Yeh review PAMPER per mabni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh review PAMPER per mabni hai
    REVIEW ABOUT: PAMPER
    SHORT INTRODUCTION:

    Asslam o alikum dear forex members mera aaj ka yeh review PAMPERS k bary mn hai ..
    Dear members pamper se aap tmam dost bakhoobi waqif hn pamper bachon k liye istemal kia
    Jata hai ta k na smjh bachy agr peshab krty hn to bachon k kapry khrab na hon ..
    Ajkal pamper hzaron brands mn mojud hn jin mn maqbool brands BONA PAPA, PAMPERES
    Aur KIDS brands shamil hn.. yeh tmam brands china se import hoty hn jo bad mn packi ho kr
    Markets mn aaty hn..

    ADVANTAGES :
    Dear friends pamper ka sb se bara faida ghrelu khwateen ko hai jo agr kahin travel krti hn to apne
    Bachon ko pamper pehnati hn jis se bar bar bachon k kapry tabdeel nahi krna party ya bar bar
    Peshab wghera nahi krwana parta pampers se bachon ki skin dry rehti hai jis ki wjah se rashes
    Nahi bnty aur bacha disturb nahi hota .. pamper har age k bachy k liye hr size mn asani se mil
    Jata hai.. pamper packing mn bhi mil jaty hn aur is k ilawa china k pampers open stock mn bhi
    Available hty hn jo cheap rates mn mil jaty hn ..

    DISADVANTAGES:
    Dear members hr chez ki trah pampers k bhi nuqsanat hn jese k agr pamper ko wqt per tabdeel
    Na kia jae to khrab hony ki soorat mn bachy ko dustrb krta hai .. is k ikawa barish ya pani wali
    Jgah pe ap PAMPER istemal nai kr skty .. agr ap ne local pamper purchase kr lia to us se bachy
    Kinskin ko kafi nuqsan hota hai.. pamper bs aik hi bar k istemal k liye hta h us k bad expire
    Kr dia jata hai is trah zyada istemal hoty hn..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeh review PAMPER per mabni hai

    bikul guys hamare bhai NY kia topic choose kia h well bro tussi great ho
    bachy ky liya pamper hona y us ny phna howa ho to us bachy ki maaa 😅🤦*♂️ boht skkon my rhti h
    pori rat subha bs change kr diya or pora din chill kia to janab faida hi faida h itni maaao ki dua jo
    h in pamper walo ky sath to faidy my ab sy phly maao ky liya skoon peda kia ismy or bachy bhi srdiyo my bar bar thnady pani sy dhona nhi prta 1 bar
    be kia or chill kia nuqsan🤔🤔🤔🤔🤔🤔🤔 I think my likhna nhi chata q ky moms mujhy mary gi
    happy mom happy life
    • #3 Collapse

      Re: Yeh review PAMPER per mabni hai

      Assalamu Alaikum dear member Jabardast topic share Kiya Hai bahut informative topic hai pamper ke bare mein...

      Introduction:

      Dear member pemper Chhote bacchon ki product hai yah takriban Har Ghar Mein bacchon ko use karvai Jaati Hai pamper ke bare mein main aap sab log Jante Hain yah Kis Liye use Kiya jata hai share market mein different companies Mein available Hote Hain yah jyadatar winter season mein main use kiye Jaate Hain...

      Advantage:

      Dear member pamper ke bahut jyada advantages especially un Ladies ke liye Jo working ladies Ho especially yah Chhote bacchon ke bahut badi paise likhati hai yah new born baby Se Lekar 3 sal ki age Tak use Karva sakte hain dear member Agar bacchon ke a Safai Ka Khyal Rakha Jaaye aur and pamper use karvaya Jaaye to Iske Koi side effect Nahin Hote dear member Agar yah Pampa bacchon ko Lagaya Jaaye especially winter season mein To bacche bahut parso ko Nind sote Hain Kyunki Unki nappy Bar Bar Gili Nahin Hoti aur is se vah bahut comfortable feel Karte Hain dear member Pampa ke Ek yah bhi fayda hai bacchon ke a bar bar kapde change Nahin karne padte na hi Roj Roj kapde dhone padte Hain isase bacchon ke kapde gande Nahin Hote aap easily Chhote bacchon ke skin ko achi Tarah saaf Karke Dobara se pamper use Karva sakte hain dear member yah market mein Main different companies ke available hai yah Mein alag se bhi mil sakte hain unke companies ke name molfix pamper can baby camera etc Shamil Hai dear member in mein se a best company molfix hai Jo ham 24 hours mein se 12 houre use kar sakte hain dear member Ya Napi Ki Tarah Aate Hain Inko Lagana bahut Aasan hai aur yah bahut soft Hote Hain jisse bacchon ke skin problem Nahin Hoti bacche bahut hi rahte hain aur Hamesha active rahte hain...

      Disadvantage:

      Dear member pemper k bahut jyada this advantage bhi hai dear member Ek tu yeah ek normal Insan ke liye Ye ka fee expensive padhte Hain Jo Hua afford nahin kar sakta Iske alava bacchon ko bahut jyada pemper Lagane rashes bhi aa sakte hain jisse bacchon ki skin Kafi kharab ho sakti hai jisse ke bacchon mein Bahut Si bimariyan lag sakti hai Jiske Liye Hamen treatment karvani padati to dear member Hamen Aisi product bacchon ko Ek limit mein main use karvani chahie Taki koi bhi problem create Na Ho aur bacche Hamesha active rahte hain aur Hamare bacche a Hamesha sehatmand Rahen...thanxxx
      • #4 Collapse

        Re: Yeh review PAMPER per mabni hai

        Assalamu alaikum ummid karta hun tamam forex members khairiyat se honge aapane bahut useful topic per review Kiya hai. Pampers esi cheez Hy jo ke her Ghar mein use ki jaati hai. Diapers Bohat si companies bana rahi hain aur aur bahut sare diapers import bhi Kiye ja Rahe Hain multinational companies ke. Pampers basically ek company ka diaper hy jo Bohat ziada famous hy aur aksar log diaper ko pampers he kehtay hain. Pampers ka ziadatarr istemal winter season mein kiya Jata hy. Pampers har Ghar mein chotay bacon ke liye use Kiya Jata hy. Iske Bohat se advantages hain.

        Advantages.
        Pampers ka sabse bada advantage yah hai ke chhote bacche jo kaprin mein ya bed pe pishab kar dete Hain unke liye Bohat useful hy, ke bachon ki mama unko pamper laga deti hain aur phir be fikar hojati hain kyunki pampers mein ye ability hoti hy ke wo urine aur pishab ko soak kar lete hain. Pampers mein multiple layers hoti hain aur iske sath magic tape lagi hoti hy jo pampers lagane ke Baad chipka di jati hy taa ke pampers khulay nah aur leak nah ho. Bachon ki mama raat ko pampers laga deti hain aur bachy sari raat aram se so jatay hain. Isla ek aur advantage ye bhi hy ke agar ap ne kahein bahar Jana ho bachon ko sath le kar tu ap bachon ko pampers laga den aur ap tension free ho ka bachon ko Bahar le jaen Kyu ke agar bachy me peshab karna howa tu wo pampers mein he kardega aur ap ko pareshani nahi hogi aur ap ghar aa kar paper ko change kar dein. Diapers aj kal Bohat si companies bana rahi hain aur market mein different brands ke diapers available hain. Lekin pampers ke name se diapers bohat ziada famous hy. Diapers ya pampers ke advantages ke sath sath iske kuh disadvantages bhi hain.

        Disadvantages.
        Pampers ka sabse bara disadvantage ye Hy ke ye bachon ki skin kharab kar deta hy jiski wajha se aksar bachon ko rashes ho hate Hain. Isla ek aur bara disadvantage ye Hy ke ye peshab tu control karta hy lekin iski smell control nhi kartay jiski wajha se smell aati rehti Hy. Agar low quality ka pamper ho tu wo aksar leak bhi hojatay hain jiski wajha se pareshani ka samna karna parhta hy
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Yeh review PAMPER per mabni hai

          Salam Dosto umeed hai ap kheriat Sy hon gy aj MN bat krnay lga hoo pamper ki ye bahot faiday ki Chez hai pamper choto bacho k liay bahot zaroori hai qk wo chotay hoty or ooper charpai or hi wo urine kr dety hn jis ki wajah sy bister geela ho jata hai or phr wo is charpai or so nhi skty hn agr barish ho or dhoop bhi na ho to bister nhi sookh skta hai pamper bahot mufeed hai ye bachon ko pehna kr Sola den 8 ghanty Sy pehly pamper leake nhi hota agr wo urine kren to leake nhi hota is trah bister bhi nhi geela hota or phr Bachay pamper mn comfortable mehsoos krty hn Aram sy neend poori kr lety hn.
          Agr hm past ki bat kren to jb pamper nhi thy to Bachay pajamay MN hi urine lr dety thy or bister Sara geela ho jata tha or phr barish ki wajah sy phr sookhtay hi nhi thy lkn ab Pamper ki wajah sy asani ho hai

          اب آن لائن

          Working...
          X