Trading mein candle stick kia hoti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein candle stick kia hoti hai
    Dear member trading mein eik chart bana hwa hota hai jisko traders candle stick kehtay hain is say woh bohat kuch dhektay hain lekin please mujhy yeh btaen candle stick trading mein hoti kia hai is kay kia benefits hain trading mein hum is say kia kuch dhektay hain expert trader ki kiaa raaye hai is baray mein kia woh mujhay details say is stick ka samjha saktay hain kyun kay mujhay candle stick ki samajh nhii ati hai please guide me
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mein candle stick kia hoti hai

    Forex trading me candle sticks ka istemal bohut zarori hota hai aur hamen lazmi candle stick ka bare me information honi chaheye. Candle stick hi k zarye se hum forex trading me technical analysis karte hen aur aik pairki movement ka candle stick ki madad se hi hum forex trading me asal position ko malom karte hen. Forex trading bihyt hi risky buisiness hai. Is buisiness me hamare pass knowledge, experience aur trading skills ka hona bohut ziada zarori hota hai. Aur ye knowledge hamare analysis me aham role play karta hai. Forex trading me jitne bhi candle stick analysis k leye istemal hote hen wo sare k sare isi me hi maojood hote hen.Trading mein candle stick kia hoti hai. Lalach karnay walay log kamiyaabi harghiz hasil Nahin kar saktay. Trading mein candle stick kia hoti hai.
    • #3 Collapse

      Re: Trading mein candle stick kia hoti hai

      Candlestick actually yah pattern yah graph hota hai market ka jo hamen batata hai ki humne trade Jolagani hai vah kis trend mein lagani hai phr hamen pata chalta hai ki ham log market mein jo trade laga rahe hain vah theek hai ya galat aur vah sahi direction mein ja rahi hai ya nahin to hamen is tarah bahut sari chijon ko pata chalta hai jab ham log candlestick ko understand karna Sikh jaate Hain to
      • #4 Collapse

        Re: Trading mein candle stick kia hoti hai

        Jeet trading mein candlesticks se Pata Chalta Hai Ki market ki value kya chal rahi hai market ki women Jyada kis Taraf Hai up and down ke bare mein bahut acche tarike se Kahana stick Se Hi Pata Chalta Hai Kyunki candlesticks ki madad se Ham Lagate Hain bahut jyada se Ham fayda bhi Utha sakte hain Agar Hamen market ke bare mein knowledge lena hai to trading mein candlestick se bhi le sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Trading mein candle stick kia hoti hai

          Dear candle stick aik chart pattern ha Jo hamain trading platform main di jati ha 3 qisam k chart patterns hoty ha aik bin bar pattern hota ha aik line bar pattern hota ha or aik candle stick pattern hota ha ziyada tar trader candle stick pattern ko use karty Hain trading k work k liyea ya bohat help full hota ha profit ko hasil karny k liyea
          • #6 Collapse

            Re: Trading mein candle stick kia hoti hai

            candle stick ek tyoe ki price chart ki trah hoti ha jo k techinical analysis k ly use hoti ha jo k humein display larwti ha high aur low opens ko.aur humein closing price of security ek maksus waqt k ly. trading krny k ly bhut zyda meht ki zraoort hoti ha humein dil laga kr seekhna chy. tk hum life mein successful ho sakein.
            • #7 Collapse

              Re: Trading mein candle stick kia hoti hai

              hum trading kar ky pasia kama sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar saktyh ain yai aik amm busienss jasa naui hain hum is ma bager balance account bana kar be kam kar sakty hain ahmy market mai candles ko learn kar ky us ekar ky kam karty hain to hamy kamaybe hasail ho jy ge
              • #8 Collapse

                Re: Trading mein candle stick kia hoti hai

                Assalam o Alikum seniors members ka bht bht shukria adices denyk lye aur guide krny k lye esy hi guide krty rhen hmen ta k hm apny skills improve kr sken
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mein candle stick kia hoti hai

                  CANDLESTICK PATTERN :-
                  Dear candlestick pattern aik aisa patren hai jis se ham market k price action ko graphically check kar sakty hain is pattern mein basically 2 candles hoti hain bullish aur bearish jin se ham graphically dekh sakty hain k market upwards movement kar rahi hai ya downward movement kar rahi hai
                  Candlestick pattern technical analysis karny k liye bahut important hai kyun k har candles market ki next movement ka signal deti hai so ap agar technical analysis par trading karty hain tu ap ko candles ka experience hona bahut zaroori hai Click image for larger version

Name:	images(83).jpg
Views:	2
Size:	8.3 کلوبائٹ
ID:	12338041
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mein candle stick kia hoti hai

                    um trading kar ky pasia kama sakty hain hum is mai night ma be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam karr sakty hain hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain hm is mai agar candle ko ignore kar ky kam karty hain to harma loss hain forex aik amm busenss jasa nahi hain hum is mai pany boss kud ap he hoty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mein candle stick kia hoti hai

                      Forex trading market ke andar price ki moment se jo image Banta Hai Isko Ham candlestick Kahate Hain candlestick 2 type ki hoti hain
                      bullish candle Jo market Mein upward trend ko show Karti Hain aur bearish candle Jo market Mein downward trend ko show Karte Hain
                      Agar aap Forex trading ke andar successful Hona Chahte Hain To aapko uske liye candlestick pattern ki understanding Hona bahut jyada jaruri hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mein candle stick kia hoti hai

                        Trading main candlestick ki bahut jyada Hoti Hai Jisko candlestick ke samajh mein a gai hai unke Naam Ka Pata Chal Gaya Hai Vahi Aise Achcha fayda again kar sakte hain aur jinko candlestick ki samajh nahin aati vah Aise kabhi bhi Paida Aage nahin kar sakte isiliye trading mein agar kam karna hai to sabse pahle uski candlestick ko acche se analyses Karen Uske naam ko acche Se Samjhe Kyunki Aap donon Ke Bhi Naam hote hain aur jab vah chijen aapko acche se samajh a Jaenge to aap acchi candlestick ke Charan ko Samajh Kar acchi trading karne mein Kamyab ho sakte hain isiliye aap is cheez on ko Hamesha apne liye improve Karen
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mein candle stick kia hoti hai

                          assalamu alaikum main jaanta hun ki aap sab log khairiyat se honge aur yah baat bilkul dost hai ki candle stick kya hoti hai candlestick kaise theek hoti hai ki yah reading ka batati hai ki is waqt aapki trading kis site per ja rahi hai yah aap kaun si side lekar ja Rahe Hain agar aapke anti ja rahi hai to aap apne interesting ko control mein rakhen ya close kar den yah Star plus use Karen agar aap aisa karenge to aapko bahut jyada fayda hoga agar aap Star plus istemal karenge Neha take profit small karenge to aapko jab use per jayegi apne aap trading aapki control mein a jayegi mere se fayda ya hota hai ki Kadar jo hoti hai yah khud bahut bata rahi hoti hai kya trading office waqt aap ek hypothesis kar lete hain ki hamari trading is waqt join is side bheja rahi hai upar ja rahi hai ya nahin ja Rahi hai to hamen trade ab bi karna hai yah sal karna is chij per upar iska depend hota hai shukriya shukriya

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X