New Traders Jitna Lot Size Kam Rakhian Ge Utna zyada Faida hoga
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New Traders Jitna Lot Size Kam Rakhian Ge Utna zyada Faida hoga
    Aslam o Alakum
    Dear forex members hamain kabhi bhi apne knowledge our ilam se zyada kaam nhi karna chahye jab bhi ham koi kaam ko apne oper zyada karne lagte hain wahian ge hamara loss our hamari nakami start hone lagti hai is lye hamain jo bhi kaam karna chahye use hinayat hi soch samajh kar karna chahye tab hi ham achi earning kar sakteh ain our new members our traders ko to main yehi mashwara don ga ke jitna ho sake kam se kam lot size par kaam karen take woh kuch seekh sakian.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New Traders Jitna Lot Size Kam Rakhian Ge Utna zyada Faida hoga

    g han dear ap nay bikul sahi kaha gar ap ko forex tarding mai kamayb ho nahi khas ture pr new trader ko tu un ko chahae kay wo ap ni trading mai lot size ko km say km rahk kay ku kay agr un ki lot size km ho ge tu wo achy say achy trading kay experience ko gain kar pay gay or un ka agr loss bhi ho jay tu wo bhi km say km ho ta ahi or un ka profit bhi acha or un kay balance kay according ho jat hai but most important thing wo ya ahi kay un ka experience bohat increase ho ta hai
    • #3 Collapse

      Re: New Traders Jitna Lot Size Kam Rakhian Ge Utna zyada Faida hoga

      Walaikum salaam dear apki baat bilkul teek hay humay forex trading ma lot size ka use soch samjh ker kerna chayi kiun kay trading ma asal cheez hi lot hay is liye mera bhi tamam new members ko ye mashwara hay kay wo jab bhi trading karay tu small lot size ka istemal kiya karay aor koshish karay kay 0.05 lot size say kabhi bhi opper na jayn ager ap nay forex say mustaqil tor pher earning kerni hay tu.
      • #4 Collapse

        Re: New Traders Jitna Lot Size Kam Rakhian Ge Utna zyada Faida hoga

        ji ha new member hay wo apna tread lagaty time lot size kam istamal kary is say prophit bhi kam ay ga agar loss ho ga to wo bhi kam ho ga is may ap ki experience may bhi azafa hota hay is lya zarori hay new member kam lot size ka istamal kary agar zayada lot size ka istamal kary gay ap ko loss bhi zayada ho ga or is say ka account bhi wash ho ga is lay zarori hay apni knowledge ka ista,al kary hoy tread lagay or bhatar prophet hasal kary forex ak kamyab business hay
        • #5 Collapse

          Re: New Traders Jitna Lot Size Kam Rakhian Ge Utna zyada Faida hoga

          Forex trading aapko loss ya profit aap ke lot size ke hisab se hota hai apni training ke liye aap jo bhi lot size select karte Hain uske liye aapko chahie kya aap pahle apne bonus ko aapane samne rakhe aur money management ke usoolon kahate Hain aap trading Karen agar aap apne bonus ko money management ke usoolon ke sath use karenge to aapko hamesha achcha fayda Hasil hoga aur aapka account kabhi bhi wash nahin hoga
          • #6 Collapse

            Re: New Traders Jitna Lot Size Kam Rakhian Ge Utna zyada Faida hoga

            Dear friend forex trading men new traders k pass acha knowledge aur experience nhi hota iss liay woh achi trading nhi kar saktay iss liay loss ziyada hota hey iss liay koshish karen small lot size ko use karen aur kam profit pe compromise karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey aur achi trading kar k acha profit kama saktay hen
            • #7 Collapse

              Re: New Traders Jitna Lot Size Kam Rakhian Ge Utna zyada Faida hoga

              Ji han app nay bahut achy bat kahy hy keh hamen forex men bahut mahnat kay sath apna lot size rakhna hota hy kun kay agar hum as men lot size km rakhen gy tu hum as men acha profit hasil kar sakty hain tu hamen as men jaldi kay sath trading nahhin karny chahye kunn kay agar hum as men achy trading karty hain tu hum as mena cha profit hasil kar sakty hain as lia hamen forex men dil kay sath achy kamyaby hasil karny hy tu hamen as men dil laga kar acha kam karna hot ahy kun aky agar hum as men saber kay sath trading nahin karen gy tu hum as men nakam ho jaty hain
              • #8 Collapse

                Re: New Traders Jitna Lot Size Kam Rakhian Ge Utna zyada Faida hoga

                wa alaikum aslam g hamain is k bary main practice karni ho gi aur lot of size ko km rakh k hi hm achy say trader ban sakty hain ta k earn karien gay so hamain is k bary main enter hony say pahhly is k bary main practice karein gay ta k earn karny k abil ho sakty hain ta k earn karny main bi asna ho saky gi so hamain is k bary main earn karny k kabil ho sakty yhain
                • #9 Collapse

                  Re: New Traders Jitna Lot Size Kam Rakhian Ge Utna zyada Faida hoga

                  new traders ko lot size kam se kam rakhana chahiay kyoun k new comers k pas forex ka itna experience nahi hota jitna k senior traders k pas hota hai.lot size ap k capital par bhi depend krta hai agar to ap k pas zyada sarmaya hai to ap lot size barha bhi saktay hain.
                  lakin 100$ tak lot size 0.01 ya 0.02 se zyada nahi hona chahiay be sahk zyada lot size lagane se profit zyada hota hai laikin is doran agar market ap k against move kr gai to loss bhi usi hisab se hoga is liay ye amal froex trading main loss management se male nahi
                  khati.market ko analysis kr k or apna invested capital dekh kr he lot size lagain.
                  • #10 Collapse

                    Re: New Traders Jitna Lot Size Kam Rakhian Ge Utna zyada Faida hoga

                    Ji han bilkul Forex wala Mein new member jitne kam lot size se apne train lagaenge Ne bahut hi jyada fayda Hoga aur vah bahut Achcha profit Hustle Karke Kamyab Honge unhen check wala Chuna Karen ke Jitna Mile utna Kabul Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: New Traders Jitna Lot Size Kam Rakhian Ge Utna zyada Faida hoga

                      hamain acha trader ban sakty hain so hamain is k bary main pracice karni ho gi ta hi hum run karin gay so hamain i k bary main practice karni ho gi tab hi humrun karin gay so hamain is k bary main practice karein gay so hamain is k bary main planing karni ho gi ta k earn karni ho gi so hamain is k bary main pracitce kar sakty hain is k bary main practice karien gay
                      • #12 Collapse

                        Re: New Traders Jitna Lot Size Kam Rakhian Ge Utna zyada Faida hoga

                        Asslam o alikum forex ma new mambers ko chhaiy k vo kam lot size k saath order lgay q k juniours k pas zyada knowledge or expereince nhi hota ha isi liay juniours ko chhaiy k vo kam lot size l sth trade lgay ta l loss sy bach sky
                        • #13 Collapse

                          Re: New Traders Jitna Lot Size Kam Rakhian Ge Utna zyada Faida hoga

                          g han ap ny shi kha hai lot size ko jitna kum use kita jay utna he best hota hai agar hum es main kum lot ko use kuray gay to hum achay say apna kaam kur pay gay to humain aachay say apna kam kurna chahiye or humain lot ko bhi use kurna chahiye or hamesha small lot use kurni chahiye q keh small lot he best hoti hai
                          • #14 Collapse

                            Re: New Traders Jitna Lot Size Kam Rakhian Ge Utna zyada Faida hoga

                            Gee brother baat thik kehi hai mere khiyal main lot size sirf new trader ko hi nai balke old trader ko b lot size kam rakhny chayie ko chayie k big lot ki ek hi trade ek rate par nai lagani chayie balke kam lot rakho lo jab jitna nichay giray utny zaida trade b lagate jay aisa karnay se main kafi faida ho ga risk b kam ho ga trade phansay gi b nai zaida dair wait b nai karna pare ga phir hum ko achi khasi earning b hoty rahay gi yeh humaray liay seb se zaida behtar hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: New Traders Jitna Lot Size Kam Rakhian Ge Utna zyada Faida hoga

                              Forex trading men new traders tarding krtay waqat lot Ka size jitna chota rakhen ga in kailay utna hi acha ho ga Ku k choti lot size sa loss bhi chota hota ha r is sa apka experience bhi ho jata ha k real market kistra movement krti ha r ziada lot lagnay sa ziada loss k chances ziada hotay hen Ku k new traders ko Market ki movement Ka itna experience ni hota is liay loss ho jata ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X