Ye review " Sarson ky Tail k istemalat" par mabni hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review " Sarson ky Tail k istemalat" par mabni hai.
    Click image for larger version

Name:	images-28.jpeg
Views:	1
Size:	62.4 کلوبائٹ
ID:	12467483

    Istemalaat : ( استعمالات )

    1). Is mein mojud chiknaai apky khoon me mojud cholesterol level ko control rkhnay mein madad deti hai.​

    2).​ Isko khany mein istemal karny se aapky digestive system mein behtri aati hai. Aur is se aap ki aanton (smalll & large intestine) ki safae hoti hai.

    3). Sarson ka tail aapky jism pe mojud infections par lagany se unky khaatmy mein apko madad deta hai.

    4). Isko external use krny se aap ky jism ky nazdeek machar nahin ata kyn k iski smell se woh door bhagta hai. Istrha khud ko dengue aur malaria se mehfooz rakha ja sakta hai.

    5).​ Ismein Vitamin C ki waafir miqdar mojud hoti hai jo ky apki skin ko ultraviolet rays se bchati hai.

    6). Arthritis aur dusry joron ky dardon (Joint pains) mein iski malish krny se dard ko aram aa skta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review &quot; Sarson ky Tail k istemalat&quot; par mabni hai.

    Agar Ham sarson ke Tel Ki Baat Karte Hain to Sarson ke Tel ki bahut badi Niyat Hai Ham sarson ke Tel Ko Agar Chahe To Apne hairs per bhi use kar sakte hain aur sometime Ham sarson ke Tel ko apne khana Main Bhi istemal Karte Hain Agar Ham sarson ke Tel ke fayde Dekhe to bahut hi jyada fayde hote hain jinmen Hamen sabse bada fayda Sarso ke Tel ka yah mahsus hota hai ki Jab Ham isko Apne balon par istemal karte hain to hamare Bal bahut jyada acche bhi ho Jaate Hain aur ham usko apni skin par bhi use kar sakte hain Ham khane pakane ke liye bhi sarson ke Tel ka istemal kar sakte hain Sarson ka tel bahut sari jagah par istemal Kiya Jata Hai Hamen Hamesha hi sarson ke Tel se fayda uthana chahie Ham jitne Jyada fayda uthate Hain Hamen utna hi jyada Achcha Nahin Jyada Achcha Paida bhi hota hai aur Hamen Ham Apne hairs ko shining ke liye bhi use kar sakte hain Agar Ham sarson ke Tel ko apni hairs per use karte hain aur ham Chahte Hain Ki Hamare hair Shine karne lage To Ham Vitamin E ke capsule bhi sarson ke Tel Mein milakar Apne hair Sar apply kar sakte hain Jiske beshumar fayde hote hain aur ham Bahut Dukh dasne earning bhi bahut behtarin Andaaz Mein Apne hair se fayda Utha sakte hain aur jab Ham sarson ke Tel ko Apne hairs per apply karte hain to isase hamare hair ki growth bhi hoti hai aur Hamare Bal bhi damage kam hote hain aur girna per khatm Ho Jaate Hain Hamen chahie ki Ham Sab sarson ke Tel ko use kar rahe hote hain to apni skin par acchi Tarah Se apply kiya Karen aur apne hairs Mein masaj Bhi Kiya Karen jab tak Ham message karte rehte hain aur apne hairs ko acchi Tarah Se wash Bhi Karte Hain aur accha shampoo bhi use karte hain To Ham bahut fayda Utha sakte hain Agar Ham sarson ke Tel Ki Baat karen to Sarson ke Tel ke beshumar fayde hote hain Jin Mein Ham Agar Achcha dalte Hain To Achar dalne ke liye bhi Ham Sarson ka tel dusre karte hain khana pakane ke liye Ham Sarson ka tel use karte hain bahut sari kam mein bahut sari Jagah per Ham Sarson ka tel use kar sakte hain sarson ke Tel ke fayde hote hain
    • #3 Collapse

      Re: Ye review &quot; Sarson ky Tail k istemalat&quot; par mabni hai.

      Assalamualaikum !

      Sarson ka tel Aik bohat hi achi aur Bari naihmat hai ham isya istmaal Kar Kay bohat sy fawaid hasil Kar sakty Hein sarson Kay tell ko ham apny baalon par laga Kay apny baalon ko khoobsurat aur silky bana sakty Hein agar ham isay apny sar par istmaal karty Hein to ye hamary sar ko saaf rakhta hai aur baalon ko faida ponchata hai

      Sarson ta tel ko agar apnay jisam par lagaya jaye to machar ham sy door rehty Hein Jo bohat hi faidamand hai aksar garmion main Raat ko machar hamen bohat Tang karty Hein aur hamari neend main khalal daalty Hein is liye agar ham machron sy nijaat chahty Hein to ham isy aoni body par laga dety Hein phir machar ham sy door rehty Hein


      Agar sarson Kay tel ko khany main istmaal Kia jaye to ye hamary khany Kay hazmy main bohat madad karta hai aur hamari antoo ko saaf karta hai . Iskay elawa agar ham isko apny zakham par ya infections par lagaty Hein to ye jarasewmo ko khatam karta hai aur ye hamari skin ko bhi bohat faida ponchata hai sooraj sy aanay wali UV rays hamari skin par parh Kar skin cancer jesi khatarnaak bemaria bana sakty Hein is liye isyvagar ham apni skin par lagayen to UV rays sy mehfooz rehty Hein
      • #4 Collapse

        Re: Ye review &quot; Sarson ky Tail k istemalat&quot; par mabni hai.

        Assalamu Alaikum ummid karta hun ke aap khairiyat se Honge ji han Apne Mere Sath bahut Achcha review share Kiya Hai Sarson ka tel bahut jyada fayda man Hai Iske bahut se advantages hai iska Umra Mein use Kiya Ja sakta hai iska Ham Agar Chahe to cooking mein bhi use kar sakte hain Jo best Sarson ka tel hota hai vah cooking Mein use hota hai ise khane bahut hi Achcha test deta hai bahut hi looking good hota hai aur khane ka test hota hai vah aur bhi Se Jyada Achcha ho jata hai sarson ke Tel ko Ham Khaas Taur per Achar main use karte hain Achar banane ke liye iska bahut jyada use Kiya jata hai aur sarson ke Tel ko Ham Chahe to Iske Samay bhi Laga sakte hain balon mein agar iska use Kiya jata hai to Bal bahut jyada Ghane majbut aur Shiny Ho Chahte Hain iska use karne se baat bahut jyada soft aur Lambe Ho Jaate Hain uska use karna chahie ise Har Koi use kar sakta hai iska Koi side effect Nahin Hai yah Hamare Jism Mein cholesterol ko ki miqdar ko bhi control Karta Hai Isko Ham Agar food Mein istemal karen to bahut health ke liye achha hota hai Hamare aur yah Hamari foodco header banata hai Jyada kis Mansi Nahin Hota Chhoti Badi market per aap Jab Chahe Jahan Chahe se khareed sakte hain jitne mirror Mera Chahe se kharid sakte hain yah aapko Botal mein bhi mil sakta hai aur aap ko khola bhi mil sakta hai without bottles Nahin Sadak message Nahin Hota Ham phone kar sakta hai aur ghar mein available hota hai aajkal Jo cooking oils a rahe hain vah to Jyada Hamare liye cholesterol Mein Safar Kar Dete Hain Use newborns Bimari abhi Pata ho rahi hai lekin chahie ke sarson ke Tel ko Sada istemal kiya jaaye Agar aapki skin Par Kisi Jagah per cut lag jata hai Halka Sa yah aapke skin par allergy Ho Jaati Hai to Sarson ka tel bahut jyada faydemand hota hai yah Lagane se vah bahut hi jaldi cover Hona shuru ho jata hai ismein ka store per Vitamin C ki vah film ekadam hoti hai jo ki ultraviolet rays se bachati hai aapki skin ko aur bahut jyada fayda Deti Hai Iske mukabale Mein cooking Mein Jab dusre oil ka use Kiya jata hai to vah hamare Andar jakar Se Jyada der tak Kam Nahin Hota Bahut Der Tak vah Hamare andar hi maujud rahata hai lekin Iske mukabale mein jo Sarson ka tel hai vah bahut jyada faydemand hai bahut jaldi vah Hamare andar food Ko hazam Hone Mein madad deta hai.THANKX
        • #5 Collapse

          Re: Ye review &quot; Sarson ky Tail k istemalat&quot; par mabni hai.

          Assalam walekum aaj ka Hamara Jo review Hai voh sarson ke Tail ke bare mein hain aaj main bhi aap sab ko sarson ke Tel ke fayde aur nuksanat bataunga%%%%%%%%%%%%%

          Advantages %%%%%%%

          Sarso ka tel Allah Tala ki taraf se Ek bahut badi nemat hai iska istemal Ham daily Karte Hain Sarson ka tel Ka sunkar To Ham Yahi sochte Hain Ki iska istemal sirf balon Mein Hota Hai balon ke balon ke sath sath iska istemal Jism ke aur bhi bahut hisso may Kiya jata hai sabse pahle to iska istemal Ham Beri Ke hisab se agar balon mein Karen aur balon mein acchi Tarah iski Malish Karen to balon ka girna bahut kam ho jata hai aur uske sath sath raat ko sote Waqt Ham is ki malish Anu Ke Jo Talli Hote Hain 3 se 4 minutes Tak acchi Tarah Malish Karen to Iske bahut se fayde Hain Jessica sukun Mein Dekha Thanda Hona aur Paon ke Rage Thande Ho Jaate Hain aur sath sath sote Waqt Ham Apne naap mein 2 se 3 ka Katre dalkar pure Jism ko khushki se bacha Ja sakta hai Aise Nazar bhi Tez ho jata hai Is Tarah pure Jism per bhi Ham Iske Malish se apne Jism ko sukun de sakte hain%%%%%%%%%%%%%%%%

          Disadvantages %%%%

          Sarson ke Tel ke fayde bahut hai aur nuksan Iske bilkul Nahin Hai bus is ka nuksan Ya Hai Ke khareed Bhakt store Say Ham yah Dekh Kar Jarur ke Hamen Sarson ka tel acchi quality ka Milen taa kh ismein Koi Kisi Ki sim ka milawat Na Ho aur iska istemal Hamen fayda De na keh nuksan
          • #6 Collapse

            Re: Ye review &quot; Sarson ky Tail k istemalat&quot; par mabni hai.

            Ye review " Sarson ky Tail k istemalat" par mabni hai.
            My dear all forex member aaj ka review sarson ke tail per mabni hai dost aur sarson ka tel bahut achcha hota Hai agar aap Kale sarson ka tel istemal karenge to aap ke bal silky aur black shining dete rahenge aur aapke Bal kabhi bhi girenge nahin aaj main aap logon se iske fayde aur nuksan share karunga.

            FAIDY.
            SARSON KA TAIL SAMBHAL KARNE SE AAP KE BAL GIRTE NAHIN HAI AUR ISKE SATH SATH AGAR AAP ROJANA SARSON KA TAIL ISTEMAL KARTE HAIN TO AAP KE SAR MEIN KHUSHKI NAHIN HOTI AGAR AAP SARSON KA TEL ISTEMAL KAR RAHE HAIN TO AAP GANJ NAHIN HOTE ISE AAP KE BAL SILKY RAHTE HAIN BAL ACTION EK DETE RAHTE HAIN AUR ISKE SATH HOTE AGAR AAP HAL HAI SARSON KA TEL ISTEMAL KARENGE TO AAPKE SAR KA PEN KHATM HO JAEGA AAP RELAX FEEL KARENGE SARSON KA TEL ISTEMAL KARNE SE A AAPKE SARGI JAILED MAIN KOI JARASEEM NAHIN RAHTE ISASE AAP KESAR KI ALARJI KHATAM HOTI HAI SARSON KA TEL ITNA MAHANGA NAHIN HAI DEHATHON MEIN AAJKAL SARSON KI ****L BAHUT ZYADA HOTI HAIKOSHISH KAREN KE SARSON KA TAIL DE HATHON SE MANGWA I AUR ISASE USE KAREN AUR ISASE AAPKA BAL JO HAI VAH BAHUT MAZBOOT HOTE HAIN.

            NUQSAN..
            SARSON KE TAIL KA KOI KHAS NUKSAN TO NAHIN HAI SARSON KA TEL AGAR AAPKE KAPDON PER GIR JAAYE TO USKA DAVA ITNI JALDI SE SAAF NAHIN HOTA AUR SARSON KA TAIL ISTEMAL KARNE SE AAPKA TAKIYA GANDA RAHATA HAIISKA NUKSAN JI HAI KI AAP ISKO 1 MONTH KE ANDAR ANDAR USE KAREN JOSH TALK AAP LEKE AATE HAIN AAP ISI 1 MONTH KE ANDAR ANDAR USE KARENGE TO USKA FAYDA HOGA.
            • #7 Collapse

              Re: Ye review &quot; Sarson ky Tail k istemalat&quot; par mabni hai.

              Asslamoalaikum dear frndz sarson ka tail hmary hairs k lye BHT zrori ha yeh hmary hairs ko BHT mzbot rkhta ha isky ilawa sarson ka tail Khany me b use hota ha sarson k tail ki BHT ziada importance ha q k AGR hum isy apny Baki me use krty Han to yeh hmary Baki ko strong hny k sath sath shi ining b deta ha jis sy hmary balo ki grace me izafa hota ha yeh balo ki roots ko andr sy mzbot krta ha jis sy hmary bal jhrny k BHT km chances reh jaty Han or hairs growth krty Han sarson ka tail hum apni body py b apply krskty Han body py apply krny sy yeh tail hmary muscles ko b strong krta ha isky ilawa Khany me use krny sy yeh Khany ka taste b brhata ha isky ilawa khana digest hny or hmari anti ko saf krny me b yeh tail ahm kirdar Ada krta ha yeh zakhm py apply krny sy hmary zakhm ko germs sy b bchata ha or winter season me skin BHT ziada dry hojati jiski wjah sy skin damage hny k BHT chances hoty or dekhny me b skin BHT buri lgti to AGR hum yeh tail apni skin py apply krty to yeh skin ko mzboti dety hvy dry hny sy b bchati or hmari skin smooth nzr ati ha
              • #8 Collapse

                Re: Ye review &quot; Sarson ky Tail k istemalat&quot; par mabni hai.

                aj ka review sarsun k tel pe mabni h…
                Introduction:
                Sarsun ka tel sarsun k podun se nikala gya aik antural oil h jo ablun kliye bht acha h …yh takreeban har ghar main mojood hota h jo log apne balun pe lgate hain yh khane wali cheezun ko fry krne ya tarka lgane k kaam bh ata h jo kuch log aksr use krte hain apne khanun main.,..yh apki health or balun fono k liye bht ache hain iske bht sare faide hain

                Advantages:
                Sarsun ka tel hmari health k liye bht zaroori h ..insan ko 3:1 ki ration main oil chahiye hota h….jisme 3 parts polyunsaturated fatty acids k chahiye hote or 1 part saturated fatty acids ka jo sarsun k tel main paya jata h yh heart k liye bht acha h or yh apke skin ko bh bright krta h or balun k liye bh bht acha h….isko paoun ki tali pe massage krne se bht sari bemarioun se nijaatt hasil hoskta h….or isko paoun pe massage krne se apke paoun ki heels bht soft hojati hain or nails bh growth krte hain…..yh apke blood ki circulation main help krta h…yh khansi or zukam se bh apko cure krne main mdad deta h….

                Disadvantages:
                Mustard oil main arutic acid paya jata h jo insani sehat k liye nasaaz h…..yh apke lungs k cancer k risk barhata h….. isme bht ziada fats paya jata h…agr ap iska excessive use krte hain to yh apke andr bht fats krdeta h… yh bht chipchipa hota h isko lgane k bd bht garmi lagti h or paseena ata h….or bht oily krdeta h skin ko
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review &quot; Sarson ky Tail k istemalat&quot; par mabni hai.

                  Assalamu Alaikum aapane bahut Achcha review Hamare Sath share Kiya Hai hai yah Ek bahut hi important chij hai hai Sarson ka oil Hamare liye bahut faydemand hai hai Ham isko apni e daily life mein use kar sakte hain Sarson ka oil basically sarson ke a plants se Hasil Kiya jata hai villages Mein log isko kasht kerty hen phr jab yeh ready ho jati hai tu is per yellow flowers lagty hen is k bad is ki cutting ki jati hai .

                  Faiday:

                  Sarso ke oil ke beshumar fayde Hain sarson ke Tel mein log khana banate hain sabse pahle is ko low flame Paka pakaya Jata Hai cook Kiya jata hai hai FIR Kafi der cook hony ke bad yeh khany k leay ready ho jata hai ap is ko frying ke liye bhi use kar sakte hain aur ismein salan Bhi bana sakte hain yah Hamari health ke liye bahut hi Achcha Hota Hai Hai Isko istemal karne se Hamara cholesterol level bilkul sahi rahata hai hi yah Hamare ghar per ready Kiya gaya ek best oil hai hi hai is ka muqabla Kisi bhi dusre oil se nahin kiya Ja Sakta yah Agar per chij kiya jaaye to Kafi expensive Milta Hai .

                  Iske alava oil ko Ham Apne hairs mein main massage ke liye bhi use karte hain yah Ek best oil Hai massage ke liye Hamen children aur Badon ko isase massage Jarur karna chahie yah Hamare hair ki growth ke liye bahut Achcha hai is ko hum egg ,yougert and lemon me mix ker k bhi use ker sakty hen jis se hmary hairs bahut a hi trah shine krty hen yah Ek best oil hai aur Hamen ise Jarur use karna chahie.

                  Nuksan :

                  Is ka koi bahut zyda disadvantages tu nhi hai but agar ap is ko market se purchase krty hen tu ap ko milawat wala oil milta hai or rate bhi kafi zyda hota hai agar ap is ko purchase krna chahty hen tu apko kisi village se purchaze krna chiay ta k pure cheez mily secondly jo log heart patients hen wo doctors ki instruction k bad istemal kren thanks .
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review &quot; Sarson ky Tail k istemalat&quot; par mabni hai.

                    Aaj ma jis topic per baat kar rahi hun hua hai sarson ka oil aam Tor par har Ghar mein sarson ka oil majood hota hai hai sarson ka oil bahut sari jagah per istemal hota hai is ke bahut sare fayde Hain pahle yah oil sasta Mil jata tha lekin ab yah b mahanga ho gaya hai sarson ka oil bahut sari chizon mein istemal hota hai sarson ka oil ko agar aap apne hairs mein lagate Hain is malish karvate Hain to aap ke baal bahut khubsurat Ho jaate Hain un ki leanth lambi ho jati hai isase aapki head ko sukun milta hai balon ki length lambi Ho jaati hai ap kosakoon a jaati hai hi hamesha nahane se pahle 2 ghanta sarson ke tel se malish kary after shampoo hair ka result bahut achcha aata hai iske alava sarson k oil ko achar mein istemal kiya jata hai har jagah Jahan bhi achar banaya jata hai usmein sarson ka tel Dala jata hai sarson ka tel dalne se achar kharab nahin hota teesra agar Ham sarson ke tel ko khana banane mein istemal karen to yah hamen bahut sari bimariyon se bacha sakta hai kyunki aaj kal jo cooking oil Ham use karte hain usmein bahut sare chemical hote Hain Jo hamari sehat ke liye acche nahin hai agar sarson ke tel mein khana manaya jaaye to yah hamari sehat ke liye bahut faydemand hoga sarson ke tel agar jism mein lagaya jaaye tu Jahan per rashes bane hote hain yah Jahan per harsh hoti hai aapko forein Skoon milta hai agar aapko garmi dany nikale hue hain to aap naha kar sarson ka oil lagaen to aap ko thandak ka ehsas hota hai hai ismein vitamin c ki kafi Maqdar majood hoti hai agar is oil ko skin par lagaya jaaye to aap ultra-violet raysse mehfooz Ho jaate Hain sarson ke tel ke bahut sare fayde Hain to kuchh nuksan bhi hai agar aap hair mein sarson ka oil lagate Hain aur usko kafi din tak wash nahin karte to aapke sar mein headiq bhi ho sakti hai sarson ka oil chipchapahat paida karta hai jab aap isko use karte hain to thodi der bad aapko naha Lena chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review &quot; Sarson ky Tail k istemalat&quot; par mabni hai.

                      ASLAM O ALAIKUM DEARS ;
                      Yeh review Sarson ke Tail pay mabni hai ;
                      ADVANTAGES;

                      Agar ham sarson ke Tail Ki baat karte Hain to Sarson ke Tail ki bahut badi Niyat Hai Ham sarson ke Tail ko Agar chahe to apne hairs per bhi use kar sakte hain aur sometime Ham sarson ke Tail ko apne khana main bhi istemal Karte hain .Agar Ham sarson ke Tail ke fayde Dekhein to bahut hi jyada fayde hote hain jinmen hamein sabse bada fayda Sarso ke Tail ka yah mahsus hota hai ki Jab ham isko Apne balon par istemal karte hain to hamare Ball bahut jyada acche bhi ho Jaate hain aur ham usko apni skin par bhi use kar sakte hain ham khane pakane ke liye bhi sarson ke Tail ka istemal kar sakte hain Sarson ka tail bahut sari jagah par istemal Kiya Jata Hai Hamen Hamesha hi sarson ke Tail se fayda uthana chahie ham jitne Jyada fayda uthate Hain Hamen utna hi jyada Achcha Nahin Jyada Achcha faida bhi hota hai aur Hamen Ham Apne hairs ko shining ke liye bhi use kar sakte hain Agar Ham sarson ke Tail ko apni hairs per use karte hain aur ham Chahte Hain Ki Hamare hair Shine karne lage To Ham Vitamin E ke capsule bhi sarson ke Tail Mein milakar Apne hair Sar apply kar sakte hain Jiske beshumar fayde hote hain aur ham bahut dukh dasne earning bhi bahut behtarin Andaaz Mein Apne hair se fayda Utha sakte hain aur jab Ham sarson ke Tel ko Apne hairs per apply karte hain to isase hamare hair ki growth bhi hoti hai aur Hamare Bal bhi damage kam hote hain aur girna per khatm Ho Jaate Hain Hamen chahie ki Ham Sab sarson ke Tail ko use kar rahe hote hain to apni skin par acchi Tarah Se apply kiya Karen aur apne hairs Mein masaj Bhi Kiya Karen jab tak Ham message karte rehte hain aur apne hairs ko acchi Tarah Se wash Bhi Karte Hain aur accha shampoo bhi use karte hain To Ham bahut fayda Utha sakte hain Agar Ham sarson ke Tail Ki Baat karen to Sarson ke Tel ke beshumar fayde hote hain Jin mein ham Agar Achcha dalte hain to Achar dalne ke liye bhi ham Sarson ka Tail dusre karte hain khana pakane ke liye ham Sarson ka tail use karte hain bahut sari kam mein bahut sari Jagah per Ham Sarson ka Tail use kar sakte hain sarson ke Tail ke fayde hote hain .
                      DISADVANTAGES ;
                      Tail ki balky sarson ke Tail ki bhi taseer bohatt garam hotty hai . Ager app is ko zayada miqdar mein istamall kerty hein to app ko garmi bhi ho sakti hai .
                      our iss ki wajja sy app ki sehatt bhi kharab ho saktty hai .
                      Agar Ham sarson ke Tel Ki Baat Karte Hain to Sarson ke Tel ki bahut badi Niyat Hai Ham sarson ke Tel Ko Agar Chahe To Apne hairs per bhi use kar sakte hain aur sometime Ham sarson ke Tel ko apne khana Main Bhi istemal Karte Hain Agar Ham sarson ke Tel ke fayde Dekhe to bahut hi jyada fayde hote hain jinmen Hamen sabse bada fayda Sarso ke Tel ka yah mahsus hota hai ki Jab Ham isko Apne balon par istemal karte hain to hamare Bal bahut jyada acche bhi ho Jaate Hain aur ham usko apni skin par bhi use kar sakte hain Ham khane pakane ke liye bhi sarson ke Tel ka istemal kar sakte hain Sarson ka tel bahut sari jagah par istemal Kiya Jata Hai Hamen Hamesha hi sarson ke Tel se fayda uthana chahie Ham jitne Jyada fayda uthate Hain Hamen utna hi jyada Achcha Nahin Jyada Achcha Paida bhi hota hai aur Hamen Ham Apne hairs ko shining ke liye bhi use kar sakte hain Agar Ham sarson ke Tel ko apni hairs per use karte hain aur ham Chahte Hain Ki Hamare hair Shine karne lage To Ham Vitamin E ke capsule bhi sarson ke Tel Mein milakar Apne hair Sar apply kar sakte hain Jiske beshumar fayde hote hain aur ham Bahut Dukh dasne earning bhi bahut behtarin Andaaz Mein Apne hair se fayda Utha sakte hain aur jab Ham sarson ke Tel ko Apne hairs per apply karte hain to isase hamare hair ki growth bhi hoti hai aur Hamare Bal bhi damage kam hote hain aur girna per khatm Ho Jaate Hain Hamen chahie ki Ham Sab sarson ke Tel ko use kar rahe hote hain to apni skin par acchi Tarah Se apply kiya Karen aur apne hairs Mein masaj Bhi Kiya Karen jab tak Ham message karte rehte hain aur apne hairs ko acchi Tarah Se wash Bhi Karte Hain aur accha shampoo bhi use karte hain To Ham bahut fayda Utha sakte hain Agar Ham sarson ke Tel Ki Baat karen to Sarson ke Tel ke beshumar fayde hote hain Jin Mein Ham Agar Achcha dalte Hain To Achar dalne ke liye bhi Ham Sarson ka tel dusre karte hain khana pakane ke liye Ham Sarson ka tel use karte hain bahut sari kam mein bahut sari Jagah per Ham Sarson ka tel use kar sakte hain sarson ke Tel ke fayde hote hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye review &quot; Sarson ky Tail k istemalat&quot; par mabni hai.

                        Assalam walekum Pyare bhajan aapane bahut hi Achcha Ravi Hamare Sath share Kiya Hai yah Ek bahut hi poton chij hai Sarson ka koi Hamare liye bahut hi faydemand hai Ham Kisko apni daily life mein use kar sakte hain sarson ko oil basically ashaon ke plants se Hasil Kiya Jata Hai village mein log Kisko cast karte hain FIR Ja be ready ho jata hai to is per yellow flower Lagte Hain Iske bad kis ki cutting ki Jaati Hai

                        Fayde

                        Sarson ke Koyal ki beshumar fayde Hain sarson ke Tel Mein log khana banate hain sabse pahle is ko log plane Paka pakaya jata hai aur kab Kiya Jata Hai FIR Kafi der ko hone ke bad yah khane ke liye ready ho jata hai aur aap Kis Ko Prime ke liye bhi use kar sakte hain usmein Salon bhi bana sakte hain yah Hamari health ke liye bahut hi Achcha hota hai aur isko istemal Karne Se Hamare level bilkul sahi Jata Hai yah Hamare ghar mein ready Kiya gaya hai yahi best koi hai aur iska Mukabala Kisi bhi dusre se nahin kiya Ja Sakta kiya jaaye to Milta Hai

                        Iske alava Koyal ko Ham Apne a hairs mein message ke liye bhi use karte hain ya Ek best oil hai message ke liye Hamare Children aur Badon ko isliye message Jarur karna chahie yah Hamare liye hair growth ke liye bahut hi Achcha Hai Isko Ham and Mein mix Karke bhi use kar sakte hain Hamare hairs bahut hi acchi Tarah yah shining kar sakta hai aur Hamen Is Desh droh use karna chahie

                        Nuksan

                        Iska Koi bahut jyada nuksan To Nahin dost agar aap isko market se propose karte hain to aapko milavat wala Koi Milta hai aur rate bhi Kafi Jyada hota hai agar aap Kis Ko propose karna chahte hain to Aap Ko Kisi bhi le se purchase karna chahie Tha ke vahan se Si Har chij hoti hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye review &quot; Sarson ky Tail k istemalat&quot; par mabni hai.

                          Assalam u alaikum dear forex members:-
                          Umeed krta hn k AP sb khariat sy hongy or apny kaam ko achi trah sy enjoy kr rhy hain to dosto chalty Hain aj k unwan ki traf Jo ha sarson ka tel ky ISTAMALAT.
                          Dosto sarson Pakistan ki aik fassal ha mousam e Bahar main isky phool nikalty Hain ye phool bohat khobsoorat or zard rang k hoty hain Jo mousam e Bahar ki ronaq main ezaafa krdety Hain.in phoolon k under beej hoty hain in beejhon sy tel nikala jata ha Jo sarson ka tel kehlata ha.
                          Sarson ka tel mukhtalif adweyaat main istemal Kya jata ha.is main cholesterol ki mikdar kam hony ki waja sy Dil ki bemaryoon main bohat mufeed hta ha.

                          ISTAMALAT:-
                          1)
                          BALOON KY MASYLE:-
                          Sarson ka tel main neem ky pattoon ko achi trah sy pakany ky bad is tel ko chaan kr nehany sy pehly sir pr lagaany sy baloon ky bohat sy masyle door ho jaty hain.
                          2)
                          FUNGUL INFECTION:-
                          Agr nakhono or fungus infection hogya ho to sarson ka tel lagany sy thek ho jata ha.
                          3)
                          Nazar Ki KAMZORI KA KHTMA
                          Jo shakhs nahany k bad paon k angoothon pr sarson ka tel lagay ga uski nazar kabi b kamzor ni hogi

                          4) DANTOON KO CHAMKDAAR BNAYAIN:-
                          Sarson ka tel main namak dal kr rozana dantoon pr lagain or 10 min bad neem gram paani sy do dain dant chamak dar ho jayain gy
                          5)
                          Phatti Hoi ERIYOON KY LYE:-
                          Sarson k tel main mombatti ko paka kr aik sheeshy ki botal main rakh lain or rat ko ERIYOON pr lagain or moozy phehn lain subha uth kr dhoo lain eiryaan CHAMKDAAR or khobsoorat ho jayein gi

                          Isky elawa sarson ky tel ko naaf main lagaaany sy bohat sy herat anghez faidy Hain maslan sir ki khushki dor ho jati ha Jo bohat sy masyle ka baes banti ha.Dimaagh tez hota ha.or pair ki khushki dor ho jati ha.
                          Shukrya ❣️
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye review &quot; Sarson ky Tail k istemalat&quot; par mabni hai.

                            Assalamoalaikum dear member ap ny bahot he acha review paish kiya hai hamary sath sarsoun k tail k bary main srsoun ka tail hamary hair k liye best hai..

                            Advantage:


                            Srsoun k tail k bahot sy advantage hain is ka hair py masag krny sy hair silky ho jaty hain hair ki growth achi hoti hai hair fall problem solve hoti hai is oil sy hum new born baby ka massag bhi kr sakty hain isy bahot c cheezoun main use kiya jata hai saroun k tail sy hum ghr main achar bhi bana sakty hain is oil ko hum naf main lagany sy bahot c disease sy bach sakty hain srsoun k oil ko nail cut krny k bad nail py masag krny sy mind fresh hota hai iska koi bhi sideeffct nahi hota is ka sb sy brha faida yeh hai k isy normal skin senstive skin waly bhi use kr sakty hain yeh bahot km price main hamen mil sakta hai jisy hr koi asani sy purchase kr sakta hai..


                            Disadvantage:

                            Srsoun k tail k disadvantage itny nahi hai han agr humy markeet main milAwat wala oil bhi mil sakta hai jis k kafi side effects ho sakty hain aur hun markeet main purchase krty waqat andaza nahi laga sakty k real oil kon sa hai ...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ye review &quot; Sarson ky Tail k istemalat&quot; par mabni hai.

                              sarson ka jo tail hay wo hum ko wahan say mill jata hay Mein saree changing sostructure abdominal muimprove Kiysion per posting ki tadad bhi ajar Aaa Hai Use alava stomach muscle 4 string Se Zyada bhi nahin Kiya Sakte the To Hamen chah ki Hamcture per Logon Ko me bataen ke yahan standar ward kitna Achta Hai Pak Forex gathering ki taraf se Tamam doston ko chahieahan per mehn aur Jina jyada hoenYahan Standard bahut Accha kmangei mgar aus k baad abi tak ais standard koi maintenace nazar nai ai hai ai routine se kaamhaiafirm nai hage ki sngs mai mazeed change yes ga yai agar ap ne ais ebsite ko dekha ho to pc standard to ye sahe hai magarversatilery toaus mai ais ki settings change ki hai apne agar ais koersatile standard to ap ko chaye k ais mai ap work area mode select kar lia ary apny versatilwagera dey skaty hai kun k news settings mai thanks walae nai aa raha hotahai bak Forex ki site ki setting abhi tak Mukammal change Nahin hui hai agar Frex discusion i website Ko Mukmal change kiya Ji Ek Hello there dafa and ho jayegi isliye Jo mediator Hai vah website ko bit by bit chan kar raha hai pahle usne versatile site k Kuch changetha Uske awful usne Ko Mukammhange kar diya hai stomach muscle usne wor area website ko change karna Shuru kar dia hkha Hoga KIs per changing ganuru ho gai hai toISI Tarah bit by bit work area webpage ko change kiya Jaega simple ost yah dekhiae ke side change sharpen ke sath webpaht acche tarike improve Kiya ja raha hai to aap Mukammal wesite ke chan ka vate Kijiye lekari rak forex for Mukammal Taur per open hai aam kar sakte hain iska Jo age ki changing Kawa Hota Rahega aapane use per center Nahin Rakhna balki aap apn karny ka amaal start feed es wajas se reward be let milta raha roughage Gathering me bahot zeyada had tak changing ho ctheringe ko advance baey lja rahi feed umeed feed one month fro now tak gathering pagompletely update kar dia jaye ga aur reward time standard milna start ho je ga, ye refreshes kareach year karna bahot hoti feed aur sab se bardi changing discussion me jo ki gai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X