Volume spread analysis
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Volume spread analysis
    assalamu alaikum dear Forex member agar aap Forex trading mein volume spread analysis ko acchi tarah study karte hain aur ismein expert trader banna chahte Hain to volume spread analysis aapke liye bahut hi important role play kar sakte hain volume spread analysis kab basical purpose yah hota hai ki ismein aap ki market ki different important situations aur market mein available different procedures aur sellers ka pressure note down karna hota hai aur iski basis per market mein kuchh important decision making karna hoti hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Volume spread analysis

    Ye aik bahut zabardast technique hay jis kay zariye trader kisi bhi pair ka daily volume judge karty huye swing trading kar sakta hay. Yani ager aik pair ka normal 100 pips spread ho aur jab woh complete ho jaye to trader yahan say reverse side per order place kar kay achi trade kar sakta hay
    • #3 Collapse

      Re: Volume spread analysis

      Jab market normally movement kah rahi Hoti Hai To Aisi Surat Mein Ham market ke sirf technical analysis Karte Hain Ki market Jab support per pahunch chuki ho to vahan se bye kar le aur jab resistance per pahunch Aati Hai To vahan se cell karte hain lekin volume spread analysis Is Tarah Se hote hain Ke Jab market Kisi bhi direction Mein Breakout karte hue Badi movement Kar Jaati Hai To vahan per Bhi Ek limit Hoti Hai Jis limit se market Mein reverse direction Mein movement karna Hoti Hai To Jab market maximum movement karne ke bad Kisi aise hi position per pahunche to vahan se Hamen riverse order main trade open Karni chahie
      • #4 Collapse

        Re: Volume spread analysis

        Walaikum salam dear members Main ummid Karti hun aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge volume spread analysis bahut hi strong analysis hain ag ap ny es k bary me study krty hain or es me expert trade banna chaty hai .zyda sy zyda learning par focus krain .ye humry lye benefits Lekar Aate Hain Iske bare mein agar Hamen information Hoti Hai To Ham acchi trading Karke Apna profit gain kar sakte hai.Agar aapane kamyabi Hasil karni hai to aap volume Spread Analysis Karke trading kraim.
        • #5 Collapse

          Re: Volume spread analysis

          Forex trading ki market Mein analysis ko bahut jyada importance Di Jaati Hai trading karne se pahle market ka analysis karna Har EK trader ke liye bahut jyada important hai because agar trader market Ka analyses Nahin Karega Tu Is Tarah Se vah market Mein Kabhi Bhi perfect entry Nahin Le payega Forex trading ki market Mein volume spread analysis Ek bahut hi Achcha analyses high volume spread analysis ke through market ky volume ko acchi Tarah Se confirm kiya Ja sakta hai volume spread analysis Ko Jab Ham apni trading Mein apply Karte Hain To Is Tarah Se Hamen apni trading Mein Hamesha Achcha result hi Milta Hai
          • #6 Collapse

            Re: Volume spread analysis

            hamy market mai voulme spread analysis ko learn kar ky use nkar ky market ma itrading karne ho ge pher he hum pasia kama saky gy forex mai hamy care full ho kar kam karna ho ag pher he hum paisa kama saky g yhum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam karty hain t iahrma h sloss hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain
            • #7 Collapse

              Re: Volume spread analysis

              Hamen volume spread analyses se related complete information Hasil karna chahie volume spread kya hota hai Iske bare mein hamare pass Achcha experience or knowledge Hona chahie Hamen isko acche tarike se samajhna chahie volume spread analysis ka saman expert trader Karte Hain Kyon unke Pass experience or knowledge jhagada hota hai volume spread analysis bahut jyada important analysis hota hai Hamen kabhi bhi se avoid nahin karna chahie Jab Ham wale spread analysis ko Apne trading Mein use karte hain To Ham market se acche advantage Hasil kar sakte hain aur acchi kamyabi Hasil kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Volume spread analysis

                Hamen Hamesha market Mein trade Lagate Hue Kuchh chijon ke bare mein Khyal Rakhna chahie aur dekhna chahie ki vah Kis Tarah Se Munh kar rahi hai Is Tarah market Mein trade Lagane se pahle market distance ko bhi check kar lena chahie Agar distance jyada hai Jaise gold mein agar aap trading Karte Hain To fir aap ko Maloom Hoga Ki gold ki trading ki spread bahut jyada Hai Jiski vajah se Hamen Jab Hamari lot size start Hoti Hai To bahut bahut -negative ja rahi hoti hai Is Tarah Se Hamen Har Kisi Ki spred check Karke invest karna hoga Jab Ham Apne bonus ko Sahi Jagah per istemal Karenge To Hamen uska Achcha fayda dekhne ko milega
                • #9 Collapse

                  Re: Volume spread analysis

                  Volume spread Analysis ​ki madad sy ham kisi bhbhi pair per confidence k sath trade kr sktay hain. Kisi bhi pair ka volume us pair per hony wali trading counting show kr ra hota hai yaani k is pair per daily kitny pips trading hoti hai aur iski lowest aur highest limits kya Hain. Ye information jab welwell clear ho jae to trader easily trade ly skta hai. Volume spread Analysis ko zaroor concern kia karen.
                  • #10 Collapse

                    Re: Volume spread analysis

                    Yah a Kash Ke Ham coronavirus hai jo ke bahut jyada istemal hota hai market Mein isliye Main Aisa analysis karna chahie aur ssnl se karne ke liye rahata hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Volume spread analysis

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Professional_Trader پيغام ديکھيے
                      assalamu alaikum dear Forex member agar aap Forex trading mein volume spread analysis ko acchi tarah study karte hain aur ismein expert trader banna chahte Hain to volume spread analysis aapke liye bahut hi important role play kar sakte hain volume spread analysis kab basical purpose yah hota hai ki ismein aap ki market ki different important situations aur market mein available different procedures aur sellers ka pressure note down karna hota hai aur iski basis per market mein kuchh important decision making karna hoti hain.
                      ji han ap nay sahi kaha hay keh agr hum volume spread analysis kar kay apni trading karty hain to hamen market main aik achi entry milti
                      hay kun keh volume spread analysis main ik trader market main buyers aor sellers ki majoodgi ko analyse kar kay hi trade karta hay aor volume spread analysis sy ik bohot hi acha technical analysis hay jis me hum ko short term ya long term main achi entry mil jati hay to hamen kisi bhi technical point ko achi trah sy apni trading main use karny keleay practice ki zarort hay agr hum sahi trah sy isey find kar lety hain to hum trading main hamesha hi profit karty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Volume spread analysis

                        Volume Spread Anlysis aik aisa method hai jis say hum market ko different dimension say analyze krty hian. es tareky say hum market ko mukhtlif way say analyze krty hian jis say hum market ki movement ko behtar smajh skty hian. VSA (VOLUME SPREAD ANALYSIS) say hum price, spread,volume or range k darmian kay relation ko analyze krty hain agar hum VSA ko achi trah say use krna seekh len to market main enter hony k liye zabardast signal khud creat kr skty hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Volume spread analysis

                          Assalam.o.alaikum
                          G han ap nay theek kaha hy volume spread analysis bhout hi achi kisam ki analysis hy is ky mutabik ki gyi analysis hamesha darust hi hoti hy humain chahiye kah hum voljme thread analysis seekh ky isy treading main apply karin takah hum market ky trend ko pahly ki analyse kar ky us ky mutabik trade lgaa ky acha bonus hasil kar sakin...
                          $#@#i Khan
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Volume spread analysis

                            Yah Ek indicator Hai Hamen market Mein indicators ko kabhi bhi nahin karna chahie Hamen indicators ko istemal karte hue market Mein Paisa invest Karke kam karna hoga Fir Bhi Ham Paisa Kama sakte hain Forex Ek online Kisne Hai yah kabhi bhi khatm nahin ho sakta Ham ismein kam Karke Paisa Kama sakte hain Agar Ham kam karte hue Ek bhi Galti Karenge To Hamara apna hi nuksan hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X