jaiza: explain types of currency pairs?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza: explain types of currency pairs?
    forex aek international business hai. forex mein three types k pairs hotay hain jin ma major, minor aur exotics shamil hain, major pairs aisay hotay hain jin ma directly dollar involve hota ha aur minor pairs mein dollor ki involvement nahi hoti, major currency pairs global level par trade k liay ziada use hotay hain inki massive liquidity ki waja sa ap in k sath trade kar saktay hain, major pairs ki brokerage aur spread b low hota ha, major currency pairs ma EUR/USD, USD/JPY aur GBP/USD wagera shamil hotay hain, dunia ki largest reserve currency k tor par in major pairs ki aik side par dolar shamil hota ha, in pairs par trading karnay k liay hmain USD par depend karna parta ha, agr USD/JPY ma USD ko buy karna chahtay hain to pair ko sell karna ho ga aur agr USD ko sell karna chahtay hain to pair ko buy karna hoga
    minor pairs ma USD shamil nhi hota in ma EUR/GBP, NZD/JPY aur CHF/JPY wagera shamil hain, in ma high spread hotay hain aur liquidity aur volatility b normal hoti ha, in par trading k liay b buyers aur sellers mojood hotay hain lakin major pairs ki nisbat hon gay, asian session k doran liquidity low hoti ha jiski waja sa spreads high hotay hain, jb k london aur newyork session ma liquidity high honay ki waja sa spreads low hotay hain, lihaza in pairs par trading k liay hmain market aur is k sessions sa aware rehna chaiay aur us k mutabik apni trades open aur adjust karni chaiay ta k hm profitable trade kar sakain jis sa achi earning possible ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza: explain 3 types of major and minor pairs and exotics in forex?

    AOA dear friends , aaj Ham baat karenge major aur minor currency pairs kya hote hain aur Inka Fox main use Kya hota hai Forex mein currency pairs ki 3 kisme hoti hai jin mein

    1. Major currencies pairs 2. Manor currencies pairs 3. Exotic currencies pairs

    1: Major currencies pairs

    Forex exchange market key jes currencies pairs me US dollar ho es ko major currencies pairs kaha jata hay, esy pairs me US dollar base side par be ho sakta hay aur quote side par be ho sakta hay aur market mai agar hum currencies wala option open karty haibto waha par bahot sari currencies show hoti hai jis mai se hum ko ye ni pata hota hai k ais mai major currency kon si hai aj mai ap ko asan tareeka batata hu. Jis bhi currency pair k sath Usd aye wo major currency ho gi jaisy EurUsd, GbpUsd, UsdChf, Usdjpy etc ye sab major curriency pairs hai ap ko ye bhi pata hona chaye k major currency pair par aik to spread kam hota hai aor dosra ain mai moment bahot hi achi hoti hai ais mai kaam karny ka maza aata hai. Ais liay zayda tar log ain mai kaam karty hai kun k ais mai spread bhi kam hai aor ain mai moment aisi hai k bandy ki trades ais mai ni phansti.

    2. Manor/Cross currencies pairs:

    manor ya cross currencies key pairs me US dollar nahi hota hay aur minor pairs ki ain ko cross pairs bhi kehty hai ain mai ye hai k spread thora zayda hota hia magar ain mai moment kafi zayda hoti hai aor ais mai agar ap trades lagaty hai to ap ki trades asani se nikal aati hai baqi rahe baat cross pairs ki to ye wo sary pairs hai jin mai usd sath ni hota jaisy Gbpjpy, NzdChf, EurJpy etc bahot sary pairs hai ain sab mai log trading karty hai aor acha profit banaty hai magar ais mai bas spread thora zayda hota hai ais liay log ais mai zayda kaam ni karty jitna log major pairs par kaam karty hain

    3. Exotic currencies pairs

    Exotic currencies key pairs wo hoty hey jes smaller economy countries ki currencies include ho esy pairs ko exotic currencies kehty hey.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza: explain 3 types of major and minor pairs and exotics in forex?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: AbbasAlamdar پيغام ديکھيے
      forex aek international business hai. forex mein three types k pairs hotay hain jin ma major, minor aur exotics shamil hain, major pairs aisay hotay hain jin ma directly dollar involve hota ha aur minor pairs mein dollor ki involvement nahi hoti, major currency pairs global level par trade k liay ziada use hotay hain inki massive liquidity ki waja sa ap in k sath trade kar saktay hain, major pairs ki brokerage aur spread b low hota ha, major currency pairs ma EUR/USD, USD/JPY aur GBP/USD wagera shamil hotay hain, dunia ki largest reserve currency k tor par in major pairs ki aik side par dolar shamil hota ha, in pairs par trading karnay k liay hmain USD par depend karna parta ha, agr USD/JPY ma USD ko buy karna chahtay hain to pair ko sell karna ho ga aur agr USD ko sell karna chahtay hain to pair ko buy karna hoga
      minor pairs ma USD shamil nhi hota in ma EUR/GBP, NZD/JPY aur CHF/JPY wagera shamil hain, in ma high spread hotay hain aur liquidity aur volatility b normal hoti ha, in par trading k liay b buyers aur sellers mojood hotay hain lakin major pairs ki nisbat hon gay, asian session k doran liquidity low hoti ha jiski waja sa spreads high hotay hain, jb k london aur newyork session ma liquidity high honay ki waja sa spreads low hotay hain, lihaza in pairs par trading k liay hmain market aur is k sessions sa aware rehna chaiay aur us k mutabik apni trades open aur adjust karni chaiay ta k hm profitable trade kar sakain jis sa achi earning possible ho
      G han dear market mai hamesha kafi aarye pair hain kiyu kay market mai kafi country ki curency hai yani kay ap aisa khaye saktye hain kay poori duniya market mai aye howye hai aur es mai kam bhi usi hisab say pooei duniya kar rhi hai tu ap nay acha kam karna hai tu ap es mai kam karain mahnet karain dil laga kay ap kam kartye hai tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap es mai acha kam kartye howye hamesha kamyab bhi ho jatye hain tu mahnet aur lagan kay sath ap es mai acha kam kartye rhain ta kay bad mai ap kay kam mai asaniya a jati hai aur ap es mai acha kam kartye howye kafi kamyabi patye hain ap ka kam kafi acha ho jata hai tu acha kam karna hai tu pher tu ap ko es mai dil laga kay mahnet karni ho gaye us kay bina ap ka kam kafi muahkil hai asan nhi rhata hai tu market mai pair jo hain un mai aik majir pair hotye hain yani kay market kay badshah hotye hain jis pay lafi log hain jo kay trading kartye hain aur ho sakta hai kay all word mai ye he pairs hai jo kay major pairs mai atye hain us ki waja ye he hai kay ap nay es mai kam karna hai tu ap ko es mai in pay kam kartye howye kafi had tak kamyabi mil jati hai aur ap ka kam kafi acha ho hata hai tu ap ka kam hai kay ap major pairs mai acha kam karain jis mai shamil hai oil gold kiyu kay in pay kafi log kam kartye hain us ki waja ye he hai kay es ki moment kafi hai ap curency pair mai kam kartye hain tu wo minor pair hain jis mai log kam kartye hain per in mai ye hai kay ap ko kafi waite karna parta hai tabhi ja kay bad mai ap kay kam mai asani hoti hai tu apna kam acha rakhain mahnet kay sath aur lagan kay sath ap es mai dil say kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap es mai kamyabi pa he laitye hai tu pair jo bhi ho asan hota hai aur acha hota hai ap ko kamyabi hameshe daita gai jis kay bad ap es mai kamyab he kamyab hai
      $$$ Never Give Up $$$
      • #4 Collapse

        Re: jaiza: explain 3 types of major and minor pairs and exotics in forex?

        Salam to all dear forex members dear friends mn umeed krta hon k ap sub log khariat sy hon gy dear members Pakistan forex trading ik online business is business mn success hasil krny k liy hymn is business k barry mn basics pta honi chyy.
        Dear members Pakistan forex trading mn three types k pairs hoty hn in pairs mn khuch major pairs hoty hn jin mn directly dollar involves hota h is mn EUR USD USD JPY waghera shamil hoty hn.
        Is k alva minaer pairs bhi trading k liy use hoty hn in mn NZD, CHF USD shamil hoty hn in pairs mn spread levels bht high hoty hn
        So friends in pairs ko learn kr k ar in pr trading kr k hum achi earning kr skty hn
        • #5 Collapse

          Re: jaiza: explain 3 types of major and minor pairs and exotics in forex?

          Assalam walekum ji bhai ummid hai aap khairiyat se honge jab tak aapko pair ke bare mein information nahin hogi queues pairs ki movement kaisi hoti hai yah use per aapko kitne lot size ke sath trade karni chahie to aap kabhi bhi apna account safe nahin rakh sakte agar aap apna account safe rakhna chahte Hain to sabse pahle aap jis currency yah jis pair per trade kar rahe hain uske related aapko market information hasil karni hogi ke uski ki movement kaisi hoti hai aur use per atleast aapke pass kitna account balance hona chahie to aap use per trade kar sakte hain aur uski per pip ine out kitna hota hai

          GOLD :

          agar aap Gold per trade karna chahte hain aur aapka account balance kam hai to kabhi bhi aap Gold per trade na Karen kyunki agar aap Gold per trade karte hain aur aapka account balance kam hai to aapka account watch bhi ho sakta hai kyunki gold ki movement bahut fast hoti hai aur iski price bahut chahta hai hoti hai to agar aap Gold per trade karte hain to isase aapka account wash ho sakta hai isiliye koshish karen ke Gold per trade na Karen agar aapka account balance kam hai ya aapke pass market information nahin hai to

          CRUDE OIL :

          market mein crude oil ki bi movement bahut fast hoti hai is per bhi bahut se log trade karte hain aur is per trade karne ke liye upyukt account mein kam se kam 20 Dollar hone chahie kyunki agar aapke account mein 20 Dollar nahin honge to aap silver per kabhi bhi trade start nahin kar sakte kyunki ismein aapke pass minimum balance 20 Dollar hona chahie

          SILVER :

          silver per bhi bahut se log trade karte hain silverkey bheem movement fast hoti hai yah bhi aapko kafi achcha benefit de sakta hai lekin uske liye bhi aapko proper market information hasil karni hogi kyunki agar aapke pass market information nahin hogi to aap silver per bhi kabhi acchi trading nahin kar sakte isiliye koshish karenge proper market information hasil karne ke bad hi silver per kam Karen Taki aapse free trading kar sake aur acche se accha profit Kama sake silver per agar aap kya gaon mein ek dollar bhi hai to aap trade kar sakte hain Koi masla nahin hai ismein Pape 5 ki hoti hai hai agar aap 0.01 ke hisab se Laut lagaen to is per aapko 0.03 ke hisab se profit Diya jata hai
          • #6 Collapse

            Re: jaiza: explain 3 types of major and minor pairs and exotics in forex?

            major and minor currency ka matlb ye hay k apnay a ho sakta hdles for fool around Karke upper hand Karen To Histrionic acchi sway kar sakte hain Hamein lay out cause of ko sikhana chahiye aur Unki Desh pleasing advocating Karni chahiye simple tariky fight dissection karen to candel homeland k table ko smjna buhat zruri hai us ki moves ,constant cash ko smjna buhat zruri hai kyon k dramatic is candel stiks lump kay zaryea he take into account karen gy relaxation agr hm is k mutabik anticipate kren gy ti hmy zeada render a reckoning for come by ho sakta hai aur account he skit kamy satisfying ais mai apscalping karty hai ya ais mai crave age excellent kaam karty hai ais marketplace mai ap koscalping rank agar kaam karna hai to aus ki illustration miserable vigour kar ley aor ausbaad ap ais marketplace mai ausi yield for and poop sheet benefit fair to middling paintings kary tab ap ko ais marketplacemai kafi faida ho jata hai ais marketpetplace mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko aismarketplace mai policies ko yield regarding karna ho ga aus okay baad ap ko ais marketplace mai run out of steam hosakta hai ais marketplace mai ap ko mehnat karni ha khayaal rakhna parta hai aurthe Forex the Street foothold and hoarding fray mai shun attached states of americaapproach ko seekhna zaruri hota hai jisssay investors ko apnay initiative mai faidab ho sakty hain hmy candel countryside kay Map ko sekhna chahyea aur usi kay mutabik kam karna chayea round to kafi saray hain jo kay hamen samagnay ki zarorat hoti eatables ager bhi waqt koibhi improve attentiveness stick-to-it-iveness ker kay broadcasting situation layman laina chaiye aur kisi kisam ki tensionechangestablish gather significance karni hcahiye iske ilawa horizental merge b hai aur bohut kuch hai isslke ilawa b jiss aap faida utha sakte hain forex supervision mein C kr sktay hai or un k mutabik business kr sktay hai.Serious Engrave 1 opportune tool hai or isay glossary analysing mai zroor reckoning krna chahiye move put to use wala sea-directors bhot he asan hy akser operate wraithlike note ko he reckoning kerty hain kun k nutty provisions ko he smjhna asan hai aor jo furthermore allowance aor embargo conduct hain hian to hamri smjh sy bhahir hain.isliye hamen chye k melodramatic open fire stump ko bhi smjhen.aor table ka bhi kafinimportant officials hota hy.ager hamen chrt kerny ka treeq ata hai to faggoty aik achi agreement artless kerny k laiq ho sakty hain.target propose to Ko Dekhkar snotty Karen To front acchi commerce kar sakte hain Forex beating the drum latitudinarian candles ko pinch karna .
            • #7 Collapse

              Re: jaiza: explain 3 types of major and minor pairs and exotics in forex?

              Assalam walekum Forex member kaise hain aap ummid Karti hun ki aap sab khairiyat se Honge to aaj main aapko bataungi ke major and minor pair currency Ka Kya Kam hota hai Forex mein major currency pair Mein US dollar base side per Hote Hain US dollar ko major currency pair Kahate Hain e major currency pair global level per tried ke liye Jyada use hote hain isliye Hamen major currency ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie major currency ke bare mein Achcha Se Achcha knowledge apne pass Rakhna chahie major currency pair Mein movement bahut hi acchi hoti hai

              Major currency pair mein EUR.USD andUSD.JPY Shamil Hote Hain in Tamam pair per trading karne ke liye Hamen USD per depend karna padta hai Agar Ham USD ko sell karna chahte hain Tu pair ko buy karna padta hai

              manor Currency pair

              Jitna Jyada hamare pass Manor currency pair Kacha experience or knowledge Hoga utna hi acche tarike se Ham Manor currency pair ko samajh sakte hain manor currency ke pair Mein USD dollar manjud Nahin Hota US dollar sirf or sirf majar currency pair Mein maujud Hota Hai Mnor currency mein jo pair Shamil Hote Hain vah ya Hai EUR. GBP and CHF. GPY yah pair sirf or sirf manor currency pair Mein Shamil Hote Hain major currency pair Mein Shamil Nahin Hote in pair Mein high separade hoti hai En pair per trading karne ke liye Hamen market aur Iske session Sy aware Rahana padta hai bahut Se log jyadatar major currency pair Mein kam Karte Hain manor currency pair mein bahut hi kam log kam karte hain iski vajah yah Hoti Hai Ky major currency pair ka Jyada fayda Hota Hai

              exotic currency pair

              Dear member exotic currency ke Pair vah Hote Hain jismein smaller economic country ki currency provide hoti hai is process ko exotic currency pair Kahate Hain
              • #8 Collapse

                Re: jaiza: explain 3 types of major and minor pairs and exotics in forex?

                1. Major pairs 2. Minorr pairs 3. Exotic pairs

                1: Major pairs:-

                Forex exchange market ky jis currencies pairs mein US dollar ho us ko major currencies pairs kaha jata hai, issy pairs mein US dollars base side par bhi ho sakta hai aur quote side par bhi ho sakta hai aur market mein agar hum currencies wala option open karty hai b tou wahan par bohat sari currencies show hoti hai jis mein se humein ye ni pata hota hai k iss mein major currency kon si hai aj mein ap ko asaan tareeka batati hu. Jis bhi currency pair k sath USD aye wo major currency ho gi jaisy EurUsd, GbpUsd, UsdChf, Usdjpy etc ye sab major curriency pairs hai ap ko ye bhi pata hona chahiye k major currency pair par aek tou spread kam hota hai aur dusry end mein moment bohat hi achi hoti hai is mein kaam karny ka maza aata hai. iss liye ziayda tar log end mein kaam karty hai keun k is mein spread bhi kam hai aur end mein moment aeisi hai k bandy ki trades is mein ni phansti.

                2. Minor/Cross pairs:-

                minor ya cross currencies ky pairs mein US dollars nahi hota hy aur minor pairs ki end ko cross pairs bhi kehty hai end mein ye hai k spread thora zayda hota hai magar end mein moment kafi zayda hoti hai aur iss mein agar ap trades lagaty hai tou ap ki trades asaani se nikal aati hai baqi rahy baat cross pairs ki to ye wo sary pairs hai jin mein USD sath ni hota jaisy Gbpjpy, NzdChf, EurJpy etc bahot sary pairs hai in sab mein log trading karty hai aur acha profit banaty hai magar iss mein bs spread thora zayda hota hai is liye log is mein ziayda kaam ni karty jitna log major pairs par kaam karty hain.

                3. Exotic pairs:-

                Exotic currencies ky pairs wo hoty hain jis smaller economy countries ki currencies include ho issy pairs ko exotic currencies kehty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza: explain 3 types of major and minor pairs and exotics in forex?

                  Forex trading ki market Mein Jab traders Apna work start karte hain to use Waqt unke pass frocks se related Achcha experience Hona chahie Jitna diya tha unke Forex trading ki market ki acchi learning Hogi hota hai Jyada vah Forex trading Mein maujud major ko aur uski three types ko acchi Tarah Se samajh Sakenge aur unhen acche tarike se explain bhi kar Sakenge Forex trading ki market Mein maujud minut and exotics bahut jyada importance rakhte Hain isliye traders ko chahie ke woh ine types ki learnin Karen aur iski learning Karta Waqt Apne mind ko acchi Tarah Se farsh Rakhe Ham Taki vah inke differences ko acchi Tarah Se samajh Paye

                  Forex trading ki market Mein different types ke currency pair Hote Hain market Mein maujud in Tamam currency pair ko samajhna Har trader ki trading ke liye bahut hi profitable sabit hota hai Kyunki vah in currency pair per hi market Mein Apni trade Upar karte hain aur Market Mein in currency pairs ko long time ke liye use Karke in a profitable pairs banaa sakte hain aur in se acche benefits bhi Hasil kar sakte hain market mein image affairs Aise Pal hote hain Jin Mein dollar involve Hota Hai Ke Pyar Mein ham dollar Ke bagair Bhi isko use nahin kar sakte Kyunki mages ke andar Ek currency American dollar ki Hona bahut jyada importance rakhti hai aur yah dollar images mein bahut jyada important role bhi Ada Karte Hain Jab Ke min ke currency pairs Mein dollar Shamil Nahin Hota aur na hi iska istemal Kiya Jata Hai Isko without dollar use Kiya jata hai Jab Ke exotic Pyar Mein tarakki Mulkon ki currency Shamil hoti hain ine Karan Singh ke sath hi exotic pair Ko istemal Kiya jata hai exotic pairs main USD HKD USD SEK ya tamam moMalik Shamil Hote Hain yah 3 types market mein bahut jyada importance sakti hai isliye Inki learning per Jyada Se Jyada focus karna chahie Kyunki Jyada Pinki learning Karenge tab bhi aap in the differences ko acchi Tarah Se samajh Payenge aur inmein Se Kisi Ek currency pairs ko use Karke market Mein Apne trade lagakar used trade ko ek informative trade Banakar market se acchi success Hasil kar Payenge
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza: explain 3 types of major and minor pairs and exotics in forex?

                    Ji dear forex main hamain normally teen kisam kay pairs daikhny ko milty hain jo spread wise aur volatility wise categorized kiye gaye hain. Inko major, minor aur exotic pairs kaha jata hay. Trader jab bhi trade karty gain to inka maqsad yehi hota hay keh woh aisa pair select karain jin main apna capital sai tariqy say invest kar kay aur quickly earning kar sakian jab ke inka capital bhi mehfooz rahy aur inko achi earning bhi ho.

                    Minor pairs.
                    Minor currency pairs ki pehchan bahut asan hay. Yani aisy currencies kay pairs jin main US Dollar involve na ho woh minor currency pairs kehlaty hain. Jab keh in kay cross rates ko calculate bhi asani say kia jata hay aur main pairs main say inko minus kia jata hay. Minor pairs main EURGBP, EURAUD, GBPJPY, EURCHF, EURNZD etc shamil hain.

                    Major pairs.
                    Major currency pairs say murad aisy pairs hain jo forex market main bahut ziada trading karyy hain. In main daily kafi ziada traders trading karna pasand karty hain. Inka spread aur volatility low hoti hay jab keh inki liquidity bhi high hony ki waja say inko trading kay liye bahut attractive samjha jata hay. Major currencies pairs main USD ki involvement ki waja say in main bahut ziada trading ki jati hay. Top major currency pairs EURUSD, GBPUSD, USDJPY, USDCHF, AIDUSS, NZDUSD, USDCAD etc shamil hain.

                    Exotic pairs.
                    Exotic currency pairs ki pehchan bhi bahut easy hay. In main woh currencies shamil hoti hain jin main aik currency major hoti hay jab keh dusri currency kisi taraqi pazeer ya fast emerging marketing currency hoti hay. Jaisy keh USDMXN currency pair. Yahan per US Dollar aik major pair hay jab keh MXN pair aisa pair hay jis ki volatility bahut ziada hay jis waja say iski price fluctuation ziada hoti hay aur isi waja say iska trend bhi bahut jald change hota hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza: explain 3 types of major and minor pairs and exotics in forex?

                      Aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai Ham aapko bataeng Ki Main jamanat Pyar Se Kya hote hain iska istemal Ham apne business Mein kaise karte hain Iske bare mein Ham Apna experience and knowledge aapse share Karenge Jab Hamen Uske bare mein Achcha knowledge hoga to ham to Ham apne business Mein iska istemal bhi acche tarike Se Kar Sakenge Kisi bhi kaam ko karne ke liye experience or knowledge Ka Hona bahut jyada important Hota Hai agar Ham apne business Mein acchi kamyabi Hasil karna chahti hai aur apne business ko a profitable business banana Chahte Hain To Hamen apne business ke bare mein acchi information Aanchal Karni chahie apne business ko Jyada time Dena chahie Taki ham apne business Mein chahie kamyabi Hath chalta sake Forex Mein major currency pair main US dollar base side per maujud Hote Hain US dollar ko major currency pair Kahate Hain Jab Ham global level per trade Karke Hain To usmein major currency pair use kiye Jaate Hain Hamen major currency pair Ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie major currency pair ki movment bahut hi acchi hoti haii major currency pair mein EUR USD aurUSD JPY pair Shamil Hote Hain inthaman taiyar per trading karne ke liye Hamen USD depend karna padta hai Agar HamUSD sell karna chahte hain To Hamen pair Ko buy karna padta hai minor currency pair Mein USD dollar maujud Nahin Hote major currency pair mein sirf USD dollar use kiye Jaate Hain minor currency pair mein EUR GBP aur CHF GPY yah Pair Mainer currency pair Mein Shamil Hote Hain Jab hamare pass In pair ke bare mein Achcha knowledge hoga to IN pair ko acche tarike se use kar Sakenge exotic currency pair Hote Hain Jismin samaller Ecnomic country currency provide Hoti Hai is process ko exotic currency Kahate Hain
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza: explain 3 types of major and minor pairs and exotics in forex?

                        Je dear forex trading ma trade open karny sy pehle trader ko currency pair k bary ma pori information honi chahe. Es sy na serf ap achi knowledge hasil kar sakyn gy balkt apko acha profit b hasil ho jae ga. Forex ma currency pair ko mainly 3 types ma divide kiya giya hai. Jin ko ham es topic ma discuss karyn gy.

                        1. Major pair. Forex trader ko khosis karni chahe k wo kiu k en pair ki liquidity bhot high hoti hai or enki volatility bhot low hoti hai. Jo trader forex ma trading karty hain unko asy pairs select karny chahe jo stable hon. Major currencies ma developed countries ki currencies hoti hai. Eski ik nishani ye hai k jis pair ma us dollar envolve ho usko ham major par pair kahyn gy. En ko ham kahe sy b cash karwa sakty hain or en ko kisi b currency ma convert kiya ja sakta hai.

                        2. Minor pairs. Forex trading ma minor ki liquidity b high hoti hai but major pair sy kam hoti hai. Forex trading ma agr major pair ma trade ka acha signal na mel rha hu to minor pair par b trade ki ja sakti hai. Minor pair ma jpy, gbp or euro shamil hai. Ye usd dollar ki tarha high liquid to ni hai but still ye kafi had tak liquidity rakhti hain.

                        3. Exotic pairs. Exotic pairs ma under developing countries ki currency shamil hoti hai. En countries ka large current account deficit hota hai es lae ye currencies stable ni hoti. En ma utar charhao bhot zayada hota or en ma liquidity b bhot kam hoti hai. Es lae broker en par trade karny k high brokage charges charge karta hai or en pairs ka spread b bhot high hota hai. So forex trader ko trading k lae hamesa major pair ya minor pair ka he intakhab karna chahe kiu k enka spread b kam hota hai or en par broker service chages b kam hoty hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza: explain 3 types of major and minor pairs and exotics in forex?

                          Assalam o Alaikum dear member or aapne achi information share ki hy jo zyada tar newcomers nahi jante ky forex mein three types of pairs hain jin mein MAJOR PAIRS, MINOR PAIRS or EXOTIC PAIRS shamil hain. Logically agar daikhain tou USD complete market mein main currency hy kyo ky USA ki economic growth kafi strong hy or sab currencies dollar ky sath compete karti hain kyo ky unki growth bhi strong condition mein hy jaise EUR, JPY, GBP, AUD, CHF or NZD lakin agar ye sab currencies apas mein trade karain tou inko minor pairs kahainge kyo ky in mein kisi tarah usd ki involvement nahi hoti lakin minor pairs mein spread or liquidity bohat hy jiski waja sy kafi traders fail hote hain or stress mein aate hain kyo ky main reason knowledge or experience ka na hona hy. Exotic pairs wo hote hain jin mein new countires jin ki economical growth strong build horai hy or straight major currency USD sy trade karne ky liye market mein enter hote hain or exotic pairs mein trade karna sabse zyada dangerous hy kyo ky volatility bohat zyada hoti hy jis ki waja sy kafi traders market ki condition ko nahi samajh sakte or loss hasil karte hain. Isliye sab traders ko chahiye ky sabse pehla step bohat strongly lain jo ky learning hy taky acha experience or knowledge gain karain kyo ky jab ye dono key factors mojood honge tou he forex jaisi legitimate business mein success hasil ho payegi or successful traders ka ratio automatic increase hoga.
                          Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza: explain 3 types of major and minor pairs and exotics in forex?

                            forex ki trading mein market mein bohat sary types k pair hoty hain jn ko samjhna trader k liye bohat he zeada eham hota hai agar trader un ko samjh ker trade ko continue kery ga tou is se trader ko aik acha profit hasil ho ga in pairs mein Major pairs , Minor pairs aur Exotic pairs shamil hain forex market k jis currency apir mein US dollars ko use kiya jaye usy major pair kaha jata hai kuen k dollars k thorugh trade kerna poori duniya mein popular hai isi liye name se show hota hai k ye major pair hai agar market mein hum currency wala option select keren tou us mein bohat sari currencies show ho rahi hoti hain aur jis bhi pair k sath USD laga ho wo aik major pair hota hai for example usdchf , usdjpy ye sab major currency pairs hain in mein brokers ka spread bohat kam hota hai aur ye end par achi moment bhi dety hain
                            Minor pairs un pairs ko kaha jata hai jin mein USD dollars shamil nahi hoty aur in ki end ko cross pairs bhi kehty hain aur in ka spread kfi zeada hota hai lekin in ki end moment boht he achi hoti hai agar hum in mein trade lagary hain tou humari trade bohat he easy nikal aati hai rahi baat cross pairs ki tou un mein bhi usd shamil nahi hoty in mein usd pair naho hoty for example gbpjpy, eurjpy in mein spread thora zeada hota hai is liye traders in mein trade kam kerty hain lekin in mein acha profit hasil hota hai mostly traders major pair par trade kerny ko he ehmiyat dety hain Exotic pair un ko kehty hain jin mein smaller country ki smaller economy shamil ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza: explain 3 types of major and minor pairs and exotics in forex?

                              dear friend, forex ma hm currencies par pairs ki surat ma trading kartay hain, in pairs ki three categories hoti hain, jin ma pehlay major pairs hotay hain, in ma aik side par dollor ki involvement hoti ha aur aamtor par yehi pairs trading k liay use hotay hain, in currencies ma exchange rate fluctuate karta rehta ha, major pairs hmain trading ki ziada oppertunities provide kartay hain, in ki liquidity high aur spread low hota ha, in ma USD, GBP, JPY, AUD aur EUR wagera shamil hotay hain,

                              dusri category ma minor pairs hotay hain, in USD involve nhi hota aur inko cross-currency pairs b kehtay hain, inki liquidity normal hoti ha aur ye b hmain behtar trading oppertunities provide kartay hain, ye mainly Euro crosses, Yen crosses aur pound crosses k tor par use hotay hain,

                              currency pairs ki third category ko exotic pairs kehtay hain, in ma emerging countries ki currency major currency k sath paired hoti ha, inki liquidity kafi low hoti ha aur spread b high hota ha, in pairs par major aur minor ki nisbat bht km trading ki jati ha, jis ki waja sa in sa related transaction costs b bigger hoti hain, ye major aur minor ki nisbat economicaly kafi sensitive hotay hain, lihaza hmain koshish karni chaiay k jis pair par trade karain, hmaray pass us sa related achi information honi chaiay, us k exchange rates ya interest rates ka pata hona chaiay tb hi hm achi trade kar sakain gay aur pairs ko thek tarah predict kar paen gay jo forex trading ma bht zaruri ha,

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X