Forex main Lot Size Ke Kiya Importance Hai????
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main Lot Size Ke Kiya Importance Hai????
    Dear Mate's!

    Forex main lot Size Ka Management kay Lihaz say Hona boat Zrori hai.Kuch traders Boat Jaldi Forex Say profit bnany kay liy Emotional Trading karty hain or Lalach Say kam karty hoay Big lot Size open karty hain Aisa tab karty hain jab market Main Volatility High hoti hai or Market Main Traders Zada Active Hoty hain Or Jab be Aisa Dykty hain toh market Main Foran Say Entry lay Lyty hain Koi analysis Nahi krty or na He Koi news Check karty hain iss Liy Uny Chaye kay Aisy Emergency trading na Kiya karein or Proper Analysis ka Khyal Raka Karein Ku kay Volatility Wali market Ka Koi Trust nahi hota Kise Be Waqt Kahe Be Move Kar Sakti hai or Aap ko Acha profit Or Acha lose be Day Sakti hai.iss Liy Profit Ko Acha karny kay liy or loss say bachny kay liy aap Ko Minimum Lot Size Set karna Chaye or management Ko Lazmi follow karty hoay kam karna Chaye.Jab Hum Management Ko Perfectly Follow karein gay Toh humy Profit bnany Say koi Nahi Rok Sakta hai..
    Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex main Lot Size Ke Kiya Importance Hai????

    Dear forex market Mein lot size sabse Jyada matter karta hai Hamen Hamesha hi lot size Apne account balance ke mutabik use karna chahie Kyunki jab tak Ham Apne account balance ke mutabik lot size use Karenge tab tak Hamara account se apne account balance ke mutabik lot size ko use Nahin Karenge To Ham Kabhi Bhi Apne account ko sirf Nahin Dikhta Karenge aur kabhi bhi achcha profit earned karne Ke Kabil Nahin Ho Sakenge isiliye koshish karen ke apne lot size ko adjust Karen aur Iske bare mein Achcha sikhane ki koshish karen
    • #3 Collapse

      Re: Forex main Lot Size Ke Kiya Importance Hai????

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Mr'Jigsaw پيغام ديکھيے
      Dear Mate's!

      Forex main lot Size Ka Management kay Lihaz say Hona boat Zrori hai.Kuch traders Boat Jaldi Forex Say profit bnany kay liy Emotional Trading karty hain or Lalach Say kam karty hoay Big lot Size open karty hain Aisa tab karty hain jab market Main Volatility High hoti hai or Market Main Traders Zada Active Hoty hain Or Jab be Aisa Dykty hain toh market Main Foran Say Entry lay Lyty hain Koi analysis Nahi krty or na He Koi news Check karty hain iss Liy Uny Chaye kay Aisy Emergency trading na Kiya karein or Proper Analysis ka Khyal Raka Karein Ku kay Volatility Wali market Ka Koi Trust nahi hota Kise Be Waqt Kahe Be Move Kar Sakti hai or Aap ko Acha profit Or Acha lose be Day Sakti hai.iss Liy Profit Ko Acha karny kay liy or loss say bachny kay liy aap Ko Minimum Lot Size Set karna Chaye or management Ko Lazmi follow karty hoay kam karna Chaye.Jab Hum Management Ko Perfectly Follow karein gay Toh humy Profit bnany Say koi Nahi Rok Sakta hai..
      Forex market main lot size sab se zayada important hy q k agar ap ki amount kam hai aur laut sar jyada hai to aapko isase nuksan ho sakta hai hamen always Apne account ke mutabik ki lot size use karna chahie
      • #4 Collapse

        Re: Forex main Lot Size Ke Kiya Importance Hai????

        lot size ke liye sab se pehle ap ne apne balance ko daikhna hai agar is mein ap ke pas knowledge ho ga to ap money management ache se kar saken ge is tarah hi ap kaam kar sakte hain aur ap ko achi earning ho sakti hai hmain is mein mehnat se kaam karna hai acha kaam karna hai tab ham kanmeyab ho sakte hain aur ham earn kar sakte hain learn akrain aur acha kaam karian acha knowledge ho ga to earning ho gi
        • #5 Collapse

          Re: Forex main Lot Size Ke Kiya Importance Hai????

          Assalamu Alaikum dear friend Forex Mein lot size keyboard hi jyada I'm Hota Hai Sone Ke Hamare trading ka daro ma Dar Hamari lot size per hota hai aap apne account ke mutabik lot size Lagaya Karen Agar aapka kaun sa Chhota hai to aap 0.1 Khiladi lagaen Kyon agar aap 0.1 Khiladi Nahin Lagate Jyada Lagate Hain To aap account was ho sakta hai isliye Apne account ke lot size Lagaya Karen
          • #6 Collapse

            Re: Forex main Lot Size Ke Kiya Importance Hai????

            Forex men trading kay duran hamen lot size bahut chota rakhna chahey kun kay agar hum as men lot size bara rakhen gy tu hum as men nakam ho jaty hain tu hamen as men bahut himat kay sath apna kam jary rakhna chahey kun kay agar hum as men himat kay sath sath apna kam jary nahin rakhen gy tu hum as men nakam ho jaty hain as lia hamen forex forum men dil kay sath apna kam karna chahey kun kay agar hum as men dil kay sath kam nahin karen gy tu hum as men nakam ho jaty hain as lia hamen forex forum men dil kay sath apna kam jary rakhna chahey tabhy hum as men achy kamayby hasil kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex main Lot Size Ke Kiya Importance Hai????

              Dear friends forex market Mein lot size sabse important chez ha Hum ko Hamesha e lot size Apne account balance ke mutabik use karna chahie Kyunki jab tak Ham Apne account balance ke mutabik lot size use ni karenga To Ham Kabhi Bhi Apne account ko wash hona sa bacha ni sakta aur kabhi bhi acha profit earn karne Ke Kabil Nahin Ho Sakenge is lia koshish karen ke apne lot size ko chota Karen aur jis sa aap ka lia bhi faida ho ga r aap ki family ka lia bhi acha ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Forex main Lot Size Ke Kiya Importance Hai????

                Forex main lot size kaafi importance rakhti hain kyun lot ki basse per he apko profit hota hai jitna bari lot hogi ager apko profit howa to utna he ziyada hoga or jitni kum lot hogi apko profit bhi utna he kum hoga apko koshish karni chiye kay munsab lotka intkhab karna chiye so friends zarori hai kay jitna lot munsab hogi apko faida bhi utna he acha hoga lot har pair mukhtlif hoti hai jesa kay gold ki 0.01 or curency pair 0.10 ye differEnce hota haai
                • #9 Collapse

                  • #10 Collapse

                    Re: Forex main Lot Size Ke Kiya Importance Hai????

                    Salam Walekum kya friend Forex mein lot size importance hai hamare pass Humne sabse pahle balance ko dekhna hai is Samay aapke pass knowledge Hoga To Ham money management acchi Tarah Se nikalwa sakte hain isliye Hamen Kamyab hone ke liye acchi mehnat karni padati hai jo log acchi baat per focus karte hain Vahi log Aage badh sakte hain isiliye aapko profit hota hai Jitna badi hogi Agar aapko profit vah to utna hi jyada Hoga profit isiliye Mein chahie ke Hamen ko mehnat Karni chahie aur jitne kab Laut Hogi aap ko profit bhi utna Hi Kam milega isliye aapko koshish Karni chahie kya munasib lot ko lagaen Agar Hamare liye jaruri hai Jitna Laut munasib Hogi aapko fayda bhi utna hi Achcha Hoga Laut per pair mukhtalif Hoti Hai Jaise aap Gold per 0.0 1 of currency pair aur 0.01 difference hota hai isiliye Hamen kam karna bahut jaruri hai agar Ham Achcha kam Karenge tabhi Ham Kamyab Honge Jo log Forex mein baat karte hain Vahi log Kamyab Ho Jaate Hain isiliye Hamen Khoob mehnat Karni chahie aur mehnat karke hi Hamen Aage Badhana chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex main Lot Size Ke Kiya Importance Hai????

                      ASSALAM U ALAIKUM,,,
                      Forex mn trading karte hue jo sabse important chez matter karti hai vah hai lot size ka use karna agar Ham lot size ka use apne account balance ke mutabik karte hain aur money management ko follow karte hue karte Hain to Ham kamyab Ho jaate Hain hamen hamesha Forex mein normal lot size ke sath trading karne chahie agar Ham lot size ka use apne account balance kis se zyada kar dete Hain to Ham kabhi bhi acchi aur successful trading nahin kar sakte aur na hi kamyabi hasil kar sakte hain hamen hamesha soch samajhkar normal lot size ke sath trading karne chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex main Lot Size Ke Kiya Importance Hai????

                        G bilkul important hai lot size
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex main Lot Size Ke Kiya Importance Hai????

                          ji janab ap ne boht hi umda sawal kia hay kay forex mein lot size ki kia importance hay pehly to ap ko ye pata hona chaheiy kay lot hay kaya
                          lot ka matlab hay meeaad ya miqdar ap jab apny demo account ya real account mein trading karengy to ap ne apni lot size set karni hoti hay
                          jis ki miqdar ap gold per 0.01 laga skty hen or currency per 0.10 laga sakty hen agr ap lot set nahe karengy apko profit nahe hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex main Lot Size Ke Kiya Importance Hai????

                            lot ache ho ge to hamy acha profit hasal ho jy ga forex ak online business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar greedy abn ky kamk arty hain to hamara account band ho jy ga hamy uis mai analysis ko learn kar ky use kar ky kam kar ky kam karty hai nto hamy kamaybe hasial ho jy ge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex main Lot Size Ke Kiya Importance Hai????

                              hamy apne amount ky hesab sy lot lagane chahey agar hamare amount kam han to hamy is main kam lot lagane chahey agar hamare amount zeda hain to hamy is main zeyada lot lagane chahey yai aik asa karobar hai jo ky pore duna mai pahl cuka han hum is mai aik din main aik account mai 50 posts or 4 threads karty hain hamy pahly posts karne chahey or bad main threads karny chahey

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X