sawal :shaven head cabdlestick ka function?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    sawal :shaven head cabdlestick ka function?
    Asalam u allikum forex members,dear aap sb log yeh to jantay he hongay k trading chart mein istamaal hinay walay mukhtalif patterns mein se sb se common aur famous pattern candlesticks pattern hay jisko 90% se ziada traders apnay trading chart mein istamal krtay hain.koi bhi candke jb banti hy to japanies k experience k mutabiq wo market ki future movement k baaray mein prediction deti hain.mera aaj ka yeh sawal hay k candle stick mein (shaven head )candle kb aur kaisay banti hay aur yeh market ki future movement k baaray mein kia prediction deti hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: sawal :shaven head cabdlestick ka function?

    Definition.
    Shaven head candlestick hammer candlestick ki tarah he hoti hay lekin iski upper wick yani head nai hota. Is tarah iska higher aur upper point same hota hay jis waja say ham isko shaven head candlestick kehty hain. Ye bearish or bullish dono patterns mein pai jati hain.

    Findings of shaven head candlestick.
    Jesa k hum ny kaha hai k ye bearish or bullish dono patterns mein hoti hai is ka mtlb ye hai k jab ye bullish trend k end mein bany yani is ka opening ya closing mein se aik side pr wick ni hoti yani upper side pr wick nai ho gi bazahir ye candle b bullish ho gi lekin is ka closing or higher point same hony ki wjh se isy mazeed trend ki reversal ki indication milti ha jis se bearish trend start ho jata ha.

    Trading strategy in shaven head candlestick.
    Is candlestick k banny k bad fori trading entry ni krni chaye bulky 2 ya 3 candle banny k bad jab trend k reversal ki indication ho jay to tab trading order place krna chaye or support and resistance ko follow krna chaye specially stop loss or take profit ki limits set krny k liye. Jab k is mein trend ki reversal ki confirmation b ho jati hai or humhyn achi earning b ho jati hai.

    Validity of shaven head candlestick.
    Agr long up trend k bad shaven head candlestick bany to is ka matlb hota ha ye down trend mein reversal ki indication ha lehaza is k sath hum ksi indicator ka use kr k is ki validity ko confirm kr lety hain or achi earning ensure kr lety hain.
    • #3 Collapse

      Re: sawal :shaven head cabdlestick ka function?

      Assalam o Alaikum g dear forex me shaven head candlestick pattern aik acha aur tecnical pattern Hy jis me Hamen msrekr ki prediction mil skti hy is me ap ko support and ressiatnce level py trade krny me faida hota Hy shaven head candlestick pattern ko use kar ky market mai amount invest karne chahey pher he hum market mai run kar saky gy or hum profit gain kar saky gy or hum apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik world wide business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik international or kabe be band na hony wala business hain shaven head candlestick pattern chart pattern ka use banisbat line chart kay ziada hota hay shaven head candlestick pattern chart ka use this time world main sab say ziada ho raha hay kun k isay samajhna bohat asan hay banisbat others chart kay shaven head candlestick pattern chart pattern bohat pehlay Japan main rice ki movement ko dekhnay kay liay kisi rice farmer nay kia tha is ko use karnay kay liay bad main kisi USA kay trader nay stock exchange main bhi use kia tha jo k aj tak trading main bohat ziada use ho rahi hay Forex trading main jis taran is ka use bohat ziada hay usi taran is ki full information hona bhi zarori hay aor is kay use karnay ka treeqa bhi zarori hay lehaza all traders ko is ka full knowledge hasil karna chahiay aor knowledge hasil karnay kay bad is shaven head shaven head candlestick pattern ko use kar kay ziada say ziada profit bhi hasil karan pattern resistance aor support k ilwa kisi point par banty hai to waha ye valid ni hoty ais mai ap ko aik ye faida hota hai k ais mai ap ko jo bhi trade milti hai aus mai ap ka stop loss bahot thora hota hai aor ais mai take profit kafi zayda hota hai ais market mai candle stick k kafi sary shaven head candlestick pattern hai jin par trade ki jati hai magar ais mai ap ko sirf kuch pattern ka bhi pata ho to ap acha profit bana sakty hai.
      • #4 Collapse

        Re: sawal :shaven head cabdlestick ka function?

        dear Forex me shaven head candlestick pattern candlestick pattern aik powerful pattern Hy jis me Hamen indicating factors milty hain aik candle ki body market ki representative hoti hai aor uska opening point close point aik specific period ko show krta hai market ma zeyada information wali shaven head candlestick pattern hourly aor four hourly candlestick hain aor in ky combination sy bnny wala pattern candlestick shaven head candlestick pattern kehlata haimarket ma support and resistance bahot zarori hai is ma apko entry aor exit point decided krny hoty hain aor aoko tend ko follow krnq hota hai candlestick types ko smjh ky technical mqrket aspect ko smjhna asan ho jata hai read karny me traders ko koi problem nahi ho gi, candlestick method traders ko market ki movement key sath market trend direction ki information be provide karta hay es ley traders agar technical aur fundamental learning karty hey to us key ley ye be zarori hay key shaven head candlestick pattern method ki learning be ki jaye, candlestick chart pattern bahot hi easy chart pattern hay es ko learning karny se ham mazeed be easy bana sakty hey. candlew ko smjhna chye aor iski sari maloomat apky pas honi chyen candles ki body ki bahot prominent shakal hori hai aik bullish candle hoti hai aik bearish candle hoti hai aor in ka color by default bulliah ki white aor bearish ki black body hoti hai. perfect patterns bhi follow ni hoty but ziada ter follow ho jaty ha ab jb trader perfect patterns pe trade lagatar ha tu kbhi aisa hota k us ko loss ho jata ha wo dar jata ha aur next kbhi aisa pattern bnta ha tu us dar ki Waja se wo trade ni lait aur wo pattern bht acha follow kr jata ha aur trader afsos krta reh jata ha es lye traders ko chaye week trades pe kbhi trade na krean aur perfect tweezer and top three crows bottom patterns ko met choraen q k agr wo aik mein loss krta ha tu baqi Kai trades plus mein jati haen jis se loss recover ho jata ha.
        There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
        • #5 Collapse

          Re: sawal :shaven head cabdlestick ka function?

          Assalamu Alaikum dear friend Forex mein aap log Jab trading Karte Hain To Hamesha Market ke trend ko samajhkar trading Kiya Karen Aur candlestick Ke pattern ko bhi acchi Tarah Se dekh liya Karen Kyunki market ka trend aapko tab hi Pata chalega Jab aapko Forex Mein candle stick ke pattern Ka Pata Hoga ke candlestick pattern Kaise bante Hain aur candlestick ki shape Kis Tarah Ki hoti hai aaj Ham baat karenge shaven head candle ke bare mein ke shavan head candle Asal Mein Kya chij HaiShaven head candle stick
          Click image for larger version

Name:	IMG_20201030_174238.jpg
Views:	1
Size:	5.5 کلوبائٹ
ID:	12334969Shaven head candlestick bilkul same hammer candlestick Ki Tarah hai Hai Jis Tarah hammer candle banti hai hai aur uska head Nahin Hota isi tarah shaven head candlestick Ka bhi head Nahin HotaShaven head candlestick bearish bhi ho sakti hai aur bullish bhi ho sakti hai lekin ya aapko candlestick Dekh Kar hi pata chal sakta hai k ye bullish candlestick Hai yah bearish candlestick haiBullish shaven candlestick
          Click image for larger version

Name:	IMG_20201030_174153.jpg
Views:	1
Size:	10.3 کلوبائٹ
ID:	12334970Bullish shaven candlestick Is Tarah Ki Hoti Hai Jis Tarah ki picture main aapke sath share ki hai iska fayda ya Hota Hai ki Jab Bhi ye candle Kahin Bhi banti hai to Uske bad wali Jo candle vah Agar bullish candle Banay to market ki confirmation Ho Jaati Hai Hai Ki vah bullish hi jayegi Tu Jab aap trade kar rahe ho aur Is Tarah Ki candlestick Banay to aap Jarur isa se fayda Hota HaiBearish candlestickClick image for larger version

Name:	IMG_20201030_174210.jpg
Views:	1
Size:	10.7 کلوبائٹ
ID:	12334971Yah image bhi bearish candlestick ka hai iska fayda hota hai ki Jab Bhi yah red candlestick Is Tarah shaven head shape Mein bane agli candles se ye confirm ho jata hai ki market fully down Aane Wali Hai Aur Jab Bhi Is Tarah Ki candle banti hai to aap Aise Jarur fayda uthaya Karen aur Yahi shaven head candlestick hoti hain jinko aap chart Mein Dekhkar market ke trend ka acche tarike Se andaza Laga sakte hain aur accha profit Kama sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: sawal :shaven head cabdlestick ka function?

            Dear friends aap jante hain k Forex trading business candlesticks pattern ki bahut ahmiyat hai forex trading men sb se ziada use hone wala candle stick pattern ha is lie is k barey me awarness honi chahye g is lk lie ap k samne ak picture upload kr raha hun jis se ap ko ak candle k barey me bahoobi malomat hasil ho jay gi is me ak trader us has doranye me high low open and close level easily find kr skta ha takriban jitne bhi acche traders hai vah candlestick pattern ko hi use karte hain shaven head candlestick hammer candlestick ki tarah he hoti ha aap ke pass Agar achcha knowledge hoga aapko candlestick pattern ka complete information hon gi to aap Forex per acha kaam kar sakenge aur fayda hasil kar sakenge.
            • #7 Collapse

              Re: sawal :shaven head cabdlestick ka function?

              Click image for larger version

Name:	Screenshot_20201030-184002_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	18.0 کلوبائٹ
ID:	12334973

              Yes. Forex ma bhot sary pattern hain ye pattern agr trader note kar ley to us k lae trade ma profit hasil karna easy ho jata hai. Jo trader en pattern ko ignore karty hain wo kbi kamyab ni ho paty forex ma patterns par but blindly trade ni karni chahe. Kiu k pattern aksar ik type sy dosri type ma convert ho jaty hain or trader k lae en ma trade karna possible he ni hota. So pattern ko deeply observe karna chahe. Es pattern ma ham shaven head pattern candlestick ko discuss karyn gy.

              Shaven head pattern. Trader jb trade karny k lae market k chart ko observe karty hain to wo aksar shaven head pattern ko observe karty hain. Shaven head pattern ma trader ko market ma bullish candle b nazar ati hai or bearish b nazar ati hai. Es candlestick ki body small hoti hai or eski ik lower tail ya wick long hoti hai or eski uper side par wick ni hoti.

              Shaven pattern like hammer candle. Shaven pattern trader ko hammer candle ki tarha lagti hai. Ye bullish pattern us sorat ma nazar ata hai jb market over sold state ma hoti hai or ye bullish pattern hamy market ki support par nazar ata hai. Ese tarha bearish shaven head pattern hamy market ki resistance k pass nazar ata hai jb market over bought state ma hoti hai. Es condition ma trader ko sell ki trade lagani chahe. Ye candle jb appear hoti hai to es ka matlab ye hota hai k market ka trend change hony wala hai or trader ko market k next trend k lae ready ho jana chahe. Shaven head pattern us sorat ma zayada reliable ho ga jb trader esko long time frame ma observe kary ga. Agr trader esko short time frame ma observe karyn gy to wo pattern zayada reliable ni ho ga. .
              • #8 Collapse

                Re: sawal :shaven head cabdlestick ka function?

                Assalamu alaikum all members Aaj Ham aapko bataen ge ki shaven head candlestick ka market mein kya function hai aur yah market Mein Kyon Jaruri hoti hai Forex Mein Kam Karne Wale Tamam members Tamam candlesticks pattern ke bare mein knowledge rakhte Honge Kyon Ke market Mein maujud Ek bhi Chhoti Se Chhoti chij ko Samjho bagair trade Nahin Lagai Ja sakti market Mein maujud patterns Mein Bahut Si candlesticks bante hain aur yah candlesticks Hamesha Ek dusre se different hoti hai aur Hamesha different hone ki vajah Se Har EK candlestick Hamen different information provide karti hai aur candlesticks ki provide ki Gai information ki madad se Ham market Mein aasani ke sath trade Laga sakte hain

                ISI Tarah shaven head candlestick market mein bahut important rule play Karti Hai market Mein trade open karne wale Tamam traders is candlestick ko use karte hain patron Mein banne wali Tamam candlesticks ka head Hota Hai Lekin shaven head candlestick ka head Nahin Hota candlestick dusri Tamam candlestick se bahut jyada different hoti hai aur yah bahut jyada healthful hoti hai Har trader ke pass Tamam candlesticks ka knowledge Hona chahie Kyunki yah candlesticks market mein bahut jyada important hoti hai Agar Ham Apne trade Mein candlesticks Baton ko use karte hain to is se Ham acchi Tarah Se trade Laga sakte hain aur ek Lagai Gai acchi trade se ek accha profit bhi Hasil kar sakte hain achha profit Hasil karne ke liye mehnat karne ke sath sath market Mein maujud Tamam rules ko follow karte hue trade Lagana bhi zaroori Hota Hai agar Ham candlesticks Ko Nahin samajhte isko Samjho bagair hi trade open kar lete hain To Ham market ke rules ke against work Karte Hain lekin Hamen market ke rules ko follow karte hue market Mein trade open Karni chahie Tamam patterns Aur candlesticks Ka knowledge hone ke bad market Mein work karna chahie Agar Forex Mein Kam Karne Wale Tamam members achi earning Hasil karna chahte hain to unhen chahie keva market ke rules ke against work na Karen rules ko follow karte hue aur pure knowledge or experience ke sath kam Karen
                • #9 Collapse

                  Re: sawal :shaven head cabdlestick ka function?

                  Dear member Apne bahut acche topic ko Hamare Sath share Kiya Hai Shivan head candlestick Ek pattern hai Forex trading ke Business mein bahut se pattern maujud hote hain Hamen in pattern ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie yah pattern Aksar Ek type se dusri type Mein convert Hote rahte hain Forex trading ke Business mein Shivan had candlestick pattern ki bahut jyada importance hai Hamen Shivan had candlestick pattern ko properly understand karna chahie

                  Forex trading ke business Mein Jab Hamen sabse Jyada profit apni trading Mein Milta Hai to use profit Ki Sabse Badi vajah yah candlestick hi hote hain isliye Hamen candlestick ko kabhi bhi avoid nahin karna chahie Hamen ine candlestick ke related Achcha knowledge Hona chahie tha ki Hamen candlestick ko Chitra se apni trading Mein istemal Karke apni trading Mein Hamesha Achcha Se Achcha result Hasil kar sake trader Jab market Mein trading karne ke liye market ke chat ko observe Karte Hain Tu va Aksar aukat Shivan had candlestick pattern ko hi observe Karte Hain because yh ek bahut hi Achcha petren hai Sivan head candlestick pattern Mein trader ko bulish candle bhi Najar Aati Hai aur Paris candle bhi Najar Aati Hai bullish or bearish candle Bhi Ek bahut hi acchi candle hai

                  Forex trading ke business Mein Jab Ham is pattern ko istemal Karte Hain To Hamen apne business Mein Ek large benefit Hasil Hota Hai Sivan head candlestick bilkul Hamare candle Ki Tarah Dikhai Deti Hai Jis Tarah hammer candle banti hai hammer candle ka head Nahin Hota Is Tarah Se Siwan head candlestick pattern ka bhi head Nahin Banta Agar Ham market Mein successful trader Banna Chahte Hain To uske liye Jaroori hai Ham market Mein maujud Tamam pattern ko clearly samajhne ki koshish karen
                  • #10 Collapse

                    Re: sawal :shaven head cabdlestick ka function?

                    Shaven Head Candlestick
                    Click image for larger version

Name:	Screenshot_2020_1031_004118.png
Views:	1
Size:	14.0 کلوبائٹ
ID:	12334982
                    Shaven Head Candle Same Hammer Candle stick Ki Tarha Hoti Hai Matlab K Aisi Candle Jis ka Head Na ho Aur Long Tail Ho Woh Shaven Head consider Ki jati hai
                    Tab Isay Bullish Trend consider Kiya Jata Hai
                    Trend
                    shaven Candle Ka trend malooom karne k liye Hamen 2 cheezen DEKHNI parti hain Ik opening Tim Aur Ik closing Time
                    Agar Price Opening time se oper h To trend bullish Banay Ga .Aur Agar price opening time se down ho to bearish trend Hoga. Jaisa Ke neechay Picture Mein Show Kar raha Hun mein High price Aur Low Price
                    Click image for larger version

Name:	Screenshot_2020_1031_003506.png
Views:	1
Size:	42.6 کلوبائٹ
ID:	12334983Colours
                    Shaven head candles ko pehlay black And White Mein show Kiya Jata Tha Lekin Aj kal Green And Red mein show kiya Jata hai.
                    Click image for larger version

Name:	Screenshot_2020_1031_002603.png
Views:	1
Size:	17.7 کلوبائٹ
ID:	12334984
                    Last edited by ; 31-10-2020, 12:54 AM.
                    Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
                    • #11 Collapse

                      Re: sawal :shaven head cabdlestick ka function?

                      Walekum assalam ji Bhai aapane kafi detailed information hamare sath shahar ki hai no doubt shaven head candlestick pattern ki bahut z the importance hai Forex trading main kyon kiya kar aap iske related proper market information hasil nahin karenge to aap kabhi bhi achcha profit nahin Kamal sakte achcha profit kamane ke liye aapko candlestick patterns ke bare mein proper study hasil karni chahie iske related main aapke sath kuchh information share karna chahta hun

                      SHAVEN HEAD CANDLESTICK :

                      is candlestick mein aap kaun Jo candlestick najar aaegi uska opening niche hoga aur uska closing upar hoga aur agar vah ek simt mein jaati hai to vah hamesha FIR usi e friend ko follow karegi ya yah bullish bhi ho sakti hai aur bearish bhi ho sakti hai donon aapko mil sakti hain yah aapko market mein market trend ke bare mein batati hain ki ab market trend bullish rahega yah barish rahega to aap apni trade koshish aap charges karte hain aur acche se accha profit kamate Hain kyunki aapko jab bhi confirmation milegi aur agar aap uske bad hi market metri lenge to abhi easily acche se accha profit Kama sakte hain agar aap a Gaya entry liye bagair market ko jaj kiye market mein entry lenge to fir aapke liye masala ho sakta hai

                      isme agar aapke pass bole scandal banti hai to uski confirmation ya hogi ke uska niche wala Shadow kam hoga aur market uptrend mein jayegi aur aapke pass English scandal banegi jisse aapko confirmation milegi ki yah ek bullish shaven candlestick hai

                      aur ISI tarah agar aapko ek market najar aati hai jiska opening upar tha aur uska closing niche tha aur uski uparwala Shadow bilkul kam hai aur niche ek long stick body hai to aapko samajh Jana chahie ki yah ek bearish shaven head candlestick hai
                      • #12 Collapse

                        Re: sawal :shaven head cabdlestick ka function?

                        Market Mein different pattern maujud hote hain Hamen in pattern ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie tha ki Hamen patron ko market Mein acche tarike se use kar sake aur acchi kamyabi Hasil ka Sach Hai Hamen market Mein in patron ko acche tarike se samajhna chahie aur ine kutton ke bare mein Apne study ko properly complete karna chahie kabhi bhi market Mein pattern koi nahin karna chahie market Mein jitne bhi Titan hote hain yah Hamari trade ke liye helpful sabit Hote Hain isliye Hamen ine ko acche tarike se learn karna chahie

                        Sivan head candlestick pattern market mein bahut jyada important pattern Hota Hai Hamen Shaven had candlestick pattern ko acche tarike se observe karna chahie Hamen kabhi bhi isko ignored nahin karna chahie is pattern Mein hamen candlestick bullish bhi Najar aati hai aur Barish bhi Najar Aati Hain is candlestick ki body small hoti hai bullish pattern Hamen market Mein Sports per Najar Aata Hai direction shaved head candlestick pattern Hamen resistance ke pass Najar Aata Hai shaven head candlestick Hamar candle Ki Tarah hoti hai Shaven head candlestick ka head Nahin Hota

                        Market Mein jitne bhi pattern hote hain Hamen pattern ko acchi tarike Se samajhne Ki Koshish karne chahie Hamen an pattern ke bare mein experience or knowledge kaun ho bahut jyada important hota hai Hamen in pattern ko apni trade main use karna chahie iski help se Ham market Mein acche tarike se trade Laga sakte hain Achcha profit Hasil kar sakte hain Jo trading pattern ko acche tarike se nahin samajhte vah market Mein Kabhi Bhi acchi kamyabi Hasil nahin kar sakte
                        • #13 Collapse

                          Re: sawal :shaven head cabdlestick ka function?

                          shaven head cabdlestick function ka use hi kia jta hy selling KarengeJyada Se Jyada mein upload karne par se aap Kamyab ho sakte hain aur Achcha Kesarke Ek acchi earnings Hasil karne Ke Kabil banaa Saken aapki mehnat aur Achchachange hello aapko Kamyab banata hai aapko chahie Jyada Se Jyada time shopping for and selling coDen Mein Hath Karen Taki aap acchi incomes karne Ke Kabil banaa Saken Jo logbuying and selling Mein mehnat Nahin karte unko Jyada loss hota hai aur vah Kamyab Nahinho sakte isliye aapko chahie ke mehnat se kam Karen Jyada Se Jyada time shopping for and sellingko de aur Achcha change Karke Ek Achcha income Hasil karne tecncial evaluation kofallow kiye bhagir hummai display kartye hain kay ap es mai ab change kis tarhalaga patye hain jub kay fundimental bhi aisye he hotye hain dono ka maqsad aikhe hota hai tu ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath kartye hain tu apes mai kamyab zaroor ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai anylsis kayhisab say kam.kartye hain tu ap es i log information fekrecords kya hoti hai Tu Jab aap Kisi social media par istemal karte hainTelegram ka istemal karte hain ya FIR WhatsApp ka istemal Karte Hain To aapaneUdhar bahut jyada commercial Dekhi Hogi the the Forex market market shopping for and selling ke associated ke AapHamare byskip Aaye Ham aapka account control Karenge 50 ,50 income ke upar to yahEk bahut Bade frethe Forex market market shopping for and selling ka expertise Nahin hoga to isliye agaraap ismein kam karna chahte hain aur kuchh Paisa Kamana Chahte Hain To aapkochahie ki aap khud the the Forex market market shopping for and selling ka Jyada Se Jyada expertise hasil Karen aurKhud Se mehnat Karen yah Ek Aisa enterprise hai jismein aap Agar mehnat KarteHain To ismein aap apne ghar mein baith kar Kisi bhi waqt limitless incomesHasil kar sakte hain ipehlay aur kaam ok douraan agar ham amrkeet with foretell disaster bhi zarur narrative kerna chahiay American asseverate Bruise manor center enhancement beloved advanced Zealand municipal area betterment ker chuki hoti hai tou take a look at U-turn ky department bhi
                          • #14 Collapse

                            Re: sawal :shaven head cabdlestick ka function?

                            candlestick pattern chart se hum agar sahe tarah se faida hasil karna cahte hain to hgamen is main every time active rehna ho ga q ke yeh business hae bhe esa is main jitna zayada ap active rehte hain apne kam main marjet ke touch main rehte hain to apko bhe is main utna he faida hota hae bas is waja se hamen bhe is main kam kar lena cahiye is main hamen cahiye ke hum in ke functions ko jan ne ke koshish karte hain is main hamen jese he yeh pattern create hota hae is main hamen ache tarah se kam karne ke liye is main mehnat karne hote hae hum jab is main sahe tarah se ache tarah se kam kar jate hain to hum is main success hasil kar he jate hain bas hamen is main ab in se sahe tarah se faida hasil karne ke liye is main mehnat karne ho ge take hum bhe to is main ache trading kar sakne lakin is ke liye bhe apke pas ache knowledge ka hona zarori hae jitna zayada apke pas knowledge hota hae ap is main utna he successful to ho he sakte hain or ap is main utna he kamyab ho jaya karte hain hamen bas cahiye ke hum is main ese he kam karte rahen ache se jitna ache tarah se hum is main mehnat karte hain acha kam karte hain hamen bhe utna he is main faida hota hae or hum bhe yahan se bahut kuch gain karne main ho jate he hain kamyab bas hamen ache se is main mehnat ko sahe tarah se time dena ho ga tab he to hum kuch hasil kar sakte hain take hamen kuch gain ho sake or hum is main successful ho saken yahan se
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: sawal :shaven head cabdlestick ka function?

                              AOA dear friends , Forex trading mein Jab Ham chart pattern ko use karte hain apni trading ke liye To us mein hamen bahut sare candles nazar aate Hain Jo hamari trading ka status show kar rahe hote Hain dear friends in mein se aik candle ko shaven candle kaha jata hai aur yah just like hammer candlestick ki tarh hota hai dear friends candle ki is shape mein candle ka koi head nahin hota aur friends yea candle bullish or bearish pattrens per consists karta hea aur ismein ek small body hoti hai,, is candle ki ek small badi hoti hai Jo ke candle ke high per hoti hai aur lekin iska Koi head nahin hota just ek lambi train hoti hai aur agar aap dekhe Hain To yah bilkul hammer candlestick pattern Ki Tarah hi hoti hai Hammer candle aik hammer type shape ki banni hoti ha jab bhi ye candle banti ha ye reverse ka kaam karti ha mean ye chart k low janib mei jahan bearish trend chal raha hota ha wahan banti ha aor wahan se market ko bullish karwanay reverse pattern bnanay ka kaam karti ha. eska shadow long ho aur ye body se 3 gunna barra hota ha hum esko hammer candle kehtay hain. Hammer candle ka use trading mei most important ha matlab Hammer candle har trader k liye bohat eham hoti ha chahay ye candle H1 time frame mei ho ya H4 mei ya D1 mei sab mei iski value bohat zyada ha magar sab se popular use eska H4 pe keya jata ha maximum time eska result best hota ha jab bhi ye chart mei banti ha market wahan se apna trend bullish mei ley ati ha magar humay stop loss k sath bhi candle pe trade karni chaiye Hammer candle ko bohat important kaha jata ha aur trader k liye ye aik serious candle hoti ha jispe wo apni trade position leta ha dear Forex members Agar of candlestick kya hota hai usko samajh Kar aur unki types ko samajh Kar trading karenge to aapko bahut hi aasani hogi apni trading ko samajhne ke liye aur yah candles kis varg kaun sa pattern banaa Rahi hoti hain aapko yah bhi e jaaney mein bahut hi madad milegi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X