Forum pe bahut ziyada posts delete honay ki kiya waja ho sakti hey
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forum pe bahut ziyada posts delete honay ki kiya waja ho sakti hey
    Dear brothers forum pe kabi kabi tu bahut ziyada posts delete ho jati hen jin ki waja se weekly target poora karna mushkil ho jata hey aur jahan tak mera khayal hey forum pe posts delete honay ki waja repeated ya copy threads hoti hen kiun k hum aesi threads pe reply posts kartay hen aur jab review men aesi threads delete ho jati hen tu sath hamari reply posts bhi delete ho jati hen iss liay thread ko pahlay achi tarah check karen aur phir reply posts karen tu posts bahut kam delete hoti hen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forum pe bahut ziyada posts delete honay ki kiya waja ho sakti hey

    Friends Post delete hone ki ak waja yeh bhi ha keh aksar members jiss Muzu ya jiss kissam ke Mawad waley section men post kar rahey hote han woh uss se bahut zeada hat kar mukhtalif mozu ya mawad ko tahreer kar dete han jiss ki waja se post ya threads delete ho jati han hamesha section ke makhsoos mawad ke mutabiq hee post thread ya reply karna chahiay baqee Dear bahut best baat or knowledge share kiya ha aap ne kuch logon ki threads ghalat hoti han iss waja see unn ki replies bhi delete ho jati han
    • #3 Collapse

      Re: Forum pe bahut ziyada posts delete honay ki kiya waja ho sakti hey

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
      Dear brothers forum pe kabi kabi tu bahut ziyada posts delete ho jati hen jin ki waja se weekly target poora karna mushkil ho jata hey aur jahan tak mera khayal hey forum pe posts delete honay ki waja repeated ya copy threads hoti hen kiun k hum aesi threads pe reply posts kartay hen aur jab review men aesi threads delete ho jati hen tu sath hamari reply posts bhi delete ho jati hen iss liay thread ko pahlay achi tarah check karen aur phir reply posts karen tu posts bahut kam delete hoti hen
      Salam to everyone
      Ummid karta hun ki aap sab khairiyat se honge
      Bilkul ji aaj aasan kya aapane kaha ke post delete hone ka kya wajah ho sakti hai jaisa ki aap jab post karte Hain to aap ki spelling mistake a jaati hai jiski vajah se aapki post lete ho sakti hai jab aap post karte Hain to aap comment fresh Ho agar aap mind fresh se post nahin karenge to aapke post aur spelling mistake ho jayegi jiski vajah se aapki post delete ho sakti hai isliye acche acche post Karen aur apni post delete na hone de apni mehnat per karna jaane de
      • #4 Collapse

        Re: Forum pe bahut ziyada posts delete honay ki kiya waja ho sakti hey

        Ham Jab form Mein post kar rahe ho To Hamen koshish Karni chahie ki Aise thread ko choose Karen Jo repeated Na Ho Aur Aisa trade Jo Forex trading ke related Ho Kyunki normal thread aur repeated Threads remove kar Diye Jaate Hain unmen Hamari Jo post hoti hain vah bhi remove Ho Jaati Hai isliye Agar Hamari maximum post delete ho rahi hai to iski yahi vajah hai ki Ham Bar Bar ek hi Tarah Ki post karte hain aur repeated third ko post kar rahe hote hain isliye Hamen Aisi posting Nahin Karni chahie ki Hamari post delete ho jaaye
        • #5 Collapse

          Re: Forum pe bahut ziyada posts delete honay ki kiya waja ho sakti hey

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
          Dear brothers forum pe kabi kabi tu bahut ziyada posts delete ho jati hen jin ki waja se weekly target poora karna mushkil ho jata hey aur jahan tak mera khayal hey forum pe posts delete honay ki waja repeated ya copy threads hoti hen kiun k hum aesi threads pe reply posts kartay hen aur jab review men aesi threads delete ho jati hen tu sath hamari reply posts bhi delete ho jati hen iss liay thread ko pahlay achi tarah check karen aur phir reply posts karen tu posts bahut kam delete hoti hen
          G dear es ki waja ye hai kay log kafi zayda hai aur repeted posts kartye rhatye hai jis ki waja say posts delete ho jati hai aur dusra es mai ye hai kay repeted posts kay sath sath es mai aksar aisa ho jata hai kay fazool posts bhi ati hai jis ki waja say unhain delte karna parta hai
          $$$ Never Give Up $$$
          • #6 Collapse

            Re: Forum pe bahut ziyada posts delete honay ki kiya waja ho sakti hey

            Dear dlte is liye hu jatti hain because in mai kaffi mistakes huty hain or in posts ki quality bi shi ni huti hau jis ki waja se qoh posts shi like ni ki jatti or dlete kr detty hain forex Waly yhi waja hai k agar ham bhi asse bekaar posting krengy tu dlete hu jygi hammy achi se achi posting krni chiye
            • #7 Collapse

              Re: Forum pe bahut ziyada posts delete honay ki kiya waja ho sakti hey

              Dear friend forum pe posting k daoran low quality ki fazool aur bey tukki posts delete ho jati hen aur repeated ya copy threads pe jo log reply posts kartay hen unn ki posts bhi delete ho jati hen aur kuch log 4 se ziyada threads kartay hen aur review men aesi tamam threads delete hoti hen tu sath logon ki reply posts bhi delete ho jati hen aur yeh hi sub se bari waja hey
              • #8 Collapse

                Re: Forum pe bahut ziyada posts delete honay ki kiya waja ho sakti hey

                jee haan dear ap ne bohat he achi or bohat he kwnldge abel baat ki hai forex main or forum pakistan main hmen chhaieye k hum ismain ziyada se izyada ismian mehnat lagn or himamt se apko ismain work karna chaieye ismian apko bohat he ziyada mehnat lagn or himamt se apko ismian kaam karna chaiey jtina ziyaada apismian mehnat lagn or himmat se ap ismian kaam karen gy ap ismian utny he ziiyaada ap ismian sucsess full tradder ban pane gy or iss mian ap life time aik achi earning karny walay trader ban pane gy
                • #9 Collapse

                  Re: Forum pe bahut ziyada posts delete honay ki kiya waja ho sakti hey

                  jee haan dear ap ne bohat he achi or bohat he kwnldge abel baat ki hai forex main or forum pakistan main hmen chhaieye k hum ismain ziyada se izyada ismian mehnat lagn or himamt se apko ismain work karna chaieye ismian apko bohat he ziyada mehnat lagn or himamt se apko ismian kaam karna chaiey jtina ziyaada apismian mehnat lagn or himmat se ap ismian kaam karen gy ap ismian utny he ziiyaada ap ismian sucsess full tradder ban pane gy or iss mian ap life time aik achi earning karny walay trader ban pane gy issmian ap itna ziyada earn kar skty hain jitna ap kisii bhi or busness main kisi bhi or job main ap itna earn ni kar skne gy
                  • #10 Collapse

                    Re: Forum pe bahut ziyada posts delete honay ki kiya waja ho sakti hey

                    jee haan dear ap ne bohat he achi or bohat he kwnldge abel baat ki hai forex main or forum pakistan main hmen chhaieye k hum ismain ziyada se izyada ismian mehnat lagn or himamt se apko ismain work karna chaieye ismian apko bohat he ziyada mehnat lagn or himamt se apko ismian kaam karna chaiey jtina ziyaada apismian mehnat lagn or himmat se ap ismian kaam karen gy ap ismian utny he ziiyaada ap ismian sucsess full tradder ban pane gy or iss mian ap life time aik achi earning karny walay trader ban pane gy issmian ap itna ziyada earn kar skty hain jitna ap kisii bhi or busness main kisi bhi or job main ap itna earn ni kar skne gy iaamiN apko achi achi positng or achay achay thread karnay chaheiey jo logon k seekhany ka zaryaa bane asiy posts or thread delet ni hoti
                    • #11 Collapse

                      Re: Forum pe bahut ziyada posts delete honay ki kiya waja ho sakti hey

                      Assalamu Alaikum dear forex members. Posting kerny sy pahly hamesha shi thread ko select kerein aisa thread jo forex sy related ho or jis ki post ker k hamein or dosry padhny walon ko bhi forex ki learnings ho sky or dosra ye k thread repeated na hon unique ho aisi thread jo bar bar ki jaye us k bhi delete hony k buht ziyada chaces hoty hein or sab sy ahm bat wo ye k post ki qulity buht achi honi chahiye post mein jo kuch bhi likha ja raha ho wo sab forex sy related ho or jisy koi bhi jonior learn ker sky forex ko. Thread or posting k zariye ham forex ko samjh skty hein isy related knowledge gain ker skty hein.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forum pe bahut ziyada posts delete honay ki kiya waja ho sakti hey

                        Posts ki delete honi ki wajah ham khud hi hota han keon ka jb ham forex fourm ka rules ko follow kr ka post ya thread nhi krta tu PR delete ho jata han is Lia soch smuj kr sabar sa post ya thread kran
                        • #13 Collapse

                          Re: Forum pe bahut ziyada posts delete honay ki kiya waja ho sakti hey

                          g dear apka swal bht hi acha hai k forex pe posts delete hony ki kia wajah hai . tou is ki aek wajah yeh bhi ho sakti hai ham posts ka reply us k mayaar k mutabik nahi karty jis ki wjah se wo posts foran se delete kar di jati hain. aur hamein us posts ka bonus bhi nahi milta issiliye hamein chaiye k ham apny posts ki quality ko behtar bnaein aur is mein achy se kaam karein.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forum pe bahut ziyada posts delete honay ki kiya waja ho sakti hey

                            no doubt jab aap daily basis per Pakistan Forex forum ko analyse karte hain to aapko yah idea hota hai ki ismein daily bahut jyada post delete Ho jaati hai aur iski sabse mein design yah hai ki jab aapki post ki quality according to standard according to requirements nahin hoti to aisi situation mein aapki create ki Hui post ko delete kiya jata hai jiski wajah se use per jitne bhi member reply karte hain unki post bhi automatically delete ho jaati hai isliye aapko koshish karna chahie ki aap apne post ki reply karne ke liye kaise topic is selection Karen jismein rules and regulations ko follow Kiya gaya ho.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forum pe bahut ziyada posts delete honay ki kiya waja ho sakti hey

                              ji bilkul form per hamari post isliye lete Ho jaati hai kyunki hamari post yah to form ke alava hoti hai yah to mistakes wali hoti hai jiski wajah se hamari Post Delhi to jaati hai hamen chahie ki Ham apni post quality wali Karen tha ki hamen bahut hi achcha bonus bhi milta Rahe aur hamari post bhi delete Na Ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X