Break out strategy..........
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Break out strategy..........
    my dear friend jesa k hum sub janty hain k forex main miyari trading karny k liye sub he apni apni trading strategy bnaty hain pher oska use kar k apni trading se acha profit hasil karty hain jub k strong strategy humari trading main aik important role play karti hai jis k bad humari trading bahter ho jati hai or hum os se acha profit bhi hasil kar lety hain

    ab hum bat karengy break out strategy k bary main jis main market jub apny trend ko break karti hai or trend beak hony ki jub confirmation mil jati hai tab os tim epar next trend ko follow kiya jata hai jis k bad yah bat humary liye faida mand hoti hai k ab humain es bat ki confirmation hai k ab trend change ho gya hai ab esi trend main he trade kar skty hain jis k bad humain acha profit mil jata hai

    sub se zyda use hony wali trading strategy hai jis ko hum technical k sath use kar k os se profit hasil kar skty hain....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Break out strategy..........

    Forex Trading market me hum breakout strategy us waqat istemal karte hen jab market apna mode reversal karna chah raha ho. Market ki breakout strategy me hamen ziada faida mele k chances hote hen. Is me hamen ye dekhna hoga k market ki trend kis had tak reversal ho sakti hai. Forex trading me jab bhi market ki top upper aur top lower side pe hum trade open kar dete hen to market ki ye breakout strategy ziada faida mand hoti hai. Forex trading market me humen aik to trends ko lazmi dekhan hoga aur dosra hamen ye bhi dekhan hoga k market ki pe koi berini asarat asar andaz to nahi ho rahi hai.Market ki breakout movement ko bihut hi qareeb se study karna hoga. Market me breakout k leye hum mukhtalif forex trading indicator ka saha ra le sakte hen, jin me sab se ziada famous indicators kuch ye hen, Moving Averages, Relative Strength Index, MACD, DEMA aur resistance and support level waghera.
    Forex trading me jab bhi hum breakout ki position define karte hen to us waqat hamen strong decision ki zarorat hoti hai, kabhi bhi market me hesitation feel nahi karni chaheye, aur market ki movement ko lazmo follow karen. Forex trading market me hamen breakout strategy ka bohut hi ziada hamarebpass munafa k leye golden chance hota hai is waja se hamen lazmi breakout points ko miss nahi karna chaheye. Forex trading me long term traders jo k aam tawar pe 200MA pe trading karte hen, un k leye breakout points pe trading karna bohut hi asan hota hai, lekin short term trading me hamen bohut hi ziada muhtat hona zarori hota hai.
    • #3 Collapse

      Re: Break out strategy..........

      Forex trading ka business 1 online business hai yah eKaisa online business hai ki ismein jo members jitne Jyada hardworking karte hain aur apne kam Mein jitni Jyada mehnat karte hain Uttaran Jyada vah Apne kam ko acche tarike se understand kar paate hain aur FIR Apne Karm ki quality ko best Banakar market Se Achcha bonus bataiye sil kar lete hain


      Different types ki strategy

      Market Mein Jab traders apni trading start karte hain Tumhen Forex trading ki market Mein different types ki trading strategy ko acche tarike se learn karna hota hai aur unke bare mein complete study karna Hoti Hai Jab unke bare mein complete study karte hain tab bhi vah market Mein in strategies ke differences ko samajh paate hain aur Tere in mein se best trading strategy ko apni trade ke liye select kar paate hain aur is trading strategy ke jariye se market mein bahut hi acche benefits Hasil kar sakte hain


      Click image for larger version

Name:	forex_1.png
Views:	1
Size:	173.8 کلوبائٹ
ID:	12335568

      Breakout strategy

      Market Mein Breakout Ek bahut hi acchi trading strategy Hoti Hai Jisko market Mein many traders apni trading ke liye use karte hain aur is ko Apne trading Mein use Karke apni treading ko ek successful aur profitable trade banaa sakte hain market Mein Breakout trading strategies active investors ke liye bahut hi profitable hoti hai Breakout trading strategy ko market Mein trend ki early-stage per use Kiya Ja sakta hai market mein jo traders major price movement ke jariye se apni trade open karte hain to vah market Mein is Breakout trading strategy ko apni trading ke liye use kar sakte hain market Mein Breakout strategy Kesariya se sport or resistance level ke area ko acche tarike se defined Kiya Ja sakta hai aur Market Mein sport resistance level ko defined karna bahut jyada Jaruri bhi hota hai Iske jariya Se Hi traders market ki price action movement ko clear kar paate hain aur uske hisab se market Mein Apni trading start kar sakte hain aur Market Mein Breakout strategy ke jariye se apni trading ko ek perfect trading banaa sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Break out strategy..........

        Assalam O Alikum dosto Forex Trading market me hum breakout strategy us waqat istemal karte hen jab market apna mode reversal karna chah raha ho. Market ki breakout strategy me hamen ziada faida mele k chances hote hen. Is me hamen ye dekhna hoga k market ki trend kis had tak reversal ho sakti hai. Forex trading me jab bhi market ki top upper aur top lower side pe hum trade open kar dete hen to market ki ye breakout strategy ziada faida mand hoti hai. Forex trading market me humen aik to trends ko lazmi dekhan hoga aur dosra hamen ye bhi dekhan hoga k market ki pe koi berini asarat asar andaz to nahi ho rahi hai.Market ki breakout movement ko bihut hi qareeb se study karna hoga. Market me breakout k leye hum mukhtalif forex trading indicator ka saha ra le sakte hen, jin me sab se ziada famous indicators kuch ye hen, Moving Averages, Relative Strength Index, macd, dema aur resistance and support level waghera ka scene hota hy. To dosto Forex trading me jab bhi hum breakout ki position define karte hen to us waqat hamen strong decision ki zarorat hoti hai, kabhi bhi market me hesitation feel nahi karni chaheye, aur market ki movement ko lazmo follow karen, dosto main apko ye B bata doon k Forex trading market me hamen breakout strategy ka bohut hi ziada hamarebpass munafa k leye golden chance hota hai is waja se hamen lazmi breakout points ko miss nahi karna chaheye. Forex trading me long term traders jo k aam tawar pe 200am pe trading karte hen, un k leye breakout points pe trading karna bohut hi asan hota hai, lekin short term trading me hamen bohut hi ziada muhtat hona zarori hota hai. Isky faody aur nuqsanat darj zail hain.

        Faidy:
        Dosto is Ka fayda Hota Hai ke ismein Hamen Agaram iska sahi se Mal Karenge To Hamara jyada fayda ho sakta hai aur ham nuksan se Bach sakte hain Kyunki Wasi Waqas trade lagakar Agar opposite direction Mein chala jata hai aur ham favour method Lagaye to ekdum se Hamen bahut jyada nuksan ho sakta hai Kyunki market Agar awards mood mein ho aur aap Usi direction Mein Lagate Hain To aap ka bahut bada nuksan ho sakta hai to koshish Karke reverse Maut Ka Intezar Karen aur yah Usi thanks opposite direction Mein Lagaye to Aapka loss kam aur fayda Jyada hoga.
         
        • #5 Collapse

          Re: Break out strategy..........

          Forex trading main break out strategy sy bi hum ache earning kar sakty han par pehly humy market break out ko confirm karna ho ga us k bad he humy break out strategy pe amal karna ho ga q k baz dafa wrong break out hota ha or hum log trade laga daty han jo humy both ziada loss dati ha is ley humy pehly break out strategy ko samjena ho ga seekena ho ga ta k hum log behtar trading kar saken ahsani sy kamyab ho saken behtar sy behtar trading kar saken forex trading main jtni ziada mehnat karny gy learning karny gy or break out strategy ki practice karny gy to ahsani sy trading Kar saken gy
          Forex trading main both sari planning or strategy available han jin ko istamal kar k ache earning kar sakty han forex trading main jtni ziada mehnat karny gy to hum log behtar trading kar k ache earning kar sakty han forex trading main earning karna itna ahsan Ni ha just humy ziada sy ziada mehnat karni ho ge ta k hum log kamyab ho saken is ley humy apni mehnat jari rakhni ho ge ta k hum bi behtar trading karny jtni ziada mehnat karny gy to hum ache earning kar saken gy forex trading main proper strategy or planning sy trading karni ho ge is sy pehly humy is ki demo account main practice karni ho ge ta k hum log ahsani sy kamyab ho saken jtni ziada mehnat karny to hum log utny he kamyab hon gy
          • #6 Collapse

            Re: Break out strategy..........

            break out stretegy ko boardaffirmative hain har jaga bug hote hain to yehbahut he faidemand orzabardast cheez hae q ke in ke advance jofirst timelagte hae bas is keilaa baqi sab deteriorating hota hae yeh chalte solar pe hainmatlab in heel over wide se kuch nhelagte to yeh bilkul oblivious chalte hainhamen inka bilkul bhe be genuine give he karnahota hae q ke gibberish jo solar Smile radiantly leate hain wo usewaqt untroubled ko generatekarte hain or description placard waqt he wo isko switchkar ke DCneckline ko paintings karrahehote hain to yeh bahut he acha neckline hotahae is ke liye hamen cahiye kehumis top wide is ka Edamentalager acha put out milta hai tu ap ko escentralaik accumulate kitarf reh kar kam karlaina chaheay ju bhi matter entirety majorfashion chal raha hai wohiinterchange karna chaheaykyon ky disgusting matter kiwajahcountry ju midst bhijidher bhi ja raha hai wo uder he jaraha hai jiss power hamko bhi usi mingling carping kam e pory molk simple hony walarahSimbuTaisi ho gaye hain Jiski vajah se Sare Nazam kharab ar sakaty hojab ap OKpaasbuying and prodding ka acha almanac hoga tou mera ap kobehtreen hadayatyehi haap get and herd ko rhaza ap ko chaiye very much.k. apsmjho.k. kam karo ta not absolutely accede to abundantly.k. ap ko apna hasilkaroaur sath apni methods ofexistence ko b impeachment blame in karo aur sath acha drunk in karo kinky alternateaikbehtreen manners job hai jo ap ko boht he achafaida de skta haisoo ap ko mehnatkarni ho un ko
            • #7 Collapse

              Re: Break out strategy..........

              Ham Jab forex market Mein kam kar rahe Hote Hain To ismein Ham dekhte hain ki hamare pass different trading strategies hoti hai aur ham ismein different trading planner ko dekhte hain hote hain aur kam kar rahe Hote Hain Ham se kam Karte Hain To Ham ismein technical analysis ke sath fundamental analysis ko bhi perform karte hain aur uske Mata Pita apni trading kah Rahe Hote Hain Jab Ham Kisi bhi Breakout strategy ke bare mein apni learning ko complete kar rahe Hote Hain To Hamen Iske bare mein proper knowledge aur information ke sath kam karna Hota Hai.

              Dear Jaisa ke Ham Sab Jante Hain Ki Forex trading Mein Ham Jab kam Karte Hain To is hamare pass different trading strategies hoti hain Jo ke different traders Apne planning ke mutabik ismein kam kar rahe hote hain Breakout strategy Ek bahut hi Jabardast strategy Hai jismein of long term trading bhi kar sakte hain aur office mein short term trading Karke bhi profit Le sakte hain real jawab breakouts strategy per aap kam kar rahe hote hain to aapko ismein market mein kisi bhi support yah resistance ya Kisi bhi 1 channel ko Breakout ke bad aap trade karna hoti hai aur ismein aap market ki movement ko watch Karte rehte hain aur uske bad aap trade Karte Hain.

              Dear Breakout trading strategy Mein UP different candlestick pattern or market me different chart patterns ko dekh rahe hote hain aur uski Maut abhi kam kar rahe hote hain agar aapas mein acchi Tarah knowledge Hasil Karke aur aapas mein acchi Tarah information Hasil Karke kam karte hain to aapko is kab bahut jyada fayda hote hain dear aap Jab Kisi bhi strategy ka result of them account par check Karenge aur uske bad aap Logon per reply Karenge to aapko iska Jyada fayda Hoga office market Mein Achcha profit daily basis per Hasil kar sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: Break out strategy..........

                Je dear forex trading ma trader bhot sari strategies ko use karty hain or es base par unko profit or loss hota hai. Jis trader k pass acha experience or acha knowledge hota hai wo hamesa kamyab rehta hai. Kiu k forex ma wo asi strategies ko adopt kar leta hai jo esk lae bhot beneficial hoti hain. Es topic ma ham break out strategy ko further explain karyn.

                Break out forex strategy. Break out strategy ko explain karny sy pehle hamy market ki support or resistance ko define karna ho ga. Market ik channel ma move karti hai kbi asa ni hota k market ik side sy dosri side par move kar jae balkt asa hota hai k market ik channel ma move karti hai or jb es channel sy ya support or resistance ko cross kar k wo dosray channel ma jaty hain to so trader ko en points ko lazmi discuss kar chahe.

                Market ki support or resistance ko break karny par jo trader market ma in hoty hain wo he acha profit hasil karny ma kamyab ho jaty hain. Jo trader forex ma break out par trade karna chahta hai usko acutally market ki support or resistance ko measure karna hota hai. Trader ko market ki support or resistance ko read karny sy he bhot achy entry points mel jaty hain. But agr trader en ko trade ma consider na kary or wo fazool kisam ki trades ko open karta rahy to wo kbi kamyab ni ho saky ga. Forex trading ma break out strategy par tb he work karna chahe jb trader ko eski confirmation ka pata chal jae. Jo trader market ki confirmation k bena trade ma en ho jaty hain wo aksar false break out ma pans jaty hain or asa karna unk lae bhot loss or accoun wash hony k steps ma pans jaty hain. Forex trading ma kio b trader trader b false break out ma enter ho kar kamyab ni ho pata.
                • #9 Collapse

                  Re: Break out strategy..........

                  Forex trading me jab aap kam kar rahe hote hain to ismein aapko Breakout strategy aur pullback strategy se related apni learning complete Karni chahie no doubt Jab aap market Mein support level aur resistance level ko properly calculate kar rahe Hote Hain To Aisi situation main aapko bahut jyada advantages mil sakte hain aur aap support level aur resistance level ki proper Breakout per entry Le sakte hain aur ismein maximum advantages mil sakte hain.

                  Market Mein Jab aap support level aur resistance level ki proper identification Hasil kar lete hain aur Market Mein Jab aapko in levels ke break out hone ki proper identification mil Jaati Hai To Aisi situation main aap market Mein inter ho sakte hain aur apni profits ko bahut jyada increase kar sakte hain no doubt market Mein ya bahut hi important point hote hain aur ismein aapko bahut hi perfect analysis complete karne ke liye Milte Hain Jab aap market mein Aisi situation Mein inter hote hain to usmein aap apne advantages ko bahut jyada increase kar sakte hain aur bahut jyada profit Hasil kar sakte hain.

                  No doubt sometime market job in levels ko break out Karti Hai To Uske bad market apni movement Jari nahin karti aur reversal trend Mein movement start kar deti hai To Aisi situation main sometime market Mein Kuchh fundamental analysis ho sakte hain aur uske sath Kuch Aise practice ho sakte hain Jiski vajah se market ki movement reversal ho sakti hai Kyunki sometime market Apne technical analysis course completely ignore kar rahi hoti hai aisi situation main aapko bahut Kiya Holi market Mein study complete Karni chahie aur Hamesha money management ke sath kam karna chahie Agar aapko market per baat nahin kar rahi To Aisi situation main aapko market se foreign closing kar deni chahie.
                  • #10 Collapse

                    Re: Break out strategy..........

                    dear friend, forex ma trading kartay huay aksar pairs ki price moment aik specific ya defined support aur resistance ko cross kar jati ha usay hm breakout kehtay hain, breakout ki situation ma trade karnay k liay hmain pehlay current price trend pattern ko support aur resistance levels k sath identify karna hota ha, jis sa hm possible entry ya exit points k liay planing bnatay hain, jb kisi pair ki prices resistance sa above break hoti hain to trader ko long positions k kuay entry karni chaiay aur jb support k below break hoti hain to short positions k liay entry karni chaiay,

                    Breakout aik important trading strategy ha q k is ye future volatility k increases, large price swings aur major price trends k liay starting point act karti ha, channel breakouts aur price pattern breakouts jin ma triangle pattern, flag pattern aur head and shoulder pattern wagera shamil hain, in ma price moment bht taiz breakout karti ha, is strategy ka concept mukhtalif time frames k liay use kar saktay hain isko ap day trading ya swing trading ma b apply kar saktay hain,

                    Fakeout ki bjay breakout ki confirmation k liay hmain wait karna chaiay aur sabr k sath market ma entry karain, jb prices resistance level k close above set hon to aksar investors apnay liay bullish position maintain kartay hain isi tarah bearish position k liay traders ko prices k support level k kareeb below par set honay ka wait karna chaiay, is k ilawa hmain apnay experience k mutabik plans bna kar decisions karnay chaian aur un par focus karna chaiay ta k mistake sa bach kar hm achi trading kar sakain
                    • #11 Collapse

                      Re: Break out strategy..........

                      Forex exchanging market me hum breakout procedure us waqat istemal karte hen poke market apna mode inversion karna chah raha ho. Market ki breakout procedure me humein ziadaa advantage milny k chances hote hain.Is me hamen ye dekhna hoga k market ki pattern kis had tak inversion ho sakti hai forex exchanging me punch bhi market ki top upper aur top lower side pe murmur exchange open kar dete hen to advertise ki ye breakout system ziada faida mand hoti hai. Forex exchanging market me hamein aik to patterns ko lazmi dekhan hoga aur dosra hamen ye bhi dekhan hoga k market ki pe koi berini asarat asar andaz to nahi ho rahi hai.Market ki breakout development ko bihut greetings qareeb se study karna hoga. Market me breakout k leye murmur mukhtalif forex exchanging pointer ka saha ra le sakte hen, jin me sab se ziada well known markers kuch ye hen, moving midpoints, Relative Strength Index, macd, dema aur obstruction and backing level waghera ka scene hota hy to dosto forex exchanging me hit bhi hum breakout ki position characterize karte hen to us waqat hamen solid choice ki zaroorat hoti hai, kabhi bhi market me dithering feel nahi karni chaheye, aur market ki development ko lazmo follow karen, dosto fundamental apko ye B bata doon k Forex exchanging market me hamen breakout system ka bohut greetings ziada hamarebpass munafa k leye brilliant possibility hota hai is waja se hamen lazmi breakout focuses ko miss nahi karna chaheye. Forex exchanging me long haul merchants jo k aam tooar pe exchanging karte hen, un k leye breakout focuses pe exchanging karna bohut hello there asan hota hai, lekin transient exchanging me humein bohut howdy ziada muhtat hona zarori hota hai.
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Break out strategy..........

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Mkamal پيغام ديکھيے
                        my dear friend jesa k hum sub janty hain k forex main miyari trading karny k liye sub he apni apni trading strategy bnaty hain pher oska use kar k apni trading se acha profit hasil karty hain jub k strong strategy humari trading main aik important role play karti hai jis k bad humari trading bahter ho jati hai or hum os se acha profit bhi hasil kar lety hain

                        ab hum bat karengy break out strategy k bary main jis main market jub apny trend ko break karti hai or trend beak hony ki jub confirmation mil jati hai tab os tim epar next trend ko follow kiya jata hai jis k bad yah bat humary liye faida mand hoti hai k ab humain es bat ki confirmation hai k ab trend change ho gya hai ab esi trend main he trade kar skty hain jis k bad humain acha profit mil jata hai

                        sub se zyda use hony wali trading strategy hai jis ko hum technical k sath use kar k os se profit hasil kar skty hain....
                        G han dear forex market mai break out stergety mai acha kam karna he ap kaliye acha sabit ho jata hai aur ap ka kam kafi acha ho jata hai ager ap es tarz pay kam kartye hai tu ap ka kam hai kay ap hamesha market mai break point ka waite kiya karain aur ap ka kam hai kay ap es mai foran action liya karain jis time pay ap ko lagata hai kay market mai abhi aye ga break kiyu kay market mai kafi time mai aisa ho jata hai kay ap acha kam kartye hai per ap break point miss kar daitye hai jis ka ap ko bad mai kafi afsos hota hai us time pay ap ka account ya tu wash ho jata hai ager wash nhi hota hai tu es mai atna lose ho jata hai kay ap usay recover karna kafi mushkil ho jata hai tu ap nay acha kam karna hai tu ap es mai hamesha acha kam kartye hai tu ap ka kam kafi acha ho jata hai jub kay ap break point mai kam kartye hai tu ap es mai in time pay apna trade change kar kay kafi faida laitye hai tu ap ka kam hai kay ap plan bana kay acha kam kiya ja sakta hai tu ap ka acha kam ap kay break point mai hai ap ki market mai mazar hai market mai jaisye he break point ata hai ap us time pay action laitye hai tu ap us mai kamyab bji ho jatye hai aur ap ka kam kafi acha ho jata hai tu ap nay es mai acha kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap karket kay hisab say kam kartye hai tu ap ka kam kafi easy aur kafi acha ho jata hai jis ka ap ko bad mai kafi acha benifit mil jata hai tu mahnet aur lagan kay sath acha kiya gaya kam kabhi nakami nhi daita hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kar laitye hai tu ap mahnet aur lagan kay sath acha kam kar saktye hai tu ap mahnet aur lagan kay sath dil laga kay kam kartye rhain ta kay bad mai ap ka kam asan ho jata hai aur acha ho jata hai
                        $$$ Never Give Up $$$
                        • #13 Collapse

                          Re: Break out strategy..........

                          Asslam o alikum umed ha k ap thk hon gy or apna kaam achy sy kr rhy hon gy forex ma trdaing krty howy hm bohat si stratigies ko usr krty han
                          ham break out stratigy os waqt use krty han jab market apna mode reverse chla rha ho breakout stratigy bohat faida deti ha hmay is ma ya daikhna
                          hota ha k market kis had tak reverse ho skta ha....
                          forex ma ma jab market top oper or top down hoti ha to breakout stratigy bohat zyada faida deti ha forex ma trading k liay hmary pas zyada
                          knowledge or expereince hona bohat zyada zrori ha jitnaa zyada knowedge or experience ho ga ham otna acha work kr skty ahn hmay chhaiy
                          k ham zyada sy zyada demo account py practice kry jitni zyada ham demo account py practice kry gy hmay aik traf knowledge or experience
                          hasil ho ga or dosri traf hmari mistakes bhi kam ho jay gi forex ma hmay soch smjh k trading krni hoti ha q k agr ham bina sochy smjhy trading
                          kry gy to hmay loss ho skta ha forex ma bohat zyada mehnt krni hoti ha jitni zyada ham mehnt kry gy hmay otna zyada profit hasil ho ga
                          hmay chhaiy k ham ment kry ta k hmay acha bonus hasil ho ga q k ment sy knyabi milti ha mehnt k bina kocha hasil nhi hta ha...
                          best of luck...
                          • #14 Collapse

                            Re: Break out strategy..........

                            Forex trading ke business Mein Jab Ham kam Karte Hain To Hamen Forex trading ke Business man different type ki strategy Dikhai deti hain ya strategy Forex trading ke Business mein bahut jyada importance rakhte Hain Hamen market Mein in Tamam multiple strategy ko acchi Tarah Se learn karna chahie Jab Ham en strategy ko acchi Tarah se samajh paate Hain To Ham in strategy ko apni trading Mein Jab istemal Karte Hain To Ham apni trading main Achcha result Hasil kar paate Hain

                            Breakout strategy 1 bahut acchi strategy forex market Mein Breakout strategy bahut important role play karti hai Ham IS strategy ko istemal karke market Mein Achcha benefit Hasil Karte Hain is strategy ko Ham apni trading Mein use Karke Ham Apne trading ko ek profitable trading banaa sakte hain market mein jo trader major price movement Ke zariya apni trade ko open Karte Hain To vah ismein Breakout strategy co Apne trading ke liye use kar sakte hain Breakout strategy Mein Ham long term trading kar sakte hain Jab Ham market Mein Breakout strategy ke sath kam kar rahe hote hain to is Mein Hamen sports aur resistance level ke bad hi apni trade ko open karna Hota Hai

                            Agar Ham market Mein Achcha entry point Hasil karna chahte hain to uske liye Jaroori hai ki Ham sports or resistance level per bahut jyada focus Karen sports hour resistance level ko acchi Tarah se Measure Karen forex market Mein different type ke candlestick pattern vajud hote hain Hamen tamaam candlestick pattern aur Market Mein maujud Tamam indicator ko acchi Tarah Se understand karna chahie yah Hamari trading ke liye bahut jyada important hote hain Hamen market mein Main Hamesha acche experience ke sath kam karna chahie Taki Ham Apne is business Mein Ek professional trader Ban sake
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Break out strategy..........

                              Friends Break out per trading kernay kay liye sabse important chiz knowledge hai aur knowledge ke bagair breakout per trading nahin karni chahie aksar aisa hota hay kay trader trade break out per lagata hay lakin market reverse ho jati hai market jab bhi move kerti hay to chart per hamen structure nazar atay hain jo kay market nay mukammal kernay hotay hain aur ager aik mukammal ho jata hay to us say ari degree ka structure market mukammal kerti hay. structure ko analysis kernay kay liye baray chart say chotay chart ki traf analysis kiye jatay hain. jab trader ko structure ki samajh jaye gi to wo break out per asani say trading ker sakay ga Breakout strategy mein kisi trend kay starting phase mein trade mein enter hona hota ha kium k breakout tab hota ha jab koi strong support ya resistance break ho aur usually breakout kay baad trend change ho jata ha. Breakout se pehlay kisi specific direction, long ya short, high volume se price move karti ha aur jesay hi support ya resistance break hota ha, price breakout kay direction mein jati ha, is liye ye aik bohot important trading strategy ha kyun is mein risk bohot kam hota ha aur profit margin bohot high hota ha. koshish karen ke apne knowledge ko increase karen jo ap k pass acha knowledge hoga to aap trading ke liye acchi strategies apply kar sakenge aur profit hasil kar sakenge.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X