Sawal: Percentage In Point (PIP) nano account main kis tarha calculate hoti hein?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sawal: Percentage In Point (PIP) nano account main kis tarha calculate hoti hein?
    Main ye janan chahta hun kay Percentage In Point (PIP) nano account main kis tarha calculate hoti hein?
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sawal: Percentage In Point (PIP) nano account main kis tarha calculate hoti hein?

    Dear friends hamara aaj ka topic hai jis per humne baat karni hai k pip ko kaise calculate Kiya jata hai apps ko calculate karne ke liye trader ek trading tool ka istemal karte Hain jis main Pip calculator tool bahot best tool hai is ma apko kch chezen set krni prti hain jis ky bad yeh apko apki local currency ky hisab sy apko aik ki value btai jati hai*jub apko apni local currency ky hisab sy pip ki value ka pta chl jata hai to ap behtr to per apna account manage kr skty hain risk manahe kr skty hainapko base currency aor term currency ky hisab sy calculated pip price bta di jati hai aor forex trading market ma in chezo ka before opening trade maloom hona zarori haiapko pip calculator ma base currency term currency lot szie of your trade*position of your trade*
    yeh chezen deni hoti hai calculator apko pip ki value bta deta hai phr ap us ky hisab sy*stoploss take profit set kr skty ho*apni trade ko management krna bahot zarori aor tension free ho jany ka amal hai Forex trading business Mein kamyabi Hasil karne ke liye bahut Sare 20 hote hain aur kitne calculator Bhi Ek Aisa Hi To Hai Jiske sar se hum market ki jaan kar sakte hain ke market kitne. Moong ki hai market ki jo movement hoti hai use Ham tips kehte hain Ek trading co Ye Jana bahut jyada Jaroori Hota Hai ke Forex trading mein kaun se tools used hote hain aur use untold Ke Acche information Hasil Karke Unhe use karne se use kya benefits Hasil hote hain ya Ek successful trader ko Jarur Pata hona chahiye
    • #3 Collapse

      Re: Sawal: Percentage In Point (PIP) nano account main kis tarha calculate hoti hein?

      Ji member kya hal hai aap aap aapke ummid karte honge aap thik honge aur apna Kam bahut Maine Sach kah Rahe honge kyunki mein naat karne se hi main ishq ka Sila milta hai aaj jis aaj chij point per aapane baat ki hai vah hai pips tips ki market ko analyse karne ke liye hamen PIP scheme movement ke bare mein pata karna pahle jaruri hai kyunki kisi bhi pears per trade karne ke liye hamen tips ke bare mein ja Ni kimat ke upar aur chunav ke bare mein acche se andaza hona chahie isliye hamen kisi bhi trade ko open karne se pahle uski pips ke bare mein acche se analyse kar lena chahie kyunki jab tak Ham acche se isase pears yani trading ke bare mein acche se analyse nahin kar sakenge Ham main iske pips ka andaza nahin hoga isliye hamen kisi bhi trading ko open karne ke liye karne se pahle hamen iske 20 ka acche se analyse ka Lena chahie aur underlies ham Taki kar sakte hain jab tak hamara kitte aur chat ko acche se analyse Na kar sake aur sath aur project 8 mm indicators ko acche se istemal na karte hain hamen tips ka andaza nahin hota hai isliye kisi bhi trading co awaaz karne ke liye hamen pipes ki sabse pahle Akash karna chahie aur Pepsi ke bare mein acche saman Mata silk aani chahie
      • #4 Collapse

        Re: Sawal: Percentage In Point (PIP) nano account main kis tarha calculate hoti hein?

        Maximum members ko yah maloom nahin hai ki pips kisko kahate Hain aur in ko kis tarah Se analyse Kiya jata hai aur ja members market ko acchi tarah Se analyse kar rahe hote hain to tabhi members ko pears ko acchi tarah Se dekhna hota hai aur unko select karna hota hai aur select karne se pahle members ko pairs ki movement ke bare mein bhi maloom hona chahie aur jab members ko yah maloom Ho jata hai tu is tarah Se vah apni trading ko bhi acchi tarah Se continue kar padhte Hain members ko market ko acchi tarah Se analyse ka lene ke liye acche experience ki jarurat hoti hai aur yah achcha experience members ko maximum online hokar Mil jata hai aur har member ko yah bhi maloom hona chahie ki yah tips kya hote hain aur unka trading mein kya rul hai is tarah Se members ko koi problem nahin aaegi aur har member apni trading ko acchi tarah Se continue kar payega market ko analyse kar lena itna aasan nahin hai iske liye members ko maximum mushkil hoti hai aur har member ko analyse karne se related koi bhi experience nahin hota aur jab members achcha experience hasil kar lete hain tu is tarah Se unko market ke bare mein maximum information mil jaati hai aur members ko market ke bare mein acchi tarah Se har tarah ki information honi chahie member job market ko acchi tarah Se analyse kar payenge tu is tarah Se unko koi bhi trading karne mein acchi help mil jayegi aur isliye members ko acchi tarah Se analyse karke hi apne kam per acchi tarah Se focus karna hoga aur is tarah Se har member ka yahan per kam karte hue fayda ho jaega
        • #5 Collapse

          Re: Sawal: Percentage In Point (PIP) nano account main kis tarha calculate hoti hein?

          What is pip.

          Pip ka matalb hota hai percentage in price. Ye minimum vaule hai jis ma market currency ko calculate kiya jata hai. Ik show karta hai k ik currency dosri currency k mukablay ma ketni change hoe hai jb k 2no ko forex pair ma represent kiya jata hai. Zayada tar pair ma pip decimal k bad 4th number ko indicatr karny k lae use kiya jata hai. Kuch currencies ma ye decimal k bad second number ko show kar karny k lae b use hota hai. Market ki movement k bary ma b ham pip ka lafz use karty hain k market ketny move move kar gae hai. Spread ko b ham pips ki sorat ma he measure karty hain. Stop loss or take profit ko set karny k lae b hamy pip ko consider karna hota hai. Jb trade over ho jati hai to trader ko ya to kuch pip ka profit hasil hota hai or ya etny pip ka loss hota hai. Profit or loss k lae ham en pip ki value ko calculate karty hain.


          Nano pip.


          Nano measurement method baki sb methods sy zayada accurate ni samja jata hai. Nano pip ko ham pippet ki name sy b janty hain. Nano pip ki defination ye hai k ye decimal k bad 4th number ki bajae 5th number ko kaha jata hai. Misal k tor par ik currency value ki value change hoe hai 6.9876 sy 6.98794 eska difference 0.00034 banta hai eska matlab hai k trader ko 34 nano pip mele hain. Ye method bhot small change ko show karta hai jo ham ignore kar dety hain. But jesa k pehle kaha giya k ye method etna effective ni hai kiu k bhot sy trader etny small chage ki taraf tawajo ni dety or esko ignore kar dety hain. But atleast hamy eska pata zarur hona chahe.
          • #6 Collapse

            Re: Sawal: Percentage In Point (PIP) nano account main kis tarha calculate hoti hein?

            G dear friend jhan tak ap nay bat ki hai pips ki tu ye count har aik account mai aik say he hoti hai es mai faraq ye hai kay ap nay gold pair mai trading kartye hain tu us mai diffrent ho gaye kitnye pips move howa hai ye show hota hai jub kay ap usoil mai kam kartye hain tu us pair mai kafi alhida hoti hai tu ye sari bat ap kay mind set ki hai kay ap es mai kis tarz say kam kartye hain aur ap kis cheez pay kam kartye hain jis kay bad ap ka kam kafi acha ho jata hai tu ap nay acha kam karna hai tu us kaliye zaroori hai kay ap aik he pair mai kam karain ab jub bat a jatye hai nano account ki tu us mai tu ap ka kam hai kay ap es mai na tu gold mai kam kar saktye hain aur na he ap kam usoil mai kar saktye hain tu ap nay kam karna hai tu ap account mai kam kartye hain tu ap curency pair mai kam kar saktye hain tu us mai ap ka kam hai kay ap aik curency select kar ksy us mai kam start kar dain aur ap ka kam gai kay ap kam kartye hain tu is mai he muslsal kam karain ta kay bad mai ap kay kam mai kafi asani ho jatye hain aur ap es mai acha kam kar kay kamyab ho jatye hain tu ye persetage usi hisab kay sath hoti hai aur ager ap es mai acha kam kartye hain tu ap ko es mai sub samjh a jatye hain jis kay bad ap es mai apna kam asani kay sath kartye hain aur ap es mai acha kam kartye hain aur bad mai ap es mai kamyabi patye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath acha karnye ki kosesh karain aur ap es mai dil say acha kam kartye hain tu ap ko es mai pips ki samjh asani kay sath a jatye hain jis kay bad ap es mai kamyab ho jatye hain
            $$$ Never Give Up $$$
            • #7 Collapse

              Re: Sawal: Percentage In Point (PIP) nano account main kis tarha calculate hoti hein?

              Assalamualaikum ji Bhai aapane bahut hi achcha sawal poochha hai bahut se log ke sawal puchte Hain forex trading mein PIP kya hoti hai pip basically aapke kisi bhi comment ki price main vah chhote se chhota change hai jitna bhi aap ki price mein ek chhote se chhota change jaega chahe vah change aapka positive mein ho matlab bole scandal mein Ho ja hua negative mein ho matlab bearish candle mein ho iska matlab yah hai ki jab bhi aap ka 1 point market mein rate profit mein jaega aap mein jaega yah 1 point rate down mein jaega to usko Ham ek tip bolate Hain tu to aap yah samajh Le ke forex trading mein forex trading mein mein mukt live commodities ki ki price ko samajhne ke liye ye ka word istemal Kiya jata hai ki aap easily samajh sake ke aaj is specific commodity is Pacific company ke shares mein kitna profit hua aur kitna laswa pass Karen aapka ek jaise ke silver ka hi 0.05 ka hai agar aap 0.05 ke hisab se dekhen to aapko agar koi batata hai ki aaj silver mein 20 ka ijaafa hua hai yah 1 ghante h1 ke hisab se silver ki PIP 20 percent ya 20 badi hai to iska matlab yah hai ki aap 0.05 ko multiply karenge 20 se jiska matlab yah hoga ki aapka ka jo silver hai vah 0.100 isase aapko yah pata chal jaega ke easily ke market kya UP mein ja rahi hai yah kya down mein ja rahi hai kyunki internationally language mein yah forex trading mein bahut se log kam kar rahe hote hain kuchh ka talaq Pakistan se hota hai kuchh kahta log India se hota hai aur kuchh log America mein baithkar kam kar rahe hote hain isiliye PIP ka origin Kiya Gaya ke logon ko aasani ke sath communicate kiya jaaye aur aasani ke sath unko samjha ja ja sake ke aaya kya market ab profit mein gai hai kya kya market down mein gai hai

              PIP ki zaroorat kyon pesh I

              PIP ki zaroorat isliye pesh hai kyon ke forex trading mein bahut se log kam kar rahe hote hain kyunki yah ek international business hai kuchh kahta unlock Pakistan ke sath hai aur kuchh India se belong karte hain aur bahut se log to aise Hain Jo America mein baith kar kam kar rahe hain ab India mein log Hindi bolate Hain Pakistan mein log Urdu bolate hain aur ISI tarah India aur aap agar China mein jaenge tu wahan ke log Chinese bolate Hain Japanese ke log Japanese bolate hain aur foreign countries mein English chalti hai to Koi aisi ek language istemal ki chai jis language ka ka istemal karte hue sab ko yah baat samjha de jaaye ki aapka yah specific amount atiya aapka yah specific share itna profit mein Gaya aur iska opening yah tha aur uska close yah tha aur yah itna vah last mein Gaya to uske liye jarurat padi ke ek aisa word se maal kiya jaaye ki jisko sab aasani ke sath samay se aage to iske bad FIR paper ka origin vah aur pet istemal hona shuru HO
              • #8 Collapse

                Re: Sawal: Percentage In Point (PIP) nano account main kis tarha calculate hoti hein?

                g han hamen pata hona cahiye ke market main pip main kese movement hote hae hum is main jitna ache tarah se kam kar jate hain hum is main success hasil kar jate hain hum is main mehnat jitna zayada kar jate hain hum is main kuch na kuch hasil kar he lete hain bas hamen is main kam ache tarah se kar he jana hota hae to bas is liye hamen bhe cahiye ke hum is amin ache tarah se is main kam karna cahiye take hum is main success hasil kar saken hum jitna zayada is main mehnat kar jate hain hum is main jitna success hasil kar lete hain hum yahan se kuch na kuch hasil to kar he jate hain to bas is waja se hamen cahiye ke hum is main meh at karen mehnat hamare jitne bhe zayada hote hae hum is main se kuch na kuch hasil to kar he lete hain bas hamen kabhe bhe himmat nhe harne hae balke hamen to is main mazeed mehnat karne hae hum is main jitna ache tarah se kam kar jate hain hum is main se success hasil kar lete hain to bas dil se is main kam karen take hum is main success hasil kar len to bas hamen cahiye ke hum is main ache tarah se aik acha trader ban jane ke liye dil se acha kam kara karen hum jitna ache tarah se is main success hasil karte hain hum is main utna he to kamyab ho jate hain is main bas hamen mehnat zayada karne hote hae to bas is ke liye hamen is main mehnat karne hote hae jo is main mehnat karte hain wohe to is main success hasil kar jate hain is main tab he to wo is main successful ho jate hain is main to bas hamen bhe cahiye ke hum bhe is main mehnat karte raha karen
                • #9 Collapse

                  Re: Sawal: Percentage In Point (PIP) nano account main kis tarha calculate hoti hein?

                  percentage wali strategy ko use akrna bara e koi asan method hota hay aap log bhi kar saktay hein asani say koi bhi approa jis se murmur apni trd ko bahtr se baht kar alrightachi erantage kar skty haub tak murmur achi traing nahi kar sktmutter kbhir skty hain or hmaisha mutter kamyb trdaing tab he kar skty hub hmarig aik right kaaing satrtgy alright shr mutter achi or miyari tr chahty hain tu hin solid satrtgy ki zarort hoti hai tu hmaisha aik strong satrtgy ko apni trdaing sigificant shamil agers alternatively accessible yahihota right murmubasic kis tartgy ko use kar alright faida ottment karni hoti hai to aus se phly ap demo account wellknown kaam karty hair ap ko pata hota hai alrigyskip kitni venture ho gi jiswellkno ap asani se kaamakty hair ap ne ais trading beti shippers ko Apne tarke kar Banane chahe aur unhen ke or imhana chahie Forex tradiusiness Mein fix ri nahi humesha moving ransein trading stage bahut jyada Amit Hoti Hai Kyunki Ek accha stage hai aapko fitting time staailer gae aur close karne ki position
                  • #10 Collapse

                    Re: Sawal: Percentage In Point (PIP) nano account main kis tarha calculate hoti hein?

                    Yes dear aapane bahut hi acchi informative post Hamare Sath share Ki Hai no doubt Jab Ham Forex trading Mein kam kar rahe Hote Hain To Humko Forex trading se related different important factors ko focus karna hota hai otherwise Hamare liye bahut jyada problem hoti hain Agar Humko Forex trading se related maximum information Hasil Nahin hongi To Ham Ko kabhi bhi Forex trading Mein profit or se nahin ho sakta isliye Hamari Puri koshish honi chahie Ke Jab Ham Forex trading Mein kam kar rahe Hote Hain To Humko Forex trading se related maximum information Hasil karne ke bad Apne account per trading Karni chahie otherwise Hamare liye bahut jyada problem ho sakti hain.

                    Dear jab aap Nano PIP ki discussion Karte Hain To sabse pahle aapko yah Pata Hona chahie ki market Mein percentage in point ( PIP) Kya Hota Hai. Dear Yeh Ek Aisi quantity Hai Jiski help se aap market ki movement ko measures kar sakte hain. Dear jab Ham decimal ke bad 4th point ko calculate Karte Hain To usko market Mein percentage in point Kaha jata hai aur jab Ham decimal ke bad V point ko calculate Karte Hain To usko Nano percentage in point Kaha jata hai.

                    dear jab aap apne account per Nano percentage in point istemal kar rahe hote hain to is related aap ko pata Hona chahie kya aap iski calculation kaise kar sakte hain Kyunki jab tak aap isko properly calculate nahin kar sakte to aap apni trading per stop-loss aur take profit ki limit ko properly apply nahin kar sakte Agar aapki percentage in point ki calculation wrong Hoti Hai To usse aapki trading per negatively affect ho sakta hai aur aapke liye bahut jyada problem ho sakti hain isliye Koshish Karna chahie ke percentage in point sa related complete information karne ke bad usko apni trading per apply Karen.
                    • #11 Collapse

                      Re: Sawal: Percentage In Point (PIP) nano account main kis tarha calculate hoti hein?

                      pips ka matlb percentage in point hai aur is ko hum is tarhan define ker sakty hain k market k rate pe last mein jo digit show hota hai hum usy pips kejhty hain pips ki forex k platform aur us ki market mien bohat zeada value hai humen pips ko kabhi bhi ignore nahi kerna chahiye pips ko dekhny k baad he humen market k broker k commission ka andaza ho jata hai k borker hamara commission kitna cut ker raha hai aur humen broker kitna profit dy ga humen pips ko watch ker k kaam kerna chahiye aur in ko kabhi bi ignore nahi kerna chahiye humen pata hona chahiye k amrket mein pips ki moment kis tarhan ki hoti hai agar hum is ko gor se samjhen gy tou humen profit hasil ho ga aur hum forex par successful member ben jayen gy
                      pips ki zaroorat is liye mehsos hoti hai kuen k is par dunaiya bhar se log kaam ker rahy hain aur ye aik world wide business ben chuka hai yahan par bohat se log pakistan se kaam ker rahy hain aur bohat se log india se kaam ker rahy hain isi tarhan yahan world wide kaam ho raha hai pips actual mein aapke kisi bhi comment ki price main wo chote se chota change hai jitna bhi aap ki price mein ek chhote se chhota change jaega chahe wo change aapka positive mein hai chahy negative mein humen pips ko dkeh ker he kaam kerna chahiye pips ko samjh ker kaam na kerny waly log hamesha nakam hoty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Sawal: Percentage In Point (PIP) nano account main kis tarha calculate hoti hein?

                        dear friend, percentage in point ki abbrevation pip ha, jo pair ki minimum price change ko measure karta ha, ye aik currency ma dusri currency k against change show karta ha, ziadatar pairs k decimal k bad fourth value(0.0001) ko represent karta ha lakin kuch pairs ma ye decimal point k baad 2nd value(0.01) b hoti ha, maximum traders 2nd method ko prefer kartay hain q k ye flexible aur calculation ma easy hota ha, pip ki value calculate karnaay k 3 cheezain zarurat hoti hain jin ma pehli khud pip, dusri currency paie ka exchange rate aur teesri lot size jo trader na use ki hoti ha, istarah pip ko exchange rate k sath divide kar k lot size sa multiply kar dia jata ha,

                        pip ki further small classification pippet hoti ha jisay hm nano pip kehtay hain, ye pip kaa 1/10 b ho sakta ha, pippet bht small value k liay use hota ha aur decimal point k baad 5th (0.00001) ya is sa next value hoti ha, lihaza kisi pair ma is tarah ki small change ko trader ignore kar daitay hain, pips ki value k liay different types of lots b hoti hain jinhain standard, micro aur mini lot kehtay hain, nano account k liay hm micro lots use kartay hain, market ki up and down moments ko b hm pips ma measure kartay hain aur different pairs k spread ko b pips ma measure kia jata ha, trading tools ko set karnay k liay b pips ko proper use karna chaiay ta k safe trade possible ho sakay aur hm thek calculation kar sakain
                        • #13 Collapse

                          Re: Sawal: Percentage In Point (PIP) nano account main kis tarha calculate hoti hein?

                          Forex trading main kisi bhi pair ki movement yani price kay up and down ko ham pip ka name daity hain. Laikin PIP stnad for percentage in price, ap nay jo percentage in point likha hay woh sai nai hay. Behrhal pip ko ham kai maanon main istemal arty hain aur iski afi jaga hamain use bhi milti hay. PIP kisi bhi pair main yani point ya isharia kay bad hoti hay, kuch main 2, kuch main 3 ya kuch main 4th decimal hoti hay, isko ham profit and loss measure karny, aur trade lagany say pehly security ki current position jan'ny kay liye use karty hain. Maximum traders apni trade main pip yani decimal value ka he istemal karty hain q keh is say market ki movement say hamain reasonable profit mil jata hay.

                          Nano pip (pippet).

                          Nano pip intehai mamooli change ko bhi show karti hay, yani ye 5th decimal number hota hay jo kai securities main hota hay, laikin iskay mutabiq ham a to lot set kar sakty hain aur na he ham isky mutaniq stop loss ya take profit set kar sakty hain. Q keh nano pip sirf minor changing observe karny aor kisi had tak profit and loss per effect hoti hay, jab keh hamain order set karty waqat stop loss ya take profit pip yani 4th didgit per he lagana hota hay, nano pip ko forex main itni importance bhi hasil nai q keh iska itna ziada maqsad nai hay. Albata scalpers apni trade main nano pips ki movement ko bhi calculate and observe karty hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Sawal: Percentage In Point (PIP) nano account main kis tarha calculate hoti hein?

                            Dear pip ka mtlb ye hota hy adan alfaz me ye Kay currency me dot ki right side 4 digits hote hain jese k 1.3324 jab price 1 point aage ho jaye yani 1.3325 ho jaye to hum kehte he 1 pip me azafa ho gya hai traders apne loss ya profit ka hisaab pips k zyada hone ya kam hone se lagate hain har trader k pip ki value alag alag hoti hai kisi ka pip 1 cent main hota hai aur kisi ka pip 1dollar hota hai kisi ka pip 10 dollars ka hota hai maslan aik pip 10 dollars ka ho to 5 pip k profit par 50 dollars profit hota hai market mein kisi pair ki movement hoti hai aur woh market mein aik step ki movement kerta hai tou uss aik step ya aik point ko pip kehtay hain aur humain jub bhi trade kerni ho tou pips ko count ker kay take profot lagaya kerain iss sae humain faida ho ga aur loss kay chances bbhi kam hoon gaye market aik point move karti hai tu kaha jata hai kay market aik pip move ki hai is lea ham market main movememnt ko pip kaha jat ahia dear isi taha ki posting karty rahna chaaea is main hamra hi faida hai kyun kay jab bhi informative posts karty hian ham us main acha bonus hasil karty hain practice karty hon to pips ko 0 rehna dayty hon to acha profit hasel hota hy or es say zyada knowledge ni hy meray pass pips kay baray mein ham log forex forum par es kesaam ke thread kar kay apnay knowledge mein izafa kar saktay hein
                            price main different bhe pips main count hota hai jsa k gold main 60 pips ka hai eurusd main 3 pips our gbpjpy main 7 ka hai ager app standard lot k sath trade ker rahy ho to pher us main aik pip move pay 1 dollar profit our loss ho ga hain is main ziada ya kami hoti hay jis say maloom parta hay kay pip main izafa hoa hay ya kmi hoti hay har currency ka pip ka frk hota hay jis main kisi ko aik pip main 10 dollar tk ka b faida ho sakta hay or kisi main boht km hota hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Sawal: Percentage In Point (PIP) nano account main kis tarha calculate hoti hein?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: mtkpak پيغام ديکھيے
                              Main ye janan chahta hun kay Percentage In Point (PIP) nano account main kis tarha calculate hoti hein?
                              Nano account jab ham forex market main trading ky liay choose kerty hain tou is main hamain kuch problems bhi face kerna perti hain jin main sy aik percentage in points ki calculation bhi hai ky nano account main trading ky liay price digits increase ho jaty hain Jesy ky agar normal account main after point two digits hoty hain tou nano account main after point six digits hoty hain jabky market main movement kafi zyada hony ky bahd hamain open trade main kuch profit ya loss hota hai kyun ky ham kisi bhi broker ky through forex market main register ho ker trade ker rehy hoty hain tou market ki movement per hi hamara profit aur loss depend kerta hai ky agar koi broker kisi aik pair main normaly three three pips spread charge ker raha hai tou nano account main yeh ready three pips ki bajaey three thousand pips per chali jati hai lekin same account main market ki movement bahot zyada fast is waja sy show ho rehi hoti hai ky normaly single pip movement ko nano account main thousand pips movement ky equal calculate Kia jata hai

                              Jab ham forex market main koi bhi account register kerty hain jin main standard account hai ecn hai micro aur nano account hain tou hamain sab account ky through spread bhi equal hi pay kerna perta hai jabky hamari trading main profit aur loss bhi market ki movement main same hi hota hai just hamain market ki movement ko calculate kerna kuch mushkil hota hai ky standard account main tou ham market ki normal movement pips ki surat main calculate ker lety hain jabky micro aur Nano account main hamain multiple pips ko calculate kerna hota hai ky hamain agar kisi selected percentage main risk lena hai ky ham kuch pips stop loss aur take profit set ker sakain tou usky liay calculation mushkil hoti hai lekin jab ham same account sy trade continue ker lety hain tou phir hamain kuch time period ky bahd trade kerty huey samajh aa jati hai ky ham forex market main trade continue ker sakain aur ham market ki pips main movement aur take profit aur stop loss ky liay bhi movement calculation ham asani sy ker lety hain
                              Last edited by ; 18-09-2020, 04:56 AM.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X