Trading men jazbati na hun.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading men jazbati na hun.
    AoA dear members hamesha 1 bat yaad rkhen koi b kam jazbaat men aa k na kren q k jazbaat ken aa k bndy ki aqal sai kam ni kr skti aur bndy ko kch smjh ni ata jis se usko faida ki bjaye loss ho jata hy is liye hamesha jazbati hon to trading se side pe rhen jb tk mind fresh na ho q k us daoran ap market ko smjhy bghair agr trade krengy to nuqsan e uthaingy q k tb ap ko buy sell ki kch smjh ni ani.
    imranhaider
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading men jazbati na hun.

    Forex Trading hamare under command nahi hota k hum is ko jazbati ho k ya ghusa k zarye control kar sake. Baaz dafa hum aik trade lagate hen to trade hamare strategy ki baraks ulta khasare me jana shoro ho jata hai to is sorat me hamen apne emotions control me hone chaheye aur koshash honi chaheye k hum apne ghuse pe control kare. Humen chaheye k hum cold mind k sath trading karte howe over trade na kar bethe. Forex trading hamare jazbat ko nahi dekhta k us k hisab se change ho jayega bulke wo apne hisab se change hota rehta hai. Hamari koshash honi chaheye k hum apne jazbat ko forex k hisab se change karen. Fore trading apni behtareen noyeyat ki waja se aik behtareen karobar hai karen lekin jazbat se hat kar.
    • #3 Collapse

      Re: Trading men jazbati na hun.

      Dear forex members jazbati pan tou zindgi kay kisi bhi Kam ya kisi bhi profession main app ko kamyabi ki bajay nuksan ki tarf lay jata hay aur Jab haum trading ki baat kartay hay tou yeah esa business hay jiss may app ko jazbati pan Kay baghair bohaut zayada behter tarikay say kaam karna parta hay Phir Hi appko behtareen results hasal hotay hain Forex trading may haumay discipline Kay saath kaam Karney Ki zarorat hoti hay aur jazbati pan ya jald bazi say Kaam theak honey ki bajay kharab hi hotay hay iss liye haumay hamesha trading Kay doraan khud ko bihaut zyada relax aur cool rakhtay hoye trading karni chahiye hamara positive attitude hi kamyaabi ki zamanat hota hay iss liye haumay hamesha apni abilities aur skills ko improve karney ki koshish karni chahiye takay haumay trading may zayada Acha profit hasal ho sakay forex trading may haumay kamyab business karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur forex trading may haumay hamesha trading say related knowledge aur experience ko barhatay hoye trading karni chahiye takay haumay kamyabi hasal ho sakay.
      • #4 Collapse

        Re: Trading men jazbati na hun.

        G han ap bilkul thk khy rhy treanding main jazbati nahin hona chaey es liey k koi kaltie kar batho us liy es baat ka khaas khiyal rakhey Jab trading karte hain to vah trade Hamari bahut Achcha profitable ho sakti hai agar Ham jaldbaji Mein Aakar trade market ko analyse na karte hue Jab trading karte hain to vah trade bhi Hamari profitable Nahin badh ke nuksan de Hain Sab Kis Liye trade Hamesha Soch Samajh Kar Hi Karni chahie shukriya.
        • #5 Collapse

          Re: Trading men jazbati na hun.

          Asalam o alikum
          Friends hamesha koshish karen k kabi bhi Forex men jaldbazi na Karen forex trading men kuch log jald bazi se kam letey hen jab aik trade lagatay waqt hi loss men jati hey tu ziyada loss k dar se trade ko jaldi close nah karen balkay wait karen ho sakta hey wohi trade profit dey jay aur iss k ilawa bhi jo log soch samaj kar trading nhi kartay aur jaldi men mistakes kar detey hen jiss ki waja se loss hota hey agar aap regular basis per Forex mein practice karte hain demo account per practis karte hain aur lalach aur jaldbazi nahin karte definitely aapki kamyabi ke chances bahut increase Ho jaate Hain aur aap kamyab ho sakte hain bus aapko mehnat ki jarurat hai aap mehnat karte Rahen inshAllah aap kamyab honge.
          • #6 Collapse

            Re: Trading men jazbati na hun.

            forex trading aik senstive business hai or is main sab se zyada successful wohi ho sakta hai jis ko apni skills or emotions pr control ho emotional person is main itna zyada successful nahi ho sakta or us ki waja ye hai k forex trading main bohat se aisay moqay aatay
            hain jis main agar hum apnay emotions k under aa jaein to hum bna bnaya game bigar detay hain or hamain jo profit hona hota hai wo hmaray uncontroled emotions ki waja se loss main convert ho jata hai is liay forex trading krtay huay apnay emotions pr full grip
            rakain ta ka ap koi wrong decision na bna skain or aik successful forex trader ban jain.
            • #7 Collapse

              Re: Trading men jazbati na hun.

              ager ap kamyab trader banna chahte hen to kabi bi jazbati ho ker kaam na keren kyunke jazbati ho ker ap loss bi ker sakte hen hume sirf purchasing and selling karna parti hai jab currency down hoti hai to hum purchase karte hai or jab up hoti hai market me to hum sale karte hai or profit earn karte hai ye sub mind ka kam hai is me hum ghar bethe easily trading karte hai or earn karte hai
              • #8 Collapse

                Re: Trading men jazbati na hun.

                Jee bilkol ap ne jazbati hokar trading karna ap ko bahut bara nuksan pochata hai. Jazbat Mai koi bhi kam ho wo nhi chale ga. Trading Mai Aram se or soch samajh Kar kam Kiya Kare. Agar ek dam kam se kam shiro Kiya too ap ko loss hona ka khatra bhi hota hai. Jese ke ap ne trading jitne bhi investment Kiya ho ap ki sare profit zaya hojaye gi. Duniya Mai har kam hesa hi hota hai ap jazbat Mai kam Karne se Ap ko faida ke bajaye ap ko nuksan hosakta hai ap ko kam karna hai too Aram se or soch samaj Kar ke kam Kiya Kare. Or sabar se kam Le....! Or Ap ki profit bhi zabardast aye gi or Khushi bhi hogi ke Mai ne aaj zabardast kam Kiya.....!
                • #9 Collapse

                  Re: Trading men jazbati na hun.

                  Ji haan dosto yah Baat bilkul theek hai ki Hamen trading mein order Lagate time Apne Jazbaat Ko Kabu Mein Rakhna chahie, Kyunki Ham Jante hain kya Forex trading mein Ek Chhoti Si Galti Hamare bahut Bade nuksan ka Subab Ban sakti hai. Reading a professional business Agaram is a acchi Tarah samajh le To Hamen Se Apna Pita Karya banaa sakte hain lekin iske liye Hamen bahut jyada mehnat karni padati hai aur hamare pass bahut jyada knowledge Hona chahie isliye Hamen chahie ke Ham Jyada Se Jyada time aur usko De Taake Ham Bhi Ek acche Businessman Ban Saken aur acchi trading Karke Achcha profit Hasil kar Saken.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading men jazbati na hun.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: MUHAMMADIMRANHAIDER پيغام ديکھيے
                    AoA dear members hamesha 1 bat yaad rkhen koi b kam jazbaat men aa k na kren q k jazbaat ken aa k bndy ki aqal sai kam ni kr skti aur bndy ko kch smjh ni ata jis se usko faida ki bjaye loss ho jata hy is liye hamesha jazbati hon to trading se side pe rhen jb tk mind fresh na ho q k us daoran ap market ko smjhy bghair agr trade krengy to nuqsan e uthaingy q k tb ap ko buy sell ki kch smjh ni ani.
                    WALIKUM ASSALAM dear apne sahi kaha hame hame trading me bilkul bh jazbati nahi hona chaiye tradine me hame apne emotions pr qabu rakhna hota hai q ke agr ham trading me qabu nh rakhen ge to is me hamara nuqsan hai so hame chaiye ke trading me sbr kre or jab trading me loss ho to sbr or tehmul se kam len q ke agr ap loss me jld bazi kren ge to ap kabi bh expert trader n ban skte so emotions ko control me rakhna bht zarori hai trading me
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading men jazbati na hun.

                      Asslam o alikum agr ham forex ma acha bonus hasil krna chhaty han to loss sy bachna chhaty han to hmay chhaiy k ham trading ma jazbati ho k trade na lgay q k agr ham jazbati ho k trade lgay gy to hmay loss ho skat ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading men jazbati na hun.

                        market main pracice karni ho gi ta k earn karny k kabil ho skaty hain aur hamain is k bary main practice kar skaty hain so hamain is k bary main practice kar ksaty hain so hamain is k bary main enter hony say pahly i sk bary main emotion ko kabo main rakhna ho ga au rhamain is k bary main planing karni ho gi t ak earn karny k kabil ho skaty hain ta k eanr ho
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading men jazbati na hun.

                          ap kabi b trading mei jazbati na ho dehan se work kro apni skills increase karni hai to humen is me ziyada learning karni hogi isi chez k waja se humen forex k bare me kuch experience aye ga tab ja k hum is me kuch kar payenge bht kuch seekhnay ko b milta hai jo k bht hi faida mand hoota hai humaray liye .. demo aik aissa account hai jahan hum apni galtyoon sa seekh saktay hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading men jazbati na hun.

                            Jald bazi kabi na karo trading mei jaldbazi achi nahi aap apne knowledge aur skills ko develop kerhe kuin ke forex mai sub se zyada zarorat hote hai knowledge aur skills ke bhot si information or knowledge bhe hasil karne mein maddad karta hai or jb insaan ki skills barhti hai to insaan har kaam asani se kar sakta hai or forex trading bhe
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading men jazbati na hun.

                              g bilkul agr hm jazbati ho kar kaam karty hn ar apnio tradec karty hn to hmyn aik bht hi bara loss ho sakta hy jis ko hm kbhi bb recocvers nhi kar sakty ar kbhi bb aik achy traders bb nhi bn sakty isliy kbhi bb jazbaati ho kar aysa kaam na kia karyun jo kh apko loss dy ar apko aik achi earning ki tarf na lyy jaay is liy himmat hmyn karni ho gi ar profit khd hi hmyn milta rhy ga bs bysabri ar apny mind ko upset kar ky kbhi bb kaam na karyn ar aik achi trade kar ky apni skill sko bhytr sy bhytr banayn

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X