Forex trading mian Major and minor pairs main kia fark hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mian Major and minor pairs main kia fark hai ?
    Assalam o Alaikum dear friends trading main hamare profit ka inhasar trading k knowledge and experience par hota hai hamare pass jitna acha trading k about knowledge hoga ham utni hi achi trading karen ge our achi earning kar sakte hai is liye hamare pass trading k about basic knowledge ka hona buhat zaroori hai
    so mera apne senior member se question hai k Forex trading main Minor and Major pairs se kia murad hai our kon se pairs trading karne k liye best hain ?
    Ayisha Cutey's Trading Journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&p=10350037#post10350037
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading mian Major and minor pairs main kia fark hai ?

    Walaikum Salam dear member or aapne acha question kiya hy pairs ky bary mein or forex mein basically three types of pairs hoty hain jin mein major pairs, minor pairs or exotic pairs hain. Forex mein sabse important currency american dollar USD hy waise dollar ky sath GBP, NZD, AUD, EUR, JPY, CHF, CAD bhi traded currencies hain lakin jis currency ky sath dollar attach hojaye tou wo pair major pair kehlata hy jaise ky USD/EUR, USD/GBP ya JPY/USD is ka clear matlab ky us country ki economical growth strong hy or dollar ky sath compete karti hain. Minor pairs wo hain jin mein dollar nahi hota jaise CAD/GBP, EUR/JPY ya AUD/NZD or trader ko currency trade karne ky liye uss country ki economical growth ki information hona intehai zaruri hy. Newcomer ko chahiye ky hamesha major pairs py trade kare kyo ky in mein volatility less hoti or trade achi hoti hy lakin agar trader minor pairs py trade kare tou loss ka ratio zyada hoga kyo ky spread or fluctuation zyada hone ki waja sy trader emotional hoky overtrading karta hy apne loss ko recover karne ky liye or overtrading karna kamyab trading mein nahi shamil hota hy. Beshak forex kafi risky hy lakin agar trader acha positive mindset build kare sabar ky sath tou yaqeenan achi knowledge or experience gain ho sakega jisy successful traders ki list mein shamil hoga.
    Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading mian Major and minor pairs main kia fark hai ?

      Je han trader jb forex market ma currency pairs par trade karty hai to unko us pair ki type k bary ma pata hona chahe. Forex trading ma pairs ko 3 types ma divide kiya giya hai. Ik ko ham major pair kehty hain. Second ko minor pair kehty hain or third ko exotic pairs kehty hain. Currency pair ki volatility or en ki liquidity ki base par he pairs ko 3 parts ma divide kiya giya hai. Zayda tar trader serf pehle he 2 types par trade karny ko prefer karty hain. Ham en types ko detail ma discuss kar lety hain.

      1. Major pairs. Major pairs ma wo pairs shamil hoty hain jo bhot zayada trading ma use kaye jaty hain. Kiu k ik to un ma liquidity bhot zayada hoti hai dosra unka spread bhot kam hota hai or third enki brokage cost b bhot kam hoti hai. Kuch major pairs ye hai. EURUSD, USDJPY, GBPUSD. minor currecny.

      2. Minor pairs. ki sb sy bari nishani ye hai k es ma dollar include ni hota. Minor currency ko cross currency pair b kaha jata hai. En ma major pair k mukablay ma bhot kam liquidity hoti hai or en trade karny k lae spread b major pair sy zayada pay karna party hain. Minor pairs ki kuch example ye hai. EURGBP, EURAUD, GBPJPY wagera. Ye pair b forex market ma bhot zayads trade k lae use hoty hain. Market ma pair ka utar charhao us k pair ki type par depend karta hai. Ap exotic pair par trade laga kar bethy hain or market unki move he ni kar rahy to apko profit ya loss kesy ho ga. Market ki movement par he to profit or loss depend karty hain. Fast movement ma profit or loss ka find ni karna parta.
       
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading mian Major and minor pairs main kia fark hai ?

        Forex trading ka business Ek Aisa business hai ki Jisme Ham without experience or knowledge ca is main Apna Kam start nahin kar sakte koi bhi business uske liye hamare pass uska knowledge Hona bahut jyada Jaruri hota hai tab tak Ham use Business mein Apna Kam kabhi bhi start nahin kar paate aur na hi apne business Mein acchi success Hasil kar sakte hain Jab Ham Forex trading co join karte hain to use Mein kathan use per majbur Tamam ped ko acchi tension stand karna chahie Forex trading Mein major aur minut is bahut jyada importance sakte hain ya donon Ek dusre se bahut jyada different hote hain isliye Tamam traders ko chahie ki Hamen inke differences ko acchi Tarah Se understand karna chahi

        Market Mein tread Lagate Waqt sirf UN pair usko use karna chahie jinki help se Ham market trade lagakar market Mein Apni trade se acchi kamyabi Hasil kar sake aur jo market mein bahut jyada popular hun market Mein macha aur minut bahut jyada popular Hote Hain aur yah donon Ek dusre ke opposite kam karte hain isliye Tamam traders ko chahie ki inke differences ko acchi Tarah Se understand karne Taki best pair ko select kar sake aur uske jahiya se market Mein Apna Kam kar sake jaise ki Ham Sab Jante Hain Ki Forex trading name currency ki trading Hamesha jodne ki jaati hai aur is Mein is business may jyada tar currency Unka hi len Den Kiya Jata Hai Forex trading Mein Jab Bhi treading hoti hai to use Waqt usmein ek hi Waqt Mein Ek Hi currency ko kharida jata hai Jab Ke dusri currency ko bech Diya jata hai jo currency bahut jyada strong hoti hai to trade usko khareed lete hain aur jo currency market mein bahut jyada kamjor hoti hai to US currency ko bhech Diya Jata Hain Taki vah is Mein hone wale nuksan se bache ke market Mein EUR USD USD AUD USD JPY Tamam Pears bahut jyada famous hai aur in pears per trading broker ke jarie se ki Jaati Hai Jab Ham market main pair ke bare mein acchi information Hasil kar leni chahie Uske bad hi market Mein trade Lagani chahie jismein Ek currency American dollar ki lazmi honi chahie Kyunki Agar ismein American dollar ki currency Nahin Hogi To Ham Is ke jariye se market Mein Kabhi Bhi acchi success Hasil nahin kar Payenge
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading mian Major and minor pairs main kia fark hai ?

          Forex trading karnay kelye sab say bara pair yani kay major par GBPUSD hay aor aiskay elawa jo bhi aosay pairs hen jin kay sath GBP aa jata hay wo major pairs hen aor ainko movement bhi ek ek din men kafi achi hoti hay aor aibmen acha profit aa jata hay ek day men aor jo dosray pairs hen wo local hen aor un men day men kam move hoti hay to hamen pairs ki selection soch smjh kar karna ho ge kyn kay agar ham kam account pay taiz pairs men trade karen gay to account wash ho jaye ga aor phir sari mehnat pay pani pher jaye ga so hamen chaye kay ham soch smjh kar trade men kam karen aor kabhi bhi jald bazi say kam nai karna chayeforex ek behtreen business hy agar ham aismen shok say kam nai karen gay to ham kamyab nai hon gay aislye hamen khob mehnat say kam karna ho ga.
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading mian Major and minor pairs main kia fark hai ?

            ji members kya hal hai aapke ummid karti hun ki aap sab theek honge aur apna Kam bahut acche se kar rahe honge aapane bahut achcha question kiya hai ya koi raat bahut jyada informative aur information wali haiyah donon pares bahut hi acche hote hain aur yah bahut jyada margin wale ped hote hain in tears ko Ham bahut jyada successful tarike se inmein benefit hasil kar sakte hain aur agar humne is tarah se karna hai to tu tu jaruri hai ki Ham donon per uske bare mein bahut acche se information hasil karne aur bahut acche se maloom hua tha sil karne ke bad bhi hamen chahie ki Ham to Marne par usko bahut acche se mohana karne aur pairon ke upar trading Karen agar Ham is tarah se karenge to hamen success hasil Ho Gai aur agaram is tarah se nahin karenge to mein sabse aasan nahin hogi insaaf ke liye jaruri hota hai experience agar hamare pass experience hoga to hamen bahut jyada kamyabi hasil hogi aur experience hasil karne ke liye jaruri hota hai ki Ham hardworking ke sath focus hokar forex per kam Karen agaram hardworking ke sath kam karenge tohamari knowledge nahin jata hoga aur agar main apni knowledge mein jakar karna hai to hamen chahie ki Ham apne seniors ko follow Karen aur ham per usko bahut acche se analyse Karen ko samajhne ke bad hi kisi chij ko istemal Karen isliye hamen chahie ki Ham bahut acche se analyse karne ke bad hi apni chij ko market mein kaun allies karne ke bad hi kisi bhi paper trade Karen aur yah donon per bhi bahut jyada acche hote hain mein bahut jyada paida lete Hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading mian Major and minor pairs main kia fark hai ?

              Major pair main vah pair Shamil hote hain jinko trader bahut Jyada aapki trading Mein use karte hain Kyunki isme liquidity bahut jyada hoti hai aur Unka sepred bhi bahut jyada Hota Hai Kuchh main brokege cost bahut kam hoti hai jismein Ek currency American dollar hoti hai Kuchh major per yah hai hi GBP.USD//EUR.USD//vagera Forex jab Abhi Trading hoti hai Ek hi Waqt Mein Ek currency ko kharida jata hai dusri currency ko becha jata hai trading Hamesha broker Ke Zariya hoti hai currency Jordan ko yah to kharida Jata Hai yah becha jata hai jo currency strong hoti hai vah kharidi Jaati Hai aur jo currency week Hoti Hai vah bechi Jaati Hai currency trading Hamesha joron ki Shakal Mein hoti hai different countries mein currency ka Len dean Hota rahata Hai Kaun si currency ki trading Jyada Hoti Hai Kaun si currency ki trading kam hoti hai Minor pair Mein dollar Nahin Hote Minor pair Ke market movement nahin kar rahi hoti To Ham Kaise profit-loss Hasil kar sakte hain market ki movement per Hamara profit loss depend karta hi Hamen currency ke bare mein experience or knowledge Kaho na bahut jyada important Hota Hai Jab Hamen currency ke bare mein Achcha experience or knowledge Hoga To Ham market Mein acchi tarike se samajh Sakenge Auron Ka istemal Kar Sakenge Hamen demo account per practis Karke currency pair ke bare mein Achcha experience and knowledge Hasil karna chahie Taki Ham market Mein iska istemal acche tarike se kaise karna chahie kamyabi Hasil kar sake apne business ko ek profitable business banaa sake
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading mian Major and minor pairs main kia fark hai ?

                dear friend, forex ma three types k pairs hotay hain jin ma major, minor aur exotics shamil hain, major pairs aisay hotay hain jin ma directly dollar involve hota ha aur minor pairs ma dollor ki involvement nhi hoti, major currency pairs global level par trade k liay ziada use hotay hain inki massive liquidity ki waja sa ap in k sath trade kar saktay hain, major pairs ki brokerage aur spread b low hota ha, major currency pairs ma EUR/USD, USD/JPY aur GBP/USD wagera shamil hotay hain, dunia ki largest reserve currency k tor par in major pairs ki aik side par dolar shamil hota ha, in pairs par trading karnay k liay hmain USD par depend karna parta ha, agr USD/JPY ma USD ko buy karna chahtay hain to pair ko sell karna ho ga aur agr USD ko sell karna chahtay hain to pair ko buy karna hoga,

                minor pairs ma USD shamil nhi hota in ma EUR/GBP, NZD/JPY aur CHF/JPY wagera shamil hain, in ma high spread hotay hain aur liquidity aur volatility b normal hoti ha, in par trading k liay b buyers aur sellers mojood hotay hain lakin major pairs ki nisbat hon gay, asian session k doran liquidity low hoti ha jiski waja sa spreads high hotay hain, jb k london aur newyork session ma liquidity high honay ki waja sa spreads low hotay hain, lihaza in pairs par trading k liay hmain market aur is k sessions sa aware rehna chaiay aur us k mutabik apni trades open aur adjust karni chaiay ta k hm profitable trade kar sakain jis sa achi earning possible ho
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading mian Major and minor pairs main kia fark hai ?

                  assalamualaikum trading members jis trading pair ke sath US dollar trade hota hai usko major currency pair Kaha jata hai aur main aapko example dekar verify karta hun.
                  Major Currency Pairs
                  Jis bhi oair ky sath dollar trade ho aor wo bhi developed countries ki currency ho un ko major pairs kaha jara hai.
                  In pairs ma GBPUSD EURUSD USDCHF AUDUSD NZDUSD USDJPY EURJPY EURGBP EURCHF these all pairs are counted as major trading pairs. .forex trading members apko in pairs ma fark 0ta hona chye
                  Major currencies py spread bahot kam hota hai jesa ky instaforex broker major pairs py 3pip spread charge krta hai jub ky apko in ky analysis ko bhi easily understand krny ma madadmilti hai.

                  Minor Currency Pairs

                  Jo currency pair without usd trade hoty hain unko minor oairs kaha jata hai. In ma gbpjpy eurcad gbpcad chfjpy nzdjpy cadjpy gbpnzd eurnzf yeh sary minor pairs hain hhor in ka spread bhi bahot zeyada hota hai kch ka 7pip hota hai jub ky baki pairs ka 12pio charge hota hai is leay in ko movement bhi bajot he fast hoti hai apko inki movement aor average weekly mo thly move ka bhi andaza hona chye yeh aoko bajot loss dy skty hain lehaza in py trade well managed lgani chue.
                  currency pairs ki third type ko exotic currency pairs Kaha jata hai jo ok underdevelopment countries ki currencies ke sath US dollar jab trade hota hai to unko exotic currency pairs Kaha jata hai. In currency pairs ki movement ka kuchh maloom Nahin hota hai yah bahut fast move karte hain aur inki movement 300-400 points within hour ho jaati hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading mian Major and minor pairs main kia fark hai ?

                    Forex trading ma pairs ko 3 types ma divide kiya giya hai. Ik ko ham major pair kehty hain. Second ko minor pair kehty hain or third ko exotic pairs kehty hain. Currency pair ki volatility or en ki liquidity ki base par he pairs ko 3 parts ma divide kiya giya hai. Zayda tar trader serf pehle he 2 types par trade karny ko prefer karty hain. Ham en types ko detail ma discuss kar lety hain.
                    1. Major pairs. Major pairs ma wo pairs shamil hoty hain jo bhot zayada trading ma use kaye jaty hain. Kiu k ik to un ma liquidity bhot zayada hoti hai dosra unka spread bhot kam hota hai or third enki brokage cost b bhot kam hoti hai. Kuch major pairs ye hai. EURUSD, USDJPY, GBPUSD. minor currecny.
                    2. Minor pairs. ki sb sy bari nishani ye hai k es ma dollar include ni hota. Minor currency ko cross currency pair b kaha jata hai. En ma major pair k mukablay ma bhot kam liquidity hoti hai or en trade karny k lae spread b major pair sy zayada pay karna party hain. Minor pairs ki kuch example ye hai. EURGBP, EURAUD, GBPJPY wagera. Ye pair b forex market ma bhot zayads trade k lae use hoty hain. Market ma pair ka utar charhao us k pair ki type par depend karta hai. Ap exotic pair par trade laga kar bethy hain or market unki move he ni kar rahy to apko profit ya loss kesy ho ga. Market ki movement par he to profit or loss depend karty hain. Fast movement ma profit or loss ka find ni karna parta.
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading mian Major and minor pairs main kia fark hai ?

                      Assalam walekum to all Forex member kaise hain aap I hope ki aap Sab khairiyat se Honge aapane Humse bahut hi Achcha question Kiya Hai Forex trading Mein major and minor pairs mein kya Fark Hai To Aaj Ham aapke sath Forex trading mein major and minor pairs main difference ko discuss Karenge Forex trading mein major and minor pair bahut jyada important hai in pair ki madad se Ham market Mein acche tarike se kam kar sakte hain Agar hamare pass ine pair ke bare mein Achcha Se Achcha experience hoga To Hamen in pair ko Apne kam Mein acchi Tarah Se use kar Payenge



                      Hamen Hamesha unhin pair ko select karna chahie Jo hamari market Mein trading ke liye best se best ho Hamen UN pair ko kabhi bhi choose nahin karna chahie Jo Hamare kam ke liye pest Na Ho Hamen Hamesha acchi planning ke sath hi pair ko select karna chahie Jab Hamari planning acchi Hogi To Ham best se best pair ko choose kar Payenge major pair mein Hamesha Vahi pair Shamil hoti hai jinhe Ham bahut jyada Forex main trading karte waqt use karte hain Agar Tamam majors ka Aadha is Dala promotion Hamen lo To Hamen Apne kam per Jyada Se Jyada focus karna chahie jtna Jyada Ham is per focus Karenge utna jyada hi Hamen Apne is kam ka Achcha Se Achcha profit milega Tamam member ko chahie ke vah ine ke difference ko acchi Tarah Se samajhne ki koshish karen

                      Forex trading mein Jab Bhi trading hoti hai use Waqt usmein ek hi currency ko kharida Ja sakta hai Ham Jyada currency Ko Nahin khareed Sakte aur jo currency forex market mein bahut jyada week Ho To Hamen chahie ky Ham use currency ko sale kar den Jo expert trader hote hain vah Hamesha strong currency ko hi khareed Lete Hain yah Tamam pair bahut jyada important hai aur pair per trading broker Ke jariye hi ki Jaati Hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading mian Major and minor pairs main kia fark hai ?

                        Significant sets mein used waaly ko read out krna chaiye aur tests kay barey mai ho, stay shopping for and advancing kay barey mai ho ya withdrawal methods kay barey mai hosirf yehi nahi likhtay rehna chaiye kay forex bohat acha hai, yehbohat zabardast hai, yeh online business endeavor hai yeh har waqat chalta hai ye ghar baithay baithay hota hai iss mai koi manager nahi hota hai. Iss qisam kay fiqraylik hcha data extent karna padta hai jo part is shape ke rules ko observekarti ho ya kam kar rahe hote hain unko ismein orders lekar kam kartehain to aapko is shape in sync with top notch ka matlab samajh aa jata hai ki aap isshape in sync with kaise rules ko watch karke kam karenge to aapko ismein fayda hoga isshape in sync with aapko challenge ke rules ko watch karna hota hai uske awful aap ismeinjab distribute karte Hain to aapki distribute ki top notch improve Ho jaati hai Jo part isshape ke rules ko watch kar rahe hote hain unko final product Mein achcha reward Miljahan in sync with swayam ke rules ko watch karti ho ya kam karterahen agar aap is shape in sync with air conditioning s ko yah baat apne contemplations mein rakh leni chahie kiagar aap is shape in sync with blunders karte hain to aapko ismein koi bhi fayda nahinhota aapko shape ke new modern rules ko inspect karna chahie usmein aap ahin diya jaega agar aap ismein achcha Kam nahin karte to aapko ismein bonusnahin milega aapko chahie ka work environment shape ke rules ko watch karte shade kam Karein agar ap rules k concurring kaam nai krty to apko misfortune hoga.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading mian Major and minor pairs main kia fark hai ?

                          dear forex member pairs ke bare mein acchi tarah Se maloom hona bahut hi important hai aur yah maloom hona isliye important hai ki jab tak members ko pares ke bare mein acchi tarah maloom nahin hoga koi bhi member apni trading ko bhi acchi tarah Se continue nahin kar sakta hai forex mein kuchh aise pears Hain ki jinko big bears kaha jata hai ya phir major players kaha jata hai aur iski vajah yah hai ki vah agar members ko achcha profit de rahe hote Hain to agar ine per Koi member acchi tarah Se trading karne mein nakam ho raha hota hai to members core loss bhi maximum hota hai jaisa ke gold aur crude oil aur silver yah aik is tarah ke pears Hain ki Jin per koi bhi trade agar apni trading ko bahut acchi tarah Se continue karne mein unsuccessful hota hai tu is tarah Se members ko maximum loss ho raha hota hai currencies ke pairs ko junior pears kaha jata hai ya minor repairs bhi kaha jata hai members ko Pair ke bare mein acchi tarah Se information honi chahie aur ja members koi bhi information hasil Ho jati hai to log acchi tarah Se apni trading co continue kar paate Hain koi bhi trade open kar lene se pahle pair ki selection karna hoti hai aur aise members ke jinko trading se related achcha experience nahin hota unko currency per acchi tarah Se apne trading co continue karna chahie aur currencies k pairs per jab Koi member apni trading co continue karta hai tu is tarah Se mama for maximum loss nahin hota currencies ke pairs per members trading karke achcha experience bhi hasil karte Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading mian Major and minor pairs main kia fark hai ?

                            Hi dear friends aap sab kaise hain aaj Ham baat karen gy currency ke major aur minor per uski dear friends jab Ham currency pairs trading karte Hain to hamen pata hona chahie ki ham kis currency pair per trading karen to aur hamare liye achcha sabit hoga in pairs mein se kuch miner aur kuch major per hote Hain inko samajhne ki ki koshish karte Hain,Forex trading mein purey world ki currency use hoti hey aur agar aap kisi bhi broker par work kartey hein to har broker ke different types of currency pairs bhi hotey hein kisi broker ke kam hotey hein aur kisi broker ke ziada hotey hein to aap search kar len apko wahan se easily pata chal sakta hey Forex Mein currency pairs bahut zyada hain lekin major repairs hai Jin Mein USSD involve hai 7 8 hi hai aur Baki Miner pair hai Major May acchi trading kar sakte hain hem Kyunki vah technical ko zyada follow karte hain aur technical ke mutabik ki mob Karte Hain aur Meri information aur experience ke hisab se currency pair 3 types ke hote hain cross currency pair major currency pair aur minor currency pair Euro USD GBP USD aur major countries ke currency pairs major currency pairs Mein Aate Hain Iske bad minor currency pair ki value hoti hai aur sabse and per cross currency pairs Aate Hain Forex trading mein sari countries ki currency use hoti hai aur agar aap Kisi broker per kam Karte Hain To Har broker Ki Alag Alag types of currency pairs bi hote hain Kisi broker ke kam kam hote hain aur kisi block Karke Jyada hote hain aap search kar len aapko vahin se isliye pata chal sakta hai aur aap ismein Achcha work kar sakte hain aur forex tradinge ke currency pairs bohat kisam ke hain kunke forex tradinge eik all warld online business hai jis mein har mulik ki currency pair use hote hian isley is mein har tarhan ki currency pair use hote hain or is mein jis bounce se hum tradinge karte hain usa dollar ki currency hai or hum in tumam currency pairs mein tradinge kar sakte hain
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading mian Major and minor pairs main kia fark hai ?

                              Forex market Main trades Karny kay Liy ap ko Market Ke Different Sides kay bary main Or Different Session kay Bary main Achy Say pata hona Chaye or Market Main aap ko Pairs Say Related Aal Information hona boat Zrori Hai or ap ko ye Be Pata Hona Chaye Kay kiss Country Ke Currency per Boat zada Trading Hoti hai is Liy aap ko Market Main Ye Sab maloom hona Or Sab Pairs kay bary main Complete Information Hona Boat Zrori hai tabi aap achy say Market Main trading kar sakty hain or Acha profit gain kar sakty hain.Dear mate ap nay jn Do Market Ka Zikar kiya hai Wo Major or Minor Currency Pairs Hain..

                              Major pairs

                              Trading karty waqt ap ko market kay major pairs Kay bary main janna boat Zrori hai jaab aap ko Market Main In pairs Kay bary main Maloom ho toh trading karny main Asani ho jati hai is liy ap ko Maloom ho ga kay World main sa say Zada Jis pair per Trading hoti Hai Wo USD ke Currency hai or Maret main Jitny be pairs hain Jin Kay Sath Hum USD ko trade Krty hain Un Pairs Ko Major pairs Katy hain or Market main un Pairs per he Sab Say Zada trading ke Jati hai or Iss waja Say he in pairs ke Movement be Fast hoti hai..

                              Minor pairs

                              Forex Trading main US kay ilawa be Kuch Country aise Hain Jin Ke Currency Boat Strong Currency hai or Inn ke Currency main be trading boat Hgh level per hoti Hai or Inn Currency main.GBP,EUR,JPY,Ye Currency be market Ka Zada Volume trades karti hain orin ko Hum Minors Pairs khty hain Jin main Traders Zada Active or Sellers be Boat Zaada Active hoty Hain
                              Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X