importance of stop loss in forex business
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    importance of stop loss in forex business
    Assalaam o alaikum kiya haal hay oar forex forum kay sab members kessy hain mere ik advice hay khaas kar junior members ko kay trading main stop loss ka estamaal zaroor karain ess tarah ham apny account ko wash hony say bacha sakty hain oar thoora thoora profit lay sakty hain forex forum nay stop loss ki suraat main ik achha option deyaa hay hamain ess say faida zaroor lenaa hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: importance of stop loss in forex business

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Thunder01 پيغام ديکھيے
    Assalaam o alaikum kiya haal hay oar forex forum kay sab members kessy hain mere ik advice hay khaas kar junior members ko kay trading main stop loss ka estamaal zaroor karain ess tarah ham apny account ko wash hony say bacha sakty hain oar thoora thoora profit lay sakty hain forex forum nay stop loss ki suraat main ik achha option deyaa hay hamain ess say faida zaroor lenaa hay
    Doston forex trading main stop loss bahut important hai agar aap chahte Hain ki aap success for trading Karen aur profitable trading karna chahte hain to aapko stop-loss ka istemal karna hoga our tak profit Ka istemal Karna bahut hi important hai
    • #3 Collapse

      Re: importance of stop loss in forex business

      dear friend forex trading mn stop loss ki bahot ziada importance ha keun k stop loss forex trading mn account ballance ko safe rakhnay k liay bahot achha tool ha jis ko use kr k ap trade ko xiada loss mn janay sa bach sktay hn aur agr ap trade mn stop loss ko use nhi krtay to agr trade ziada loss mn chali jay to jald he account bhi wash ho skta ha
      • #4 Collapse

        Re: importance of stop loss in forex business

        Safe trading krny keliy stop loss aur sl bht hi zarori hy agar him apni trades mein stop loss ko use krein gy tu hum safe trading kr saky gy aur humara account safe rhy ga aur wash hony sy buch jay ga isliy jab bhi kli trade open krein tu is mein proper sl use krein aur acha profit basil krein
        • #5 Collapse

          Re: importance of stop loss in forex business

          Forex main stop loss ki bahut hi jyada important hai hamen chahie ki ham log stop-loss ko use Karen ye chijen kisi bhi field mein kamyabi hasil karne ke liye important hote Hain jab ham log stop-loss ka use karte hain to uska benefit hi again hota hai ki hamari Jo trading hai vah sev Ho jaati hai to isliye hath se ham log kamyab trader Ban jaate Hain Jo ek necessary point hota hai
          • #6 Collapse

            Re: importance of stop loss in forex business

            GTA member stop loss is very important in Forex marketing or trading because it Ne aap kya karte hain ki ek loss level set kar dete Hain To fir uska aapko ya fayda hota hai ki Jab aapka business use level Se Jyada loss main ja raha hai to automatically trading use per stop Ho Jaati Hai Jo Jitna Aap Jo Hai vah loss der kar sakte hain aap usse Jyada jawab bardasht nahin kar Payenge Kyunki use per jo hai vah automatically usko stop Kar Dega so basically aapke loss ko control Karta
            • #7 Collapse

              Re: importance of stop loss in forex business

              Walakum slam dear members forex business main bhot zyada stop loss ko ihmiyat de jati hai kyun ke is se hamain big loss ka samna nhi hota our is ke sath sath hamara account bhi wash hon ese save rehta hai is lye hamain apne har trade main is ka use karna chahye.
              • #8 Collapse

                Re: importance of stop loss in forex business

                WHAT IS STOP LOSS :-
                Dear sabse pahle Main Apne friends ko yeh batana chahta hun ki stoploss kya cheez hai to stop loss Ek Aisa order hai ki jismein ham Apne Loss ko stop karna chahty hain yeh Ek pending order hota hai k Ham market Mein Jab trade open karte hain to 1 specified point per Ham stop-loss ka order place karte hain Agar market Hamare stop loss KR order ko Trigger Karegi to automatically loss Mein close ho jayegi aur Hamara account wash Nahin hoga

                IMPORTANCE OF STOP LOSS :-
                Dear stop loss ke bahut zayada advantage hai aur stop-loss ki bahut zayada importance hai agar Ham Apni trade bar stop-loss lagaenge to uska ye fayda Hoga K Hamen Har time online hone ki zaurat Nahin Hogi Agar Ham offline bhi Honge to market Hamary stop-loss ko hit Karegi to automatically kam loss Mein trade close ho jayegi sometime news Aane Ki wajah se market bahut zayada against movement Karti Hai To Ham Apne account ko safe rakhne ke liye stop-loss Lagate Hain because account wash hone ka Khatra hota hai stop-loss lagane ka Kya fayda Hoga Ki Hamara account safe rahega
                Click image for larger version

Name:	images(58).jpg
Views:	3
Size:	7.9 کلوبائٹ
ID:	12337601
                • #9 Collapse

                  Re: importance of stop loss in forex business

                  stop los ki forex main kaya ahmiyat ha jo log is bat ko samjhty han woh abhe bhe apna acount wah nhe karty kun ka un ko pata hota ha ka ye kis lye use hota ha or haen is ka kaya faida hota ha to hamen bhe lazmo use karna chahye ha jab bhe ham trade lety han to us ko sl zaroor diya karen is sa ap ka loss limiterd ho jata ha or ap ka acount wash nhe hota
                  • #10 Collapse

                    Re: importance of stop loss in forex business

                    stop loss can be benificial to monimize the looss in limit
                    • #11 Collapse

                      Re: importance of stop loss in forex business

                      Stop ki bohat ehmiyat hai humy jab b trading karni chahye stop loss ka zaroor istema karna chahye qk hum ager stop loss use kareny to hum loss nahi hosakta hum loss sy bach sakty hain yo humy zada sy xada mehnat karni chahye ta k loss sy bach saky
                      Thank u
                      • #12 Collapse

                        Re: importance of stop loss in forex business

                        forex mein stop loss ki bohat zeada value hai humen forex mein trade kerty waqt stop loss ko zaroor apply kerna chahiye ye aik trading tool hai jo humen trade mein benefit deta hai agar humari trade loss mein jaa rahi ho tou stop loss hit ho jata hai jis se humen market se exit mil jata hai aur humari trade bhi close ho jati hai
                        • #13 Collapse

                          Re: importance of stop loss in forex business

                          Ji han doston bilkul Forex trading main stop loss ek ihma kidhar Ada karta hai stop-loss ka istemal karne se hamen main nuksan nahin hota hamari lagai Hui trade agar last mein ja rahi hai hai Star plus ki vajah se a automatically khatm Ho jaati hai aur hamara account secur rhata hai isliye stoploss ki adaat banya or apny account ko wash hony sy bachy dimga kia istemal kary active ho kar tarde lagy acha profit hasil kary
                          • #14 Collapse

                            Re: importance of stop loss in forex business

                            Stop loss Ke aap ke har trade main bhoat Zada Zrort Hoti hai wo iss liya ka Aap ko chaye ka Aap amrket main Stop loss Ko hamesha use kar ka Apna Loss Minimize karein takehy aap ko account ko Secure karny main help ho saky is liya aap ko chye ka aap market main jab Be analysis karien toh stop loss ko apny analysis Main be Shameel kaiy akrein or apni Har trade main stop loss ka Use karna Na Bhola karein.Stop loss ko use krny ka be Ak treka hota hai kuch log Bhoat tight Stop loss use krty hain jiss waja sa Stop loss jalde Hot ho jata hai aap ko aisa nahi karna Chaye balky kuch Fasly per Stop loss ko use krna Chaye.
                            Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: importance of stop loss in forex business

                              G hain M Aoki us bat se bhi agree ho agr him us business ma sl ka use kerty hy to hum kud ko loss se Bach sakty hy ar kudbko profit ker na chaty hy agr hum kud ko impove ker na chaty hy yai ik wsy hy jo hum kud ko impove ker na ho gaw agr hum chaty hy hum kud ko loss se Bach ker profit ki trafah lay ker jaw sakty hy yahi ik way hy jo hum ko success ker na chiy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X