Jaiza : Economic news ko corectly guess karna !
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Economic news ko corectly guess karna !
    Economic news boht hi important hian aor trader ky trading main news ko correct analysis krna important hai warna trader ko bara loss ho sakta hay aor trader ko market ki any wali news ko watch krna chhy aor trader ko jo fundamental news hain in ko trader follow kia kray aor trader ko aisy trading method ka use krna hai jis sy trader market ki hr updates ko smjh kr trading market main enter ho aor trader ko economic news ko sahi sahi guess krna hai aor market ki news sy forex market pr boht effect parta hay aor trader ko news ko time py watch krna aor trading market main news kay impacts ko smjh kr trading market main orders place krna hian aor trader ko market ka tajzia krna hai aor forex market main news ko fully analysis krna hai takeh trader ko trading market ki sahi price movement ki hr time khabr ho aor trader market ko follow kar sakay aor trading sy sahi earning kar sakay. Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : Economic news ko corectly guess karna !

    ji members kya hal hai aapka ummid karti hun ki aap sab theek honge aur apna Kam bahut jyada acche se kar rahe honge baat agar economy news ki hai to economy news ko koi bhi acche se aur exactly lakh nahin kar sakta aur na hi Ham uske mat abhi kuchh kar sakte hain kyunki economy news aage piche yah hoti rahti hai aur ham confirm usko lekar trading nahin kar sakte agar Ham is tarah se karenge to hamen last hogahamen chahie ki Ham Puri tarah se economy news par depend na Karen aur apni mehnat aur apne experience share trading ko open Karen kyunki is tarah se Hi hamen profit hasil hoga agar Ham Puri tarah se economy news par depend karke chatting karenge to use tarah se Ham risky fayda hasil kar sakte hain aur iski Tor iski hi nuksan bhi hasil kar sakte hain hamen chahie ki Ham trading made ishq naal hai aur apne experience se jo hai vah trading Karen trading karne ke liye jaruri hai ki Ham trading se Judith ma'am chijon ko bahut acche se analyse karne aur analyse karne ke bad hi Ham kisi bhi pair per trading ko open Karen chuke trading forex kab bahut jyada important part hota hai isliye is ko sikhane ke liye hamen chahie ki Ham demon kaun ko Karen aur kaun se hi trading co sikhen is tarah karne se hamen profit hasil hoga aur continue kam karne se hamen bahut adhyaksh penis bhi hasil hoga agar is tarah se karne se hamen bahut jyada achievement bhi hasil hogi aur apne senior member se bhi raabta karna chahie
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : Economic news ko corectly guess karna !

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Shahdani902 پيغام ديکھيے
      Economic news boht hi important hian aor trader ky trading main news ko correct analysis krna important hai warna trader ko bara loss ho sakta hay aor trader ko market ki any wali news ko watch krna chhy aor trader ko jo fundamental news hain in ko trader follow kia kray aor trader ko aisy trading method ka use krna hai jis sy trader market ki hr updates ko smjh kr trading market main enter ho aor trader ko economic news ko sahi sahi guess krna hai aor market ki news sy forex market pr boht effect parta hay aor trader ko news ko time py watch krna aor trading market main news kay impacts ko smjh kr trading market main orders place krna hian aor trader ko market ka tajzia krna hai aor forex market main news ko fully analysis krna hai takeh trader ko trading market ki sahi price movement ki hr time khabr ho aor trader market ko follow kar sakay aor trading sy sahi earning kar sakay. Thanks
      Assalamu Alaikum dear Forex members Forex trading ke andar Ham Jab Bhi trading Karte Hain To Hamen chahie ke Ham market chat ko bahut ho se Dekhen aur sath sath yah bhi dekhenge Jis financial assets ke upar Ham trade karne lage Hain Uske related Koi international news To Nahin Hai Jiski vajah Se usmein Koi effect ho sakta hai for example Agar Ham Baat Karen NFP news ki Baat karen to yah Har month aata hai aur iska us economy ke upar direct impact hota hai aur ismein us economy ke andar kitne unemployment hai aur kitne Logon Ko employment Mili Hai Chahe vah government mein ho ya private organisation mein ho ine sab ki news ki vajah se USD ki bahut jyada movement hoti hai agar yah new show Karti Hai Ke Anya playment badi hai to use De niche ki taraf karta hai aur Agar employment Badi Hai To is condition Mein iski movement aap hoti hai isliye ctrader Kamyab tab hi ho sakta hai ki vah technical analysis aur indicator ka use Karke chat ke andar bhi market ke trend Ko Ho se Dekhen aur uske alava news ke upar bhi Dhyan rakhen sometimes internationally koi bhi currency ka news Bhi Ho Sakta Hai Jiski vajah se market bahut AC ke sath US currency ki Munh karti hai agar Ham any currency ke upar new strategy ke andar trading karna chahte hain to iska Tarika Karya hai ki Jab Bhi Koi strong news Juhi release Ho Sath hi Ham market ke Ek candle ke banne ka vate Karen aur uske bad same direction Mein jismein already candle Bani Hoti Hai Usi Mein Apni trade active kar den To Ham Ek Achcha profit gain kar sakte hain lekin yah Ek risky trade Hogi is per Hamen chahie ke Ham Apne trade ko lagatar watch Karte Rahen to tab hi Ham Ek Achcha profit Hasil kar sakte hain dear trading co sikhane ke liye aapki lagatar mehnat bahut jaruri hai Sabse pahle aap isko acche tarike se understand Karen aur news ke bare mein information Hasil Karen aur Jab Bhi trading start karen to Forex factory Mein jakar sari news vagaira padh len aur Jis currency per aap trade karne lage Uske bare mein bhi dekh Lenge Koi news To Nahin Hai Taki aapke trend Mein Koi Bhi loss Na Ho.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : Economic news ko corectly guess karna !

        Economic news bohat hi important hain aur trader ki trading mein news ko correct analysis krna important hai warna trader ko bohat hi bara loss ho sakta hai aur trader ko market ki any wali news ko watch krna chahiye aur trader ko jo fundamental news hain tou traders ko chaiye k wo in news ko follow kia kraein aur trader ko aeisy trading method ka use krna hai jis sy traders market ki har updates ko samjh kr forex ki trading market mein enter ho aur trader ko economic news ko sahi sahi guess krna hai aur market ki news sy forex market par bohat effect parta hai aur trader ko news ko time py watch krna aur trading market mein news kay impacts ko samjh kar trading market mein orders place krna hain aur traders ko market ka taj'ziya krna hai aur forex market mein news ko fully analysis krna hai taa k traders ko trading market ki sahi price movement ki har time khabr ho aur trader market ko follow kar sakay aur trading sy sahi earning kar sakay. aur kamyaab ho sakein.
        hamen news ko dekh kr kaam shuru krna chahiye hamen news se contact mein rehna chahiye agar hum aik achy or kamyab trader ben'na chahty hain kuen k news hamen latest trend se inform krti hai or hamen trend k bary mein information ka hona bohat zaroori hai agar market mein trading krna chahyty hain or aik achy or kamyab trader ben'na chahty hain news se hamen ye faida ho ga k hum market ki direction ki movement ko bhi dekh sakty hain or rates k high or low ko bhi samjh sakty hain.
        hamein market mein kaam karny k liye market ki movement ko daily bases pe watch krty rehna hoga tab hi ham achi trading kar sakty hain. hamein market mein reh k market k trend ko deikhna hoga. market k rules ko follow karna bht hi zaroori hain . agar ham amrket k rules and regulations ko follow nahi karty tou hamein bht bary nuksaan ka samna karna par sakta hai.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : Economic news ko corectly guess karna !

          Ham is bina per guss kr sakty hain k ham jis pair py trading kr rahy hain aour jis pair ki news any wali hai to hmain us pairs k country ki satuation k bary mein information colect krni ho gi k agr yeah news ati hai to yeah kis tarah us country ki economy py asar amadz ho sakti hai tb hi ja kr hamain news k high aour low effect ka pta chaly ga aou yeah wazhe ho gi k market kis tarfa jany wala hai ,,,,,
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : Economic news ko corectly guess karna !

            my dear friend forex market main asar andaz hony wali news main economics news bhi hain jin ki base par market move kar skti hai or apna suddenly apna trend change kar skti hai tu forex main economically condition boht ahmiyat ka baiis hoti hai q k jub hum market ko analysis karty hain tu os main yah hota hai k hum market bary main smjh kar os k according apni trade lgaty hain jub k aghr hmain market ki sort e hal k bary main aghr judge nahi kar skty hain tu os main hum kbhi bhi apni trading ko bahter nahi kar skty na he hum kamyab ho skty hain forex main aghr hum kamyab hona chahty hain tu hmain en nws ko watch karny k bad apni trade lgani chahye jis k bad hum success haisl kar skty hain or achi tarde lga skty hain
            forex trading main jo news forex ki movements change karny ki ahliyat rakhty hoty hain un ko hum fundamentals kahty hain or wo news jo market ki movement change karty hain or aghr suddenly worunuma ho jaen tu wo bhi forex main changing paida kar skty hain forex main hmain en nws ko dekh kar apni trading krna hoti hai or yah news hmain boht se websites par mil jati hain jis k hisab se hum apni trading kar k kamyab ho skty hain or achi trading kar k achi earning kar skty hain forex main hmain dn rat mahnat karny se he success milti hai aghr hum mahnat nahi karengy tu hum kbhi bhi kamyab nahi ho skty hain es liye economics ko achi tarha gues kar k apni trading karen ta k ap forex main achi trading kar k kamyab ho saken or forex main achi earning bhi apko tab he milti hai jub ap news ko watch kar k apni trading karty hain
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : Economic news ko corectly guess karna !

              Yahan Par Hamare Paas for explain working karne ke liye bo set technical analysis charts available hai yeh charts and graphs charts main market Mein working karne ke liye sports provide karne ke liye behance a regular business code generate karne ke liye Hame Bhul Jate important supports provide karte hain Jiske saath saath Hamari Hamari working model long period time earning bahut jyada increase ho jata hai Sabse Pehle Kis Ko baat karna Hota Hai Itna Jyada miss kar baat kar lete hain uske sath sath kutte ke sath increased Ho Jati Hai or yeh bhi keh dear mery khyal sy ye patterns kafi faida mand hoty hein aur har bar aik new information dety hein jiss sy humari trad ka rokh bhi tabdil ho jata hy to in pattern ko smajhna ziyada mushkil to ni hy lekin asan bhi ni hy behar hall asan zaror hy aur kai bar faidamand bhi sabit hota hy trading main kaam karne ke liye candlestick chart Ek bahut Jabardast Chand Hai trailer candlestick chart trading Karke profit bana sakte hain aur candlestick chart ko samajhna bhi Aasan hota hai isliye traders ko chahiye Ek candlestick chart ko samajhne ki koshish Kare aur candlestick chart trading Karke Forex trading se profit on a kare Mehndi training karne ke liye candlestick chart hai use Karta Hoon trader apni pasand his main isko kaafi experience hota hai woh use karta hai real account PR jub ISSI tarah aapko bhi chaye aap aik demo account PR banao aur us PR sub pattern baari baari use karo aur Jo us main say aapko acha lagay his say aapko profit ziada ho isko aap real account PR apply karo aur us say faida uthao meray khiyal main to sub pattern say moving average pattern best hai q k is main aap trend main tradebartay ho aur jub bhi aap trend main trade karo gay to aap k loss risk ratio bht kam ho jayegi
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : Economic news ko corectly guess karna !

                Dear member forex mein kamyabi us waqt mumkin hy jab trader mentally strong or technical mind ho tou jo traders apne work ky sath passionate hoty hain wo success ky liye technical analysis ko achy sy study or use karte hain. Jaisa ky sabko information hogi ky news fundamental analysis hy or news ka kafi impact rehta hy market condition mein jiski ki waja sy sudden trend change hoti hy or trader ko bohat confused bhi karti hy jiska result loss mein jata hy or sahi decision bhi galat sabit hota hy. Forex market totally mind work hy kyo ky complete market technical hy jaisa ky trend line, support and resistance ka use karna ya candle sticks ki movement jo trader ko profitable trade ka hint deti hy or forex mein experts hain wo technical analysis ko prefer karte hain kyo ky ye analysis market mein 99% work karti hy jabke news jo ky fundamental analysis hy market mein 1% work karti hy. Trader py total depend karta hy ky achi trading ky liye konsi analysis choose kare kyo ky har trader khud ka boss hy lakin aksariat traders jo fail hoty wo shortcut use karte or confused trading karte.
                Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : Economic news ko corectly guess karna !

                  Dear friend Ham aaj jis topic per baat karenge woh topic bahut hi zyadah important hai Economic news ki bohot importance ha forex mein aur news ko correctly analyse karna zaruri ha warna bara loss ho sakta ha. Aisay konsay methods hain jin ko apna kar news ko sahi guess kiya ja sakta ha aur Har Aane wali economic news market perfect karti hai ye news market Mein Kafi movement Paida Karti Hai Jiski wajah se hum Apna capital we generate kar sakte hain aaram se kaam kar sakte hain economic market ke news ko sahih guess krne ke lie market ke hr news ko watch krna trader ke lie lazme hota he aur trader ke lie yeh bhe lazme hota he keh market ke hr update pr nzr rkhe aur trader forex market mein hone wale tabdelieon ko ache trah se smjhe phr trader ko market ke economic news ka sahih andaza ho skta he Koi bhe econimic news ko accurate nahe guess ker sagta hy hum log diekhty hain different sites py jab ate hain to forecost kutabik kabhe bhe news ki value nahe ate hy humesha change hota hy us leay fundamental ki bjeay agar technical analysis ker k trade ki jaey to wo sab k leay best hoo ga our us say ache trade ho sagay ge our acha profit mily ga aur agar traders economic news se trading ki conditions ko guess nahi kar sakty ya understand karny me us ko problem ho to es ka samjny ka tareeqa ye hay key expert traders new traders ki asani key ley forex news se weekly market ka jaiza lety hey aur report online release karty hey jes se new traders trading me bahot faida le sakty hey, news se trading key ideas le kar reports deny key sath take profit aur stop loss jesy targets be expert traders pesh karty hey es ka faida ye ho jata hay key hamy without economic news ko read key trading key best ideas mil jaty hey.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : Economic news ko corectly guess karna !

                    forex trading principle jo news forex ki developments change karny ki ahliyat rakhty hoty hain un ko murmur basics kahty hain or wo news jo market ki development change karty hain or aghr unexpectedly worunuma ho jaen tu wo bhi forex primary changing paida kar skty hain forex fundamental hmain en nws ko dekh kar apni trading krna hoti hai or yah news hmain boht se sites standard mil jati hain jis k hisab se murmur apni trading kar k kamyab ho skty hain.forex mein kamyabi us waqt mumkin hy poke dealer intellectually solid or specialized brain ho tou jo merchants apne work ky sath enthusiastic hoty hain wo achievement ky liye specialized examination ko pain-filled sy study or use karte hain. Jaisa ky sabko data hogi ky news major examination hy or news ka kafi sway rehta hy economic situation mein jiski ki waja sy unexpected pattern change hoti hy or merchant ko bohat confounded bhi karti hy jiska result loss mein jata hy or sahi choice bhi galat sabit hota hy.hamen news ko dekh kr kaam shuru krna chahiye hamen news se contact mein rehna chahiye agar murmur aik pain-filled or kamyab broker ben'na chahty hain kuen k news hamen most recent pattern se advise krti hai or hamen pattern k bary mein data ka hona bohat zaroori hai agar market mein trading krna chahyty hain or aik pain-filled or kamyab dealer ben'na chahty hain news se hamen ye faida ho ga k murmur market ki bearing ki development ko bhi dekh sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : Economic news ko corectly guess karna !

                      Yes dear ap nay bilkal theek kaha hay. Yani economic news ya indicators ka forex trading main bahut ziada amal dakhal hay aur market ki movement and current price say mazeed prediction karny kay liye iska bahut ihm kirdar hota hay. Forex trading aik global market hay jis main haqeeqi securities ki values per trade ki jati hay. Aur hard shape main inki value increase and decrease hony ka asar forex market main inki values per bhi parta hay.

                      Economic news say murad aisi news hain jo forex market per bahut ziada asar andaz hoti hain. Inki well-in-time announcement say bakhabar rehny kay liye hamain economic calander ko watch karna chahiye. Economic calander main aisi tamam news ka time table show ho raha hota hay jina ka forex market per mumkina affect ho sakta hay. In main kai news periodical, kai daily, aur kuch monthly jab keh kuch three monthly hoti hain. Jitni lagging news hon gi unki utni he forex market per gehray asrat maratab hoty hain.

                      Economic news main monetary, stocks, aur factory news shamil hoti hain. Yani interest rate kay ilawa hamain stocks ya industrial production aur physical stock ki kami baishi ko bhi forex main trading kay liye mad-e-nazar rakhna parta hay.

                      Jab bhi kisi aisi economic news ki announcement ka time nazdeek ho jiska forex market per impact hony kay sath sath hamari trade per bhi impact ho sakta hay. Hamain bahut careful rehna chahiye. Yani NFP news ka impact, gold, silver, CL, USD index aur USD kay sath pair currencies per directly parta hay is liye hamain in main trading karty huye muhtat rehna chahiye. Aur instant order ki bajaye pending order place karna chahiye jab keh news impact kay bad order active hony say pehly is per nazar sani karni chahiye aur hasb-e-zaroorat order ko modify karna chahiye.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza : Economic news ko corectly guess karna !

                        Dear Mate Jaha per Market Main Successful Hony kay Liy aap Ko Zrori hai Kay Marker ka Analysis achy say karein Or Different Time Frame per Apny Entry lain Wohi aap kay Liy Ye Be Zrori Hai kay aap Market Main Time Dyny kay Sath sath Jiss Pair per Trading karna Ho uss Ke Economic Situation ka Be Jaiza Liya Karein .Jaab taak Aap Market main Technical analysis Kay Sath Sath Fundamental Analysis Ka Jaiza nahi Lyty hain aaap Kee Trades kay profit Kay Chances Boat Kam hoty hain Or aap Ko Profit Kay Liy Pershani Ho sakti hai .Or Loss Kay Chances Be High Ho sakty hain ye Sab aap kay Risk Ko increase be Kar Sakty hain or Decrease Be Iss Liy aap Ko News Ke Importance Ko lazmi Smajna Chaye Or Trades Lgany Say pely be or Trading Kay Doran Be News Ka Jaiza Lazmi Lyty raha Karein Jab tak news per aap ke Grip achy sa na Ho aap Ko News kay Time Trades be nahi Lagana Chaye..

                        Economic News Ko predict karny Kay Liy aap Ko Us Country Ke political Situation or Import Export ke Current Situation kay Bary main Maloom hona Chaye Ku kay In News Ke bana per He High Impact News Ke bas Hoti hai or Ager Hum Economic News Ko achy Say predict karna Chaty hain Toh Humy inn Situations Kay bary main Lazmi Knowledge Hona Chaye .ager aap News Ko Achy say Predict Nahi kar sakty hain Toh aap Ko Chaye Kya News Kay Time Per Market Say leave kar jaya karein or news Kay Any Kay Waqt ya News Trading na Kiya karein or Inn Main Expert hony kay liy aap Demo per Trading kiya karein or news Main Experience gain Kiya karein.
                        Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza : Economic news ko corectly guess karna !

                          Dear forex market Mein Ham Jab kam Karte Hain To ismein Ham dekhte hain ki ismein market ki news ka bahut jyada effect hota hai aur ismein economic news aur economic calendar bahut jyada importance rakhte hain aur ismein Unka bahut jyada effect hota hai Kyunki Fark market Mein Hum dekhte hain ki Jab Ham ismein kam karte hain aur Hamesha Mein Jab koi bhi trade open Karte Hain To usmein Hamen technical analysis ke sath sath fundamental analysis bhi karne Hote Hain Jab tak Ham ismein fundamental analysis Karke Kam Nahin Karenge Hamesha Mein kamyabi Nahin Mil sakti isliye Hamen chahie kam ismein technical analysis ke sath sath fundamental analysis bhi Karen To Hamen ismein Jyada fayda Hoga aur ham ismein Achcha profit Hasil kar sakte hain.

                          Dear Ham ismein dekhte hain ki ismein different kinds ki news market Mein Aate rahte hain Kuchh medium water Ti aur ismein kuchh high volatility news hoti hain Jinka ismein bahut jyada effect hota hai aur vah trading main aapko bahut jyada Achcha profit bhi de sakti hain aur vah trading main aapko lost bhi de sakti hain Jab aap ismein technical analysis Karte Hain To uske liye jaruri hai ki aap technical analysis ke sath fundamental analysis bhi Karen.

                          Kyunki market Mein Jab Kisi bhi currency pair yah Kisi bhi commodity ki news hongi to aap ismein Dekhenge ki market Mein uska bahut jyada Asar hoga to iske liye technical analysis ke sath sath fundamental analysis ki bhi market mein bahut jyada importance hoti hai aapko is per bhi focus karna chahie Kyunki Ham dekhte hain ki Jab Bhi Ham Forex trading Mein kam karte hain to ismein hamare pass Achcha knowledge or experience Ho Gaye To Hamen ismein success kar Sakenge.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza : Economic news ko corectly guess karna !

                            Forex trading market mein jis pair par bhi aap kam kar rahay hon to aapko us ky bary mein mews ka andaza hona chahye aur aap jo bhi news dekhtay hain market usi ky mutabiq move karti hai kyn kyn yeh news market ki movement ky bary mein pehly se hi bata deti hain ky market mein kis pair ki value strong honay wali hai aur kon si currency weak ja rahi hai market mein fundamental analysis ki bhut importance hai aur yeh market ki prediction mein aapky liye helful hoti hai.

                            Economic news se murad esi news hain jo ky kisi bhi mulk ki economy ky bary mein hoti hain For example agar aap UsDollar ky pair mein kam karty hain to aap agar United States of America ki economic news aur iski economies ky strong aur weak points ky bary mein news parhty hain to aap usko market mein changes ky hisab se analyze kar sktay hain aur jsb bhi news hon to Usdollar ky pairs mein usi lihaz se chabges aati hain. Aur aapja technical analysis wahan agar news ky opposite hai to apko technical analysis ky mutabiq lagae gae trade nuqsan bhi deti hai.

                            Forex mein market ky major breakouts ki wajha economic news hoti hain aur yeh news market mein price swings taizi se lati hain aur in ko janty huye agar aap news ky favour mein trading karty hain to aapko yeh bhut faida deti hain isky against agar aap trade karyn gy to aapko major losses ka smana hota hai aur forex me news ek long term effect dikhati hain aur aapko long term faida ya nuqsan ho skta hai.​Iskye aapko​chahye ky news ki importance ko smjhyn aur in par nszar rkh kar trading karyn.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza : Economic news ko corectly guess karna !

                              Economic news has very great importance for those people who are trading in the forex market because economic news has very high impact on the forex market and they are two types of economic news on the basic of their impact on market first is high-impact economic news and second is low impact economic news if you are putting your trades by falling high-impact economic news then definitely the market will move in very fast manner and if you are economic news and your trading strategy match is then you can get maximum amount of profit but if your trading strategy does not match with the economic news results then you can face loss in your trading always try to improve your reading skills as well as I try to analyse the economic news in a proper manners if you does not analyse the economic news at put trade without and rising and without getting the importance of economic news used and you will face loss in your trading whenever an economic news arrived it impacts a very high changes in the market economic news and change the market Trend and if the economic news is very powerful and very high in fact that it can totally changed at end of the market so always keep your eye on the economic and uses and try to learn from the economic news so always try to improve your knowledge and information about like Raunak news and try to put your trades according to the news and Signals and market Trends thank you very much

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X