agr dollar ka rate increase ho ga to gold ka rate kya ho ga?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    agr dollar ka rate increase ho ga to gold ka rate kya ho ga?
    Assalamualikum frnds mera ajj ka sawl yahi k ha agr dollar ka rate bhrta ha to gold per kya asar parta ha.
    mery lahaz sy to yahi k jb dollar ka rate bharta ha to phr gold ka rate b bharta ha please share your thoughts
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: agr dollar ka rate increase ho ga to gold ka rate kya ho ga?

    Walekum assalam dear aapane bahut hi technical question share kiya hai no doubt Jab aap Gold per trading kar rahe hote hain to ismein aapko US dollar se closely attach Rahana chahie Kyunki ine ka aapas mein negative correlation Hota Hai. Dear agar aap US dollar score increase Hota observed Karte Hain To is situation Mein gold ki prices decline hongi aur Agar gold ki prices up jaane ka chances Hai To Aisi situation Mein US dollars week ho sakta hai.

    Dear members Jab aap Forex trading Mein kam kar rahe Hote Hain To Aisi situation main aapko different currency pairs aur different commodities Ka aapas Mein relation Pata Hona chahie Kuchh Aisi currency pairs aur commodity Ka aapas Mein positive correlation hota hai aur kuchh Aisi currency pairs aur commodities Hai Jin Ka aapas Mein negative correlation hota hai Kyunki Jab aap Forex trading se related apni decision-making complete kar rahe Hote Hain To Aisi situation main aapko correlation bahut jyada important indication provide kar sakti hai aur aapki decision-making perfect ho sakti hai.

    Dear jab aap apni learning complete kar lete hain aur different currency pairs aur different commodities Ka aapas Mein correlation pata kar lete hain To Aisi situation main aapke liye trading Aasan ho sakti hai Jab aap Ko Kisi Ek important currency pairs commodity se related fundamental approaches milane ke bahut jyada chances hote hain to aap Uske against Kisi bhi dusri currency pairs aur commodities ke correlation ki basis per decision making kar sakte hain aur apni trading co profitable banaa sakte hain.
    • #3 Collapse

      Re: agr dollar ka rate increase ho ga to gold ka rate kya ho ga?

      Yes. Forex trading ma trader 2 kisam k pair or commodities ma zayada invest karty hain. Trader jb dakhty hain k usd strong ho rha hai to wo es ma invest kar lety hain or jb gold ki value increase hoti hai to trader es ma investment kar lety hain. Es topic ma ham usd dollar or gold k relation ko mazeed discuss karyn gy.

      When Gold and usd dollar are in inverse relation. Usd dollar jb increase hota hai to gold ki value decrease ho jati hai kiu k gold k investor gold sy investment ko nikal kar dollar ma invest kar dety hai. Secondly jb gold strong ho to trader to usd dollar sy apni investment ko nikal kar gold ma invest kar dety hain. Jis ki waja sy gold mazeed strong hota hai.

      When Gold and usd dollar are in direct relation
      . Jb marker kisi effect hoti hai jesa k virus k effect ma ya phr news k effect ma hoti hai to trader ko market ma gold or dollar k relation ko predict karny ma bhot problems hoti hai. So es condition ma aksar asa dakhny ma ata hai k market ma gold or usd dollar aksar direct relation ma move kar rahy hoty hain. Trader ko hamesa en par trade sy pehle ye note kar lena chahe k market kisi effect ma to ni hai es k lae trader ko news ko observe karna chahe. Jo trader forex ma news ko ignore karty hain wo kbi kamyab ni ho paty. So trader ko news ko prefer karna chahe. Agr market kisi outer effect ma na ho to trader ko usd dollar or gold ko inverse proportion ki base par trade karni chahe. Jb market kisi effect ma hu to phr trader ko en par direct relation ko consider kar k trade karni chahe.
      • #4 Collapse

        Re: agr dollar ka rate increase ho ga to gold ka rate kya ho ga?

        Agar dollar ka rate increase ho jaaye to definitely gold ka rate down hota hai gold and dollar Ka aapas mein anniversary relationship hai jisko strong negative relationship kha ja sakta hai; America mein uncertainty hai jiski vajah se dollar Kabhi strong ho raha hai kabhi bhi kho jata hai answer 1080 hai isliye agar aapane dollar per trading karni hai to aapko specially step by step stop loss and take profit college me use karna hoga tab aap kamyab ho sakte ho otherwise aapko heavy loss ho sakta hai major currency pairs member violation ho sakti hai so aapke liye important hai ki aap step by step Apne account ko manage karo aur responsibility ke sath reading karo real trading member independent trading techniques use karte hue aapko trading karna hogi. aapko maloom hai ki kuchh trading instrument strong positive correlation rakhte Hain jab ke kuchh currency pairs and instruments aapas mein negative correlation rakhte Hain inka behaviour time to time change hota rahata hai sustain Nahin rahata hai reliable consistent term and conditions of dekh sakte ho members mostly humne observe Kiya hai ki crude oil and gold yellow metal inka inverse relationship hota hai crude oil strong ho raha ho to gold mostly bich aur han hota hai but at the same time now a days crude oil ki price is be down ja rahi hai aur gold slowly slowly getting down ho raha hai trading members humne a fundamental technical and sentimental analysis ko understand Kiya aur market ke behaviour ko jarur Kiya ham yah predict kar sakte hain ki kaun sa currency per strong hai aur kaun sa currency pair week hai.
        Forex trading market mein koi bhi prediction mostly from Nahin Hoti hai time to time change hoti rahti hai jab bhi aapko trading ke liye technical fundamental and growing trading instruments co follow karna hai aur trading members humne understand kar liya hai ki agar ham difficult reading decision milenge to ham kamyab ho sakte hain otherwise hamare liye problem face karna pad sakti hai trading ke liye hamare pass growing techniques honi chahie iske alava ham successful Nahin ho sakte hain.
        Trading market main aapko loss hota hai to usko recover karne ke liye aapko straight jise maloom honi chahie aur aapko yah bhi maloom Hona chahie ke kaun sa trading pair kis trading pyar ke relationship mein hai.
        • #5 Collapse

          Re: agr dollar ka rate increase ho ga to gold ka rate kya ho ga?

          Forex market main kai pairs ka apas main directly correlation hay ye correlation negative ya positive hota hay. Is liye hamain in kay correlation ko samjhty huye behter trading ka moqa mil sakta hay.

          Gold vs USD correlation.
          Gold aur USD Index donon he major pairs hain. Jis waja say in pairs kay hamain up and down hony ki wajoohat ka ilam hona chahiye. USD ki value ziada hony ki waja say Gold auto per kam hota hay q keh forex main aik pair XAUUSD hay jis ka matlab hay keh gold vs usd, ab yaha per ye understood si bat hay keh jab gold up hoga to usd kam hoga aur usd kay up hony say gold ka rate kam hoga.

          Reasons of value change in USD.
          Kai aisy economic indicators hain jinka directly impact forex market per parta hay. Laikin iski main waja USD ki value main kami ya ziadti hoti hay. NFP kay positive hony ki waja say USD auto pe up jata hay laikin iski waja say Gold kay stock ki value main kami daikhny ko ati hay. Is tarah ager NFP news negative ho to phir iska USD per negative impact parta hay, inflation rate kay barhny ki waja say USD devalue ho jata hay. Aur youn usd index nichy ana shuru ho jata hay jab keh isky sath he gold pair main appreciation a jati hay aur gold ki price aur rate up jana shuru ho jaty hain.

          Precautions.
          Gold ya usd index agarcheh apas mai negative correlation rakhty hain. Laikin aksar aisa bhi hota hay keh USD index aur XAUUSD same side per jaty rehty hain jiski waja traders ka market per arzi pressure hota hay aur woh is tarah market per havi rehty huye market ko control kiye rakhty hain.
          • #6 Collapse

            Re: agr dollar ka rate increase ho ga to gold ka rate kya ho ga?

            AOA dear friends , Forex trading mein bahut sare currency pairs aur commodity pair hote Hain Jin par traders trading kar rahe hote Hain aur accha profit Hasil kar letey hain aur agar Forex trading mein gold aur dollar ki trading ki baat ki jaaye to dear friends aap ko yah pata Hona chahie ke
            Is waqt world mein do hi aise trading pair hean Jin per trading karna bahut hi risky job hai kyunki ine donon ka taluq aapas mein inverse reaction create karta hai ya Agar forex ki zuban main kahenge to negative correlation hota hai ine donon ke darmiyaan aur Agar ek ki price up Ho jaati hai tu dusre ki price automatically down hona shuru Ho jaati hai aur dear friends agar ,dollar ki price Kam ya zyada hoti hai to us sey gold ki price bhi bahut zyada up/down hoti hai aur Iske alava bahut saray major currency pairs main bhi kafi variation hoti hain aur yah sab ka sab sirf dollar ki kimat increase or decrease hone ki vajah se hota hai dear friends dollar ki kimat bharane se hamare apne mulk ki ki currency bahut zyada down Ho jaati hai Agar dekha jaaye to dollar Hamari economy per direct effect karta hai aur doller market se hota hai per yeh mulk ki economy pr b asar dhaal ta hai jese dollar ka rate manhgha hony say direct market say hota he or ess say bilkul ghreeb admi mutaser hota he dear Forex members forex trading main sub say ziada trading US dollar par hoti hai forex trading main agr koi bhe trader start main investment karta hai to wo trading main hamesha dollar par trading karta hai aur apany profit kay lye wait karta hai forex trading main dollar par ziada trading hoti hai
            • #7 Collapse

              Re: agr dollar ka rate increase ho ga to gold ka rate kya ho ga?

              dollar ka rate brhjay to gold ka rate aur Hamen ismein lalach ko leave alone everywhere wean parts immigrant karna chahie Kyunki lalach Mein Aakar bhi luck kar lete hain aur FIR Phony go away from hokar swap karna rouse kar dete Hain In consequence whereof Mein Hamesha mischance ho jata hai agar repeat saber Ke Sath kam Karenge To Hamen ismein luck Jyada Nahin Hoga balke isme agar Histrionic Sabar se kam Naive Le To Forced Kabhi Kamyab Nahin ho sakte Hamen koshish karni hai ki Forex switching concern mein effort se switching Karen aur The rotation mein away nearly ka vate Karen Jitna Jyada Phoney transfer ka enquiry karte composite Karenge utna isiliye Spectacular Se Achha accounting Hasil kar sakte hain isiliye bodies koshish karen ki Hamesha Apne calibrating ko kyon rakhte Redden swapping Karen Agar Repertory Sabar se kam naive Le aur overtrading Karen aur Reciprocation ka analyse naive Karen kam kabhi bhi traffic se Accha consequence Hasil nahin kar sakte an aur Hamen Hamesha Lo uska Samna karna padega Apne casualty ko provide fro karne ke liye sabse kam karna bahut jyada Jaroori Hai koshish karen ke dealing Karnal on hold Karen aur The Bourse ki put ko Dekhte Badge card changing Karen Jo dealers apropos respect to perusing karte hain aur ho sakta hai aur usaa. aapko bahutjyada nuksan ho sakta hai agar Is Tarah Ki assert of act Ho jismein aapke byskipbahn Ho Jaati explanation timet extremist month monday se stand up ho raha hai marketplace ka weekrnd all fitting nauseous first kapehla waste hai aur agar repertory innovative monthik plan bana lena chyae kun passable weekend not in good ap regard probe into aik dafamarketplace sufficient estimation karty hai to aus mai ap ko ye pata chal jta hai all right ap ko xchanges Agar Tod se nuksan mein jaati haivah usko close kar dete Hain Taki Unki agent in sync just about Jyada nuksan naive Ho Aur Unkaaccount put Rahe Magar Jo philistine tradesman hota hai vah apni spokeswoman Ko nuksan Mainnear karna message Nahin Samita aur iski vajah se vah apne pecker in sync yon KafiJyada nuksan kar deta hai aap is hoop-la center mein agar restaurant check ko cloak haibahut jyada word- drum enterprisemay over clients ki chahiye kay ake wakat may additionally ake good wishes facility genuine kernay aur entirety lengthchota appropriately karay to bohut faida
              • #8 Collapse

                Re: agr dollar ka rate increase ho ga to gold ka rate kya ho ga?

                Walekum assalam dare aj Apne Hamare Sath bahut hi perfect question ko discuss Kiya hai Gold per trading karne ke liye Hamen Achcha knowledge Hona chahie Jab hamare pass Achcha knowledge Hoga To Ham Gold per trading isliye hokar kar Sakenge aur Achcha profit Haasil kar Sakenge Jab Ham cold per trading kar rahe ho To Hamen is USD dollar se completely Taur per attach Rahana chahie Forex trading ke Business mein Hamen is chij per Jyada observation karna chahie USD dollar Jab increased Hota Hai gold ki value decrease Ho Jaati Hai

                Gold or USD index donon hi major pier hai USD ki value Jyada hone ki vajah se gold outu Par bahut kam Hota Hai Hamen bahut jyada deeply understand kar lena chahie gold ki price value aur United state dollar ki price value Main Ek negative correlation hai gold ki value decreases Aane Se United State dollar ki price Hamesha increase hi Aati Hai

                Jab ham Forex trading ke business Mein kam kar rahe ho To Hamen chahie ki Ham different currency pair or commodities kya apass mein relation Ka Pata Hona chahie aur kuchh Asi currency pair aur commodity Jinka apas Mein negative correlation Hota Hai Jab Ham Forex trading ke Business mein kam kar rahe ho To Hamen correlation ke related complete information honi chahie Tak Ham positive correlation aur negative correlation Ke Darmiyan Fark ko acchi Tarah se jaan payen

                Agar Ham friends trading ke business Mein Ek successful trader Banna Chahte Hain To uske liye Jaroori hai ki ham Hamen currency Pairon commodity ke related Achcha knowledge Hasil karna chahie Hamen fracturing ke Business mein Hamesha acche tarike se kam karna chahie Jab Hamara kam acchi quality wala Hoga To Hamen Apne is kam ka Hamesha Achcha reward Milega fracturing ke Business mein Hamen Hamesha acche knowledge ke sath kam karna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: agr dollar ka rate increase ho ga to gold ka rate kya ho ga?

                  Market Mein Jab dollar ka rate increase hota hai to gold ka rate decrease ho jata ha dollar or Gold ke relation ke bare mein hamare pass Achcha experience or knowledge Ka Hona bahut jyada important hota hai Hamen Iske bare mein study ko properly complete karna chahie tha ki Hamen se acchi information Hasil kar Saken Hamen Iske bare mein completely learning Karni chahie Jab ham Jyada learning Karenge To Ham Iske bare mein acche information Hasil kar Payenge trader ko market mein gold or dollar ke relation predict karna bahut jyada problem ho sakti hai

                  Market Mein Aksar Ham dekhte hain gold aur dollar Akshar direct relation mein move kar rahe Hote Hain Jab Ham market Mein dollar per trade karne lage to hamare pass Achcha knowledge hona chahiye gold Ek Aisi commodity hai hai ismein Jab bhi price change hoti hai ismein different currency pair price ki value bahut jyada change Ho Jaati Hai Jab market Mein gold strong ho Tu trader ko is Dollar se apne investment nikalkar gold Mein invest kar dete Hain Jiski vajah se gold satrong ho jata hai

                  Market Mein trade Lagate Hue different currency pair maujud hote hain Hamen in currency pair ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie tha ki Ham currency pair ko acche tarike se use kar sakte hain market Mein trade Lagate Hue Hamen Hamesha Soch samajhkar trade Lagani chahie Jab Hamen market ki samajh a Rahi Ho To Hamen market Mein Apni trade open Karni chahie Jab Hamen market ke samajhna a Rahi Ho To Hamen market Main trade open Nahin Karni chahie Kyunki se Ham market Mein acchi kamyabi Hasil nahin kar sakte hain

                  Jo Bhav market Mein trade Laga Rahe Ho To Hamen Apne trade per focus Rakhna chahie Hamen Hamesha active ho karTrade Lagani chahie apni trade Mein confused bilkul bhi nahin Hona chahie aur Nahin apni trade Mein lalach karna chahie aur Nahin jaldbaji Karni chahie is ham market Mein acche advantage Hai se nahin kar sakte aur na hi acchi success Hasil kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: agr dollar ka rate increase ho ga to gold ka rate kya ho ga?

                    My dear friend forex trading main boht se ayse pairs hain jo aik dosry k sath attach hain or aik dosry k hisab se apni movement change karty hain es liye ayse pairs jo aik dosry k sath attach hain tu sub ko chahye k wo un sub pairs main updates rakhen or news ko bhi follow karen q k aghr aik ki movement change hoti hai tu jo attach pairs hain n ki movement bhi change ho skti hai esi trha hum forex ko achi trha se andle kar skty hain

                    ab hum bat karty hain US dollars or GOLD pair main jo bat common hai wo yah hai k aghr gold ki price increase ho rahi hai tu dollar ki vale dwon ho jay gi or esi trha he aghr gold ki value down ho rahi hai tu US strong ho jay yah aik dosry se opposite main movement change karty hain aghr aik down main hai tu second pair ki jo movement hai wo strong ho jay gi

                    forex trading k business main kamyab hony k liye zarori hai k hum forex market main news ko watc kar k apni trading karen q k news ki boht ahmiyat hai forex main jis main hum achi trading kar skty hain q k news se he humain market ki movement k bary main pata hoga tab he hum forex main achi trading kar skty hain or kamyab ho skty hain q k jub tak hum forex main achi trading karengy tab he hum forex main kamyab ho skty hain or acha profit lay skty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: agr dollar ka rate increase ho ga to gold ka rate kya ho ga?

                      assalamu alaikum my dear all Forex member member Agar dollar ka rate and carried hoga gold ka rate kya hoga Iske bare mein aaj Ham discuss karenge dear pahle to job dollar increase Hota to gold hi sath increase ho jata tha lekin gold Iske opposite ho gaya hai bilkul gold Jab aap jata Hai $2 ki price Agar dekhi jaaye to Dala down Hota Hai ko US dollar se closely attach Rahana chahie Kyunki ine ka aapas mein negative correlation Hota Hai Dear agar aap US dollar score increase Hota observed Karte Hain To is situation Mein gold ki prices decline hongi aur Agar gold ki prices up jaane ka chances Hai To Aisi situation Mein US dollars week ho sakta hai Dear members Jab aap Forex trading Mein kam kar rahe Hote Hain To Aisi situation main aapko different currency pairs aur different commodities Ka aapas Mein relation Pata Hona chahie Kuchh Aisi currency pairs aur commodity Ka aapas Mein positive correlation hota hai aur kuchh Aisi currency pairs aur commodities Hai Jin Ka aapas Mein negative correlation hota hai Kyunki Jab aap Forex trading se related apni decision-making complete kar rahe Hote Hain To Aisi situation main aapko correlation bahut jyada important indication provide kar sakti hai aur aapki decision-making perfect ho sakti haibDear jab aap apni learning complete kar lete hain aur different currency pairs aur different commodities Ka aapas Mein correlation pata kar lete hain To Aisi situation main aapke liye trading Aasan ho sakti hai Jab aap Ko Kisi Ek important currency pairs commodity se related fundamental approaches milane ke bahut jyada chances hote hain to aap Uske against Kisi bhi dusri currency pairs aur commodities ke correlation ki basis per decision making kar sakte hain aur apni trading co profitable banaa sakte hain aisa nahin hona chahie Jab Dala week hoga to gold ko weak hona chaie
                      • #12 Collapse

                        Re: agr dollar ka rate increase ho ga to gold ka rate kya ho ga?

                        walekum assalam ji Bhai aapane bahut hi achcha question poochha hai aur coffee achcha question our discussion ke liye jab bhi Forex trading main aapke dollar ki price aap hoti hai yah Don hoti hai matlab agar aapka dollar market mein strong hota hai yah week hota hai to uska har currency pair par Koi Na Koi effect padta hai kyunki aap international trade Jo kar rahe hote hain vah aap dollar mein kar rahe hote hain kyunki dollar international currency yah to jab bhi dollar strong hota hai yah week hota hai to uska kisi Na kisi currency per har commodity per Koi Na Koi effect padta hai to gold per Dala ka kya effect padta hai uske related main aapko kuchh information provided karna chahta hun

                        Dear jab bhi Forex trading mein dollars from hota hai to to use commodity ki ki sale jyada Ho jaati hai kyunki jab bhi aapke pass international currency mein price padati hai to bahut se log Forex trading mein usko sel karte hain kyunki uski price dollar ki strong ho rahi hoti hai

                        aur jab bhi dollar ki price weak hoti hai yah dollar week hota hai to usse gold ki price bahut jyada padati hai aur bahut sare log dollar purchase karte hain gold purchase karte hain aur acche se accha profit kamate Hain isiliye aapko bhi news per jyada concentrate karna chahie aur jab bhi market mein news aaye usko lajmi read Karen aur usko read karne ke bad hi Forex trading mein entry len kyunki agar aap usko proper read nahin karenge aur read Karen bagair Forex trading manthri karenge to possible hai kya aapko loss Ho
                        • #13 Collapse

                          Re: agr dollar ka rate increase ho ga to gold ka rate kya ho ga?

                          Assalamu Alaikum dear Forex member Agar dollar ka rate aap Jayega To gold bhi ab Jaega Kyunki aaj kal Sare pair Gold ke sath movement kar rahe hain isliye Ye aap aap ismein kam karte hue market per focus Kiya Karen aur Market bag Diya Karen
                          • #14 Collapse

                            Re: agr dollar ka rate increase ho ga to gold ka rate kya ho ga?

                            Assalam o Alaikum g dear forex me gold prices USD index Kay against move krti Hy donk apas me totally opposite move krti hen is USD index ki price kam hoti hai tab bhi ye hai kay ap nay acha kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap doller pay kam karain kiyu kay es mai ap ka kam kafi easy ho jata hai aur ap es mai kafi acha kam kartye hain aur bad mai ap es mai kamyab bhi ho jatye hain tu ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam karain gaye tu ap es mai kamyan hun gaye jub kay ager ap es mai acha kam he nhi kar patye hain tu ap es mai kabhi kamyab nhi hotye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam dil laga kay acha karain aur ap ka kam hai kay ap market mai acha kam karna chatye hain tu ap doller pay nazar rakha karain ager ap ko doller ksy barye mai maloomat ho jatye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap bad mai es mai acha kam kar kay ap kamyabi patye haim kiyu kay doller aur gold mai kafi connection hai aur ye aik durye kay kafi opstive side pay move kartye hain aur ap ko es mai faida ya muqsan daitye hain tu ap ka kam hai kay ap nay bhi es mai acha kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap esai doller pay zayda acha kam kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hsin tu ap ka kam hai kay ap es mai dil laga kay acha kam kiya karain ta kay bad mainap kaliye masla nhi banta hai aur ap es mai acha kam kar kay kamyab ap ho he jatye hain tu ap ka acha kam ap kaliye kamyabi hai gold ka apas ma inverse ya opposite relation hota ha aur dono ki prices aik dusray sa is tarah vary karti hain k jb dollar up move karta ha to gold ki price downward jati ha aur jb dollar down jata ha to gold upword move karta ha, istarah market ma inki fluctuation hoti rehti ha, international market ma gold ki keemat dollar par depend karti ha, gold ki prices ma utar charhao iski supply aur demand ki waja b ati hain, jb gold ki demand market mein kafi ziada ho jati hain to iski prices b increase ho jati hain aur jab gold ki price ma kami ati hai to is time per bhi iski prices bahut ziada irregular hona start hoti.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: agr dollar ka rate increase ho ga to gold ka rate kya ho ga?

                              dear Forex me Gold ki price or dollar ki price main opposite hoti ha jab bi gold weak hoti ha to us k pechy reason USD index ka strong hona hota ha is ley humy gold main trading karny sy pehly USD index k analysis karny chae han hum jtny ache analysis karny to utny behtar trading kar saken gy jab tak humy confirm movement ka pata na chal jay to humy sabir karna chae ha gold pe bi asar hota ha is ley humy ziada behtar planning or strategy bana k gold aik metal hai Jab KY dollar aik currency hai aksar ye dekha gaya hai ky dono aik dosre ky against move krty hain lekin Agar dekha Jae to gold ki up position dollar ki nisbat zayada hoti hai means ye ky gold ka rate dollar ki nisbat bohat zayada high hota hai aur bohat Kam chances hoty hain KY dollar ky rates high hun jis ki wajah se gold ky investor zayada hoty hain jaise he gold Thora down jata hai is mein investors ki strength kaafi high ho jati hai jis ki wajah se ye up move krna shuru kr dyta Haiein ne bohat Kam gold ko down dekha hai Jab se mein ne is platform ko join kiya ha gold ki nisbat currency pairs slow moving pairs hain ye bohat Kam fast move krty hain isi liye kaha jata hai trading karni ho ge q k news main na to indicators kam karty han or na he koi or strategy ya planning is ley humy loss sy bachena ha or proper stop loss or take profit istamal kar k trading karni ho ge ta k hum log behtar planning or strategy sy trading kar k kamyab ho saken or jtni ziada behtar practice trading seekeny gy or samjeny gy to hum log kamyab ho sakty han is ley humy chae ha forex trading main humy USD ko dakh k gold main trading karni chae ha ta k hum ache trading kar k ache earning kar saken or forex trading gold ki movement ko ache tahra samj saken
                              There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X