Forex men pullback trading strategy kia hoti ha!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex men pullback trading strategy kia hoti ha!
    Hello friends aj ham pullback trading strategy ke bare men baat karen ge pullback ko agar define Karen to pullback ka matlab ye hay key agar market up trend me hay aur kesi point par rest karti hay us key bad bahot kam time key ley trend bearish ho jati hay jo key temporary trend hoti hay aur us key bad per se up trend start ho jati hai es ko ham Pullback tend kehty hey,
    Pullback trading strategy ko istemal karny key ley hamen support aur resistance levels par depend karna ho ga ya ham indicators key helps se be es strategy ko use kar sakty hey. Agar indicators ki help lekar pull back trading strategy ko use kiya jaaye to yah aasan Hota Hai. Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex men pullback trading strategy kia hoti ha!

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20201022-093823_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	85.9 کلوبائٹ
ID:	12334661



    Han je dear forex ma asi terms sy ham bhot acha profit hasil kar sakty hain agr hamy enki information ho to. But trader agr asi term ki knowledge hasil he ni kary ga to wo kbi expert trader ni ban saky ga. Jo trader knolwedge ko prefer karty hain wo he hamesa kamyab hoty hain.

    Pull back strategy. Forex trading ma pull back ka matlab hota hai market ki price ma kami hon ya drop hona. Pull back ko strategy retracement or consolidation ki tarha hoti hai but ye pull back strategy en sy short time k lae occur karti hai. Jesa k kuch pull back ma kuch sessions k lae he market fall karti hai but phr apni jaga wapas ponch jati hai.

    How to trade on pull back strategy. Es strategy ma trader ko bhot zayada buying chances melty hain but trader ko es bat ka khawal rakhna chahe k ye bear trap b ho sakta hai. Trader ko experience sy ge pata chal sakta hai k ye market ma bear trap hai ya phr market kuch dair bad pull back kary gi. Jo trader support or resistance ko achi tarha observe karty hain wo acha profit hasil karny ma kamyab ho jaty hain.

    Knowledge of support and resistance. Jo trader support k ya resistance k break out ko pehoe confirm karty hain or phr us hesab sy trade karty hain wo hamesa kamyab rehty hain. But trader ko ye b zehan ma rakhna chahe k ye break out failed b ho sakta hai or trader ko es ma bhot loss ho sakta hai agr wo trap ma pehle sy he pans jae. Forex trading ki knowledge sy he ham asi situations ma acha profit hasil karny ma kamyab ho sakty hain. Knowledge k bena trade karyn gy to results bhot buray ayen gy.
    Last edited by ; 22-10-2020, 09:39 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Forex men pullback trading strategy kia hoti ha!

      Yes dear Apne bahut hi informative topic discussion ke liye select kiya hai no doubt Jab aap market Mein different point per entries Lete Hain To aap isko major two types Mein divide kar sakte hain ki briefly introduction main aapse share kar deta hun aur is se related Apne kuch important views aapko batata hun jo aapke liye meaningful ho sakte hain.

      Pull Back Entry

      Breakout Entry

      Market Mein Jab aap pull back entry se related information Hasil karte hain to ismein aapko market Mein trent ke continuous tense related information mil rahi hoti hai no doubt ismein Jab aap market ko completely ready karte hain to market main aapko different important factors carefully study karne ka mauka mil raha Hota Hai.

      Pull back entry aapke liye bahut hi important role play kar sakti hai aur aapki decision-making mein bahut hi perfect sabit ho sakti hai agar aapko bol back entry se related complete learning Hasil hai aur aap market ke different retracement levels ko understand kar sakte hain to aap ke liye yah bahut hi important ho sakta hai.

      Full back entry se aap bahut jyada advantages Hasil kar sakte hain dear jab aap market Mein ful back entry se related apni complete learning Hasil kar lete hain to ismein aapko Idea Mil Jata Hai Jab market Apne train mein movement kar rahi hoti hai to use movement ke andar vah maximum time apni retracement complete karti hai aur is retracement ko properly judge karna aapke liye bahut hi important hota hai otherwise aapke liye bahut problem ho sakte hain no doubt Jab aap market Mein pullback entry se related consistently hardworking kar rahe hote hain aur is related apni decision-making ko perfect banaa Rahe hote hain to hi aapke liye bahut jyada profitable ho sakti hai.
      Last edited by ; 22-10-2020, 08:45 AM.
      • #4 Collapse

        Re: Forex men pullback trading strategy kia hoti ha!

        assalamu alaikum ji bhai ummid hai aap khairiyat se honge aapane bahut hi acchi information apni post mein describe ki hai Pol bag statutory ke bare mein kyunki jab tak aapko forex trading mein pullback statutory ke bare mein pata nahin hoga aur aap uski proper market information hasil karne ke bad usko apne trading main apply nahin karenge aap kabhi bhi kamyab nahin ho sakte escalated main aapko kuchh information provide kar deta hun ke cup kaise pullbacks banaa sakte hain aur acche se accha profit Kama sakte hain

        PULL BACK STRATEGY

        Pullback statutory aapko market main market ki back Surat HAL ko dikhati hai agar aap safely trading karna chahte hain to uske liye aapko market ki backward ko dekhna hoga ki is specific period of time main market ne kaun se hi banae kaun se log banaye aur market kaise kam kar rahi hai jo ki jab tak aap market ka background nahin dekhenge ki musalsal kitne time se market apne ja rahi hai yah down mein ja rahi hai to aapko kabhi bhi market ka trend samajh nahin aaega aur market ke trend ko samajhna bahut jyada jaruri hai agar aapko market ka trend samajh mein jata hai to aap easily trade kar sakte hain aur acche se accha profit Kama sakte hain isiliye koshish karen ke market ke trend ko samjhe aur market ke train ko samajhne ka aasan tarika aapke pass pullbacks HD hai isko use kar RK aap market ke back ko samajh sakte hain ki market piche kya trend follow kar rahi hai aur apne trade ko use hisab se adjust karke aap acche se achcha profit Kama sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex men pullback trading strategy kia hoti ha!

          hamy strategy bana kar is ko use kar ky kam karna chahey ta ky hum is mai acha profit hasil kar saky hamy kamyabe ky tools ko use kar ky kam karna chahey ta ky hum is mai kamyab trader ban saky hamy is mai aik time mai aik he pair mai aik he kam karna ho ga hum is mai din main be kam kar sakty hai or hum ismai rat mai rat mai be kam kar sakty hai market 24 ganty he open rahte hai hamy kamyabe ky tools ko use kar ky kam karna chahey ta ky hum is mai successful trader ban saky yai aik asa karobar hai jo hamy learning be dyta hai or yai hamy meyare or information wala kam karny par ache earning be dyta hai hum is mai gar bath kar kam karty hai is mai kam karny ky liey hamy kese be office jany ke need nahe hote ham is mai aik time mai aik he pair yai currency mai kam karna chahey agar hum new member hain to hamy euro usd currency main kam karna chahye agar hum expert trader hai to hamy gold pair mai kam karna chahey ya aik asa karobar hain jo ky usa or china jasy bary bary mumlik mai be pahl cuka hai hum is main live kam karty hai or hum is mai sada urdu mai posting karty ha hum is mai aik din mai aik account mai 50 posts or 4 threads karty hai hamy pahly posts karne chahey or bad mai threads karny chahey ta ky hamare posts ke limit pore ho saky or hum is main acha bonus hasil kar saky
          • #6 Collapse

            Re: Forex men pullback trading strategy kia hoti ha!

            strategy hone cahiye to ese yeh aik bahut he ache strategy hae jo apko daily basis par bahut acha profit dete hae is main yeh hota hae ke jab bhe market bahut he zayada down chale jae to market retrace karte hae or is main market bahut he zayada up chale jate hae to is se bahut se traders faida hasil kar jate hain q ke isko hum pull back starategy kehte hain yeh bahut he ache hae is ke liye hamen cahiye ke hum is main apne kam ko time diya karen sahe tarah se take hum is main sucess ke liye mehnat bhe kiya karen hum jitna zayada is main sahe tarah se ache tarah se is main kam ko time de dete hain or is strategy ko samajhne ke ksohish karte hain to hum yahan se bahut kuch hasil kar he jate hain q ke isko samajhna bahut he zayada mushkil hota hae bas hamen cahiye ke hum is main mehnat bhe sahe tarah se kiya karen take hum is main kamyab ho bhe saken or is main hum kuch na kuch to hasil bhe kar he len bas is ke liye hamen bhe cahiye ke hum is main kam bhe kara karen take hum is main success hasil kar saken bas is waja se is main mehnat karte rahen ache tarah se take hum is amin kamyab ho saken hum jitna zayada is main sahe tarah se ache tarah se kam ko time dete howe is main mehnat karte hain or hum apni khud ke strategy bana lete hain to hum bahut he zayada market main se faida hasil kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex men pullback trading strategy kia hoti ha!

              Forex market mein jub bhi kisi resistance sae ya support sae market ki wapsi mumkin ho tou humain iss baat ka khayal rakhna chahyea kay hum nay agay kya trade kerni hai aur iss kay lye hum jo bhi strategy banatay hain uss ko pull back strategy kehtay hain aur agar market up trend me hay aur kesi point par rest karti hay us key bad bahot kam time key ley trend bearish ho jati hay jo key temporary trend hoti hay aur us key bad per se up trend start ho jati hai es ko ham pullback tend kehty hey pullback trading strategy ko istemal karny key ley hamen support aur resistance levels par depend karna ho ga ya ham indicators key helps sae bhi iss strategy ko istemaal kar saktay hain aur humain aik hi pair yai currency mai kam karna chahey agar hum new member hain to hamy euro usd currency main kam karna chahye agar hum expert trader hai tou humain gold pair mai kam karna chahyea ta kay hum forex mein acha kaam ker kay achi earning ker sakain
              • #8 Collapse

                Re: Forex men pullback trading strategy kia hoti ha!

                agar hum forex k platform par trade kerna chahty hain tou us k liye humen is mein strategies ko use kerna ho ga kuen k is se humen humari trade mein aasani ho jati hai aur hum aik strategy k sath work kerty hain tou humen idea hota hai k humen kea kea outcomes mil sakty hain is liye hum us k liye pehly se ready hoty hain puall back strategy aik aisi strategy hai jis ko mostly traders apni trade mein apply kerty hain aur is se benfit hasil kerty hain pull back strategy aik aisi strategy hai jo market ki previous yani back conditions k bary ko show kerti hai agar forex par hum aik safe trade kerna chahty hain tou us k liye humen is par market ki previous terms and conditions ko show kerta hai ye dekhna zaroori hota hai kkuen k humen idea ho jaye k market apni previous conditions mein kahan thi
                is se humen pata chal jata hai k market ne previously kesy work kiya tha pull back strategy aap k liye bohat he important role ko play kerti hai aur is se humari decision making bohat he zeada perfect prove hoti hai agar hum pull back se related achi information chahty hain tou us k liye humen retracement k levels ko sahi tarhan se understand kerna ho ga market mein jab hum pull back strategy se related information gain ker rahy hoty hain tou aap ko is mein market ki continuous information hasil ho rahi hoti hai is mein koi shak nahi hai k agar hum market ki complete study kerty hain tou humen is mein bohat sary factors samny dekhny ko milty hain jin ki humen understanding lazmi hoti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Forex men pullback trading strategy kia hoti ha!

                  Assalamu Alaikum Forex friends aaj ka Hamara topic pullback strategy se related hai
                  Forex trading Mein pool back ka matlab hota hai ki market ki price Mein Kami ho ya drop Hona fullback ko strategy retracement aur consideration Ki Tarah hoti hai but yeah pullback strategy in ko in such a short time ke liye hoti hai jaise ki Kuchh Phool bag Mein station ke liye market fall Karti Hai FIR Apni Jagah per Wapas a Jaati Hai is strategy Mein trailer ko bahut jyada buying chances Milte Hain but Veda ko is mein baat ka Khatra rahata hai ki yah trader bed prep bhi ho sakta hai fedarko experience a gaye pata chal sakta hai ki yah market Mein bear trap Hai yah market Kuchh der bad fullback Karegi Jo ke traders support aur residents ko acchi Tarah observe karte hain vah Achcha profit Hasil karne mein Kamyab Ho Jaate Hain Jo traders port yah residents ki Breakout Mein confirm Nahin Karte to Hua FIR hisab ki trade karte hain vah Hamesha Kamyab Rehte Hain but trader Khoya bhi Jahan Mein Rakhna chahie ke break outfield bhi ho sakta hai vah trader ko bahut loss bhi ho sakta hai agar vo trap Mein Pahle Se fans Jaaye A2 Forex trading Mein knowledge se Ham Aisi situation Mein Achcha profit Hasil karne mein Kamyab ho sakte hain knowledge Ke Bina trade Karenge to result bahut bure Honge isliye Hamen proper knowledge aur information ke sath hi ismein participate karna chahie market Mein Jab aap pull back entry se related information Hasil karte hain to ismein aapko Maar ki train ki continuously 10th related information mil rahi hoti hai no doubt is main aap market ko completely read karte hain to market main aapko different important factory carefully study karne ka mauka Milta Hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex men pullback trading strategy kia hoti ha!

                    Assalm o alaikum.
                    Umeed krti hun k ap sab kheriyat sy ho gay:)
                    Apka sawal pullback pay hey.
                    Pullback jesa k apnay naam sy hi show ho rha hey ye eak short move hey jo k long term trend k opposite direction main move krta hey. Ye apko opportunity deta hey k ap advantageous price main uptrend ko join kr sko.Financial market main use honay wali common strategy he jiska simple matlab ye hey k market main established trend k sath jump krna hay or phir usi trend k against chlay jana jis trah market main hota hey k ebb or flow time k sath formation main aata hey.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex men pullback trading strategy kia hoti ha!

                      forex k forum par bhat sari aisi trading strategies hain jin ko adopt ker k hum is platform par aik achi trade ker sakty hain lekin us se pehly humen is mein understanding aur learning kerni ho gi tab he hum un strategies ko apply kerny k qabil ho sakty hain pull back trading strategy bhi un he mein se aik hai agar hum in strategies k sath kaam kerty hain tou humen easiness hoti hai aur hum is mein idea laga lety hain k humen kea outcome hasil ho gi pull back trading strategy aik aisi strategy hai jo is cheez ko show kerti hai k market ki previous situation kea thi most traders is ko apni trading mein apply bhi kerty hain agar hum is mein aik safe trade kerna chahty hain aur apny account ko secure kerna chahty hain to is k liye humen pull back strategy ko use kerna hota hai
                      ye humary liye bohat he eham role ko play kerti hai is se humen ye pata chal jata hai k market ne apni previous moment kis direction mein ki hai aur traders ko us mein kitna profit aur loss hasil hua hai forex par humen pata hona chahiye k market support ye resistance se jab wapis aati hai tou humen kis cheez par trade lagani hai us ko decide kerny k liye hum jo strategy ko use kerty hain wo pull back trading strategy kehlati hai agar market up trend mein hoti hai aur wo kisi time k liye stop hoti hai tou ye bohat kam hota hai k market zeada dair bearsih trend mein rahy ur ye aik waqti tor par trend hota hai us k baad market phir se uptrend ki tarf move ker jati hai humen is strategy ko use kerny k liye support and resistance par depend hona hota hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex men pullback trading strategy kia hoti ha!

                        Jab market kisi bhi aik direction main maximum limit tak movement ker chuki hoti hai tou usky bahd market main reversal trend main movement expected hoti hai aur agar same limit tak market ki sudden movements hoti hai tou aesy time per bhi market main reverse order main movement ky bahot zyada chances hoty hain ky market ki reversal trend main movement per ham trade enter kerty hain tou market ki kuch hi pips reverse order main movement per ham profit zarur hasil kerty hain aesi trading stretigy ko pull back trading stretigy kehty hain ky jab market main overbought ya oversold ki position creat hoti hai tou usky bahd market ki reversal main movement ky bahot zyada chances hoty hain tou aesy time per bhi agar ham market ki reversal main trade open kerty hain tou usko bhi pull back ttrading stretigy kehty hain ky ham market main kisi bhi pair main aesi position ka wait kerty hain jab market maximum support ya resistance per ponch chuki hoti hai tou wahan sy reverse order main trade open ki jati hai ky market apni maximum limits ko tab cross kerti hai jab market wahan per normal movement kerty huey ponch chuki ho aur same time per market per fundamental effect ho jaey tou market ki movement order main continue reh sakti hai aesy time per pullback trading stretigy useless hoti hai lekin agar market maximum limits ko touch ker rehi ho aur market per koi bhi fundamental effect na ho tou aesy time per market ki reversal main movement ki bahot zyada expectation hoti hai tou ham same time per market main reverse order main trade open kerty hain tou market jesy hi apni limits ko touch kerny ky bahd reverse order main apni movement ko continue kerti hai tou hamain profit hasil hona shoru ho jata hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex men pullback trading strategy kia hoti ha!

                          Assalam O Alaikum dear friends Forex trading main agar ham candlestick chart k about hi information rakhte hai to hame chart ko dekh kar b buhat sari straetgy mil jati hai forex chart par aksar esi positions ban jati hai k aap agar in ko Samjh jaye to aap bagair risk k profit hasil kar sakte hai Bullback position b esi he ek position hoti hai

                          Pull back Strategy ::

                          dear friends Pull back strategy esi trading strategy hoti hai jis main ham market k up trend k ya down trend k wakat is ki short down movement se faida hasil karte hai dear friends jis wakt market up/down ja rahi hoti hai ek point par market achanak brackout karti hai our opposite direction ma safar karna shuru kar deti hai is position ko ham pull back kehte hai our trader is se buhat achi earning kar sakte hai dear friends is main trend brack hota hai our ham is moment se faida hasil karte hai



                          Click image for larger version

Name:	Pullback Strategy-7.jpg
Views:	2
Size:	69.8 کلوبائٹ
ID:	12334715


                          How to guess Pull back ??


                          dear friends pull back strategy ko smjhne k liye ou is se profit hasil karne k liye hamare pass supports and resistance ka knowledge and experience hona zaroori hahi ku k ye pull back just supports and resistance points par hi ho sakta hai is k ilawa hame RSI our moving average indicators ki madad se b pull back position ka pata chal sakta hai so market main active rehe our pull back se achi earing karen
                          Ayisha Cutey's Trading Journal
                          https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex men pullback trading strategy kia hoti ha!

                            AOA my dear all Forex member Jab aap market Mein different point per entries Lete Hain To aap isko major two types Mein divide kar sakte hain ki briefly introduction main aapse share kar deta hun aur is se related Apne kuch important views aapko batata hun jo aapke liye meaningful ho sakte hain Market Mein Jab aap pull back entry se related information Hasil karte hain to ismein aapko market Mein trent ke continuous tense related information mil rahi hoti hai no doubt ismein Jab aap market ko completely ready karte hain to market main aapko different important factors carefully study karne ka mauka mil raha Hota Hai Pull back entry aapke liye bahut hi important role play kar sakti hai aur aapki decision-making mein bahut hi perfect sabit ho sakti hai agar aapko bol back entry se related complete learning Hasil hai aur aap market ke different retracement levels ko understand kar sakte hain to aap ke liye yah bahut hi important ho sakta hai Full back entry se aap bahut jyada advantages Hasil kar sakte hain dear jab aap market Mein ful back entry se related apni complete learning Hasil kar lete hain to ismein aapko Idea Mil Jata Hai Jab market Apne train mein movement kar rahi hoti hai to use movement ke andar vah maximum time apni retracement complete karti hai aur is retracement ko properly judge karna aapke liye bahut hi important hota hai otherwise aapke liye bahut problem ho sakte hain no doubt Jab aap market Mein pullback entry se related consistently hardworking kar rahe hote hain aur is related apni decision-making ko perfect banaa Rahe hote hain to hi aapke liye bahut zyada profitable ho sakti hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex men pullback trading strategy kia hoti ha!

                              Forex trading ji market ko traders Jaipur join karte hain to use Waqt unhen chahie ke vah market Mein maujud different types ki trading strategies ko Jyada Se Jyada learn Karen aur unko karte waqt unhen bahut acche tarike se treading strategies per focus karna chahie Taki vah market Mein maujud Tamam trading strategies ke differences ko bhi samajh Le aur best trading strategy ko select Karke market Mein use benefits bhi Hasil kar sake

                              Forex trading ki market Mein pullback trading strategy bahut hi simple Si strategy hoti hai jo ki market net reading karne ke liye helpful sabit hoti hai market Mein pullback trading strategy bahut jyada popular hai aur Market Mein is trading strategy ko expert aur professional trader apni trading co popular banane ke liye aur usse acha prapt Hasil karne ke liye use karte hain market main traders Jab Bhi apni trading mein entry Karen to use Waqt unhen bahut hi best strategy ko select karna chahie

                              Market Mein trading karte waqt Jab traders pullback trading strategy is a ko follow karte hain to use Waqt sahi se trading strategies ke sath moving average indicator bahut hi popular indicator hota hai aur yah market Mein is trading fitrat jisse ke sath bahut hi best work karta hai market Mein Kuchh traders Aise Hote Hain Jo ki is trading strategies ke sath moving average ka istemal Nahin Karte Hain jabke moving average ka istemal bahut hi profitable sabit Hota Hai market me moving average ko trend direction indicator bhi Kaha jata hai Jab traders moving average ke jariye se market ke friend ko acchi Tarah se confirm kar lete hain to use Waqt vah market Mein Apni trade mein support or resistance level ka istemal karte hue market ki price ki movement ko bhi acchi Tarah se confirm kar lete hain aur yah confirmation Unki trading ke liye bahut jyada faydemand sabit hoti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X