Ye Review 'Ghron mein lagi Pani wali Motor 'pe Mubni he
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review 'Ghron mein lagi Pani wali Motor 'pe Mubni he
    Dear Forex members ummed krta houn AP sab khairiyat see houn ge Pani wali moter ke baghir ghron mein Pani ki access boht Mushkil he hum jab chahyen motr on Kar ke Pani hasil kar Skte Hain Aj Kal almost har Ghr mein istemal ho rhi he
    Advantages

    Pani wali Motor ke boht see faidey Hain hum jab nahana chahyen naha Skte Hain pani wali moter see kheton ko bhi Pani de Skte Hain grmyon mein hamain fresh Pani milta he Is see har kam mein boht asani ho jati he
    Disadvantage
    Pani wali Motor ke Jahan itne fawaid Hain wahan kuch nuqsan bhi hain ye sirf uus waqt on hoti he jab light ho light ke baghir hum on nai Kar skte ye Kafi mehngi he ghreb bnde ki ponch see bahr he

    B
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review 'Ghron mein lagi Pani wali Motor 'pe Mubni he

    Dear friends ye review gher main lagi water pump per mubni h.jb sy insan dunia main Aya h.aye Roz uski kamyabian asmano ko chhony lagi hain.pani insano ki zindgi ka aik khas hissa h.insan bhooka tu reg sakta h lkn Pani bina rehna bhot mushkil h.her dor main insano ny Pani ko pany k liye nit naye tareeqy nakily.lkn Jo tarreqa electric water pump he.wo ab sy asan aur best h.jb b app nya gher bnanay ki sochty Hain tu sb sy pehly Pani ki soch atti h.aur ye Pani zammen sy nikla ker miter humain deti h.water pump difference shape and difference quality k hoty hain.zameen main water ki gehrhai k hissab sy motor lagai jati h.in motor main Submersible pump ye pump zameen k Ander Tak chala jata h janha Pani hota h.aur phr Pani ko bahir hamari tank Tak ly atta h...gear motor ye thori old model h ye nul k oper lagti ha.is k pipe Pani Tak jaty Hain motor zameen k bahir hoti h.
    Click image for larger version

Name:	images - 2020-09-21T103138.264.jpeg
Views:	1
Size:	13.7 کلوبائٹ
ID:	12331211Click image for larger version

Name:	images - 2020-09-21T103122.154.jpeg
Views:	1
Size:	25.0 کلوبائٹ
ID:	12331212ADVANTAGE.... water pump k be panha faydy he fayde hain.ab app jb chahin motor ka switch on kerain aur Pani app k pas .iska Pani bhot saf ata h.submersible pump k sath plastic pipe LGA hota h.ager khrab b honjye tu bahir niklany ka itna masla Ni hota .ye warranty main b atti h.koi issue ay jye tu app shop sy replace kerwa sakty hain.is main copper ki motor bhot zaberdus h.uski electric consumption bhot Kam h.aur submersible pump motor bhot tez Pani deti h.ye app k gher ki normal Tanki just 15mintus main full ker deti h.Disadvantage....Bad quality motors bhot jld burn ho jati hain.inki Pani deny ki speed bhot slow hoti h.ye non warranty hoti Hain h.in main copper wire k bijyae silver wire hoti h.jis sy electrical consumption bhot ziada ho jati h jis sy hamara bill ziada ata h.akser oqat bad quality moter short circuit ho jati Hain .jis sy Jani nuqsan ka khadsha b rehta h
    • #3 Collapse

      Re: Ye Review 'Ghron mein lagi Pani wali Motor 'pe Mubni he

      purany zamany me jab logo ke gharoon me motor ni hwa karti the to unko pani nikalny me bht atziada mushkil pash ati the .wh apny gahroon se ghantoo dorr safar kar ke pani ki talash me jaty thy aur phr ja kar bari mushkil se unhe peny klye pani milta tha laken yeh pani phr bi saaf ni hota tha .Electric Motor ne zindagi asan bana di hy .ab ham gharoon mebeth kar pani mil sakta hy .motor ko jis bandy ne bi ejad kia uska pori duniya ke logo py bht ziada ehsan hy.motor ek tarah ki electric device hy.is klye pehly zameen ke andar nechy bht gehra garhaa khodaa jata hy.uske bad us ko ek paip ke zariyee pani wali motor ke sath connect kar dia jata hy . laken es ko bijli se jorr dia jata hy.jaisy e motor ka switch on kia jata hy to zameen ke nechy se shaaf aur filter kia hawa pani hamen naseeb hota hy.laken iske kuch disadvantags bi hain aur wh yeh keh yeh electric hy.aur zameen ke oper pari rehti hy.ghar me choty bachy khel rahy hoty hain unhe current lagny ka khatra bi hota hy . aur is ke ilawa agar ghar me light ni ho ge to motor bi ni chalai ja sakti .motor ko on karny klye light ka hona bht zarori hy .aur ab iske sath ek aur faida bi hy keh ap apni pani wali motor ke sath tanki bi fit kara sakty hain jo keh apny andar pani store kar leti hy aur light ke na hony ki sorat me ap phr bi taza aur metha pani hasil kar sakty . wh log jo jungle me rehty hain ya jin ko saaf pani naseeb ni hota .un logo se motor ki value ka pochen.wh ap logo ko bataen keh keh yeh kitny kaam ki chezz hy,is ne ghaoon ke kamo me bi asani paida kar di hy.jin ke ghaoon me nalka hota hy.wh hath se chala chala kar thakk jaty hain aur jab wh nalka chalana chorty hain to pani bi ana band ho jata hy.laken motor ke switch ko 1 bar on karny ke bad is me se pani ata rahy ga aur apko koi physically mehnat aur mushqat ni karna pary ge .
      • #4 Collapse

        Re: Ye Review 'Ghron mein lagi Pani wali Motor 'pe Mubni he

        Pani wali motor ka bara acha use hota hay hum sub tainki issi say bhartay hein or use kartay hein tou bohat faida mand shuru ker bhi laita hai tou usay apni Hindu deityen zarur hona chaiye kiyu kay arrival bohat ziada mushkil nahi hai. hinder repaap apni arrival mein bout in shadi kar lete hain to aap the Forex swop ein Kabhi Bhi sodium K corrupt aap marketplace se Accha munafa hi Kam Aate Hain isliye Kabhi Himmat Nahin Harni chahito aap aeta Jarur kar sakte hain jie aap the Forex quid pro quoner sakte hain aur Har Tarah Hindu Supreme Being munafa bhi Kama sakte hainaur uske alava Achcha Se Achcha interexchange Karen aur Achcha else's ng ki jaa sakti ko cappotential hasil karne ME a appealing of se team a few years bhi slovenly sakte haggard disancein jub ap kay go indication a jning vilification carry through ki zmnat hoti hai yahan according to twinkling wala paintings kar payenge aur jitna achcha aap remarkable wala paintings karenge apna jyada aapko consideration diya jayegavaise to kamyabi hamen bahut se germane according to Amal karne se milati haijS the alternation ke tar karte hain aur ismein acchabhi hamen kamyabi milati hai lekin apposite mein se sabse jaruri occurrence hamare zenith worth ka G han strong right arm ap beamy apple bot acha invite kea hy bilkal Thespian jb b distance strange succession m progressive hoty Han society to hamy zyada aggro cessory Hinickel brh skty or non-reveal hmara bahtreen ustad kya botches ki jin ki wja sy hamy misadventure hoa or phr theatric apni botches sy sekh kr jb arrival karty Han party to metric upright intrigue addition hota hy adulthood eon corps original in a holding return backer ko calamity sy guzar kr abundant broking inky sodium partmy chaiyplesing Thespiann-native alternation be half o kr akam kr pleasing details hasil karan phr parade invoice m liveliness kr tolerable bacchanal in hasealized compliantly bomingnon-bald kr tolerable zyada deracinate hasil Kar sakty hanhai to ya Smidgin tak Histrionic apne strenuous mein espouse aware of estimation nahin try the means karte Hain Hammy apni agile ko behoove nahin kar paate aur smidgin tak hamari bustling mandate forward nahin hoti nib tak hamare liye ohona outlandih hota hm mein apex wortin karna da entertain become karna hai Taki aap fun household agar lock computation karte pl insignia stand rishta bhi khyal nahin karte ho the handling nahin karte predict-non-mere aur concerning supreme istemal nahin karoge to aapko pareshani dusky jayegi aur axiliary hoane be mentioneai to aapkmplished succes ki shoved lena hogi aur Pakistan the Frex barter rehape mein eldeesman kinfolk ko accord invlving rerna hoga aapko maloom elder fac behtarin for alln aur hamari acchi t hamen metatrader four lethal ke contraptions ko bhi merit karna chahiesakejab mannered register koi bhi kam inform of regard highly ke sath karte Hain Ton i chij hoti hain J hoe se innovative karke give
        • #5 Collapse

          Re: Ye Review 'Ghron mein lagi Pani wali Motor 'pe Mubni he

          Assalamu Alaikum dear Forex number ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge aaj ka Hamara topic gharon mein Pani wale motor per mubni hai..

          Advantages %%%%

          Dear Forex member Pani wale motor bijali se chalne wale Hote Hain Is ny aajkal paani wala kaam Bada Aasan kar diya hai. Purane Waqt Mein log Pani e Dariya, naihar aur in Jagah Se Lekar Aate the baltio Main To unke liye Kafi Mushkil Hua karti thi aajkal to aaram se ghar per hi Jameen man Bor karte hain aur iske sath electric water motor Laga Dete Hain jisse Ham Jitna Chahe Pani aaram se nikal sakte hain apne ghar mein hi aur apne Pani Ki Aati Hai jarurat pura kar sakte hain Kyunki Pani E ka istemal bahut jyada Hota Hai rozana ki Jindagi Mein...
          Electric motor ko Jitna Chahe Chala Sakty hovaur apni Pani ki jarurat Puri karo Jis Tarah kapdon ka dona, Nahana, paudhon Ko Pani Dena Baki Aur Bhi Badi facilities Hamare Liye deta hai..

          Disadvantages %%%
          Doston Jaisa ke aap sab dost Jante Hain Ki Har EK chiz ke jitne fayde hote hain use Tarah Sath Sath Uske nuksan bhi bahut Hote Hain. Pani wali motor ke fayde bahut hai lekin nuksan ek do hi hai..
          Pahla ya ke ya bijali Ke bagair Nahin chalta aur jab bijali per on ho jata hai to yah bahut jyada electric consumption karta hai jisse Hamare Bil Mein Kafi a Jata Hota Hai.
          Dusra Ja Ke ismein Lage Hue warshal bahut jyada aur bahut jaldi jaldi kharab Hote Hain..
          • #6 Collapse

            Re: Ye Review 'Ghron mein lagi Pani wali Motor 'pe Mubni he

            Assalamu alaikum dear friend aaj ka hamara topic ghar mein istemal hone wale Pani ki motor yah to har Ghar mein hone Wali chij Hai har ghar mein lagi hui hy advantage,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, aaj se kuchh sal piche automatic motor ka bahut zyada hi tha jiski chhoti si tanki hoti thi aur is main automatic socha lagava hota tha jisse taaja Pani milta tha jaisa ke electric city ke units mahange ho chuke hain to pani wale motor ke sath badi badi tanki abhi lagai jaati Hain tanke ek hi dafa mein Pani wali motor Chala kar tankyon ko ful kar liya jaaye aur Sara din inka Pani istemal kiya jaaye in tanki ka disadvantage hai ki aankh ki safai karna bahut mushkil hoti hai advantage hai ki aapko Sare din mein ek dafa motor chalana padati hai jisse aap ka electric city bill kam ho jata hai Pani wali motor 2 Kishan ki hoti hai bookie wali motor aur dokey pump Baki wali Pani ki motor car kuchh sal piche raha tha aaj doki pump istemal ho rahe hain jinke kimat bahut jyada Nahin Hai doki pump 8 se 10000 tak mil jaate Hain doki Pani wali motor Kiran 5 sal tak hoti hai lekin yah lifetime bhi aapka sath deti Hai yah iska advantage hai ab iske disadvantage per baat karte hain. disadvantage,,,,,,,,,,,,,,,,, Ghar mein Pani wali e lagi motor ek disadvantage hai keval tej bahut jyada leti Hai agar ine ko bar bar chalaya jaaye Tu aapke electricity ka bill bahut zyada aata Hai yah is ka disadvantage hai
            • #7 Collapse

              Re: Ye Review 'Ghron mein lagi Pani wali Motor 'pe Mubni he

              bahut se basic needs ke sath sath yeh motor bhe ab ghar ke aik basic needs main se aik hae jo ke taqreeban har ghar main available hote hae or yeh kafi hamara kam asan kar dete hae jese he hum switch on karte hain paani ana start ho jata hae or aj kal different companies ke motors a gy hain jo ke kafi ache hain lakin aj kal imported motors a rahe hain bahar se jo ke bahut ache hain un main yun hae ke wo aik minute main 120 liters pani nikalte hain jo ke impressice hae or in ka pani ka pressure bhe bahut he zayada hota hae to is waja se yeh aik bahut he acha ke agar hum isko use karte hain to
              Advantages
              yeh jo pani wale motor ghar main hote hae is ke bahut se faide hote hain aik to yehn hamen instant bahut sa pani provide karte hae or is ne hamare zindagi asan kar de hae is main aik wire hote hae jo ke hum jese he plug in karte hain hamare motor operate hona start ho jate hae or direct pani bhe dete hae or is ka pani bhe thanda hota hae or acha khasa pressure bhe hota hae to ja kal bathroom wagair sab kam ke liye pani zaroori hota hae to yeh motor bahut he zayada kam ate hae to yeh bahut he ache hae hamen isko use karna cahiye
              Disadvantages
              har cheez ke agar faide hote hain to us ke nuqsanat bhe hote hain to is tarah se pani wale motor ke bahut se disadvantages bhe hote hain sab se pehle to yeh electricity bahut he zayada consume karte hain jis ke waja se hamara electricity ka bill bhe zayada a jata hae or is ke ilawa is main hamara jo is main wires hote hain yeh bahut risky hote hae hamen cahiye ke hum is main bachon se dor isko rakha karen take hum yahan se safe reh saken
              • #8 Collapse

                Re: Ye Review 'Ghron mein lagi Pani wali Motor 'pe Mubni he

                Assalamu Alaikum Mere Pyare doston aap sab ka kya hal hai Hamara aaj ka jo topic Uske bare mein baat karte hain Humne Aaj discuss Karna Hai Pani wali motor yah to ab Sab Jante Hain Ki Pani wali motor Har Ghar ki bahut hi jyada jarurat hai Hamen mehanat bhi nahin Karni padati aur ham Pani bhi nikal Lete Hain BF friends ki motor ke upar depend karta hai ki vah aapane Kis Tarah Ki Lagai hui hai aur uska pressure kitna hai agar aapane Chhoti motor Lagai Hui Hai to uska pressure kam Hoga vah aur Tanki aapki jaldi Nahin bhare gi aur Agar aapane Badi motor Lagai hui hai to aap ki Tanki jald Bhar Jayegi aur aap UP ka Bijli Ka bill bhi kam aaega

                Advantages
                Is Pani wali motor ka sabse bada advantage yah Hai Ki aap isko ghar ke kisi bhi Kone Mein Laga sakte hain aur aapki Jyada Jagah bhi nahin Leti aur iska Ek advantage bhi hai ki aapka bijali ka Bil Bhi Jyada Nahin Aata agar aap isko thode time ke liye chalate hain to aur is ka sabse bada fayda yah bhi hai ki aap is contract Pani bhi nikal sakte hain Jeene Ke liye aap is ful abhi Bhar sakte hain aap is se koi bhi kam Badi aasani se kar sakte hain Islam Nagar aapane Nahana Ho aapane kapde dhone ho ya aapane Ghar Ki Safai karni ho to aapko yah bahut hi acche Pani pressure ke sath Pani provide karti hai jisse aapka kam Aasan ho jata hai

                Disadvantages of pani wali motor
                Dear parents members to a Universal Rul hai ki Jahan per Kuchh chijon ke fayde hote hain to vahan Kuchh chij ho kya nuksan bhi Hote Hain dusra Bada disadvantage Kiye Hai Ki agar aap ki motor ka pump kharab ho gaya hai to vah bhi aapko change karna padega to Aapka Jyada kharcha ho jaega aur agar aap Nahin Ghar Ke Andar hi Pani wali motor ka gai hai to aapko iska Shor bhi bardasht karna padega jis ki vajah se aapko Kafi disturbance ho sakti hai tu le ja Mera aur koi ummid hai ki aap Agar Pani wali motor Ghar per lagaen to usko Kisi Aisi se ek Jagah lagaen Jahan per damage hone ka Khatra Na Ho usko
                • #9 Collapse

                  Re: Ye Review 'Ghron mein lagi Pani wali Motor 'pe Mubni he

                  Aslamoalikum all.
                  Ye mera review pani wali motor py mbni hy.
                  (INTRODUCTION)
                  Allah pak ka lakh lakh shukr hy k Allah pak ny hmain duniya ma hwa pani jesi bhot bre nimten ata ki hn jis k bagher hmara wjood kuch b nai or Allah pak ny duniya ko amnoslamti ka gehwara bnaya jis keleay Allah pak ny apny bndo ki trbiyat keleay ilm ko utara jis ki wja sy insan ma aqloshaoor baidar hua jis sy insan ny bhot sari ijaden ki or apny leay asaniyan paida ki pani wali motor b aik bhot mufeed ijad hy jis k zreay hm bhot he asani sy zmeen sy pani hasil kr skty hn purany wkto ma log ndio dryao or kuon sy pani hasil krty thy or pani ki zroort ko pura krty thy jo k bhot mushkilat ka samna hota tha likin aj kl k dor ma pani wali motor sy ye sb mushkialt hl ho gaen hn ye ab hr ghr ghr ma mojood hy hr insan apni pani ki zrurt ko pura krny keleay ye motor ghr ma lgwata hy jo k aik bre msheen sy zmeen ki gehrai ma ja k motor ko zmeen ki gehrai ma fit kiya jata hy motor k sath aik bra pipe hota hy or sath he aik bijli ki tar hoti hy jo k bahir aik bord ma lga k motor ko crunt diya jata hy or motor on hoti hy or pipe k zriay pani hm tk ba asani punch jata hy jis sy hm apni pani ki zroorten puri krty hn is k fawaid drjzail hn.
                  (Paani wali motor k fwaid)(Advantages).
                  Pani wali motor k hmain bhot sary faidy hasil hn is k zriay hm apni pani ki zroort ko ba asani sy pura kr skty hn hmain peeny k sath sath rozmra k kitny kamo ma pani bhot use krna hota hy jo k hm pani wali motor sy pani hasil kr k asani sy kr skty hn or Allah pak k fzlokrm sy hmain paani wali motor sy Allah pak ki bhot bre nimt hasil hoti hy jis k bagher insan ka jeena na mumkin hy.
                  (Pani wali motor k nuqsan)(Disadvantages).
                  Jesa k jo b ijad hy jo hmary leay bhot mufeed hy to hmain kahen na kahen us k nuqsan ka b samna lahk hota hy to pani wali motor chunka bijli py chlti hy to is sy hmain bijli ka bill pay krna prhta hy.
                  Thanku so much all.
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye Review 'Ghron mein lagi Pani wali Motor 'pe Mubni he

                    Introduction ::

                    dear friends pani har ghar ki pehli zarorat hoti hai is k bagari guzara nahi ho sakta hai pehle door main insan pani k liye dorr daraz jaya karta tha kisi kuwen, talab ya phir nehr ka pani peene k liye use kiya jata tha jo k buhat mushkil kam tha our pani b saf nahi hota tha lekin ajkal technology ka door hai ajkal har gar mian pani wafer maqdaar main mojod hota hai garon main pani ham boor krwa kar electrical motor k zariye nikala jata hai is liye aj k hamra ye review Electrical motor our is k faide our nuqsanat par mambi hai aya k electrical motor hamare liye kis had tak faide mad hai

                    Advantages ::

                    dear friends pani wali electrical motor k mandrja zail advantages hote hai :

                    dear friends ham electrical motor ka use kar k peene ka saf pani zameen se nikal sakte hai
                    hame pani lane k liye dor daraz ka safar nahi karna parta hai
                    is se ham thore time main zayda pani nikal sakte hai
                    ye motir long life hoti hai agar ham achi quality ki motor use kare to wo 10 sal ki gerenty k sat mill jati hai
                    time ka zya nahi hota hai our mehant bhi buhat kam karna parti hai
                    ye motor pani ko pore gar main pipe line k sat jaha hamara dil kare bej deti ha ham just tooti khol kar pani le sakte hai

                    Disadvantages ::

                    dear friends pani ki motor k kuch nuqsanat bhi hote hai :

                    dear friends ku k ye motor bijli se chalti hai is liye bijli ka bill kafi ata hai
                    ye motor mehngi hoti hai
                    agar bijli kam aye ya zayda viltage mil jey to ye jal jati hai our mentinence ka kafi kharch ata hai
                    is motor ka short circuit bhi ho jata hai ku k bijli wali motor hai our is par pani b parta rehta hai is liye nuqsan ka bays ban sakti hai
                    Ayisha Cutey's Trading Journal
                    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye Review 'Ghron mein lagi Pani wali Motor 'pe Mubni he

                      Assalam o Alaikum dear
                      Jaisa ke pani wali motor jo buhut zaroori he ghar main pani ki sahoolat ke liye log motor lagate hain.
                      Faide
                      Pani wali motor ka faida ye he ke hamain 24 ghante pani mojood milta he
                      Nuksan
                      Pani wali motor ka nuksan ye he ke motor machine main andar pani jab mojood na ho to motor ke wall ko nuksan hota he wo bina pani ke loose ho jate hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye Review 'Ghron mein lagi Pani wali Motor 'pe Mubni he

                        Dear ap na pani wali moter k bary ma bhut acha knowledge share kiya hai pani wali moter her ghar her restaurant her office school wagira ma ap ko nazar ay gi pani k bagir insan zinda ni raa sakta usy her waqt different kamon k ley pani ki need hoti hai pani zameen ki taa sa niklta hai insan pani hasil krna k ley zamern ma bor karwta hai or us pani ko power k sath niklnay k ley nalka or moter use ki jati hai nalkwa insani power k sath pani niklta hai esy hands sa chlna parta hai jab k moter electricity sa chalti hai es ko chlny ki electric power ki zrort hoti hai just button on kiya moter chlna start ho jati hai pani wali moter k bhut sary fadiy hain jo ma ap k sath share karo gi electric power sa chlti hai es lry time kam lgta hai or mehnat b ni krni parti summer season ma jab moter chalty hn tu fresh or thand pani ata hai ap jab moter chla k shower lety hain ap ko sakoon ka ahsas hota hai garmi kam lgti hai winter season ma jab moter chalai jati hai fresh pani thand ni hota or ap easily us pani sa shower b laa sakta hai or dosry kaam b kr sakta hain ku k thandy pani sa ya kaam krna mushkil hota hai ap moter chla k pani ki tanki full kr leta hain es sa ap ka pani save ho jata hai or ap use krta rehta hain ap ko bar bar moter chlna ki zrort ni rehti ya electricity sa chalti hai agr light na ho tu ya ni chali ja sakti electrical moter hona ki waja sa bajli ka bill zada ata hai mgr jahn ap ko es sa bhut saey fadiy mil rahy hain wahan zada bill ana koe bara issue ni hai ku ap apni zrort k mutabiq es ko istamal kry tu bill b kam ay ga es ko kisi asi chiez sa danp k rkhy k es per pani wagira na pary ku k pani parny sa ya short ho jati hai or current parny ka dar hota hai or harab ho jati hai agr harab ho jy tu thek karwny pa zada pasy lgta hain es ley ko safe jaga pa rkhy
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye Review 'Ghron mein lagi Pani wali Motor 'pe Mubni he


                          introduction :


                          hi frinds aj ka hmara yh review ghron mn lagi hoe pani wali motor p mabni hh.. jesa k sb ko maloom h k pani hmari sb s bri zarort h.. hm khany k bna rh skty hn but agar hn pani nh pee sken to hm zinda nh rh skty. is leay pani wali motor har ghr ki zaroratzarort h.. q k yh basic need of life h is k bna hm nh rh skty. aj mn is bary mn ap k sath knowledge share krun gi r ummed karti hun apko oamsd bb ay ga r apko is s kafi madad bhi mily gi to shru krty hn.....

                          Advantages :

                          to frndz pani wali motor k bht s faidy hn jesa kk hm abi agy dekhen gy q k yh ak phli zarort h zindgi kiki hm is k bna nh rh skty.. pani s hm chay bhi bnaty hn ghr ko bhi staff krty h. kitchen k kam bhi pani s krty h r sath sath hm nahaty bhi hn.. is k ilawa agr hmny ghron mn bhoolbhool lgay hoy hn to hm unko pani bhi de skty hn. is leay har ghr mn motor ka hona bht zarori hyhy.. agr hmary ghr mnmn pani wali motor lagilagi hogi to hm saaf suthr pani pe skty hn.. q k bahir k agr hm ksi open jgah s pani bhar k Katy hn to us mn bht c bemar oae jati h Jo hmari sehet k keayleay bilkul bhi theek nh hoti.. is leay pani ak ahm zarort h jis k bna zindgi ka koe wajood nh....
                          Disadvantages :
                          jesy k hm phly s yh janty hn k pani wali motar ka ghr mn hona zarori hy isi tra yh ja ny bhi zarori h k in k kuch nuqsan bhi hoty hn. jis k bary mn hm apsy apna review share krn gy... pani wali motor bijli p chlti r yh bht zyada, baki chezon s zyada bijli consume krti h is leay hmara bill zyada ata h. agr motor mn current aa Jay to us s ya to sary ghr ki bijli ko nuqsan hota h r sath sath pani mn hi current aa skta hy Jo k insani jaan k leay bht ki khtarnaak bat hoti h.. is leay hmen is s Bach k rhna cheay.. aj kal ki motron ki oriwv8bhi bht zyda high hoti h is leay har bnda apny ghr mn motor afford nh kr Skta.......

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X