G dear friends aksar aisa hota hai aur zayda tarh trade hai jo kay trading mai short cut kay barye mai sochtye hai tu ap ka kam hsi kay ap nay es mai kam karna hai tu ap apna kam karain mahnet karain ap es mai kabhi shortcut kay barye mai soch kay kam na karain kiyu kay aksar mainye daikha hai kay short cut mai nuqsan he muqsan hai tu ap nay faida laina hai tu ap mahnet kar kay acha faida lain na kay ap short cut say faida lain es mai ap ka nuqsan he hota hai tu kam karna hai tu ap es mai short cut say hat kay acha kam kiya karain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим