Forex main indicators Ka kirdar.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main indicators Ka kirdar.
    Dear members Asalam o alekum ummid karta hun agar aap Forex trading ko acche tarike se Jante Honge aur meta trader 4 mein aap indicators ki istemal ko bhi Jante Honge indicator ka istemal Forex trading mein bahut istemal Kiya Jata Hai Forex trading Mein indicator ka bahut ehm Kedar Hai Ji Hamen Market ki movement aur kemtun ke utaar chadhao ke bare mein batate hain indicator ke istemal se ham log se Bach sakte hain aur Prophet Hasil kar sakte market analysis Mein indicators bahut Jaani pahchani haisiyat rakhte Hain Hamen chahie ki Hamen indicators mein bahut jyada experience gain karke bahut Profit kam Aana chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex main indicators Ka kirdar.

    Salaam.. forex me indicator ka kirdaar. Forex trading me indicater hamen market ki direction btatey hn or trades ki entry or exit point mutaayyan krtey hn. Hmen chahye koi acha sa indicator choose kr k us pe achi tarah practice karen. Phir usey real trading me apply karen.
    • #3 Collapse

      Re: Forex main indicators Ka kirdar.

      Forex mein indicator kab hoti MK tar hai kyunki indicator ki vajah se humko khinch Mil jata hai ki market kise Jana paropkari Jo log acche indicator ka istemal karte hain vah jald kamyabi ki taraf chalte hain aur vah kafi munafa earning karte hain forex trading se so aapko chahie ki indicator Kala aadami use Kiya Karen aur iske liye investing.com bahut hi acchi website hai jisse aapko kuchh hands mil jaate Hain ki aap next matlab koi bhi chij kis taraf karegi shop friends beta hai ki aap koshish Kiya karenge indicator ka use karne ke bad hi aapane trade kopen Karen Taki aapko aur nighasan ho sake
      • #4 Collapse

        Re: Forex main indicators Ka kirdar.

        Forex market ki movement ko read kerna bahot zaruri hota hai ky agar ham kisi pair main trade open kerny ja rehy hain tou hamain pehly market ki movement ko zarur read ker lena chahiay ky hamain market ky behavior ka pata chal saky lekin agar ham market main same market ky movement ko read kerna ky liay indicator ko use kerty hain tou hamIn market ki movement ko samajhna bahot asani ho jata hai phir ham indicator ky mutabiq trade open ker ky continue kerty huey acha profit hasil ker sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex main indicators Ka kirdar.

          mere khyal mein forex mein indicator ko bahut sara kirdar hota hai To hamen soch samajhkar indicator ko use karna chahie hamari kamyabi ka Raj indicators mein hota hai hamen achcha kam karke bahut acche indicators ko use karke yahan per planning Karni hoti hai agar hamari planning fail ho gai To Ham Pakistan forex trading mein bhi fail ho jaenge
          • #6 Collapse

            Re: Forex main indicators Ka kirdar.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Shahrozali پيغام ديکھيے
            Dear members Asalam o alekum ummid karta hun agar aap Forex trading ko acche tarike se Jante Honge aur meta trader 4 mein aap indicators ki istemal ko bhi Jante Honge indicator ka istemal Forex trading mein bahut istemal Kiya Jata Hai Forex trading Mein indicator ka bahut ehm Kedar Hai Ji Hamen Market ki movement aur kemtun ke utaar chadhao ke bare mein batate hain indicator ke istemal se ham log se Bach sakte hain aur Prophet Hasil kar sakte market analysis Mein indicators bahut Jaani pahchani haisiyat rakhte Hain Hamen chahie ki Hamen indicators mein bahut jyada experience gain karke bahut Profit kam Aana chahie
            G dear wha alkum salam g dear forex market mai indicator ka kafi kam hota hai ap es mai acha kam kar saktye hai ager ap indicator mai kam kartye hai tu ap market mai kafi acha kam kartye hai kiyu kay ye kafi kam atye hai ager daikha jaye tu as a guide line market mai kafi madad daitye hai aur ap es mai acha kam kartye howye kamyab ho jatye hai aur ap ka kam kafi acha ho jata hai
            $$$ Never Give Up $$$
            • #7 Collapse

              Re: Forex main indicators Ka kirdar.

              Dear friend forex trading men indicators ki bahut ziyada importance hey kiun k iss men juniors k pass indicators use karnay ka experience nhi hota iss liay woh achi trading nhi kar saktay aur ziyada tar seniors hi indicators ko use kartay hen aur technical analysis karnay k liay indicators bahut important hen aur khas taor pe RSI indicator ko use kar k achi trading kar saktay hen aur acha profit kama saktay hen
              • #8 Collapse

                Re: Forex main indicators Ka kirdar.

                Yes dear aapane bilkul theek kaha hai Forex trading main indicators Hamare liye bahut hi important role play kar sakte hain aur Hamari trading co profitable Banane mein bahut jyada helpful ho sakte hain Forex trading Mein Jab aap different indicators ko properly study Karte Hain To ismein aap iski 2 major divisions kar sakte hain Jis ko aap leading indicators aur lagging indicators ka naam Dete Hain no doubt Forex trading mein agar aap indicators ko ignore Karte Hain To aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte isliye aapko market mein enter hone se pahle different indicators ko properly learn karna chahie.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex main indicators Ka kirdar.

                  Assalamu Alaikum dear Forex trading market ke andar indicators bahut important role play karte hain yah aapko market ki movement ke bare mein prediction Karte Hain Agar aapko indicators ka Sahi Tarik istemal karna a Jaaye to aap ki Kafi sari trade profit Mein Jaati Hain aur iska aap ko Kafi Jyada advantage ho sakta hai koi bhi indicator aapko hundred percent accurate prediction nahin karta isliye aapko Ek Do indicator Ek Sath istemal karne chahie aur confirmation ke bad hi apni trading strategy Banani chahie Is Tarah aap ka success rate bahut Achcha Rahega
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex main indicators Ka kirdar.

                    dear friend jab ham forex Mein trade lagaen to hamare liye jaruri hai ki indicator ka istemal lazmi Karen Kyunki indicator ki help se hamen trade lagane Mein aasani paida Ho jaati hai aur ham acchi Tarah Se trade Laga sakte hain Agar wise Agar ham indicator ka istemal Nahin karenge to hamen trade lagane Mein Mushkil hogi isliye lajmi Hai ki trade lagate waqt indicator ka istemal lazmi Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex main indicators Ka kirdar.

                      indicators ka bahut he important role hota hae yeh bahut he proper way se hamen market ko samajhne main bahut he zayada madad dete hain bas is liye hamen cahiye ke hum is main kuch esa kiya karen jis se hamen bahut kuch hasil karne ko mil jae to bas is ke liye hamne is main kam ko time karna cahiye hota hae or is main hamen mehnat bhe tokarne he hotehae tab ja kar jhe to hum is main success hasil kar he jate hain bas hamen is main kabhe bhe himmat nhe harne cahiye balke hamne cahiye ke hum is main kuch esa kam karna ho ga take hum is main bahut kuch hasil karne main kamyab ho saken or kuch hasil bhe kar he len
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex main indicators Ka kirdar.

                        G haan friends forex trading me indicator ka istamal kar k ap apne liye profit hasil kar sakty Hain aur nuqsan say bach sakty Hain dosto hamen indicator ko achy say read karna aata hu taky hum markeet ki movement ko smajh saken aur markeet ki up and down position ko analysis kar saken aur oski base pe hum apni trade open karen agr apko aik bkamyaab trader ban'na hai tu apko indicator ko read karne ka tajurba hona chahye taky ap isko read kar k zayada say zayada profit hasil kar saken aur kum say kum nuqsan Karen is liye dosto indicator ka kirdar bhut useful hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X