Ye Review "Electric Kettle" par Mubni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review "Electric Kettle" par Mubni hai
    Sardion mein gas ki loadshedding ki vajah se agar aap electric kettle ka use karte hain tu ye aapke liye bahut hi mufeed cheaz hai ap electric kettle se aap apne ghar mein chai wagera ya Kehwa aur Coffee banane ke liye isko use kar sakte hain electric kettle aapki Rozz Marha ki Zindagi ko bahut Aasan banati hai electric kettle se aap easily 8 Cup chai banaa sakte hain aur yah aapko bahut hi thoda time mein Chahe yah Coffee aur Kehwa banaa Deti Hai agar aap acchi quality ki electric kettle Lete Hain To aap is se bahut long time tak fayda Utha sakte hain electric kettle se aap Limited place Mein Jahan per gas vagaira ki facility Na Ho use Karke apni life bahut easy banaa sakte hain Dukaan offices ya Kisi Limited place Main ya Ghar mein aap apne friends ke sath yah relatives ke sath sham ko Chai Ki mahfil banana Chahte Hain To aap bahut hi kam time mein electric kettle ki madad se chai banaa sakte hain electric kettle mein Ek thermos type ki ki body Bani hoti hai aur uske niche electric ki Plate Lagi hoti hai jo ki aap electric wire ki madad se connect karte hain aur aur uske bad aap Bijli se connect kar dety hain phir chaye coffee banaany ke lye Hasbe zarurat usmein Pani daal lain aur Jo cheaz banana Chahte Hain To aap easily banaa sakte hain
    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20201123-111449.png
Views:	1
Size:	200.5 کلوبائٹ
ID:	12470579

    Electric Kettle ki Safety
    Jab Bhi aap apny Ghar ya office mein electric kettle ka use karte hain to aapko Hamesha strong voltage ki wire use Karni chahie iske sath sath aap jis socket mein switch Lagate Hain vah bhi strong honi chahie because electric kettle high voltage electricity Leti Hai To agar aap normal wire aur socket use Karenge yah normal socket use Karenge to sparking ka khatra hota hai isliye aapko electric kettle use karte hue thoda careful Rahana chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review &quot;Electric Kettle&quot; par Mubni hai

    Assalamu Alaikum dear member aapane electric kettle se related review Hamare Sath share Kiya Hai electric kettle Ek bahut acchi aur advanced invention hai.... Jin areas mein Main gas ki loadshedding bahut jyada Hoti Hai vahan per winter's Mein log jyadatar electric kettle ka istemal Karte Hain.... Iske alava modern family's mein jo log chai ya coffee ke bahut jyada Shokeen Hote Hain vah bhi electric cattle ka bahut jyada istemal karte hain offices and colleges mein Main electric kettles hi istemal ki Jaati Hai ismein just Hamen tamam chai ka saman add Karke on karna Hota Hai hai Ham is main chai Kawa and coffee bhi bana sakte hain...

    Faiday:

    Friends Jaisa ke AAP Sab Jante Hain electric kettle ke bahut jyada fayde Hain isko Ham Apne bed ke pass Rakh sakte hain aur Jab Bhi Dil Karta Hai Ham chai banaa sakte hain gas ki problem ki vajah se a Ham electric kettle ko istemal karte hain Iske alava Agar Hamen outdoor Kahin Jana Ho To Ham electric kettle ko Apne Sath Rakh sakte hain electric kettle Mein chai banana bahut Aasan Hota Hai few minutes Mein Hamari chai ready Ho Jaati Hai yah Hamen different prices Mein mil Jaati Hai...

    Nuksan:

    Agar light Na Ho To Ham electric kettle ka istemal nahin kar sakte Iske alava electric kettle per chai Hamen Khud Banani chahie bacchon ko istemal karne ki permission Nahin Deni chahie....thanks
    • #3 Collapse

      Re: Ye Review &quot;Electric Kettle&quot; par Mubni hai

      Asalamalikum!!👍🖐️
      Dstn umeed ha ap b khariat sa hon ga .... Aj ka hamra topic electric kettle par mabni ha. Electric kettle ma hum chai bnta ha . Ya electricity par chlti ha is ki shape bilkul ik thermos jesi hoti ha . Is ma hum but asni sa chai bnaya ha . Is ka sth ik wire lagi hoti ha Jo hum socket ma dal.kar is ko electricity provide krta ha Jo heat produce krti ha . Select kettle ma hum sab sa phla dood dlta ha ohir us ma cheeni pati dalta ha bilkul wesa he has a hum am choola oar chia bnta ha bilkul us trha he electric kettle ma damn dal da PHR jab samn hum zarort ka mutabiq dal da tab hum usa electricity provide krta ha ur ohir wo heat up hoti ha ur hmari chai kuch he der ma bna deti ha . Electric kettle but he useful cheez hoti ha is ka but faida hota ha .aj ma ap ko is ka faida ka bara ma btaoun ga .
      Advantages 💯🎉
      Is bht sara advantage hota ha ... Ya but he faida mand cheez ha . Sardio ma jab hamra ghro ma gas nhi hoti ha to sardio ma logn ka chai pepeena oar but Dil krta ha kio ka wo hmari srdi ko Kam kr deti ha to gas na hona ki wagha sa hum chai bhi pee skrskta is Surat ma electric kettle but faida mand hoti ha hum electricity ka Zaria chai bna deta ha . Ya itni xxada electricity bhi nho Leta ur jldi jldi chai bna deti ha . Ia ma chai but maza ki bnti ha ur iis ma chai bna ka treka but asn zada tar log isa prefer Leta ha kio ka is ka use but easy hota ha . Ya bht fafaida mand cheez ha ap ko isa zaror try krna chia .
      Disadvantages:🤐🤨
      Jis trha is ka faida hota ha us trha is ka kuch nuksan bhi hoTa ha is ka do teen nuksan he hota ha . Ya but mehnga milta ha ur asni sa market ma available NHi hota ha . Is Lia ghreeb awn isa nhi khared skti . Is ka ilawa is ka koi nuksan nhi hota ha .
      Umeed ha ap sab dstn ko Mera ya review psnd ai ga ur zaror helpful ho ga . Thanks 😊😍😍
      • #4 Collapse

        Re: Ye Review &quot;Electric Kettle&quot; par Mubni hai

        Introduction
        assalamu alaikum dear member aapane hamare sath bahut achcha review share kiya hai aur iske bare mein information Di hai jaisa kya aap jante Hain ki electric kettle bahut jyada jaruri hoti hai aur takriban har Ghar mein electric kettle Pai jaati hai jiski wajah se Ham usko use karte hain aur ismein ham chai banaa sakte hain kya hua bhi kuchh peace mein Ham banaa sakte hain aur bahut kam time mein isase hamen gas ki bhi jarurat nahin padati hai bahut aasani se aur vah jaldi Ban jaati hai vatan sathiyon mein Ham iska use kar sakte hain kyunki tab jab gas nahin hoti to Ham electric use karte hain aur se fayda utha sakte hainiske alava uske bahut advantages or disadvantages paye jaate Hain Jo ki main aapke sath share karti hun

        Advantage
        dear member electric kettle ke bahut jyada advantages paye jaate Hain jab sardi mein gas nahin hoti to Ham electric kettle ka istemal kar sakte hain aur iski vajah se Ham ismein kuchh bhi banaa sakte hain aur yah bahut kam time mein ismein koi bhi chij ban sakti hai iske alawa ji hamare liye vah bhi bahut jyada facility provide karti hai

        Disadvantage
        dear members are kya aap jante Hain ki har chij ke advantages ke sath kiska disadvantages bhi paye jaate Hain to electric kettle ki bhi kuchh disadvantages paye jaate Hain iski vajah se hamen electricity ka bhilwada Dena padta hai kyunki Jay electric se juice wali electronic hai aur uske prakar kabhi bhi Ham isko on nahin kar sakte
        • #5 Collapse

          Re: Ye Review &quot;Electric Kettle&quot; par Mubni hai

          Dear members..
          jesa k apko maloom ha k hmara ajj ka review electronic kattle py ha jo k ik hr ghar ki zaroorat ha. Is k ilawa jese kitchen un complete ha chalen shuru krty hn..

          Introduction:
          electric Kattle ik asi cheez ko khty hn jo bijli se chalti ha aur is me chae bnae jati ha ya phr milk etc garam kia jata ha is k bht sary faidy hn.

          Advantages:
          electric kattle k bht sary faidy hn.
          is me chae jaldi bn jati ha
          is me milk boil kia ja skta ha
          is me pani bhi boil kr skty hn sath egg etc bhi boil kr skty hn
          is me 2 min me milk boil ho jata ha
          is me ik chota sa heater lga hota ha jo isy chalny me madad deta ha.
          sardion me ye bht kaam ati ha jb gas ki shortage ho jati ha to ye faida deti ha.
          ye offices me bhi use hoti ha
          isy wash krna bht asan hota ha.
          ye itny jaldi kharab nhi hoti.
          iska weight bht km hota ha ist kahen bhi rakha ja skta ha.
          isy picnic parties k liye bhi le kr jaya jata ha taky asani ho.
          ye bht km jaga leti ha travel me kahen bhi sath le k ja skty hn.
          ye bht smart aur khobsorat c hoti ha.
          ye hr electronic market aur electronic shops se mil jati ha.
          ye hr price range me mil jati ha.

          Disadvantages:
          isy bachon se door rakhna chahie taky unhen current na lgy ya phr un py garam pani na gir jae ya milk na gur jae.ye electricity bht ziada leti ha.
          • #6 Collapse

            Re: Ye Review &quot;Electric Kettle&quot; par Mubni hai

            Assalam o Alaikum dear friends aaj ka hamara review electric kettle par mabani hai. Electric kettle electricity se chalne wali electronic device hai. Jis mein ham tea bana saktey hain.electric kettle mein ham milk or egg bhi boil jar saktey hain. Sardion mein electric kettle bohat kaam aati hai kiun k sardion mein gas chali jati hai or Ham electric kettle mein asani se char bana kar p saktey hain. Electric kettle mein chai jaldi ban jati hai. Agr raat ko bachey ko milk dena ho to Ham room mein hi electric kettle mein milk garam kar k de saktey hain or hamen sardi mein uth Kar bahir nahin Jana padta.
            Advantages
            Electric kettle k bohat sarey faidey hen jesa k electric kettle mein chai jaldi ban jati hai or hmarey time ki bachat hoti hai. Market mein electric kettle har size mein mojud hai. Jb sardion mein gas chaki jae tab ye electric kettle se bohat se kaam liye ja saktey hain. Ab ham electric kettle k kuch nuqsan bhi dekhtey hen.
            Disadvantages
            Electric kettle k kuch nuqsan bhi hen jesa k electric kettle costly hoti hai. Ye electricity bohat use karti hai or hamrey bill mein izafa hota hai. Isliye electric kettle ko kam istemal karna chahiye or bacchon se b bdhoor rakhna chahiye ta k unhein current kagney se bachaya ja sakey.
            • #7 Collapse

              Re: Ye Review &quot;Electric Kettle&quot; par Mubni hai

              Assalamu alaikum
              Dear agar Ham baat Karen electric kettle Chun k electronic device hai jis tarah aur electronics device electricity se chalti hai is tarah electric kettle bhi electricity se Hi chalti hai yah ek aisi chij hai ki jis ko aap aap apne ghar mein office mein ya FIR kisi bhi jagah per bahut kam waqt mein aur acchi chye banane ke liye istemal kar sakte hain electric kettle chun ke electricity se chalti hai to is tarah aap apna kam bahut jald kar sakte hain vah jagah Jahan per hamare pass gas ki savalat maujud Na Ho use jagah electric kettle bahut achcha kam kar sakti hai kyunki electricity ki maujoodgi mein ham electric kettle mein chai banaa kar apne aap ko fresh kar sakte hain.
              Advantages:
              dear jab Ham electric kettle ki baat karte Hain to hamare mind mein uske muthal lekh sabse pahle to advantages hi aate Hain jis tarah se ek aisi chij hai ki isko bijali se chalaya ja sakta hai aur apna Kam bahut aasani ke sath aur bahut jaldi Kiya ja sakta hai aap electric kettle mein Pani bhi boil kar sakte hain aur ismein aap green tea black tea donon taiyar kar sakte hain aap ismein bahut kam waqt mein bhi chijen taiyar karke apne aap ko fresh kar sakte hain kyunki sabjiyon mein jab hamare pass gas ki so hulett maujud Na Ho to Ham isko electricity ke jarie chala ke chai banaa sakte hain.
              Disadvantages:
              dear jis tarah bar ki chijon ke bhi kuchh disadvantages hote hain ISI tarah electric kettle ke bhi kuchh disadvantages hainiska sabse main disadvantage yah hai ki yah electricity se chalti hai to iske liye hamare pass electricity ka hona bhi bahut jaruri hai jab tak hamare pass yah facility nahin hogi Ham isko use nahin kar sakte iske alava isko chalane ke liye hamare pass iski acchi via aur acchi socket ka hona bhi bahut jaruri hai kyunki jab yah chijen acchi hogi to hi Ham isko safely use kar sakenge lekin agar hamare pass hi chij hai acchi quality ki nahin hogi to uska sabse main disadvantage yah hoga ki hamen electric shock bhi lag sakta hai isiliye agar aap chahte Hain ki aap electric shock se bacche to aapko acchi quality ki via aur acchi quality ki socket istemal karni chahie.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Ye Review &quot;Electric Kettle&quot; par Mubni hai

                INTRODUCTION:
                Asslam o alikum dear forex members bht achi useful aur informative topic per Review diye aap ne.. dear members
                Electric cattle bht hi important product hai jo ghr ya comercial use k liye bhi bht ehm chez hai.. dear members electric
                Cattle bijli se operat hony wali aik electronic machine hai jis mn hum tea bna skty hn ya milk ya pani boil kr skty hn..
                Aaj mn apko electric cattle k faidy aur nuqsanat btaun ga..

                FAIDY
                Dear members electric cattle k bht se faidy hn jese k electric cattle mn hum bht km wqt mn tea bna sktskty hn ya
                milk boiled kr skty hn .. electric cattle office use k liye bht behtreen product hai isy hm apne office mn bhi istemal kr
                Skty hn q k is k liye gass ki zrurt nai parti balky yeh electric per chlti h.. is k ilawa hum is mn egg bhi boiled kr skty hn
                Green tea kahwa hi bna skty hn...

                NUQSANAT
                Dear members hr chez ki trah ki electric cattle k bhi chachand nuqsanat hn jse k. Yeh electric per chalti hai agar
                bijli chli jae to yh hmare kisi kaam ki nhi.. is k ilawa is mn bht km miqdar mn koi bhi chez bna skty hn .. is k ilawa
                Electric cattle ko agr on chor dia jaye to yeh phatt skti h aur kafi nuqsan pohuncha skti h

                اب آن لائن

                Working...
                X