dear forex makreet main kaam kartay huway agar ham isko assan bana kar kartay hain aur sath sath ham isko thora thora kar smajhtay hwuay is main kaam kartay hain to hamaray liye is main kaam karna bhi assn hay aur hamaray liye isko smajhna bhi assn hay jisk liye yeh bhi lazmi hay k hamko iska propper knolwdge hasil kiye baghair is main kabhi bhi entry nai laini chaye aur aisay kartay hwuay ham is main say kamyab bhi ho skatay hain aur achi eanring bhi ham kar saktay hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим