Bollinger bands indicator in Forex.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bollinger bands indicator in Forex.
    Assalamo Alaikum dear pyary forexers umeed karta hun sab ki sehat Achi hogi.
    AJ ham Bollinger bands ke mutaliq Kuch baat karty hai . Market ma yeh aik Acha indicator hai jisy ham samaj Ker Acha faida hasil Kar skten hai or ye indicator market ma kaam karny wala indicator hai jiski demo per practice kerke practically samjha ja skta hai.
    Bollinger bands aik chart indicator hai jiski koi Alag window nhi Hoti Baki indicators ki Tarah or yeh direct parameters ke sath market chart per apply hoty hai.
    Es indicator ko John Bollinger nay banaya tha 1980 ma or yeh tab SE lekar ab tak market ma proper kaam Kar Raha hai.

    Yeh indicator market ki volatility ko maloom karny ke liye banaya Gaya tha. Esma market kitni volatile hai or kitni zada uski movement hai matlb yeh ke market kitni tez chal rahi hai ya slow chal rahi hai or Kitna zada movement Kar rahi hai usko napny ke liye es indicator ko banaya gya tha.

    Bunyadi tor per yr indicator market kamzor hai ya takatwar hai khamosh hai ya phir shor Macha rahi hai. Jab market khamosh ya kamzor Hoti hai to isky bands sukar jaty hai. Or jab market takatwar Hoti hai to isky bands phel jaty hai.

    Es indicator ko ager parameter ma dekhy to esma 3 lines show Hoti hai up and down lines ko bands bolty hai. Or beech wali line simple moving average ki Hoti hai.
    Click image for larger version

Name:	IMG_20201115_202802.jpg
Views:	1
Size:	108.1 کلوبائٹ
ID:	12470743Click image for larger version

Name:	IMG_20201115_202736.jpg
Views:	1
Size:	140.5 کلوبائٹ
ID:	12470744
    Last edited by ; 30-11-2020, 02:02 PM.
    "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bollinger bands indicator in Forex.

    Insicataor ko samajany ka liaya humaray pass acah know ledege hoana chiaya gara humaraya pasas aklnow ldge ho ga atao hum zaraoor kmayab ho jayan gy is lisys humy saoacah samajkara hi is smy kakarana chiaya ta kaha humkmayab ho sakayan .forex aka bobhata ahia caha busin ess hy agara hum is smy proper triky sys kamkarayan gy to zaraoor kmayabi hasaial kara sakatyyahayn oir agra ahum [proper triky bsys kamni karayan gy to humary liaya ikma yabi hasaial karana bohata hi muisskil ho jya gs is liya humy saoach samaj kajr hi kamkarana chiay.indicataor ko samajna sub ka liaya liaya proper triky sy hi wporking karayantab hi humkmayab ho sakatya ahyn .
    • #3 Collapse

      Re: Bollinger bands indicator in Forex.

      Forex trading ki market Mein bollinger Band indicator Ek bahut hi Achcha indicator Forex trading ki market Mein bolinger band indicator ko bahut jyada important Si Jaati Hai band indicator 1 technical indicator Hai Hamen is indicator ko acchi Tarah se study karna chahie Jab Ham bullinger band indicator ko acchi Tarah Se study Kar Le To Hamen is indicator co Apn etrading Mein apply karna chahie is co Apne trading reply Karke Ham apni trading Mein Achcha benefit Hasil kar sakte hain bollinger band indicator ke through Ham market ki situation ko acchi Tarah Se samajh sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Bollinger bands indicator in Forex.

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ahmadalisaddozai پيغام ديکھيے
        Assalamo Alaikum dear pyary forexers umeed karta hun sab ki sehat Achi hogi.
        AJ ham Bollinger bands ke mutaliq Kuch baat karty hai . Market ma yeh aik Acha indicator hai jisy ham samaj Ker Acha faida hasil Kar skten hai or ye indicator market ma kaam karny wala indicator hai jiski demo per practice kerke practically samjha ja skta hai.
        Bollinger bands aik chart indicator hai jiski koi Alag window nhi Hoti Baki indicators ki Tarah or yeh direct parameters ke sath market chart per apply hoty hai.
        Es indicator ko John Bollinger nay banaya tha 1980 ma or yeh tab SE lekar ab tak market ma proper kaam Kar Raha hai.

        Yeh indicator market ki volatility ko maloom karny ke liye banaya Gaya tha. Esma market kitni volatile hai or kitni zada uski movement hai matlb yeh ke market kitni tez chal rahi hai ya slow chal rahi hai or Kitna zada movement Kar rahi hai usko napny ke liye es indicator ko banaya gya tha.

        Bunyadi tor per yr indicator market kamzor hai ya takatwar hai khamosh hai ya phir shor Macha rahi hai. Jab market khamosh ya kamzor Hoti hai to isky bands sukar jaty hai. Or jab market takatwar Hoti hai to isky bands phel jaty hai.

        Es indicator ko ager parameter ma dekhy to esma 3 lines show Hoti hai up and down lines ko bands bolty hai. Or beech wali line simple moving average ki Hoti hai.
        [ATTACH]26125[/ATTACH][ATTACH]26126[/ATTACH]
        Assalamu Alaikum dear bollinger band Ek bahut hi Achcha indicator hai jo Forex Mein Hamen 3 bands per mustfa mil hota hai aur jab market price Darmiyaan wale Bande Ko Upar ki taraf Re Karti Hai To is protinex target band hota hai Iske andar per aur lower band standard deviation hota hai aur centre wali line 26 moving every line Hoti Hai Isko jhagada scalper use karte hain Iske andar market Ne Agar Ek Bande Ko break Kiya Touch Kiya to use karne ka target Hamesha Akbar band Hoga Is Tarah Ham is Bande ke andar Apne knowledge ko mind Mein rakhte Hue trading Karte Hain.
        • #5 Collapse

          Re: Bollinger bands indicator in Forex.

          Bollinger band indicator Hamari trading ke liye Kafi mufeed hai aur Hamen se Jarur use karna chahie Kyunki Jab Ham bolenge band indicator ko istemal Karte Hain To isase Hamen Kafi Achcha natija Milta hai isliye Hamen se Jarur istemal karna chahie Agar Ham isko sthai cricket istemal Karen Tujhe Hamari trading ko Kafi Aasan banaa sakta hai isliye Hamen isko Jarur istemal karna chahie aur iska istemal Hamen Jarur sikhana chahie
          :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

          CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: Bollinger bands indicator in Forex.

            Forex trading Mein kam karte hue different indicator maujud Hote Hain Ham indicator ke bare mein acche experience or knowledge Hona chahie Kyunki market Mein jitne bhi indicator maujud hote hain Hamen in indicator ko acche tarike se samajhna chahie Agar Hamen indicator ko acche tarike Se Samjhe Ayenge tabhi a market Mein trade lagakar acchi kamyabi Hasil kar Sakenge bollinger band Ek bahut hi Achcha indicator Hai yah market mein trater gane ke liye bahut jyada important indicator Hai Hamen indicator ko acche tarike se samajhna chahie aur apne trade main in indicator ki help leni chahie is indicator ki help share market bacche tarike se Samajh Kar usmein trade Laga Ke acchi kamyabi Hasil kar sakte hai
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Bollinger bands indicator in Forex.

              Walaikumasalam!
              Thanks dear member ap ny bht achi information share ki ha hmary sath. Trade lgaany k liye market ko smjhna bht zarori hota ha market analysis krny k liye hum different indicators ka sahara laity hen in indicators ko use krty huye hum market ki movements ko smjh skty hen. Bollinger band indicator bhi unhi mn sy aik ha is indicator ki madad sy hum market k trends ko smjh skty hn hmy pta chl jata ha k market ks side move kr rahi ha iski mdad sy hm profitable trade lga skty hn

              اب آن لائن

              Working...
              X