What is bid price & ask price in forex trading?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is bid price & ask price in forex trading?
    Bid and Ask

    Dear Members forex mein jab hum currency ke kisi bhi rate ko check kartey hein to hamen 2 types ke Rate dekhne ko miltey hein is mein aik "Bid" and dusra "Ask" in dono mein kiya difference hey wazahat se bayan karen.
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bids aur Ask price ke darmiyan konsa difference hota hey?

    dear friends
    Jab Ham forex market Mein trading Karte Hain To Hamen currency Ke 2 kism ke rates dekhne ko Milte Hain Jaisa ke upar review main bhi yah poochha gaya hai ki BID or ASK price mein kya Fark Hai To yah Vohi BID or ASK Hain Jab Ham trade Karte Hain To vahan per Jo currency ke Do rates hote hain unko Ham BID aur ASK kehty Hain iski Main mazeed wazahat aapko Bata Dun

    Bid price
    dear members BID price low price hoti hai ki Jab market move kar rahi hoti hai to usmein aapko do rate likhe Hue Najar a Rahe Hote Hain 1 up side pe likha hua hota hai aur dusra Joky down side pe rate likha hua Hota Hai jo downside per rate hita hy jo k Selling rate Hota Hai usko Ham BID price Kahate Hain Jab Ham Koi Sell key trade Lagate Hain to vo BID price se start hoti hai aur jab usko ASK price touch karti hai To us Waqt Hamara profit or loss 0 ho jata hai

    ASK price
    Dear member ASK price wo price hy Ke Jab market move kar rahi Hoti Hai To vahan per Jo currency Ke Do rates aapko Najar a Rahe hote hain on mein se to buying price hoti hai usko Ham ASK price Kahate Hain Agar Ham Koi BUY-trade vahan per Lagate Hain To Jab BID price ask price ko cross Karti Hai tab Hamara profit shuru ho jata hai

    sab se asaan alfaz mein k wo price jo niche wali price hoti hai wo ASK price Hai JO Upar Wali price hy wo buying price hoti hai
    • #3 Collapse

      Re: Bids aur Ask price ke darmiyan konsa difference hota hey?

      assalamu alaikum ji bhai ummid hai aap hariyath se honge bed price vah hoti hai jis per aap pet lagate Hain matlab trade lagate Hain aur aaj price hoti hai jis per trade chal rahi hoti hai to in sab mein normally thoda sa difference hota hai lekin agar aap forex trading mein acche se achcha bonus kamana chahte Hain to aapko apni post ki quality ko improve karna hoga jis kism ki aapane post ki hai agar aap aise hi post karenge to aapko kabhi bhi achcha bonus nahin milega isiliye agar aap chahte Hain ki aap acche se achcha bonus kam aaye to uske liye aapko apne post ki length ko ko jyada se jyada bada karna hoga uske bad hi aap is kabil honge ki aap acche se achcha bonus Kama sake isiliye mehnat ke sath kam kijiye aur apni post ki quality ko improve kijiye kyunki aap ka sara bonus aapki post ki quality per hi depend kar raha hota hai aapki post ki quality jitni acchi hogi aapko utna hi achcha bonus milega aur agar aapko achcha bonus milta hai to iska matlab yah hai ki aap achcha profit Kama sakte ho isiliye apni post ki quality ko improve kijiye Taki aap acche se accha bonus Kama sake
       
      • #4 Collapse

        Re: Bids aur Ask price ke darmiyan konsa difference hota hey?

        forex mein trdaing karty waqt hmein currrency ki 2 types k rates deikhny ko milty hain.jese k ID aur ASK prices mein kia difference hai. tou yh wahi BID and ASK hain k jb ham trading karty hain tou wahn pe jo currency k 2 Rates chal ry hoty hain unko ham BID and Ask bolty hain .
        BID:
        dear forex members BID price low price hoti hai jab market move kar rahi hoti hain tou us mein apko 2 rate milty hain. 2 rates nazar at hain 1 upper side pe likha hota hai. aur dusra rate down side pe likha hua hota hai. jo downside wala rate hota haiusko ham BID kehty hain. jab ham koi cheez sell kar k trade lgaty hain to wo price BId se start hoti hai aur jab ham usko ASK price touch karty hain tou us waqt hmara profit or loss "0" ho jata hai.
        ASK:
        forex members ASK price wo [rice hai ky jab market move kar rahi hoti hai tou wahan pe jo currency k 2 rates apko nazar a rahy hoty hain un mein se tou buying price hoti hai usko ham ASK price kehty hain agar ham koi BUY-trade udhr lgaty hain tou jab BID price ask price ko cross karti hai tab hmara profit start hojata hain.
        in ko ham simple words mein yun kahein gy k wo price jo neechy wali price hoti hai wo ASK price hai tou jo upper Price hai wo buying price hoti hai.
         
        • #5 Collapse

          Re: Bids aur Ask price ke darmiyan konsa difference hota hey?

          Dear aapane bahut hi interesting question apni discussion ke liye select kiya hai no doubt Jab Ham Forex trading Mein kam kar rahe Hote Hain To Ham Ko bid price aur ask price se related information Hasil honi chahie Kyunki jab tak Hamari information aur learning complete Nahin Hogi Ham kabhi bhi Forex trading Mein successful trader Nahin Ban Sakte isliye Forex trading co join karne se pahle aur Shri latest jitni bhi important terminologies Hain unko carefully study karna Hamari responsibility Hai bid price aur ask price related main aapse Kuchh information share karna chahta hun yah Ek confusing topic hai aur Main koshish Karunga ki aapko bahut hi Aasan Alfaaz main describe Karun Taka maximum member meri post se properly utilised Hun.

          Bid Price :

          Dear bid price ko remember rakhne ke liye aapko yah Yad Rakhna Hoga Ki yah Hamesha ask price se kam price Hoti Hai bid price Hoti Hai Jab aap Kisi bhi broker se Kuchh trade karte hain aur aap usko Koi oye currency pair ya FIR different commodities cell Karte Hain Jis rate per broker aapse purchasing karta hai vah aapki bid price hoti hai. For example Jab aap Western Union ya Kisi bhi Mani channel per apni money transfer karwane ke liye Jaate Hain To usmein aap ko Hamesha exchange rate mein kam price offer ki ja rahi Hoti Hai Jab aap hundred US Dollars usko Dete Hain To vah aapko kam rate de raha Hota Hai Isko aap bed price kya sakte hain.

          Ask price :

          Dear jab ham Kisi bhi broker se different currency pairs ya koi commodities sale karne ke liye purchase Karte Hain To Humko Hamesha aur price milati Hai ask price Hamesha bid price Se Jyada hoti hai iska matlab yah hota hai ki Jab aap koi bhi dollar ya FIR Koi currency Kisi money exchanger ke sath jakar purchase karna chahte hain to aapko Hamesha ask price mil rahi Hoti Hai jismein broker Apna Commission le raha Hota Hai. Same ISI Tarah hi aap Jab broker ke pass apni selling or purchasing Karte Hain To usmein aap ko bid price aur ask price offer ki ja rahi Hoti Hai jismein broker Apna Commission le raha Hota Hai.
           
          • #6 Collapse

            Re: Bids aur Ask price ke darmiyan konsa difference hota hey?

            Dear brother aapane bahut hi informative question poochha hai aur aaj se Tamam members ke knowledge mein bahut jyada increase ho sakta hai aur ham dekhte hain ki Pakistan Forex forum Mein Is Tarah Ke question Agar Kuchh chijen To Tamam members ka bahut jyada fayda ho sakta hai aur vah apni trading Mein learning increase kar sakte hain aur unke knowledge we increase ho sakta hai dear Forex trading mein kahan karte waqt aapko bid price aur ask price Mein Pata Hona chahie.

            Bid price:

            Dear forex market Mein Ham Jab koi bhi trade Havan karte hain to ismein hamare pass Ham dekhte hain ki different currency pairs aur ismein different commodities aur metals Mein Ham Jab koi bhi trade Laga Rahe hote hain Japa Ham Apne chat par on trade ke ko jo Karte Hain To Unka Hamen do Tarah Ki valueshore Ho Rahi hoti hai ismein aapke pass 1 bid price coti hai aur ismein aapke pass Ek ask price Hoti Hai Din Mein donon ka aap istemal kar sakte hain bit price aapko Yad Rahe ki yah sabse kam bid price Hogi Jab Bhi market Mein Ab Koi chij sale Karte Hain To iske liye aapko bid price broker ki taraf se Di Jaati Hai.

            Ask price:

            Dear forex market Mein ask price aapko broker ki taraf se koi chij purchase karne per Di Jaati Hai Main aapko simple aaj ka price ke bare mein batata Hun Ki Jab aap currency exchanger ke bare mein Ladai karte hain aur ya FIR aap apni currency ko exchange karne ke liye Kisi bhi money exchanger ke pass Jaate Hain To vah aapko ask price CE Nahin data Bal ke vah aapko bed price deta hai aur ham Dete Hain Ki ismein Jab aap Kisi bhi currency ko purchase karte hain to aapko ask price Di jaati hai jo ki Jyada price Hoti Hai dear ask price Hamesha bid price Se Jyada Hogi.
             
            • #7 Collapse

              Re: Bids aur Ask price ke darmiyan konsa difference hota hey?

              Agar Ham baat karte hain beat aur Aashiqui 2 dear friend market mein jo rate open hai ya nahin Jo present time mein rate chal raha hota hai Bade aur aaj ke Darmiyaan wale point ko spread Kaha Jata Hai spread ko dekhne ke bad traders ko Andzha Hota Hai ke vah kis pair Mein Apni trade ko open karke profit hasal kar sakte hain Jani Inka samajhna bahut jaruri hai inke bare mein Achcha knowledge aur Achcha experience Hona bahut jaruri hai video aur aaj ke Darmiyaan wali price ko separate bola Jata Hai Isko ignore Karne Wale traders Ko Na Kami Hasil hoti hai agar Ham na Kami ko khatm karke kamyabi ki taraf Aana Chahte Hain To Hamen supplied ko watch karna Aana chahie Hamen ask price ko bid price ko aur Iske alava price action ko watch karte hue market Mein order lagana chahie he Agar Ham market ko proper analyse karne ke bad ismein entry point Lekar spread ko watch Karke kam Karte Hain To Hamen kamyabi mil jaati hai aur ham kam kar ke profit hasal kar lete hain Agar Ham kam karte hue Ek Chhoti Si Galti bhi kar dete Hain To Hamen bahut bada nuksan ho jata hai ya nahin nuksan ke jimmedari Ham Khud Hi market Ka nuksan Mein Koi Bhi nuksan Kasur nahin hai dear friend Hamen market Mein mehnat Karni Hogi aur Hamen market ke rules ke mutabik Chalna Hoga Is Tarah Ham kamyabi Hasil kar sakte hain Agar Ham market ke rules ko ignore Karte Hain To Hamara apna nuksan hai
               
              • #8 Collapse

                Re: Bids aur Ask price ke darmiyan konsa difference hota hey?

                Dear we bid price or ask price ke Darmiyaan mein jo difference hota hai yah Jo gap Hota Hai Uske aapko Ham spread Kahate Hain aur spread Ham star Tarif kar sakte hain Ke Jab Ham trader apni open Karte Hain To Hamari trade negative Mein Jaati Hai yah loss mein open hoti hai aur Jitna Bhi vah lost aur mein open Hoti Hai vah broker Commission hota hai broker sabse pahle Apna spread Kesariya Commission date kar leta hai bit price Allah Sparsh ke Darmiyaan Jitna Bhi difference hota hai vah Sara hi Ekta mission hota hai jo ke broker ke pass Ja Raha hota hai aur broker FIR Aage trader open karte hi Apna Commission didn't kar Leti Hai Ya Apna spread at kar leta hai uske bad Hamari trade Bank ko transfer kar deta hai Hamen Jab profit hota hai yah loss hota hai to vah direct Bank ke pass aata hai aur Hamen Bank hi hai profit bhi deta hai aur lost Bank ke hi andar Hota Hai broker ka kam sirf spread charge karna hota hai aur different Kishan ki services Dena hota hai jitni Sada services broker deta hai vah itna hi jyada aur acche makam par Hota Hai Ham Sabko Hamesha Hi Ek acche broker ko choose Karke Hi Kam karna hoga ko Ke Aaj itni acchi quality brokers Mein Hoti Hai Hamen Sare quality score check karna chahie Har broker Mein Koi Na Koi quality bhi hoti hai aur kuchh Aisi baten Bhi hoti hai jo disadvantages bhi hote hain Hamen Hamesha hi in quality score advantages Khoya disadvantages ko Apne mind Mein Rakhna chahie aur mind Mein rakhkar Hai Hamen kam karna chahie tabhi Ham Forex Mein acchi Tarah Se kamyabi Hasil kar sakte hain Hamen Forex Mein Kamyab hone ke liye kya bataave Mein kam karne ke liye Hamen sabse pahle score check karna chahie ki broker mein kaun kaun si ho gaya hai aur kaun kaun si khamiyan hai
                 
                • #9 Collapse

                  Re: Bids aur Ask price ke darmiyan konsa difference hota hey?

                  Assalam o alaikum friends jab aap Forex per kam karte hain aur trading karte hain to aapko currency ke takriban do kisam ke rates dekhne ko milte HainBid and ASK Dear friends jab Ham trade karte Hain to vahan per hamen currency rates k mutaliq pata hona chahie jo BID price hoti hai yah low price hoti hai jab market ki movement ko Ham dekh Rahe hote hain us m hamen do rates nazar a rahe hote Hain ek rate up side per likha hua hota hai aur dusra rate neeche likha hota hai downside wala rate jo ha wo hai selling rate hota hai is ko hm BID price kahate Hain Ham Koi sell trade lagate Hain to wo BID price se start hoti hai usko jab bhi ASK price touch kar rahi hoti hai to yahan per hamara profit aur loss 0 ho jata hai,Next baat karte Hain ASK price ki ask price wo price ha jab Ham market ki movement ko dekh rahe hote Hain jab market movement kar rahi hoti hai to hamen yaha per currency ki rates main aapko nazar a Raha hota hai jo buying price hoti hai usko hm ASK price kahate Hain Asan alfaz men ham keh sakte hen k ooper wali price ko BID yani buying price kaha jata ha aur neeche wali price ko ASK price kaha jata ha. Thanks
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Bids aur Ask price ke darmiyan konsa difference hota hey?

                    Understanding bid and ask price.


                    Bid price higher price ko refer karti hai jo buy pay karta hai kisi b pair ya commodity k lae. Ask price wo lowest price hoti hai jo kisi pair ka commodity ko sell karny k lae trader pay karta hai. En both k darmeyan k difference ko spread kehty hain. Spread jetna small ho ga to etna he us pair ya commodity ki greater liquidity ho gi.


                    Benefit of bid ask spread.


                    Ye market maker k advantage k lae work karty hain. Spread market maker ka profit ya commission hota hai. Wo hamary lae middle man ka role play karta hai. Hamy bhot sari services provide karta hai or es k badlay ham sy charges deduct karta hai. Es case ma wo hamy international market tak rasae dey rha hota hai or esk wo charges or services feed deduct karta hai. Agr ye market maker ya middle man na ho to ham trade he open na kar sakyn kiu k ye he hamary lae asa karny ma help karty hai. Bid or ask spread vary karta hai or different factors par depend karta hai. Market ki stability k uper b ye spread depend karta hai. Asy pair jo stable rehty hain or jin ko predict karna easy hota to unka spread b zayada hota hai . Buy asy pairs jin ma voltality zayada hoti hai es hesab sy unka spread b kam hota hai. Market maker kisi b extra ordinary condition ma spread ko barha b sakta hai or kam b kar sakta hai. Trader ko trade open karny sy pehle he spread ko calculate karna chahe kiu k ik bar ap market ma in ho gae to phr apko ye lazmi pay karna hota hai chahe ap ik second k lae kiu na enter hon.
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Bids aur Ask price ke darmiyan konsa difference hota hey?

                      Yes dear ap nay bahut hi interesting question ap nay discussion ke liye select kiya hai no doubt jub hum Forex trading main kam kar rahe hotye hain tu hum ko bid price aur ask price se related information hasil honi chahye kiyu kay jub tak humari information aur learning complete nahi hogi hum kabhi bhi forex trading main successful trader nahi ban saktye isliye forex trading ko join karne se pahle aur es say latest jitni bhi important terminologies hain un ko carefully study karna humari responsibility hai bid price aur ask price related main ap say kuch information share karna chahta hun yah ek confusing topic hai aur main koshish karunga ki aapko bahut hi asan alfaaz main describe karun ta kay maximum member meri post se properly utilised hun.
                      Bid Price :dear bid price ko remember rakhne ke liye ap ko ye yad rakhna ho ga Ki yah hamesha ask price se kam price hoti hai bid price hoti hai jub ap kisi bhi broker se kuch trade karte hain aur aap usko koi oye currency pair ya FIR different commodities cell krte hain jis rate per broker ap say purchasing karta hai wo ap ki bid price hoti hai. For example jub ap Western Union ya kisi bhi money channel per apni money transfer karwane ke liye jatye hain tu usmain ap ko hamesha exchange rate mein kam price offer ki ja rahi hoti hai jub ap hundred US dollars us ko detye hain tu wo ap ko kam rate de raha hoa hai Isko ap bed price kya sakte hain.
                      Ask price :dear jub ham kisi bhi broker se different currency pairs ya koi commodities sale karne ke liye purchase kartye hain tu hum ko hamesha aur price milati hai ask price hamesha bid price say zyada hoti hai iska matlab yah hota hai ki Jab aap koi bhi dollar ya FIR Koi currency Kisi money exchanger ke sath ja kar purchase karna chahte hain to ap ko hamesha ask price mil rahi hoti hai jis main broker apna Commission le raha hota hai. Same esi tarah hi ap Jub broker ke pass apni selling or purchasing kartye hain to usmain ap ko bid price aur ask price offer ki ja rahi hoti hai jismain broker apna Commission le raha Hota Hai.
                       
                      $$$ Never Give Up $$$
                      • #12 Collapse

                        Re: Bids aur Ask price ke darmiyan konsa difference hota hey?

                        Bahi ap na accha question kia hai bid price wo hai jis sy hum log kisi cheez ko kahtedta hain ya hum log kisi cheez ko buy karta hai w price bid kahlati hai jasa agr hum forex mai trade open karta hain or jitna ki lot size lagata hain wo bid hai hamri taraf sy ahsan zuaban mai ya ka mai koi cheez lana chata hon tu os ki nialami hoti hai tu har koi apni boli lagata hai is ko bid kahta hain jis ki bid acchi hoti hai osa wo cheez mil jati hai forex mai jub hum market mai entry lata hain or kisi pair pr trade lagata hain tu hum is ko bid kahta hain kiun ka purchase ya buy ak hi hain or huma in sy fida milta hai is lia bid soch samaj kar lagin ta ka accha return or loss hona pr kum loss ho

                        Isi tahra ask hai is ka matlab hai kisi cheez ko bechna matlab sell karna ko ask kahta hain mai na koi cheez sell karni hai tu mai jo bolo ga osa ask kaha jata hai is lia in mai bara difference hai ask or bid mai opposite difference hai jahan bid hai wahan ask nahi or jahan ask hai wahan bid nahi is lia kuch bi lagana sy pahla soch lana chaya ka bid sahi raha gi ya ask or ya bat bi hai ka trading ka sara business bid or ask pr shalta hai jis na buy kia matlab os na bid kia or jis ma sell kia os na ask kia ya trading mai sai tahra sy use hota hai jis sy hum log teahk point sy trading mai entry la sakta hain or munafa kama sakta hain
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Bids aur Ask price ke darmiyan konsa difference hota hey?

                          market mein ye hummain 2 types ki prices milti hain aik ko bid and aik ko ask kehtay hein inka farq humara fee hota hay jo broker kay liay hota hay hume sarif osprinci krna chaiye iciple hume tecnicalexamination c investigation ko neglected kr work hta ha tab howurmur is businundamental kameya be ho sakte hein ye hamre liye sab se acha onlnes business demo account fundamental am krein gey tu ani se kameyab hein graph ko dekhte ng cheez hai lakin pehlay humay bitcoin kai baray fundamental samajhna paray ga kai bitcatana chahthon kai bitcoin aik cryptographic money hain jo kai is waqt market primary stock kai baad sub say zaida cost per exchange ho raha hai dollar kaagaint aur digital currency ka badain tu wo galat nai ho
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Bids aur Ask price ke darmiyan konsa difference hota hey?

                            Forex main ham jis bhi pair per trade karty hain us main ya to hamain commission pay karna hota hay ya phir spread wala margin as a commission pay karna hota hay. Har security ki do prices show ho rahi hoti hain yani aik up price hoti hay aur aik low price hoti hay. Jinko bid and ask price kehty hain. Bid prive say murad highest price hay jo buyers pay karny ko ready hota hay jab keh ask price woh price hoti hay jo sellers is security kay liye accept karta hay.

                            Bid price.

                            Bid price highest price hoti hay. Yani jo uper wali price hoti hay. Jab bhi buyer koi security buy karta hay to uski trade bid price say open hoti hay yani keh broker pehly he us say commission charge karta hay. Aur uski trade bid price yani uper some gape say open ho jati hay, ye gap actually spread hota hay jo broker buyer say commission ki surat main pehly he charge kar laita hay.

                            Ask price.

                            Ask price say murad selling price hay, yani jis price per sellers market main entry kary aur broker say is aecurity kay liye is price ko tasleem kar lay. Jab bhi seller security main selling order place karta hay to iski trade ask price say open ho jati hay jab keh isko spread yani commission ki surat main pay karna hota hay jo keh same bid and ask price ka difference hota hay, aur ye har dafa har trade main pay karna lazmi hota hay.

                            Spread kisi bhi security ki volatality aur trader ki taraf say broker ko trade kay badly main pay kiye jany waly commission ko indicate karta hay. High volatality wali securities main spread ziada hota hay jo hamain trading kay liye pay karna hota hay. High spread pairs main, USDZAR, GOLD, BTCUSD etc shamil hain.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Bids aur Ask price ke darmiyan konsa difference hota hey?

                              dear friend, bid price wo high amount hoti ha jo kisi perticular cheez ko buy karnay k liay pay ki jay aur ask price wo minimum amount hoti ha jo kisi cheez ko sell karnay k liay li jay, bid price aur ask price k difference ko spread kehtay hain, misal k tor par agr aik cheez ka share 15$/15.05$ hain to is ma .05 spread ha, buyer 15 dollars pay karnay par willing ha aur seller 15.05$ accept karnay k liay willing ha, forex market ma hmain different pairs k two price rates daikhnay ko miltay hain aik minimum aur aik maximum, jb hm sell ki trade lagatay hain to us perticular value par jo bid price ho gi, real ma hmari trade wahan sa start ho gi us bid price par hmara profit aur loss zero ho ga, forex ma diffetent brokers k spread values b different hoti hain hmain low spread walay brokers par trading karni chaiay ta k hmari trade jaldi profit ma ja sakay, lihaza hmain socha samajh kar trading karni chaiay news par focus karain aur indicators ko use karain, hmesha low spread walay pairs par trading ko preference dain aur trade start karnay sa pehlay apni learning ko use kar k apni calculations karain, forex ma trading kartay waqt hmain pairs ki bid price aur ask price par lazmi check rakhna chaiay, agr hmain inki thek samajh boojh nhi ho gi to hm trade ko thek tarah sa adjust nhi kar sakain gay jo loss ka sabab bnay ga aur hmain problems paish ayen gi jin sa mistakes k chances ziada hon gya
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X