Dragonfly doji candle kya hoti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dragonfly doji candle kya hoti hai
    Dear friend Dragonfly doji candle ke bare mein Hamen Jarur inform Karen aur Hamare experience main Jarur izaafa Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Dragonfly doji candle kya hoti hai

    Doji candle ko candlestick pattern ki study kar kay achi tarha samjha ja sakta hai or ye bohat faida de sakti hai kiun kay is se mostly price reverse hoti hai or trend ki continuation ka bhi pata lag sakta hai is liay me tu strongly recommend karu ga kay is candle ki trend continuation me or trend reversal me jitni ziada practice or study ho saky Karen. Is kay ilawa forex kay charts me bhi doji ko find kar kay learning ki ja sakti hai.
     
    • #3 Collapse

      Re: Dragonfly doji candle kya hoti hai

      Dragnofly Doji
      ​Dragnofly Doji Markeet ki reversible ko showshow Karti hai Matlab k Trend jaha c start Hua tha us point Tak Lazmi Ay ga Iska koe time ni kab Ata haj Ik ghante mein ay ya ik mint mmein Ay to hmen chahiye k Dragnofly doji ko lazmi indicate kiya kren rading k time
      Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
      • #4 Collapse

        Re: Dragonfly doji candle kya hoti hai

        Market mein candelstick patterns par kam karty huey aapko bbut si important candles ko prhna parta hai. Aur in ky functions jan kar traidng krni parti hai inhi candles mein se ek candle dragonfly doji bhi hai.​Yeh candle market me bht important role play karti hai aur mostly confirm signals provide karti hai. Iska use aapko ana chaye yeh apki trading mein behtri la skti hai.

        Doji candle ki formation tab hoti hai jab market almost top ya bottom par mojud ho tab yeh candle banti hai jis mein market ki down proce aur upper price mein end par almost zero change hota hai aur yeh change bhut low hota hai jsiki wjha se candle ki body ki formation is trha hoti hai jis trha cross hota hai. Aur is mein body bht choti hoti hai. Yeh market mein stop zahir karta hai. Aur ek trend ky stop ky bad trend ky reversal ka signal deta hai.

        Function of Doji :

        Doji candle tab banti hai jab market ya to ek trend mein chalny ky bad top par ho ya almost bottom par mojud hk. In dono ky correspondence doji market mein trend reversal ky signals deta hai. For example ; agar market bearish trend ky bad bottom par mojud hai jisky bad doji ki formation hoti hai to yeh doji Bullish pattern ki indication krti hai.
        Isi trha agar market bullish pattern ky bad top par mojud hai to doji ki formation Bearish trend ki indication karti hai. Aur isky bad market downwards move karti hai. Aur iska function bearish trend chalana hota hai.
        • #5 Collapse

          Re: Dragonfly doji candle kya hoti hai

          dear is me hamen Sab sy pehly ye samjhnyki zarorat hy Kay doji meaning kya hy Japanese language me doji cross ko kehty hen ye chart bhi cross ki form mein hi show hota ha. Doji usually small candlesticks hoti hain jis ki shadow aksar small hoti hain. Doji se trend reversal ka pata chalta ha. Doji ki 4 types hain: Long legged doji, gravestone doji, dragonfly doji aur Four-price doji. In mein se sab se important gravestone doji aur dragonfly hain. Gravestone doji aur dragonfly doji ka 1 hi leg hota ha, gravestone ki shadow ooper ki taraf jab k dragonfly ki shadow nechay ki taraf hoti ha, in ki second shadow kabhi bilkul nahi hoti ya kabhi bohot small hoti ha long bullish key bad ka candle me agar doji candle ban jata hay to ye bearish reversal ka signal hota hay es tarha long bearish candles me be doji ka ban jana trend reversal ka eshara deta hay hamari koshish honi chaye key doji key sath ham hammer candles ko be samjy ye be trend reversal ka signal dety hey, mera expernice hay key candle chart frame me har candle market ki badalti sorat e haal ka pata batati hay open dekhty hai aor ais mai candle ka close area jo hota hai wo candle ki body hoti hai ais mai jo wick hoti hai wo aus candle mai high aor low ko show karti hai aisy hi Doji jab banti hai to ais mai high aor low kafi hoti hai market magar ais candle mai body jo hoti hai wo bahot choti hoti hai ya na hony k barber hoti hai aisy hi ais mai ye hai k agar ye doji resistance ya support par banti hai to aus k baad ye confrm hota hai k market ne ab yaha se reversal leni hai agar hum ye dekh ley to hum ko ye pata chal jata hai k market ne ab yaha se wapis jana hai hum waha se entry le sakty hain direction ko follow ni krty aur kbhi kbhi kr bhi jaty haen akser traders en patterns se dhokha kha jaty haen wo jb dakhty haen k aik week pattern Bana ha but market ne usy bht ziada follow Kiya ha tu wo apny zehn mein ye bt fix kr laity haen k es trha k patterns achy hoty haen aur jb agli dafa aisa koi pattern bnta ha tu wo trade laga daity haen jo follow ni krta aur Un ko loss ho jata ha aisy patterns traders ko bht confuse krty haen traders ko chaye k wo Apna rule banaen k unhn ne aisy patterns pe dehan ni daina. Ab dosri qisam k patterns jo bht perfect hoty haen q k forex market 100% ni ha akser aisa hota ha k perfect patterns bhi follow ni hoty but ziada ter follow ho jaty ha ab jb trader perfect patterns pe trade lagatar ha tu kbhi aisa hota k us ko loss ho jata ha wo dar jata ha aur next kbhi aisa pattern bnta ha tu us dar ki Waja se wo trade ni lait aur wo pattern bht acha follow kr jata ha aur trader afsos krta reh jata ha es lye traders ko chaye week trades pe kbhi trade na krean aur perfect patterns ko met choraen q k agr wo aik mein loss krta ha tu baqi Kai trades plus mein jati haen jis se loss recover ho jata ha.
          There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
          • #6 Collapse

            Re: Dragonfly doji candle kya hoti hai

            is ke madad se hum ache tarah se market main trading kar sakte hain is ke liye hamen mehnat bahut karne parte hae lakin jo is main mehnat kar jate hain sahe tarah se wo is main kamayb bhe ho jate hain bas hamen bhe cahiye ke hum is main sahe tarah se acha kam kara karen jitna zayada ache tarah se hum is main kam karte hain hum yahan se kuch na kuch to hasil kar he jate hain lakin hamen cahiye ke hum is main kuch naya karne ke sochen hum agar is main sahe tarah se acha kam karte hain to hum yahan se kuch gain kar saken take hum is main se success hasil karen to bas is ke liye hamen is main dil se kam karna ho ga hum is main mehnat karte hain ache tarah se kam kar jate hain to hum yahan se bhe success hasil kar he jate hain hamen bas is main mehnat karne ho ge take hum yahan se success hasil kar saken hum jitna zayada is main sahe tarah se ache tarah se kam kar jate hain hum yahan se kuch na kuch to gain kar he len ge hamen bas is main mehnat karne hote hae jo bhe log is main sahe tarah se kam kar jate hain to hum is main kuch na kuch to hasil karte he hain to bas hamen bhe is main acha kam karna hota hae jitna sahe tarah se or ache tarah se hum is main kam karte he hain hum is main ho jate hain kamyab bas hamen cahiye ke hum mehnat karna na choren hum agar is main mehnat karte rahen ge to hum is main success hasil kar he len ge to jitna ho sake isko seekhen
            • #7 Collapse

              Re: Dragonfly doji candle kya hoti hai

              Assalamualaikum dear forex members kya hal ha
              Hum market ma candlestick per pattern per kam karte hue aap ko bahut hi important candles ko padhna padta hai aur inky functions jankar trading karni padati hai inhi candles mein se ek candle dragonfly doji bhi hai yah candle market mein bahut important role play karti hai aur mostly confirm signal provide karti hai iska use aapko aana chahie aapki trading mein behtri la sakti hai
              Doji candle ki information tab hoti hai jab market almost top your bottom per maujud Ho tab yah candle banti hai jismein market ki down price aur offer price mein and per almost zero change hota hai aur yah change bahut log hota hai jiski vajah se Kendall ki body ki information is tarah hoti hai jis tarah cross hota hai aur ismein body bahut chhoti hoti hai
              • #8 Collapse

                Re: Dragonfly doji candle kya hoti hai

                hum agar market mein kaam kerty hain tou humen candle stick patterns ka aik achi know how honi chahiye kuen k begair is k hum aik achi trade nahi laga sakty har trader apni merzi se candle ko use kerta hai wo aik aisi candle ka intakhab kerta hai jis k bary mein usy aik achi information hoti ahi wo kabhi bhi galat candle stick ko use nahi kerta humen trading k dermyan ya phir use se pehly candles ko parhna parta hai k wo humen kea signals provide kerty hain aur humen un ki functionalities ko samjh ker kaam kerna chahiye un mein se aik candle dragonfly doji candle bhi hai ye candle market mein signals deny ki wajah se bohat important role play kerti hai aur is ka use humen aana chahiye kuen k is se humen trading mein benenfit hasil ho sakta hai
                doji candle ki information tab hoti hai jab market taqreeben top par ya phir bottom par maujood hoti hai aur ye candle us waqt benti hai us time matket ki down price aur offer price mein almost zero change hota hai is ki wajah se candle ki body ki shape is tarhan ki ho jati hai jesy k cross bena hua hota hai aur is candle ki body bhi bohat zeada choti hoti hai is candle ki wajah se hum market mein achi tarhan se trading ker sakty hain ye market mein stop ko zahir kerti hai aur aik trend k stop k baad ye trend k reversall ko show bhi kerti hai doi candle tab benti hai jab market aik trend par rehny k baad ya tou top par ho ya phir bottom par ho
                • #9 Collapse

                  Re: Dragonfly doji candle kya hoti hai

                  What is dragon fly.

                  Je dear dragonfly doji candlestick ki ik type hai or ye market ma potential reversal ko show karti hai or ye upside b ho sakta hai or down side b. Dragonfly past action price k uper depend karti hai. Asa pattern tb banta hai jb market ma kisi stage par open, high or close ik he point ko show kar raha hu. Secondly eski long lower tail hun jo ye show kar rahi hun k market ma aggressive selling hoe hai but market apna status continue ni kar pae or usi point par ah kar close ho gae jaha sy open hoe thi. Asa es waja sy howa k buyers ny sellers ko absorb kar leya. Jb ye pattern up trend ma banta hai to eska matlab hai k price rise karny wali hai or ye pattern downtrend ma banta hai to es ka matlab hai k price fall karny wali hain. Dragonfly candle ki shakal alphabet T ki tarha hoti hai.


                  Limitation of using doji candle.


                  Dragonfly patter zayada common ni hai es lae ye zayads reliable b ni samja jata. Jb ye candle banti hai to eska matlab hai k ya to market apna trend continue kary gi ya phr market reverse ma jany wali hai. Dragonfly candle k pattern k sath stoploss ko set karna b easy ni hai. Trader confuse he rehty hain k kesy or kis point par stop loss ko set kiya jae. Ese tarha traders ko take profit b set karny ma bhot mushkilat hoti hai. Kiu k aksar unko es candle k bad targets ka he pata ni chalta. Es pattern ko achi tarha samajny k lae trader ko esm sath or b bhot sary patterns use karna party hain. Es k sath sath apna experience b use karna parta hai tb ja kamyabi hoti hai .
                  • #10 Collapse

                    Re: Dragonfly doji candle kya hoti hai

                    Han g bahut hi acha informative topic hai k dragon fly doji candlestick kaisa dikhta hai ,,,yeah bahut hi iportant direction btata hai k is position ki jb candle bnti hai to market mein reversla ki position ban jati hai....
                    Is candle stick k patrren ko 4 ways sy identify kr sakty hain....

                    **1 = is candle ki jo nifty longe range mein hoti hai ...

                    **2 = is candle ki close position aour open position same hi hoti hi ...mean that jahan yeah open hoti hai wahein close ho jati hai ...

                    **3 = third yeah hai kh is candle ki closing price saath saath hoti hai high price k ...

                    **4 = fourth py yeah hi k is dragon fly doji candle k lower shadow long hoty hain ....

                    In chaar cheeson sy ham is candle k pattren ko achi tarah identify kr sakty hain ..
                    • #11 Collapse

                      Re: Dragonfly doji candle kya hoti hai

                      Assalamualaikum

                      Market main kaam karty hoye Ap candle pattern follow Kar Kay achi earnings Kar sakty Hein agar apky paas candles ko follow Kar Kay kaam karny ki achi knowledge ho to Ap kamyab ho sakty Hein inhi candles main Sy Aik candle doji candle hai agar Ap Kay paas candles pattern ko follow kar Kay kaam karny ka acha expirience ho to Ap Achi earnings Kar saktay Hein

                      Doji candle tab banti hai jab market bilkul top ya bottom par moujood ho is tarah iski price main almost 0 ka change aata hai aur phir candle cross type banti hai Japanese zabaan main cross ko doji kehty Hein is liye is candle ko doji candle kehty Hein kiun iski formation hoti hai to Aik Cross banta hai ye candle hamen reversal signal deti hai aur ham phir ham achi knowledge Kay sath response Kar Kay achi earnings Kar sakty Hein

                      Is tarah ham phir isky signals ko follow Kar Kay achi knowledge Kay sath achi earnings Kar sakty Hein Jis waqt doji candle Banti hai hamen bullish ya bearish ka signal milta hai aur phir ham isky mutabik kaam Kar sakty Hein aur ye hamari earnings keliye faida deti hai jiski waja sy ham acha kaam karkay kamyab ho paty Hein
                      • #12 Collapse

                        Re: Dragonfly doji candle kya hoti hai

                        mai ap ko yeh batana chahta ho k doji kia hay aur doji dragonfly kia hay, is say ap bohat asani say trend k change honay ka pata chala saktay hain, is ki pehchan yeh hay keh yeh ksi bhi shakal may ho sakta hay, yani yeh christian k cross jaisa bhi ho sakta hay, ulta cross bhi ho sakta hay, plus k nishan ka bhi ho sakta hay, aur yeh aisa bhi ho sakta hay k candle k last may english word ("T") jaisa bhi ho sakta hay aur ulta "T" bhi ho sakta hay, yeh hota jab hay jab candle k starting price say lay kar candle move karti rahay lakin candle close usi price par ho jis par open hui thi ya phir thora bohat faraq ho. jaisa keh is picture may dikhaya gaya hay wali hogi, lakin jaha par doji dragonfly ban jati hay to us k baad jo candle banti hay wo ziada tar trend change honay ki nishani hoti hay, agar yeh bullish market may banay to market bear ho jati hay aur agar bear market may banay to next candle lazmi bull hoti hay yeh indicator nahi hay, yeh to chart pattern hay, may nay wazeh to kia hay, may asal may gold may trade kar raha tha to mujhay live market may yeh pattern mil gaya to may nay snapshot nikal kar yeh thread khol li, ta keh ap sab ko samjha sako, meray jitnay bhi threads hain sab may agar ap price par nazar rakho gay to ap ko pata chal jaye ga keh sab live account k recent snapshots hotay hain. Second post may bhi agar ap ghor karo gay to us pattern k baad ki hi continuation hay Candle aik chart learning pattern hay, ap ko shru say maloomat hasil karnay ki zaroorat hay, meta trader may teen tarha k patterns available hain, aik line, dosra bar aur teesra candle stick pattern, yeh third wala hay
                        • #13 Collapse

                          Re: Dragonfly doji candle kya hoti hai

                          Dear fresh members doji candlesticks ko bahut hi zyada ahimiat hasil hea Forex chart pattern mein abhi agar lafz doji ko define Kya jaaye to doji Doji japanese word ha, jis ka matlab cross hota ha, aur ye chart bhi cross ki form mein hi show hota ha. Doji usually small candlesticks hoti hain jis ki shadow aksar small hoti hain. Doji se trend reversal ka pata chalta ha. Doji ki 4 types hain: Long legged doji, gravestone doji, dragonfly doji aur Four-price doji. In mein se sab se important gravestone doji aur dragonfly hain. Gravestone doji aur dragonfly doji ka 1 hi leg hota ha, gravestone ki shadow ooper ki taraf jab k dragonfly ki shadow nechay ki taraf hoti ha, in ki second shadow kabhi bilkul nahi hoti ya kabhi bohot small hoti ha. AUR DRAGONFLY DOJI CANDLE BHI doji candlestick pattern se related hai aur pakistanis forex forum. I hope ypu will be right. And bhai main ap k sawaal sa agree karta hoon. And mujhy ya bhi pta by k doji k baary main kuch members ko nahee pta. So aj unko bhi btata chalta hoon k jab bhi ham tradding karain to hamain dogi mai karni chaheye so is sa hamain faida ya ho ga k hamko yah yahan tak bhi agaahee dyti hy k markeet na kab back ana hy etc. And hamain just dogi candles hi bahee balky all candles k baay main maloomat rakhni chaheye. And hamain zyada focus dogi candles k oopar karna chaheye q k ya hamain zyada faida pohncha skti hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Dragonfly doji candle kya hoti hai

                            Dear aapane bahut hi important question Dragonfly doji candlestick se related Hamare Sath share kiya hai no doubt Jab aap technical analysis Karte Hain To ismein aap Dragonfly doji candlestick ko bahut carefully study kar sakte ho ya apni trading per apply kar sakte hain. Dear agar aap Dragonfly doji candlestick ko properly learn karna chahte hain to sabse pahle aapko doji candlestick se related apni learning complete karna Hogi Kyunki Dragonfly doji candlestick doji candlestick ki ek bahut hi famous type Hoti Hai To sabse pahle main aapko doji candlestick se related iski definition batane ke bad aapko Dragonfly doji candlestick se related information update karta hun.

                            What is doji candlestick :

                            Dear Ek Aisi candlesticks Jiski body bilkul small hoti hai aur uski Shadow bahut lambi hoti hai usko aap doji candlestick kaise sakte hain iski body Agar Centre mein ho to isko different Naam Dete Hain aur Agar iski body bottom Ja top per ho to usko aap difference Naam Dete Hain aur iski visheshta iski different types Banai Jaati Hai doji candlestick market Mein Hamesha reversal trend ko indicate kar rahi hoti hai.

                            Dragonfly doji candlestick :

                            Dear jab aap Dragonfly doji candlestick ko observe Karte Hain To ismein Jab aap Kisi Bhi candlestick ki opening aur closing prices ko clearly study karte hain to aapko is candlestick ki body Hamesha uski opening level ke pass pass milati hai is candlestick ki body bilkul na hone ke barabar hoti hai aur usmein aap ko bahut lambi Shadow down side per mil rahi Hoti Hai Iski basis per aap iski recognition karte hue trading per apply karte hain aur ismein bahut Achcha profit Hasil karne ki position Mein a sakte hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Dragonfly doji candle kya hoti hai


                              Trading members above-mentioned picture main aap dekh sakte ho ke dragon pattern banaa hua hai aur aap ko stop loss and take profit indications deep white ki gai hai trade entry aapane kaise leni hai aur kahan per aapane apna stop loss set karna hai exit point ka decision lena hai dragon pattern aapko trading market mein best trading opportunities de sakta hai hai jisse aap apna profit target achieve kar sakte ho scalping trading ke liye aap dragon pattern ko use kar sakte ho ranging trading ke liye ab dragon baton ko use kar sakte ho iske liye aapko candle stick mein timeframes ka DCL Lena hota hai agar aap ka decision perfect Hoga planning acchi hogi to aap apni trade ko property per banakar close ka sakte ho.
                              Dragons pattwrn tb bnty hain jub market ma apko rqnging volatility nazar ay market aik band air level ky darmeayn stick ho jay selling buying pressure equal ho jay to market ma decision power weak ho jati hai.
                              Jub aik level py candles Jumble up ho jain to tremd weak hona shuru ho jata hai aor yeh indicate keta hai ky trend chang ho jay ga aosi situation ma ham reverse trade open kr ky kch pips ko hint kr skty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X