Hamesha har trade loss sy hi q start hoti??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hamesha har trade loss sy hi q start hoti??
    Assalamu alaikum dear members main umeed krti hn ap sb khairyat sy hun gye main ap sab sy yh pochana chahti hun ke har trade jo hum lagty hain wo loss sy hi q start hoti hai is ke bare me apni apni raye pash kren.... kindly
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hamesha har trade loss sy hi q start hoti??

    Dear har currency ka ik spread hota hai r wahi spread broker ka comision hota hai Baaki Kuch currency ka spread bilkul bhi nahi hai Islye Loss se start hoti hai Broker apna spread ka comision rakhta hai baki Sab profit Members ko deta hai.
    Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
    • #3 Collapse

      Re: Hamesha har trade loss sy hi q start hoti??

      dear hamri trade lose mn is waja se jati ha kew k hum is business mn sahi kam nai krte hein hume is mn daily kam krte rehna hota ha ye hamre liye sab se acha business ha is liye hume is mn sahi menat krte rehna hota ha hume is mn phaly knowledge lena hota ha phr hi kameyab ho sakte hein hume pta ha k ye business hamre liye eik sab se best online business ha jo acha work krte ha wohi kameyab leni parti ha ye hamre liye sab se best work ha kameyabi hamesha menat kr k hi milti ha acha kam krein tab hi kameyab be ho sakte hein daily acha kam krein is business mn
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • #4 Collapse

        Re: Hamesha har trade loss sy hi q start hoti??

        Dear forex members hum jab bhi trade start krtai hain to us ko buy krne mein kuch amount lgti hai jo k hunara spread hota hai yeh spread humare brker ko milta hai jab bhi hum trade start krtai hain to hunre trade nagetive mein jati hai jab chaye ap ne jis currency pr trade lga ho wo opper hi kion na ja rhai ho ap ko hamesha trade nagetive mein hi start hoti ap jab bhi trade start krein to koshish krein k wo pair select krein jo k ap k account ko match kr rhai ho mtlb agar ap k pass 10 dollars hon to ap ko kabhi bhi esa pair slect nhi krna chye jis ka spread 10 ho ya 10 se zyada ho agar ap esa krein gae to ap ka accoubt wash ho skta hai agar ap k pass 10 dollar hai to koi esa pair select krein jis ka spread 10 se kam ho misal k taur pr 2 ya 3 ya 4 agar ap esai spreads wale pairs select krein gae to ap k account mein se pehle to utna spread minus ho ga phr us k bad agar market us piar pr opper ja rhai ho to ap ko profit ho jata hai aur wo spread us profit mein conpkete ho jata ahi aur agar ap ko loss ho to us spread k sath sath ap kp aur bhi loss pay krna pdhta hai ap agar trading k buisness mein new hain to ap ko apni trade kabhi bhi gold se start nhi krni chye kion k gold ap ko zyada loss deta hai aur kam profit gokd k liye ap ko bahut zyada amount investment k liye chye hoti hai is liye ajb bhi trade start krein kisi currency pair ya silver se start krein currency pair zyada acha hota hai us mein ap ko itna zyada invest nhi krna pdhta.. Aur nah hi ap k spread currency pairs mein zyada hota ahi ap ki trade kam loss se start hoti hai.......
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Hamesha har trade loss sy hi q start hoti??

          Trade start jab hoti tu initially trade ka kuchh share broker ko jata hai...aur baad mein agar trade positive jati hai tu trader ko profit jata...

          اب آن لائن

          Working...
          X