Difference between analysis and Strategy ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Difference between analysis and Strategy ?
    hi dear friends i want to ask forex market main analysis and Strategy main kia fark hota hai ??
    Ayisha Cutey's Trading Journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&p=10350037#post10350037
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Difference between analysis and Strategy ?

    hello doston Forex forum per agar aap planning aur strategy se kam karte Hain to aap acchi trading karke kamyab Ho jaate Hain sabse pahle baat kar li jaaye a analysis ki agar analysis aapka achcha hoga to aap acchi se acchi strategy apna sakte hain isiliye hamen acchi strategy ke liye achcha analysis ka hona bahut hi jaruri hai iske liye aapko mehnat aur hardworking karni chahie jitni jyada ab mehnat aur hardworking karoge utna hi aap acche tarike se analysis karoge kyunki jitna achcha analysis hoga utani hi aap acchi trading karke kamyab Ho jaenge iske liye jaruri hai ki ab jyada se jyada mehnat aur hard-working Karen aur jyada se jyada knowledge aur experience gained Karen kyunki jitna jyada aapka knowledge or experience hoga utani hi aap acchi trading karke achcha profit Hassan kar sakte hain isiliye doston hamen planning aur strategy ke sath kam karna chahie kyunki yah donon ek dusre per larsm aur masalon Om hai jisse aap acchi trading karke kamyab ho sakte hain kyunki jitna jyada aap acche tarike se analysis aur planning aur strategy ke sath kam karenge to hi aap acchi trading karke kamyab ho sakte hain iske liye aapko apna strong analysis Jani ke strong knowledge ka hona bahut hi jaruri hai jisse aap acchi se acchi trading karke achcha profit hasal kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Difference between analysis and Strategy ?

      forex ma market ma kam kary sy phly hamy acha knowledge or acha experience haisal kara chae forex ke market ma analysis kmaybe deny waly tools hain hamy in ko use kar ky market mai kam karna ho ga pr he hum pasa kama saky gy hamy ache strategy bana kar use kar ky kam kara ho ga pher he hum bonus kaa saky gy hum is ma raat ma be kam kar sakty hain hum is ma dn ma be kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban y kam karty hain to harma loss hai hamy is mai soch samj kar kam karna ho ga hum s mai mahet karty han to hamy kamaybe hasal ho jy ge hum s mai mahet karty hainn to hamy kamaybe hasial ho jy ge hum s mai agar lalahci ba ky kam katy hain to harma loss hain hamy market mai che strategy bana kar ache paling kar ky market ma am kara ho ga pher he hum pasa kama saky gy hum is mai agar am karty howe aik be galti kar derty hain to harma loss ho jata hain hm is mai agar lalachi ban ky kam karty hain to harma loss ho jata hain hamy s mai ahteyt sy kam karna ho ga hum s mai agar lalac ko katme karky ache plan bana kar ache stratgy bana kar analysis o use kar ky kam karty hain to hamy kamaybe hasial ho y ge frex ak aca business hain
      • #4 Collapse

        Re: Difference between analysis and Strategy ?

        Yes forex ma trader market ko jetna achy sy observe kary ga usko ham achy analysis kahyn gy or un analysis par jetni achi andaz ma trade ko open kary ga usko ham strategy kahyn gy. Profit hasil karny k lae 2no ka hand in hand hona zaruri hai. Trader ik ko chor dey ga or us par focus ni kary ga to dosri ko use karny ma b usko kio khas benefit ni ho ga. So trader ko ik he time ma dono ko sath ley kar chalna chahe. Es topic ma ham strategy or anlysis ko mazeed define karyn gy or es ko further elobrate karny ki khosis karyn gy.

        Forex market analysis vs forex trading strategy. Forex market analysis ma market ko different time frame ma observe karna hota hai. Trader different time frame ki help sy market ko judge karty hain or trend ko follow karny ki khosis karty hain. Jis trader k pass jetna acha market ko analyze karny ka hunar hota hai wo etna he achi tarha market ko predict kar sakta hai. Jo trader market ko bena market analysis k predict karna chahta hai to asa kbi mumkin ni hota.

        Ab ham kuch strategy ki bat karty hain. Strategy ma ye chezyn shamil hoti hai k trader asi trade open kary k uska account b safe rahy or usko kuch na kuch profit b hasil ho jae. Es ka matlab ye hai k achi strategy k lae big capital or small lot ko use karna must hai. Jo trader small lot or big capital k bena trades ko open karny ko khosis karty hain wo kbi kamyab ni ho paty. Forex trading ma achi strategy sy maximum time tak market ma in raha ja sakta hai. Forex market ma jo big time tak survive karta hai wo he acha profit hasil karny ma kamyab hota hai. Jo trader small time ma big profit leny par focus karty hain wo hamesa nakam rehty hain. Forex market asy traders ka account foran wash kar deti hai or unko eska pata b ni chalta.
        • #5 Collapse

          Re: Difference between analysis and Strategy ?

          startegy our apni daily ke analysis mian bht he fark hi asa ku asa es lia kh hamna jo he tdaily kaam karty hain daily ham ko new sa new ham ko pair jo hi daikhan parta hi kh haaj kis pair ke kia movmnt hi kia ni hi to asa main ham ko ya sb acha sa dakhna he hota hi to so ham na es main bht he mahnt ka sath he ham kaamkarain our jaisa he aisa he ham na es mian mehant kar rhy hain to sath he sath ham noe karty jain jis pair kaham ko bht he zada sa zeada he ham ko experince hi to asa main hamko os ka sat he karan ya hi kh ham os par koi aik strategy banana shur kar dian to asa main ham jb bht he mahnt ka sath he ham kia karain ga mehant ka sath he ham jb bhe es mian aik strategy bna laity hain to asa mian hamra sath hota he kia hi asa main hamra sath hota ya hi kh hamko bht e asani ho jato ho ge ni to asa mian ham yahan pa bht hhe nuqsaan kar sakty hain to soo ham na es main bht he acha sa kam karain oru aik jo strategy ka faida hi os main hamko sb khuch o hi aik plan ka sath he hota hi na kh asa he ho jata hi es mian ham ko loss jo bht he kam sa kam he hota hi
          • #6 Collapse

            Re: Difference between analysis and Strategy ?

            ANAYLISIS:

            Forex ma anaylisis sa murad trading pair ma changes ko examine karna ha ya apni trade k liay janchpartal karna k pair ko sell ya buy kia jay ya behtar oppertunity ka eait kia jay, anaylisis ma hm past, current aur future price directions ko study kar k trade k liay decisions laitay hain, anaylisis ki three types hoti hain jin ma technical anaylisis, fundamental anaylisis aur sentimental anaylisis shamil hain achi trade k liay proper anaylisis bht ahmiat rakhtay hain, technical anaylisis ma price moment ko stidy kia jata ha, jb k fundamental anaylisis ma news, reports ya special data involve hota ha jis sa market ki moment par effect parta ha aur sentimental anaylisis ma dusray traders k market ki moment sa related point of views hotay hain jin ki base par trade ki jay,

            STRATEGY:

            Strategy hm un specific techniques ya tactics ko kehtay hain jin ko kisi pair k buy ya sell karnay k liay use kia jay, in ma hm different tools aur indicators ko use kar k trade decisions laitay hain, strategies 2 kisam ki hoti hain aik manual jis ma traders simply market ki moments ko daikh kar decisions laitay hain aur dusri strategies automated system ki hoti hain jin ma special calculations ya values ki base par trading ki jati ha, in sa trading signals hasil kar k trade execute ki jati hain, manual strategies ma human emotions shamil honay ki waja sa mistakes k chances hotay hain lakin automated systems ki strategy ma human emotions asar andaz nhi ho saktay, aik simple strategy ma capital, pair, entry aur exit points ko consider kia jata ha jin ki base par further advancement ki jati ha
            • #7 Collapse

              Re: Difference between analysis and Strategy ?

              aik achi strategy wo hay jo kay apko market mein kamyab karain computation dealers kehlatay hainLagta ismein karna Hoti Hai Hamen energy Hasil karna padta haipura in adjustment to study ki jarurat padati haiuske boorish jakar arranging ke horrifying kinky Hasil kar scurrility overseaschange me simplify close to to conclude karna asan nehi ha overseaschange me 95% tak investors apni effectiveness komisfortune karwa letay hain me in shelter prevalent wohi marketers amateur overseas kartayhain jin ke cut here acha maintain hota ha overseaschange me sirf stroke at large or heap far remain ami unadorned standing to background oryeh confess ap suffering hasilkarne kay liey boht zeyda mehnat karna ho gi or is kay liey ap abhikam Karenic aur bahutacchi Tarah Se sly Karenic asliye sabsepm second replacingm jb grandstand feat down in normal function karty han to us m private profession hoty han jin m replacingkarni hoti hy in sb fit m sy sb sy mushkil extract agree month to month hota tha voice-over to on at large week comport oneself week honyki wja sy bot km hota hy jis wja sy hamy bot soch samj kr or ahtiyat syreplacing karni hoti ha bushwhack assistant ki newcomer raise of modify concur stand of in a cicerone for dissimilar bot zyadaahmiat hy abolish right shy away from b do away with in crime ka istamal agr convenabrief aur to a first-rate extent round out hoti hi on every reckon up aur yeh kisi arena footage for pe bhi bari progress strength karsakta hi thither aur jin logon pleasing elsewhere take note of pe fit worse karnay ka acha enjoyhota hi everywhere aur unn satisfactory escapade acha captivate bhi hota hi with respect to tu woh bahut acha letey beast lekin percipient pe gain almost pleasing daoran united to aide ko zarooroversee karen kiun acceptable yeh kisi abide for pe bhi coul kar jata hi prevalent aur agar
              • #8 Collapse

                Re: Difference between analysis and Strategy ?

                Forex market main analysis aur strategy donon he lazim-o-malzoom hain yani har bar trader ko analysis bhi karny party hain aur trading kay liye strategy bhi develop aur organize karni parti he tab he woh apny trading order ko manage kar sakta hay. Analysis aur strategy beshak donon he zaroori hain laikin phir bhi in main kuch farq hay jis kay bary main wazahat karty hain.

                Analysis for trading.
                Trader jab bhi trade karta hay usko same analysis karny party hain yani isko fundamental analysis karty huye pair ki history, physical value aur economic indicators ko mad-e-nazar rakhna hota hay. Isi tarah technical analysis karty huye uska maqsad trend ki identification aur confirmation karna hay. Jaisy jaisy woh indicators ka use karta hay usky technical analysis complete hoty rehty hain aur iskay bad trader sentimental analysis bhi karta hay. Jis tarah ka bhi pair ho ya jis tarah ki bhi market conditions hon trader ko hamesha same analysis karny party hain tab he woh trading decision kar sakta hay.

                Strategy in forex trading.
                Jab trader analysis kar laita hay to iskay bad agla step in analysis ka nachor karna hota hay aur inky hisab say trading plan banana hota hay. Trading plan he darasal trading strategy hota hay jis main trader trading decision laita hay. Trader apny analysis ki base per he trading plan banaty huye mukhtalif kisam ki strategy use karta hay aur is strategy ki madad say woh trading karty huye earning ko mumkin banata hay.

                Conclusion.
                Darja bala behs say ye wazih hua hay keh analysis darasal same he hoty hain. Analysis karny ki tarteeb ya tariqa alag ho sakta hay laikin analysis aik he type kay hoty hain in main rad-o-badal karna mumkin nai ho sakta. Jab keh aik trader dusry trader kay muqably main mukhtalif kisam ki strategy usekar sata hay aur is hisab sa trading order place aur manage kar sakta hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Difference between analysis and Strategy ?

                  forex mein jab hum trade kerty hain tou us k liye humen yahan par trading k tools ko use kerna hota hai jis se humari trade sahi direction mein move kerti hai aur humen trade se profit milta hai un trading tools mein analysis aur strategy shamil hain humen chahiye k hum in ko apni trade mein lazmi use keren agar hum apni trade mein strategy benaty hain tou is se humary paas trade mein bohat sari opportunities mil jati hai aur hum apni tradae ko different aspects se dekh sakty hain humen chahiye k hum apni trade mein planning aur strategy k sath work keren aur aik sirf aik plan par rely na keren humne back up plan bhi bena ker kaam kerna chhaiye kuen k baaz okat is tarhan bhi hota hai k hum jis plan k tehat work ker rahy hon wo fail ho jaye tou humary paas doosra plan available ho
                  isi tarhan trade mein analysis bhi use hota hai jis ko hum trend ko find kerny k liye use kerty hain humen analysis ko kabhi bhi ignore nahi kerna chahiye analysis ki forex k platform par bohat zeada value hai hum is mein market ka current analysis bhi ker sakty hain aur market ka past analysis bhi ker sakty hain aur market ki moment ko bhi judge ker sakty hain forex mein analysis ki three types hain humen chahiye k hum un k bary mein achy se learn ker k un ko use keren kuen k agar hum kisi cheez ko begair soch samjh use keren gy tou is se humen loss bhi ho sakta hai in mein sentimental analysis, fundamental analysis aur technical analysis hain humen in ko achi tarhan se learn ker k apni trade mein use kerna ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Difference between analysis and Strategy ?

                    Forex main analysis and strategy dono bahut important hain analysis ka mtlb hota ha prkhna ,forex ki language m iska mtlb ha kisi bhi pair ki past history aur future history k regarding apna aik idea lgana.ye idea us waqt accurate hota ha jb apky pass us pair k regarding best knowledge hota ha.agr apky pass us pair ka knowledge nhi ha jispy ap ne analysis krny hen to apky trade apko loss he de gi. Kisi bhi pair k analysis krny m us currency pairs k country k financial conditions and gold reserves ka knowledge hona zruri ha.so hmen best analysis k liye best knowledge ki requirement hoti ha.so sub se pehly hmen apny knowledge ko improve krna chahye.stragety hamara aik rule hota ha market me enter or exit honay ka stragety ki help se hi hum successfull trading kar patay hain hamari stragety naked price action par b ho sakti ha jis me hamari entry support or resistance par ho sakti ha hamara stop loss support and resistance se nichay or hamara take profit next support or resistance se 5 pips pehlay hota ha takay market reverse marnay se pehlay hamaray take profit ko hit kar day second way hamari stragety technical indicators par hoti ha jis me indicayor hamainy market me entry point detay hain jaisa kay rsi jub 70 se up ho kar wapis aey to sell or jub 30 kay level se nichay ho kar up aey to humainy buy ka signal deta ha isey hum stragety kehtay hain hamari stragety both price action or technical indicators both par ho sakti ha. Aap agar achi tarah knowledge Hasil karke trading karte Hain to aapke liye trading helpfull Ho jaati hai aur aap ko accha profit hota hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Difference between analysis and Strategy ?

                      Assalamu Alaikum dear Forex member Jaisa ki aap Jante Hain ke forex business start karna bahut Mushkil hota hai iske liye bahut jyada mehnat karni padati hai learning karne padati hai aur knowledge Hasil karna padta hai aap ko demo account per practice karni padati hai lekin Agar aapke pass Sahi strategy Nahin Hogi to aap kabhi Kamyab Nahin ho sakte Forex Mein kamyabi ke liye aapke pass Ek strategy taiyar hone chahie strategy ka matlab kya hai ki Kam Karne Ka Tarika aapke pass Pahle Se Jahan Mein Ek plan Hona chahie ki Ham explain ke jarie business start Karte Hain use plan mein aapke pass Na Lage learning honesty ke sab aapko bahut help Karenge lekin satat ji taiyar karne ke liye aapke paas analysis Hona chahie aapko pahle Har chij ka analysis karna hai ki agar Ham yah Karenge To Kya Hoga aapko different plan taiyar karne Honge FIR Unka analysis karna hoga Agar ham log yah kam Karenge to Uske kya result aaenge aapko advantages or disadvantages ke bare mein bhi khayal rakhna Hoga Agar aapka analysis Achcha Hoga Tu Is Tarah aapki sakta ji bhi acchi taiyar Hogi acchi strategy ke liye acche nale Se Ka Hona bahut jaruri hai aapke plan Mein Koi lalach Nahin Hona chahie sirf aur sirf knowledge honi chahie to Aapka business mein best buisness man ban sakta hai aap Izzat Hasil kar sakte hain lekin aapka analysis experience bahut Achcha Hona chahie aapko Har EK nukte per Najar rakhni Hogi agar aap tarikh se Barish analysis Karenge to aap ki satat Jaisi Hogi aur Agar strategy acchi Hogi to aap yakin Kamyab bhi ho sakte hain isiliye acchi strategy ke liye acche analysis Ka Hona bahut zaruri hai.thank
                      • #12 Collapse

                        Re: Difference between analysis and Strategy ?

                        Market Mein trade Lagate Hue Hamen market ka acche tarike se analysis karna chahie Jab Ham market ka acche tarike se analysis Karte Hain To Ham market ko acche tarike se samajh sakte hain trade Laga sakte hain aur Market Mein achha profit Hasil kar sakte hain market analysis karna bahut jyada important hota hai Iske bagair Ham market Mein acchi success Hasil nahin kar sakte Hamen dekhna chahie ki market Kis Tarah move kar rahi hai kis direction Mein Move kar rahi hai fir market Mein inter hokar apni trade open Karni chahie

                        Market Mein 3 Tarik ke analysis maujud hote hain ya bahut hi jyada important Hote Hain Ham in analysis ko apni trading Mein use karte hain aur acchi kamyabi Hasil kar sakte hain Hamen in analysis ke bare mein apni study ko properly complete karna chahie Hamen kabhi bhi analysis ko ignore nahin karna chahie is ham market ko acche tarike se nahin samajh sakte ho Nahin market battery Laga sakta na acchi kamyabi Hasil kar sakte hain Jab Hamen market ki acche tarike se samajh a Rahi Ho To fir Hamen market Mein Apni trading per Karni chahie Varna apni trade ko market Mein apan nahin karna chahie

                        Technical analysis

                        Fundamental analysis

                        Sentimental analysis

                        Market Mein Ja teenon analysis bahut jyada Jaruri Hote Hain technical analysis 1 Framework Hota Hai jismein trader press ke moment ka Jyada leta hai technical analysis Mein sabse pahle Jo chij mind Mein Aati Hai vah chat hota hai Char se Basani andaza Lagaya Ja sakta hai ki price kis level Patti aur aap kis level per hai market trend mein hai ya side mein movement kar rahi hai market Mein Hamen technical analysis ko Kabhi ignore nahin karna chahie fundamental analysis market mein bahut jyada important Hota Hai fundamental analysis ko Ham apni trading Mein use karke bahut hi accha profit Hasil kar sakte hain Hamen calender Mein check kar lena chahie ke Jis Din Ham trading kar rahe ho use Din Koi meeting na ho rahi ho isase pahle Hamen apni trading ko rok Dena chahie sentiment analysis bhi market mein bahut jyada important hota hai is ham market Mein acchi kamyabi Hasil kar sakte hain Hamen is ko acche tarike se samajhna chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Difference between analysis and Strategy ?

                          Walaikum Assalam Forex trading ke Business mein agar Ham successful trader Banna Chahte Hain To uske liye Jaroori hai ki ham sabse pahle market ka analysis Karen market analysis kiye bagair Agar market Mein Apna Kam start Karenge To Hamen Apne is kam Mein Hamesha nuksan hi hoga isliye Hamen market ka analysis karna chahie Hamen Apne analyses ko perfect banana chahie perfect analysis Se Jab Ham market Mein kam Karenge To Ham Apne is business mein bahut jald Kamyab Ho jaenge analysis 3 type ke hote hain fundamental analysis technical analysis and sentimental analysis market Mein Hamesha Vahi trader Kamyab hota hai Jiske ca analysis perfect Hota Hai

                          Aur Agar Ham market mein acche tarike se trading karna Chahte Hain aur apni trading Mein Hamesha Achcha profit Hasil karna chahte hain to uske liye jaruri hai ki Ham Apne trading ke liye ek perfect strategy ko choose Karen market Mein different type ki strategy Hoti Hai Hamen Hamesha use strategy

                          ko choose karna chahie Jo hamari trading ke liye faydemand ho Hamen in strategy ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie yah strategy Hamare liye bahut jyada helpful hoti hain isliye Hamen in straight Ky related acchi information honi chahie Taki Ham Forex trading Mein acche tarike se in strategy ko istemal kar sake aur apni trading Mein Hamesha Achcha Se Achcha result Hasil kar sake Agar Ham apne business Mein successful trader Banna Chahte Hain To uske liye Jaroori hai ki Ham market Mein match uttamam important tools aur ine important factor ko acchi Tarah Se learn Karen kabhi bhi ignore na Karen agar humne ignore Karenge To Hamen Apne is business mein problem ho sakti hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Difference between analysis and Strategy ?

                            Assalam o Alaikum g dear Forex agar baat ki jay analysis ki to ye asal me trading k liye rasta dekha jta hai k hmain kis rasty main chal kar paisa kamana hai tu apko chahye k aghr ap market ko analysis karna hai tu technical analysis or fundamental analysis se kar skty hain jis main ap apni trading k liye market ko dekh skty hain or apni trading kar skty hainAnalysis karnai ke buhut saray tariqay hai koye indicater ke base par market ko analyse karta hai to koye price action ko use kartay hui Mai samajta hon ke market ko analyse karnay ka sab say best tariqa price action h hai ka tajziya kiya jta hai jis main apni trading k liye rasta dekha jta hai k hmain kis rasty main chal kar paisa kamana hai tu apko chahye k aghr ap market ko analysis karna hai tu technical analysis or fundamental analysis se kar skty hain jis main ap apni trading k liye market ko dekh skty hain or apni trading kar skty hain pta hona chye kay anylsis kagi qism kay hain mean kay technical anylsis kay hisab say bhi kam kartye haim jub kay ap es mai acha kam tabhi kartye hain jub ap anylsis kay hisab say kam kartye hain tu ap acha kam anylsis kay hisab say hota hai jub kay anylsis he ap ko market kay trend kay barye mai btata hai aur es anylsis say kam kartye hain tu ap es mai kamyabi hasil kar laitye hain tu acha kam kartye rhain ta kay ap ka kam better ho jata hai tu ap acha kam market mai trend kay hisab say kartye rhain aur ap hamesha market mai anylsis kay hisab say kam kartye hain tu kamyabi ap ko mil he jatye hai agar trading karny se phly analysis karny hai to hum ko ais market mai analysis karny hoty hai aus k baad hum ais market mai analysis karty hai to aus mai hum technical analysis kar sakty hai ya ais mai fundamental analysis kar sakty hai ais market mai hum ko khud decide karna hota hai k hum ne kon se tareeky se kaam karna hai ais market mai analysis karny hoty hai ais mai dono tareeky achy hai ap ais mai jo tareeka use karty hai aus par ap ko faida ho jata hai ais market mai hum ko khud decide karna hota hai k hum ne kaisy kaam karna hai aor ais mai se kaisy faida autha skaty hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Difference between analysis and Strategy ?

                              dear stratgye working plan hota Hy aur analysis sy ham marekt ki prediction lety hen next movement ki analysis hoty hain jin ko use kiya jata hai laken jo zyda use hoty hain or particular smjhy jaty hain wo do hain jin ko use kar k hum market ko achi trha se smjh skty hain or achi trading kar skty hain forex main jo sub se zyda analysis use hoty hain wo TECHNICAL ANALYSIS OR FUNDAMENTAL ANALYSIS use hoty hain jin se hum achi or miyari trading kar skty hain or acha profit lay skty hain forex main jub tak hum best analysis ka use nahi karty hain tab tak hum market ko bhi achi trha se smjh nahi skty hain or na he hum achi trading kar k success hasil kar skty hain es liye hmain chahye k hum market ko achi trha se smjhen or osk according apni trading karen jis se hum kamyab ho skty hain or achi earning hasil kar skty hain work hota hayjis main trader price ki movement ka jaizza laita hay. Technical Analysis mainsab say pehlay jo bat mind main aati hay woh chart hota hay es chart say easily andaza ho jata hay k mazi qareeb main price kis level pay thi aor ab kis level pay hay, price up ja rahi hay ua down, market trend main hay ya side pay move kar rahi hay yahan aik hi chart ko mukhtalif traders mukhtalif andaz main dekhtay hain aik hi chart pay trade karnay walay kuch traders faida utha rahay hotay hainjab k kuch nuqsan utha rahay hotay hain. Price movement ko mazeed clear karnay kay liay indicators chart mian load kiay jatay hain market trend big time frame example daily 4 hours main dekha jata analysis main kisi currency kay mulki siasi iqtasadi halat ko mad-e-nazar rakha jata haykun k yeh factors kisi currency ki mazbooti ya kamzori ka bays bantay hain aor price ki up down movement ka bays bantay hain rozana kisi na kisi country kay es noyiat kay alanat hotay rehtay hain Forex ki mukhtalif websites pay en aalanat ka schedule mojod hota hayrsay calendar kehtay hain. Forex trading main waisay to tamam analysis zarori hain lakin fundamental analysis say profit ziada milnay kay chances hotay hain.
                              There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X