Waqt sa phely ap ko kuch nhe mil sakta
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Waqt sa phely ap ko kuch nhe mil sakta
    Main market ka bary main bat kar raha ho ka yahan ap logo ko waqt sa phely kuch bhe nhe mil sakta kun ka har chez ka waqt hota ha to ap logo ka jab waqt aye ga to ap ko sab kuch mil jaye ga kun ka yahan par agar ap log bagir traning ka join karty han to ap ko seekhny main time lag jata ha us ka bad he ap logo ka time ata ha jab market ap logo ko profit deti ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Waqt sa phely ap ko kuch nhe mil sakta

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Dracssfaraz پيغام ديکھيے
    Main market ka bary main bat kar raha ho ka yahan ap logo ko waqt sa phely kuch bhe nhe mil sakta kun ka har chez ka waqt hota ha to ap logo ka jab waqt aye ga to ap ko sab kuch mil jaye ga kun ka yahan par agar ap log bagir traning ka join karty han to ap ko seekhny main time lag jata ha us ka bad he ap logo ka time ata ha jab market ap logo ko profit deti ha
    G dear apna bilkul sahe kaha ha
    • #3 Collapse

      Re: Waqt sa phely ap ko kuch nhe mil sakta

      g han dear ap nay sahi kaha hay keh jub bhi kisi chez ka wqt ata hay to woh usi waqt hi milti hay lakin hamen forex main mehnat nahi chorni chaheay kun keh mehnat sy forex trading main hum kamyabi hasil kar skty hain hum achi trah sy forex ko learn kar skty hain hum forex main pro trader bn skty hain to hamen forex main musalsal work karny ki zarort hay takeh hum forex ko behtr sy behrt kar sken
      • #4 Collapse

        Re: Waqt sa phely ap ko kuch nhe mil sakta

        Ji han apki bat sahe hay dear g hamen chaye kay forex kay bary men fully knowledge gain kar len agar ham knowldege men kamzor hon gay to phir toka trading ka sahara lay kar ham trade karnay pay majbor hon gay jokay sara sar loss ka he reason banay ga so hamen chaye kay ham aismen apna experience gain karen aor mukamal time day kar forex men real trade karen jab he kamyabi hamara mukadar banay gi.
        • #5 Collapse

          Re: Waqt sa phely ap ko kuch nhe mil sakta

          Hanji dear member ap nay buhat hi achi bat ki hai kay humay waqt say pehlay kuch nahi mill sakta hain kiu kay forex may kuch chezen hai jin ko atay atya time lagta hai jese bonuse kabhi kabhi late bhi ho jata hai tu humay buhat hi sabr say kam lena hai aur apnay kam ko mehnat say laggan say dil say karna hai tab hi hum atb hi ais may kamyab ho sktay hain humay learning karni hai aur apni strong planing kar kay hi earning karni hai.
          • #6 Collapse

            Re: Waqt sa phely ap ko kuch nhe mil sakta

            Assalam o alikum g dosto ap na bilkul sahi baat ki ha waqt sa pehla insàan ko kuch nahi milta har cheez waqt ka sath hi milti ha agar insàan sabar sa Kam la or apni mehnat ko jari rakha to life ma yaqinan kamyab ho sakta ha
            • #7 Collapse

              Re: Waqt sa phely ap ko kuch nhe mil sakta

              G bilkul aisee batt hy k waqt sy pahly ap ko kuch naee mill skta kun k hrr cheez k eekkk muqrr vqt hy jis voo cheez chll raheee hy ap chaeen k hmeen wqt sy pehly koee cheez mil jay jb k uss wqt ap ko naee milnee to ap ko naee mitty gee issee trha agr ap forex p kam kr rahy hun ap chaeen k koee kam kiay baghair hm withdraw mil jayy jo aisaa na mumkin hy
              • #8 Collapse

                Re: Waqt sa phely ap ko kuch nhe mil sakta

                Ji doston Forex forum pay jab bhi aap kam karte hain to aapko shuru mein bahut se mushkilat ka samna karna per sakta hai isiliye hamen mushkil aasan se bachne ke liye jaruri hai ki aap market ko acche tarike se samajh Kar Hi trade Karen aur kamyabi usi ko hoti hai jo mehnat aur hardworking ke sath kam karta hai isiliye hamen apne kam mein quality karni chahie kitni acchi quality hogi utna hi hamara kam achcha hoga aur utna hi hamen achcha income hasil hogi
                • #9 Collapse

                  Re: Waqt sa phely ap ko kuch nhe mil sakta

                  Ji han dosto ap jb bhi koi kam ya trading shuru krte hain to apko shuru me mehnat ki zaroort hoti he jise hardworking kehte hain agr ap hardworking kro ge to phr ap ko benift mile ga agr mehnat nhi kro ge to waqr se pehle kuch nhi mile ga or ye sb kam ap ki mehnat pr depend krta he ke jitni mehnat kro ge utna hi benift hoga or time se pehle kuch nhi mile ga
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    Re: Waqt sa phely ap ko kuch nhe mil sakta

                    G bhai apny bilkul theek kaha hai time sy pehly kuch hasil nahi hosakta humy bas forex par zada sy zada mehnat karni chahye jitni zada hum mehnat karengy utna hi forex par acha work kark acha profit hasil kar sakty hain time py apko forex bohat kuch dy sakta hai thank u
                    • #11 Collapse

                      Re: Waqt sa phely ap ko kuch nhe mil sakta

                      ji haan aap ne sahi kaha hai k humen forex mein time se pehly kabhi bhi kuch bhi hasil nahi ho sakta agar hum time se pehly kisi cheez ko hasil kerty hain tou wo humen nuqsan ki tarf ly jati hai is liye humen is mein right time aur right place ka wait kerna chahiye is mein kabhi bhi jald bazi se kaam nahi kerna chahiye is mein humen sabar se kaam kerna chahiye
                      • #12 Collapse

                        Re: Waqt sa phely ap ko kuch nhe mil sakta

                        Assalam o Alaikum! Dear forex members. Hum. Jitni zaida mehnat kry gy otna hi zaida kamyab ho sakty hain. Mehnat aur experience gain krny k lie zarori hain ky hum zaida se zaida time is platform ko dy. Jab hum is par experience gain try gay tw hamara bahut sara time is platform par lagy ga tw hamy is ky bary zaida se zaida knowledge hasil ho saky ga. Hamara jetna zaida knowledge aur experience hoga hum otny hi zaida kamyab ban sakty hain. Is lie zarori hay k humy is main mehnat krni hogi. Tw is lie waqt se pahly waqt se pahly apko kuch ni mil sakta.
                        • #13 Collapse

                          Re: Waqt sa phely ap ko kuch nhe mil sakta

                          Ji han Waqt se pahle Kisi Ko Kuchh Bhi Nahin Mil Sakta Jo Waqt Hota Hai Uske mutabik Hamen Main Har chij mil jaati hai agar Ham Iske Kabil Ho To Ham isase Achcha result Hasil kar sakte hain Agar Ham ismein Achcha work Nahin Karenge To Ham Kabhi Achcha result Hasil nahin kar Sakenge aur jo log mehnat karte hain aur love per Bharosa rakhte Hain To unko Waqt se pahle bhi mil jata hai isiliye Hamen Waqt Ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie aur Waqt Ko Jo log Jaaye Karte Hain wo Kabhi Kamyab Nahin Hote Kyon Ke Waqt Jaaye karne wale log Hamen Kya Na Kami Ka Samna Karte Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Waqt sa phely ap ko kuch nhe mil sakta

                            assalam o alikum all memebees trading ki bat cheet karni ha ka trading main ap logo ko waqt sa phely kuch nhe mil sakhta wasy milta to ha jisy ham loss kehty han is sa bachna bhe assan nhe hotablakin bat ap ki bhe theak ha ka seekhny main hamen kafi time lag jata ha to waqt sanhely hamen kakyabi nai milti is ka lye hamen market ko time bhe dena parta ha or seekhna bhe parta ha jab hamen avha exprince hasil hota ha tab ja ka hamara waqt ata ha or ham log kamyabi ka munh dekhty han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Waqt sa phely ap ko kuch nhe mil sakta

                              Assalamu Alaikum dear members bahut hi acchi aur Khubsurat baat ki gai hai ke Waqt se pahle aapko Kuchh Nahin Mil Sakta ismein Koi shak nahin hai ki Dekhen yah ki mehnat Hoti Hai Jab aap is Kabil Ho Jaenge ki aap market ko samajh sake tab aapka Waqt Bhi a Jaega aur aapko time ke mutabik aapko Har chij mil Jayegi aapka profit bhi aapko mil Jaega isase pahle Agar aapane market Ko Nahin Samjha to use Waqt yah Waqt hota hai kya aapane market ko Dena hota hai last karna hota hai yah bhi aapko Waqt Nahin Milta Hai last bhi aapko Waqt par Milta hai aur prapt bimar ki raat ko Waqt Nahi Deti Hai koshish karen kya aapane Waqt Ko Behtar se behtar banaen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X