kam kar jate hain to hum kuch na kuch to gain kar he jate hain to bas hamen bhe cahiye ke hum bhe is main apna pora focus rakha karen take hum is main se faida hasil kar saken yeh aik bahut he acha indicator hae to hamen bhe cahiye ke hum is main sahe tarah se isko utilize karne ke koshish kara karen take hum is main success hasil kar saken is tarah se he to hum is main kamyab ho he jate hain to bas hamen bhe cahiye ke hum is main sahe tarah se ache tarah se kam karna cahiye take hum yahan se kuch na kuch to hum is main hasil kar he sakte hain agar hum is main kuch gain karna cahte hain to bas mehnat karen dil se kam karen jitna zayada ap apne kam ko focus main rakhte howe mehnat karte hain to hum is main kamyab ho he jate hain bas hamen bhe cahiye ke hum is main dil se kam karna cahiye take hum yahan se kuch hasil bhe kar he saken
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza : Relevancy Between Commodity Chanel index and relative Strength Index

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayn پيغام ديکھيے
                            dosto agar baat ki jay CCI aur RSI me relevancy ki to ye mery khyal me totally opposite move krty hen CCI indicator aur RSI indicator me bht zeda technical difference hay jes ko smjna bahot zarori hay RSI indicator ko use kr ky market condition ki information hasil ho skti hay magar oversold condition me hay ya overbought condition me ye kuch malomaat agar mil sakti hay to RSI indicator se hi mil sakti hey jab key CCI indicator ko agar short term ki trading key ley istimaal kia jaye to zeyda behtar hay es ki waja ye hay key CCI indicator new trend ko hi dhonda kar sakta hay jes key base par RSI indicator ki tarha long term ki trading nahi ki ja sakti yahi forex Kay in do basic indicators me difference Hy lekin in me relevancy Kay hisab sy totally opposite hen
                            dear agar Ham forex market mein kam karte Hain to is market mein hamare pass indicators ki bahut sari settings available hoti hai agar Ham is market mein kuchh aise indicator use karte hain Jo ek tarah ke signal dete Hain to Ham is market mein achcha result hasal kar sakte hain kyunki is market mein Ham kafi jyada fayda utha sakte hain forex market mein humko ya fayda hota hai jab Ham is market mein kafi jyada fayda ho jata hai is market mein humko kafi jyada fayda tab hota hai jab Ham is market mein samikaran trade karte hain forex market mein ka bhi jyada fayda hota hai vah is market mein kafi jyada fayda ho jata hai forex market mein humko trade lagane ke liye ye jab bhi Koi indicator use karna hai tujhe pata hona chahie do indicators ka aapas mein kya relation hai jab Ham forest market mein ek Hi indicator ko use karte hain to humko is market mein fayda tab hota hai jab Ham is market mein ek Hi indicator per acche tarike se kam karte Hain forex market mein humko yah dekhna to hai ki forex market mein kaun sa indicator jaise kaam karta hai is market mein a lesser indicator aur CCI indicator ek hi jaise signal de rahe hote hain agar Ham forex market mein ine indicators ko use karte hain to humko is market mein kafi jyada fayda ho jata hai forex market mein a lesser indicator aur CCI indicator a ke jaise signal de rahi hote hain is market mein kafi jyada fayda ho jata hai is market mein humko achcha profit hasil karna hai to is market mein humko hard work karna hoga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza : Relevancy Between Commodity Chanel index and relative Strength Index

                              Assalamu Alaikum to all Forex member forex market Mein different type ke indicator hote hain in indicator ki madad Se Hi Ham market Mein trading kar sakte hain Hamen in indicator ko kabhi bhi avoid nahin karna chahie Palkein ine indicator ko acchi Tarah se learn karna chahie Agar hamare pass in indicator ke bare mein Achcha Se Achcha experience or knowledge Hoga To Ham in indicator ko acchi Tarah se apne kam Mein istemal kar sakte hain aur acchi se acchi kamyabi Hasil kar sakte hain CCI indicator and Rsi indicator bahut hi important indicator Hain in ko Forex market ke Business mein bahut jyada importance Di Jaati Hai CCI indicator and Rsi indicator forex market mein main bahut hi popular indicator ban chuke hain Forex market ke Business mein bahut se trader CCI indicator and Rsi indicator ko Apne kam Mein use Karke Achcha Se Achcha profit Hasil kar rahe hain aur kuchh trader Aise Hote Hain Jo CCI indicator and Rsi indicator ko acchi Tarah Se learn Nahin karte aur na hi unke pass koi Achcha experience or knowledge Hota Hai To Aise trader ko Apne kam mein bahut jyada loss Ho Jata Hai To Aise trader ko chahie ki vah CCI indicator and R Si indicator ko acchi Tarah se learn Karen aur apne pass in indicator ka Achcha Se Achcha experience or knowledge rakhen

                              CCI indicator and Rsi indicator Forex trading ke andar bahut hi important rule play Karte Hain Hamen in important rule ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie balki ine important rule ko acchi Tarah se follow karna chahie R si main market ki movement ke liye Hamen acchi indication ka vate karna padta hai Jab R si main market 30 aur 70 yah maximum value 20 aur 80 ko cross karti hai Tu Hamen is Waqt per reverse order main trade open karne ke liye indication milati hai CCI indicator Ko Agar short term trading ke liye Jyada istemal kiya jaaye Tu yah Hamare liye Jyada best hoga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X