agar mary account mai 1000 dollars hai kea mai 500 ke trading kr sakta hu...?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    agar mary account mai 1000 dollars hai kea mai 500 ke trading kr sakta hu...?
    agar mary account mai 1000 dollars hai kea mai 500 ke trading kr sakta hu...?
    kea yah posible hai agar hai to kaisay...?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    han kar skta ha ap agar 1000 dolar ha to kar skta ha 500 dolar sa trader kar skata ha arga ha to agar nai ha to nai kar sakta ha
    • #3 Collapse

      Yes its upto you that how much amount you want to invest here in trading. han kar skta ha ap agar 1000 dolar ha to kar skta ha 500 dolar sa trader kar skata ha arga ha to agar nai ha to nai kar sakta ha
      • #4 Collapse

        dear ye to ap pay depend karta hay ap ketnay ki marzi trading karyn es say koe fark nae parta hay ap kay account may 1000 dollars han ya 500 ager ap kay account may 1000 hay to bhi ap just etna trade kar sakty han kay risk level 500 tak he rahy means 50%
        • #5 Collapse

          je bhaii je agar ap kay pass 1000 dollars hain tu easay le 500 dollars ki trade kar saktay hain meray khyaal se 150 dollars bhi bauth hain
          • #6 Collapse

            hanjee it is possible bai ye ap per depend krta hai k ap kesy krna chahty hai other wise jesy b chahy ap jitny se chahy trade kr sakhty bus jitna zaida investment ho ge utnbi he earning ache ho ge
            • #7 Collapse

              mere bahi ye to apke uper ha ka app 100 ki trade karo ya 500 ki r apke qustion ka agr ye matlb ha ka apke account ma agr 1000 ha to app 5oo ki trade karna chah rahy ha to mary khayl sa ye possible nahi ha q ka is main kafi muskilat aty hy jis se hamain samjhne main tym lagta hy
              • #8 Collapse

                Jitne capital per aap trading karna chahen kar sakte hain. $500 per bhi trading kar sakte hain aur jitna kam risk lainge to utna hi faida ho ga. Market main hamesha kam se kam risk lena chahiye ta keh consistently profit gain kar sakien.
                • #9 Collapse

                  nice dear ye tou ap per depand karta ha k ap kitnay profit ki zaroorat ha agar 1000 dollars ka disposit ho tou ap $ 500 ki trade laga sakte sakte ho kam se kam size ki trade lagao acha haai
                  • #10 Collapse

                    hi dear g ap kr skta hyn agr ap ka account man 1000$ ka bonus h to ap 500$ ke trading kr skta hyn ya ap pa depend krta h ap sl lga ka kr lyn trading taka ap ko agr loss ho to 5004 sa zyda na ho
                    • #11 Collapse

                      G bro ager app ka pass 1000$ app ka acc ma hain to app un ma sa 500$ ke trading ker secta hain is sa koi b nuksan na ha...carry on trading....
                      • #12 Collapse

                        agar ap ka account main 1000 dollar hain to ap trading sa us main jitna marzi earn kar sakte ho is ka laye ap ko eur/usd main 1 dollar ki lot size ko used kar sakte ho 500 ki used nahi ho gai aur is main lot humare account ka hisab sa lagti hain
                        • #13 Collapse

                          g han mere bahi bahi cahaye 100 doleer ki treading ker saktain yeh appp pe depand kerta hai mere bahi jitni ap ki equty hai utna app lot size rakhaye to app nkey liaye bhohat acha hoga mere bahi or utna hi app ziadha earn ker saktain hain mere bahi ..
                          • #14 Collapse

                            Yes bhai agar aap kay account may 1000 US Dollors ki raqam hai tu aap 500 US Dollors ki yaqeenan trade kar saktay hain. Agar aap iss say bhi kam ya ziyada ki trade karna chahtay hain tu woh bhi kar saktay hain bas aap k pas insta forex ka attached account hona chahiay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex work keey liyee aap jitnaa iss ko time deey geey aur iss meey invest kareey geey uss kaa aap ko untnaa hi ziadaa benefit hotaa heey baaqi trading kerneey keey lihaaz seey aap keey pass jitna knowledge aur experience hoota heey aap ussi hisaab seey trading kertaay heey forex keey bareey meey knowledge and experience liyee begair trades nahi lagani chahyee

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X