Market ko analyse karne ke ke liye candlestick pattern ka istemal??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ko analyse karne ke ke liye candlestick pattern ka istemal??
    Dear Forex members agar aap market ko analyse karna chahte hain to candlestick ke patton ko acche tarike se analyse Kiya Karen Jitna Jyada aap candlestick ki movement ko jaj Karenge aur Dekhenge aap ko apni trading Mein utani Hi help Milegi Aur fayda Hoga Bina soche samjhe kabhi bhi kam na Karen aap apne kam ko positive rakhen aur mehnat Karen aur in Tamam patterns ko follow Karen Inshallah aap acchi trading Karenge aur accha profit Hasil Karenge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ko analyse karne ke ke liye candlestick pattern ka istemal??

    Technical analysis ko perfect banane ke liye different candlesticks aapke liye bahut hi important role play kar sakti hai dear agar aap market Mein completely successful trader Banna Chahte Hain To aap ko Apne technical analysis perfect karna hote hain aur technical analysis 100% candlesticks per depend kar rahe hote hain isliye aapko Koshish Karna chahie ki Forex trading Mein kamyabi Hasil karne ke liye different important candlesticks Baton ko study Karen.
    • #3 Collapse

      Re: Market ko analyse karne ke ke liye candlestick pattern ka istemal??

      dear members main ye samajhta hun ke sab se acha anlyses woh hai jo ke ham market main candles ka use karte howe karte hain is se ham bhot achi tarhan market ko analyse kar pate hain is lye hamesha hi soch samajh kar candles se madad li jai.
      • #4 Collapse

        Re: Market ko analyse karne ke ke liye candlestick pattern ka istemal??

        G han hamen forex men market ko achy tarah say analysis karna hota hy kun kay agar hum as men market ko dekh kar trading nahin karen gy tu hamen kafi nuksan ho sakt ahy tu hamen koi bhe kotahy kay sath kam nahin karna chahye kun kay forex men kam karna asan nahin h as men jo mahnt karty hain tu voh achy earning hasil kar sakty hain kun kay foirex men kam karna asan nahin hy as men dil kay sath achy mahnat ko jary rakhna chahey tabhy tu hum as men kamyab ho sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Market ko analyse karne ke ke liye candlestick pattern ka istemal??

          ji han candlestick ko understand karna bahut hi jyada important hai agar ham log acche tarike se candlestick ko understand kar lete hain to hamen market mein sport or resistance Ka pata chal jata hai ki yah John trade laga rahe hain ya iska stoploss aur take profit mein kitna rakhna chahie tu ja chijen bahut jyada important vah karti Hain aur hamen time ke sath ine teenon Ka pata chal jata hai
          • #6 Collapse

            Re: Market ko analyse karne ke ke liye candlestick pattern ka istemal??

            Assalam.o.alaikum dear forex ye ek online business hy or yahan apko bina sochy samjhy kam nahi krna chahiye bal k soch samjhbk kam krna chahiye or apko chahiye k ap technical analysis ko better bnaen or market ko analyse krna seekhen or pehly apko chart or candle pattern ko samjh jaen tabhi AP kamyab ho sakty hn
            • #7 Collapse

              Re: Market ko analyse karne ke ke liye candlestick pattern ka istemal??

              Assalam o Alaikum dear market ko analyse krna chahty hain tu apko candlestick ka use krna Chahiye jab tak candlestick ko use nahi kreingy tab tak market ki apko bilkul he samjh nahi aygii jitnii ziyada hamarii mehnat hogii wo candlestick ko use krny py honi Chahiye. Marketing bahut he tough work hai kuch members tu market ko analyse nahi krty khud sy trading start kr dyty hain aur results kia nikalta hai unka account wash hojata hai agr wo market ko theek trah sy analyse krein aur candlestick ka use krein phr unka business inshallah development hojyga
              • #8 Collapse

                Re: Market ko analyse karne ke ke liye candlestick pattern ka istemal??

                Forex trading ki market Mein Hamen sabse pahle market ka analysis karna chahie market ke analysis ko strong banana chahie market ka analysis karke hi Hamen market Mein trade open Karni chahie Forex trading ki market Mein analysis ki three types a fundamental analysis technical analysis and sentiment analysis Hamen in analysis ko completely Taur per study karna chahie Jab Ham in analysis ko study Karte Hain To ismein Hamen Hamesha acche advantage hi Dikhai Dete Hain Forex trading ki market Mein Hamen candlestick pattern ko acchi Tarah Se study karna chahie candlestick pattern ko follow karke hi Hamen market Mein kam karna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Market ko analyse karne ke ke liye candlestick pattern ka istemal??

                  Forex trading me kuch important indicators aur candlesticks hoti hai jinko aap utilize Kar ky hi faida Hasil kar sakte hain.forex mein ham tarding karty waqt candlestick pattern ka use karty hain.hum market mai trading kar sakty hain hum is mai agar trading karna chahty hain to hamein km sy km 100 $ capital invest kar ky acha profit kama sakty hain hum is mein agar trading karna chaety hain to hamy pahly acha experinecne chaey ho ga then hum profit kama sakty hain.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ko analyse karne ke ke liye candlestick pattern ka istemal??

                    humen market ko pehly analyze kerna chahiye aur phir he is mein kaam kerna chahiye is mein agar hum begair is mein analysis kaam keren gy tou humen nuqsan hony k chances barh jayen gy is liye humen is mein candle stick pattern ko use kerna chahiye forex mein candle stick pattern ki bhi bohat value hai is mein candles pattern generate kerti hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X