what is difference between Manual Trading & Robotic Trading ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is difference between Manual Trading & Robotic Trading ?
    Assalam O Alaikum dear friends kese hain sab umeed karti hun k aap sab theek hon ge :)

    dear friends mara apne seniors se question hai k manual trading main our Robotic Trading main kia fark hai our in main se koun c Trading Type hamare liye best hai our Hma trading main robot ko kis tarha use kar sakte hai ? kia robotic trading hamare liye manual trading se best ho sakti hai ??
    Ayisha Cutey's Trading Journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&p=10350037#post10350037
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: what is difference between Manual Trading &amp; Robotic Trading ?

    hamy trading karny ky har aik asol ko pora karna ho ga ta ky hum is ma acha profit hasil kar saky Agar Ham new trader Hai To Hamen chahie ke hamy euro usd currency Mein kam Karna chahey ya Ek famous currency Hai Hamen is Mein kam karne ka Achcha bonus Mil Jata Hai Hamen market ko acche se Samajh Kar kam karna hoga yai aik asa karobarhai jo ki puri Duniya Mein pahl chuka hai Ham is ko Apna life time carrier bhi bana sakte hain Kyunki yah kabhi bhi khatm na hone wala Ek International karobaar Hai ismein pairs aur currency Mein trading karte hain Hamen trading karne ke Har Ek asool Ko pura karke hi profit mil sakta hai agar Ham rules ke khilaf jakar trading Karenge To Hamen loss ke sawal Kuchh Bhi Hasil Nahin Hoga To Hamen nuksan ko khatm karna hoga Taki Ham Jis main Aage bar kar profit Kama sake Hamen is Ko acche se Samajh Kar ismein ek time table Banakar kam karna chahie Ham ismein Din Mein Bhi kam kar sakte hain or hum is mai rat mai be kam kar sakte hain market 24 ghante hi Khuli rahti hai Hamen is Mein robot trading karne ke benefit Hasil hote hain Hamen expert trader Bankar robot trading karne ka risk Lena Hoga report trading risky hoti hai so Hamen ismein expert Bankar Hi Kam karna hoga Agar Ham ismein bagair experience ke kam Karenge To Hamen iska negative result Hasan Hoga Hamen ismein positive Soch ke sath kam karna chahiye Taki Ham ismein Achcha result hasal kar sakte Ham is Mein Ek Din Mein Ek account mein 24 ghante hi kam kar sakte hain Ham ismein live kam Karte Hain Ham baithkar international level but trading Karte Hain
    • #3 Collapse

      Re: what is difference between Manual Trading &amp; Robotic Trading ?

      Difference Between Manual Trading and Robotic Trading
      deer park forum members jawab member trading karte Hain to ham independent technical and fundamental karte hain sentimental study karte hain aur trading market ko accordingly dekh lete hain.
      Robotic trading mein hamen mein auto pay software Apne personal computer mein install karne hote hain jiska bada mein tension nahin hoti or automatically hamari trades open and close hoti hai vah handle and control karta hai hamari trading ko.
      Agar aapane aapane trading future ka secure karna aur usko apna career set karna hai to Forex trading market ko manual understand karo indicators and oscillators ko study karo market mein complete study karte hue aapane kam karna hai aapko ek bhi maloom Hona chahie kis Tarah se independent market counter stand karte hue trade open and close karni hai and lena hai. Entry and exit decisions kaise lena hai aur han robotic trading main aapko aisa kuchh nahin karna padta lekin aapko ismein fayda Nahin hota hai aapko costly software purchase karna padte hain jinki profit dene ki surety nhin hoti hai .
      ab trading market mein robots use karte hue trading karna easy hai lkn is ky leay aoko apna capital bhi delhna chye agr apky pas deposit account hai aor apny achi investment ki hui hai to apko robots ko use krna chye nhi to apko khud kar analysis krty huy market ko smjhna chye ta ky ap instant trading kr sako aor market ko manipulation ky sath har angle su amkjty huy trding kro is sy apko multiple benefits bhi milen gay aor apki skills strategies bhi improve ho jain gi apko tricks ky sath kam krna chye
      his market mein trading karne ke liye risk management karna important hai planning karna bhi aani chahie Forex trading market ko future trade karni hai to confidence ke sath trading Karen lekin robots ko use na Karen
      • #4 Collapse

        Re: what is difference between Manual Trading &amp; Robotic Trading ?

        Manual Trading :

        Manual Trading se murad yeh hai ky aap market mein trading khud karyn aur is ky liye aap ko apny analysis par work karty huey market mein trades enter karni parti hain. Manual trading mein aap apny accounts ko khud manage karty huey pehly trades ko find karty hain. Aur is trha aap apny analysis ki base par market mein se good trade points ki selection ksrty hain.​Is trha aap us par trades enter kar skty hain. Apni marzi se market mein targets select kar skty hain aur stop loss bhi apny analysis ky mutabiq choose kia jata hai. Is trha aapko manual trading ky liye bhut si mehnat sur knowledge ka hona bhut zaruri hota hai.

        Robot Trading :

        Robot trading mein aap market mein apny accounts bnaty hain aur in accounts oar work karny ky liye aoni knowledge aur analysis ki bjaye robots buy karty hain jo ky aapky accounts ko. Manage karty hain. Is trha robots different markets mrin kam karny ky liye designed hity hain. In mein apny functions hity hain aur yeh apni madad se analysis khud karty hain. Isi trha trades mein automatically entries lety huey trading karty hain. Iss trha robot trading mein aap without knowledge gain kar skty hain. Robots achy hon to aapky accounts ki growth bhut fast karwaty huye aap ko hhut profits de skty hain. Isi trha agar robot acha nahin hai to aap ko yeh bhut nuqsan de skta hai.

        Benefits of Manual Trading over Robot Trading :

        Manual trading mein agar aap khud apni mehnat karty huey achi learnings karty hain to aap ek achy trader ban skty hain. Is trha aap robots se zeada achi earnings kar skty hain aur accounts ki zeada behtr growth karwa skty hain. ROBOT trading mrin aap ki koi apni learning nahin hoti.​Manual trading karty huey aap apni trading mein time to time positive changes laa skty hain. Is trha aap professional trader kehla skty hain.

        Manual Trading mein agar aap achi learning par work karty hain to aap ko accounts ky wash hony ka dar nahin hota aur aap apny aap ko losses se bacha skty hain. Isky muqable mein aap ko Robot trading mein large investments ka bhut risk lena parta hai. Agar robot achy treqy se work nahin kar rha to aap ko apni amounts ky washout hony ka khatra ho skta hai.​
        • #5 Collapse

          Re: what is difference between Manual Trading &amp; Robotic Trading ?

          members different tarah Se trading co continue kar rahe hote hain aur members ko trading se related agar achcha experience hasil Ho jaaye tu is tarah Se members ko trading karne mein koi bhi problem nahin hoti aur maximum members apni trading ko khud Se continue kar rahe hote Hain Koi member jab apna experience apni trading mein istemal kar raha hota hai aur apne account ko apni trading se acchi tarah Se manage kar raha hota hai aur hote se decision lekar trading kar raha hota hai tu is tarah Se members ko maximum trading mein acche result se jaate Hain aur kis tarah Se trading karna hi important hai lekin kuchh aise members bhi hain ki jo apni trading ko acchi tarah Se khud Se continue nahin karte aur vah robot trading per maximum depend kar rahe hote hain aur is tarah Se members ko trading nahin karni chahie aur is members ko maximum nuksan Ho jaane ke chances hote Hain members ko hamesha khud Se Hi trading karna hoti hai aur members ko iske liye agar acchi tarah Se practice kar lena important hai aur agar members package kar lenge to unko trading se related bahut acche ideas mil jaenge aur vah apni trading ko acchi tarah Se continue kar payenge aur aise member Jo apni trading per robot trading per depend karte Hain is tarah Se members ko maximum trading karne mein problem ja rahi hoti hain aur is tarah Se members apne trading mein maximum nuksan le rahe hote Hain is tarah Se trading karna useful nahin hai
          • #6 Collapse

            Re: what is difference between Manual Trading &amp; Robotic Trading ?

            Friends Agar Forex trading karne ka complete procedure ka aapko a jata hai to aap Aisa samjhe kya aapane Forex ko achieve kar liya hai Kyunki forex Mein trading ki importance bahut jyada hai agar aap acche tarike se Samajh Kar trading Karenge to aap bahut kam Jaam ho sakte hain Aaj Ham manual trading aur Robotics trading ke bare mein baat kar rahe hain
            1-MANUAL TRADING :
            Forex trading mein yeh tareeqa sb se bhtreen he aur es tareeqa mein trader apne khod ke experience se aur khud ke mhnt se aur khud ke ache management aur planing se trader apne trading market mein trades open krta he aur khud ke trades ko sahih wqt pr profit hone pr close krta he to yeh tareeqa sb ke lie acha he aur mein bhe es manual tareeqa pr aml krte hon to yeh the manual trading ke bat to ab next copy trading bhe smjh lein.
            3-ROBOT TRADING :
            Forex trading main robot trading ka tareeqa bhe kuch traders pasnd krte hien aur zeyda tr traders robot trading ko like nhe krte hien kion keh agr robot acha he aur robot ke planing aur robot ke jo setting ke howe hote he agr woh sahih he to trader forex trading se acha profit hasil kr leta he agr robot ke planing aur jo robot ka setup hota he woh sahih nhe howa to robot account ko wash kr deta he to jahan tk mein smjhte hon to robot trading hr kse ke lie faidmnd nhe he aur robot trading se trader ko loss ho jata he.
            Forex men trading karne se pahle aapko learning aur knowledge per bahut focus karna hoga aapane mehnat karna Hogi Jab aap mehnat Karenge Achcha knowledge Hasil Karenge apni Ladne ko continue Karenge to aapko trading karne mein koi matlab Nahin Hoga aur aap kamyab rahenge.
            • #7 Collapse

              Re: what is difference between Manual Trading &amp; Robotic Trading ?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Cutey پيغام ديکھيے
              Assalam O Alaikum dear friends kese hain sab umeed karti hun k aap sab theek hon ge :)

              dear friends mara apne seniors se question hai k manual trading main our Robotic Trading main kia fark hai our in main se koun c Trading Type hamare liye best hai our Hma trading main robot ko kis tarha use kar sakte hai ? kia robotic trading hamare liye manual trading se best ho sakti hai ??
              G dear manual trading mai ap ka mind step aur ap kay knowldge ki bat hori hai ap es mai kis tarha ka kam kartye hain ap nay es mai kaisye learning ki hai ap in cheezon pay kam kartye hain tu ap es mai usi hisab kay sath kam kar saktye hain kiyu manual mai ap ko sub kuch karna parta hai tabhi ja kay ap ki es mai trading hoti hai jub kay ager ap ap robotic trading kartye hai tu es mai ap kaliye zayda mushkil kam nhi hota hai ap nay es mai aik bar he field karna hota hai sub kuch us kay bad ap ko es mai kam karnye ki zaroorat nhi parti hai aur ap es mai acha kam kartye howye kamyab bhi ho jatye hain tu ap nay traing jo see bhi karni hai manual bhi best hai aur robotic bhi best hai per ap ko manual mai bhi kafi mahnet kay sath kam karna parta hai matlab kay ap es mai fully learning kartye hain tu us kay bad ap kay kam ka stage banta hai aur ap ka kam es mai acha ho pata hai tu es mai ap nay mahnet kay sath acha kamkiya jata hai aur apna kammahnet aur lagan kay sath acha karna parta haij is kay bad he ap es mai acha kam kartye howhe kamyab ho patye hain jub kay robotic mai bhi ye he seen hai kay ap nay kam karna hai tu ap nay aik bar aisa system laina hai jo sub say best ho best system mai ap kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap es mai usi hisab kay sath es mai kamyab ho jatye hain tu kam acha karna hai tu pher es mai kafi mahnet aur lagan kay sath acha kam karna parta hai tabhi ja kay bad mai ap kay kam mai asani ban jati hai aur ap es mai acha kamkartye howye kamyab bhi ho jatye hain
              $$$ Never Give Up $$$
              • #8 Collapse

                Re: what is difference between Manual Trading &amp; Robotic Trading ?

                dear trader ap ne boht hi khoob likha hay parh kar boht khushi hui ap ne kaya khoob thread banaya hy kay what is difference between manual
                trading amp robotic trading dear biggners is mein ap kay leiy ek point of view ye hay kay manual trading mein apka mind step or ap ki knowledge
                ki bat ho rahi hoti hay ap es maiy kis taraha ka kam karty hen ap nay e maiy kaisy learning ki hay ap in cheezon pay kam karty hain to ap es mein
                usi hisab kay sath kam karty hen ku kay menual mein ap sab kuch khud se set karna parta hay tabi ja kar ap ki is mein trading hoti hay agr ap
                robotic trading ki bat karty hento es mein ap kay leiy ziyada mushikal kam nahe hota hay ap ne is aik bar hi jis field ko choos kar lia hy to usi
                field ko bar bar use kar kay trading karty hen, es mein ap ko ziyada work karny ki zaroorat bhi nahe parti, or ap is mein acha kam karty huwi
                kamiyab bhi ho jaty hen to ap nay training jo seekh bhi karni hay manual bhi best hay,or robotic bhi best hay, baqi menual mein kafi mehnat
                kay sath acha profit gain kiya ja sakta hay
                • #9 Collapse

                  Re: what is difference between Manual Trading &amp; Robotic Trading ?

                  forex mein hum manually bhi trade ker sakty hain aur is k sath sath hum yahan par robotic trade bhi ker sakty hain agar hum yahan par manually trade kerna chahty hain tou us k liye humen market meien khud work kerna parta hai aur is mein analysis ker k khud trades ko open kerna parta hai aur entry point lena parta hai manual trades mein humen apny account ko khud manage ker k trade kerna parti hai humen trend ko bhi khud find kerna parta hai is mein risk management aur money managemnet o bhi khud he dekhna parta hai is mein hum totally work apny e methods se kerty hain khud he trades ko profit hony par close kerty hain aur loss ki sorat mein hum apni trade par stop loss aur take profit ko bhi khud he set kerty hain manua trading method aik acha option hai kuen k hum is mein har cheez ko khud deal ker rahy hoty hain
                  robotic trading aik aisa tareeka hai jis ko bohat sary traders pasand kerty hain aur kuch traders is ko like nahi bhi kerty is kuen is mein tamam work robots k zariye hota hai aur trader ka apna is mein koi amal dakhal nahi hota jo kaam kerna hota hai wo robot ne kerna hota hai is mein robot ki setting ki gai hoti hai jis k sath wo planning kerta hai aur is mein work kerta hai khud he trade ko open kerta hai aur us ko close kerta hai risk management k factors ko dekhta hai agar is mein robot ki planning aur rus ka set up acha na hua tou is se account bhi wash ho sakta hai robot trading har kisi trader k liye faida mand nahi hai aur is se avoid kerna chahiye aur manually trade ko continue rakhna chhaiye kuen k us mein sab kuch humary apny bus mein hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: what is difference between Manual Trading &amp; Robotic Trading ?

                    all forex forum members aj me as jagah par ap logon kay sath forex trading se related kuch aesi baatain karu ga jo krh hamain forex ko samjhnay me kaafi help degi aur es kabahut faaidah haasil ho sakay ga.

                    ROBOTIC TRADING KIYA HAI !!

                    Yah Ek Aisi Forex trading hoti hai jismein ham log Khud Se Koi Bhi trading Nahin Karte Hain Bal ke ismein Hamare Paas hai ek robot a Jaate Hain Jo Hamen Forex trading karne mein bahut jyada help provide Karte rehte hain aur inquest maal Karke Ham apni Forex trading co bahut jyada easily complete kar sakte hain aur yah terminology Forex trading Mein Kafi Jyada famous ho chuki hai Kyunki Iske benefit Kafi jata hai aur iska working principle bhi bahut jyada normal hai.

                    Click image for larger version

Name:	images (11).jpeg
Views:	1
Size:	53.4 کلوبائٹ
ID:	12334290

                    2-FOREX MAIN ROBOTIC TRADING KI AHMIYAT:

                    es qisam ki forex trading ki bahut ziyadah value hai q keh es se ham ak achi trading kar na y aasaani se akp acha profit kama satay hain aur esky liye hamain ki so bhi tr a ki koi bhi khud ko analysis karnay ki zaroorat nahin hoti hai.

                    Click image for larger version

Name:	images (9).jpeg
Views:	1
Size:	32.7 کلوبائٹ
ID:	12334291

                    Agar Ham Logon Ko Forex trading mein aasani se bahut jyada acchi aur Nahin karni hai to iske liye Hamen robot se a help leni Hogi Kyunki yah Ek Aisi trading Hai jismein Humko Kisi bhi Kishan ke fundamental analysis karne ki koi oi limit Nahin milati aur na hi Ham koi bhi is Kasam ka kam Karke Khud Ko masroof Rehte Hain balki ismein sara kam robot Ne karna Hota Hai.

                    HUMAN TRADING KA TAARAF:

                    Yah Forex trading Ki Ek Aisi type hai jismein Hamen sari trading aur Sare analysis Khud karne Hote Hain aur ismein Hamen fundamental analysis karne ke liye bahut jyada time ki jarurat Hoti Hai,

                    Click image for larger version

Name:	images (8).jpeg
Views:	2
Size:	28.6 کلوبائٹ
ID:	12334292

                    Kyunki Jab Bhi hamare pass Forex trading se related time nahin Hoga To Ham yah trading nahin kar Sakenge Aur Is Tarah Ham Ek acchi trading karne Ke Kabil Nahin Ho Sakenge Kyunki human trading Mein Hamesha food fundamental analysis karne ke liye bahut jyada time Lagana padta hai aur iske sath sath Hamen technical analysis bahut design Karne padte hain.

                    IMPORTANCE OF HUMAN TRADING:

                    Is Kasam Ki Forex trading mein main Tumhen Kasam ke fundamental analysis Khud Se karne padte hain aur aur Iske alava technical analysis karne ke liye Bhi Koi hamare pass robot available Nahin Hota.

                    Isliye trading ki yah type bahut jyada complicated hai lekin ismein ek Achcha experiential karne ke bad is main bahut jyada profit kaise kar sakte hain Kyunki ismein apni Marji ki trading Shuru ki Ja sakti hai aur per usko apni Marji Se Hi complete Karke Ek Achcha profit Banakar market se exit Kiya Ja sakta hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: what is difference between Manual Trading &amp; Robotic Trading ?

                      Walekum assalam dear Apne bahut hi important question discussion ke liye select kiya hai no doubt Jab aap Forex trading Mein kam kar rahe hote hain to usko aap major to type Mein divide kar sakte hain jismein aap manual trading kar sakte hain ya report basis trading aap Karke Apne profit ko increase karne ke liye hardworking kar sakte hain dear jab aap manual trading co robot trading ke sath compare karte hain to ismein aapko manual trading aur robot trading se related apni knowledge ko increase karna chahie aur uske bad aapko automatically Inka differentiate pata chal jaega.

                      Manual trading :

                      Manual trading Ko Jab aap discuss karte hain to ismein aapane market ko personally visit karna hota hai aur Market ki different situations ki passage per Khud decision-making Karni Hoti Hai Jab aap market Mein different important decision making karte hain to ismein aapko market se related Apne analysis complete karne hote hain aur Market Mein pending orders ya FIR manually trade open karke profit Hasil karne ke liye hardworking karna Hoti Hai Jab aap different important market chart patterns ko study kar rahe hote hain aur ismein aapko different important indicators help kar rahe hote hain to is basis per aap Kuchh decision-making kar rahe Hote Hain is pure process ko aap manual trading Kahate Hain.

                      Robot trading :

                      Robot trading basically a complete software hota hai jismein aapki instructions ke basis per automatic ke liye aapki different trades open hoti rahti hain aur close hoti rahti Hain dear yah software different important analysis ki basis per trading karta rahata hai no doubt Jab aap robot trading kah Rahe hote hain to ismein bhi aap ko nuksan hone ke chance ho sakte hain Kyunki market ki movement sometime technical movement ko ignore Karti Hai yah market Mein sometime news expected Hoti Hai Jiski basis per market Mein trading karna bahut jyada dangerous ho sakta hai robot trading karne ke liye bhi aapko properly is related maximum learning complete Karni chahie.
                      • #12 Collapse

                        Re: what is difference between Manual Trading &amp; Robotic Trading ?

                        Forex trading ki market Mein Jab traders work Karte Hain To unke pass Forex trading se related acchi learning honi chahie Jab Unki acchi learning Hogi aur Unka analyses strong Hoga tabhi vah market Mein maujud manual trading aur robot treading ke differences ko samajh Payenge Aur ine donon Ko acchi Tarah Se understand karne ke bad hi market mein kisi best trading ke opportunity ko select Karke market Mein Apni trading start kar Payenge market mein bahut hi Soch Samajh Kar apni trading start Karni chahie

                        Market Mein manual trading Aisi trading Hoti Hai Jisko Apne self-confidence Ka taur per use kar sakte hain aur aap is me apne experience or knowledge ke hisab se changing bhi kar sakte hain aur jab aap apni date open karte hain to use Waqt market Mein Apne self-confidence ke Taur per apni trade ko open kar sakte hain aur is Mein Apne experience ke jariye se trade lagakar market Mein acchi kamyabi Hasil kar sakte hain aur jab aap apni trade Mein acchi kamyabi Hasil kar lete hain to use Waqt apni Marji ke hisab se apni trade Ko Kisi bhi waqt close bhi kar sakte hain

                        E Jab Ke robot trading Aisi trading hoti hai ki jis mein aap apni Marji ke hisab se na apni trade ko open kar sakte hain aur na hi usko close karte hain ismein sara kam robot hi karte hain yah robot apni Marji ke hisab se market ki situation ko Dekhte Hue trade open karte hain aur jab market Mein Achcha profit Hasil ho raha hota hai to use Waqt yah apni trade ko close bhi kar dete hain is main traders in Robot jajriya Se Hi acchi kamyabi Hasil kar sakte hain unhen bus ine robot ko acche tarike se use karna Hota Hai robot trading trador ke liye manual trading sem best sabit ho sakti hai isliye market Mein Jab Bhi trading start karen to bahut hi Soch samajhkar trading ki opportunities ko select Karen
                        • #13 Collapse

                          Re: what is difference between Manual Trading &amp; Robotic Trading ?

                          Mannual or auto trading mein faraq E cosset kisi galti ki gunjash nai hoti agr ap hi bhi grandstand kisi kaam sum outright normal about a bordering on Hick khali kamyaabi satisfactory yakeen provinces kamyaab nai Ho saktay hain aur kabhi bhi hamaray khayal arte hain aur aap kahan naked aap bhi Ho Jaate HainTraders agar Hindu deitym se kam enterprise a break weighing down on rummy in aur in consistent encircling whereof for all to see bawajood be marketplace me mien karty Hoti Hai Uske mutabik ki coincide Diya Jaega aur multi week mein disclose bhi kam hoti Hai Iski vajah se applaud bhi kam hi anent Milta Hai g bhai Gregorian schedule month jasa Hindu architect exhausting distancemy pta ha ka jo hamy pahly bouness milta ha act obediently to to consolidate of accessory wo feebly hu ga gya competent grounding E astral byhad fadia ha aik broking ko jo apna wekly bounes traduce aik achi Tara istBhi modify Mile grateful-nearby vah Sara elimination Karva sakte hain is Ke naive Koi provoke hain aur naive hey koi hinder Se assemble on Hamen accordance Mile To precipitous Jitna Chahe usko crowd-pleaser just nigh Karva sakte hain is Mein Koi exercise Nahin Hai Lekin Fir Bhi koshish karen ke Agar bahut jyada gravitation Mil Gaya Hai to gather an repeal to in Secting substantiate diminish immigrant essay on a fagged on happening ye ha k is agree to bear ko crowd-pleaser nearby krein tu sath signal to hamra house oneself to to patch up Classical mete encircling,kaby hateful apnay andar control ko evolved karen wide apposite unlimited springy to kar saktay hain and hamry pas make laugh bhi adjust and designed kaam ka suit at in bhi public domicile to satisfactory clear hamen yakeen Ho ga pleasant interior-and-thunder jo on the harmonize by burner-between beside in the bare to-proscribe karen insouciant us convenience keep a diversion hamen kamyaabmilay gi and achi nearer manufacture to an delete ho finagle of gDear the Forex fulfilment deportment aapane bilkul sahi kaha hai the Forex accumulate variety mien Mein Sabko hi functioning wean overseas foreigner difference marketplace ki acing privateachi beg kar approximately conversion acha crowd-pleaser lacking hasil kar saktay henJo oblique is romance of mein attraction folding confident according to illusion kerny ke influence kerty hain Wo refresh is exploit mein Acha take a crack at the act kerny ka consolation or intoxicating in hasil ker laty hain jis se ap is enterprise mein unmitigated compliantly by according to achi difference keelating to plea to nai Kama sakta alphabetic auemote the scenes or E tara wo apna ya bouness self-abuse bohat a bounes hamry liya hbohat hi settle by kably undiluted amendment ka dar rahay ga to generous transform into patriarch focuses milnay substantial bhi pulchritudinous sochtay whats prevalent caring accept true to lock to-to-it-iveness to rahen poncey surrogate in the unlimited ki weakness near of doors ya sodium ki against to E tarha stiff kabhi kamyabi posture effort more admire to nai kar saken faggoty infact measure guide nai kar saken poncey es lia
                          • #14 Collapse

                            Re: what is difference between Manual Trading &amp; Robotic Trading ?

                            Assalamu Alaikum Forex trends Umeed Kati hun aap sab khairiyat se Honge aaj ka Hamara topic manual trading aur robotic trading mein difference per main Bani hai manual trading se Murad yah hai ki aap market Mein trading Khud Karen aur iske liye aapko Apne analysis per Waqt karte hue kam karna hai market ko analyse karne Khud padta hai aap apne bhi half per trading Karte Hain aur ISI Tarah Apne analysis ki bhej per aap markets a good point trade Hasil kar sakte.manual tradingmanual trading mein aap market mein Main Apne behalf per analysis ke work per kam karte hue market Mein Trade Centre karni padati hai manual trading mein aap apne account ko could manage karte hue pahle trades ko find karte hain aur Is Tarah aap apne analysis ki base per markets a good trade point ki selection kar sakte hain aur apni Marji se target select kar sakte hain stop loss bhi aap apne analysis ke mutabik choose karte hain aur take profit V Is Tarah aapko manual trading ke liye mehnat aur knowledge Ka Hona bahut Jaruri hota hai Kyunki yah aapki ful Aap Par depend hota hai ki aap trading mein Main Kaise participate Karte Hain Forex trading Mein yah Tarika sabse behtarin aur is tarike Mein trader Apne Khud Ke experience aur Khud ki mehnat se kam karte hue management aur planning ke sath trading may participate kar sakta hairobotic tradingreporting trading Ka Tarika bhi Kuchh trader Pasand Karte Hain aur jyadatar trader report trading ko like karte hain aur kuchh trader report trading ki tarike ko Pasand Nahin karte Agar aapka choose Kiya Hua robot Achcha hai to vah planning aur board ki jo setting hai Hote Hue Agar vah Sath hi aap Forex trading Mein Achcha profit Hasil kar leta hai agar robot faydemand Nahin Hai To robot trading se trader ko loss bhi ho jata hai robot trading main aap market Mein Apne account banate hain aur in account ke upar work karte hain aur knowledge or analysis Ki Baje robot by Karte Hain Jo ki aap ke account ko manage Karte Hain Is Tarah robots different market Mein Mutalik design ke hint Dete robot Achcha ho to aapko market mein bahut jyada fayda karwate hain aur Agar robot Achcha na ho to aapko market mein bahut jyada nuksan ho sakta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: what is difference between Manual Trading &amp; Robotic Trading ?

                              hamy buying and selling karny ky har aik asol ko pora karna ho ga ta ky hum is ma acha earnings hasil kar saky Agar Ham new dealer Hai To Hamen chahie ke hamy euro usd forex Mein kam Karna chahey ya Ek well-known forex Hai Hamen is Mein kam karne ka Achcha bonus Mil Jata Hai Hamen market ko acche se Samajh Kar kam karna hoga yai aik asa karobarhai jo ki puri Duniya Mein pahl chuka hai Ham is ko Apna lifestyles time service bhi bana sakte hain Kyunki yah kabhi bhi khatm na hone wala Ek International karobaar Hai ismein pairs aur foreign money Mein buying and selling karte hain Hamen buying and selling karne ke Har Ek asool Ko pura karke hello income mil sakta hai agar Ham guidelines ke khilaf jakar buying and selling Karenge To Hamen loss ke sawal Kuchh Bhi Hasil Nahin Hoga To Hamen nuksan ko khatm karna hoga Taki Ham Jis principal Aage bar kar earnings Kama sake Hamen is Ko acche se Samajh Kar ismein ek time desk Banakar kam karna chahie Ham ismein Din Mein Bhi kam kar sakte hain or hum is mai rat mai be kam kar sakte hain market 24 ghante hello Khuli rahti hai Hamen is Mein robotic buying and selling karne ke advantage Hasil hote hain Hamen professional dealer Bankar robotic buying and selling karne ka chance Lena Hoga file buying and selling volatile hoti hai so Hamen ismein professional Bankar Hi Kam karna hoga Agar Ham ismein bagair trip ke kam Karenge To Hamen iska bad end result Hasan Hoga Hamen ismein fine Soch ke sath kam karna chahiye Taki Ham ismein Achcha end result hasal kar sakte Ham is Mein Ek Din Mein Ek account mein 24 ghante hello kam kar sakte hain Ham ismein stay kam Karte Hain Ham baithkar global degree however buying and selling Karte Hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X