Loss ko business ka hisa samjhain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ko business ka hisa samjhain
    Dosto dunia ke har business main loss yah profit to hota he hay magar aysa akasar dakha gaya hay ke log loss hone ke sorat main dil bardashta hokar kan se kinara kash ho jate hain hamain chahye ke loss hone ke sorat main himat or hosle se sabit kabme se kam ko jare rakhain to aap aik din kamyab zaror ho jainge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ko business ka hisa samjhain

    Profit aur Loss har karobar ka lazmi hisa hai. Kuch karobar me nafa aur nuqsan kam hota hai aur kuch me zyada. Jin karobar me nafa aur nuqsan kam hota hai to us me risk bhi kam hi hota hai lekin jis karobar me nafa aur nuqsan zyada hota hai to us me risk ya khatra zyada hota hai. Forex trading me nafa aur nuqsan zyada hota hai to is waja se is ka risk bhi baqi karobar ki nesbat zyada hota hai. Lekin har karobar me nuqsan ko kam karne aur nafa ko barane k leye khas usool hoten hen jo forex trading me bhi hai. Agar hum un usolon pe chalengy to hamara bhi nuqsan kam aur faida zyada hoga. Hamen kabhi bhi forex k usool nahi thorne chaheye. Los recover karne ka experience bahut hi jaruri hai. Experience ke bahar Kabhi trading se profit Hasil nahin kar sakte hen. Thanks day aur aap ko thanks milenge aur thanks ki kya fayde Hain.Achha profit Hasil karne ke liye lot size Kitna Rakha Jaaye. Los recover karne ka experience bahut hi jaruri hai.
    • #3 Collapse

      Re: Loss ko business ka hisa samjhain

      Jo log forex trading men loss ki waja se preshan ho jatay hen woh kabi bhi kamyab traders nhi ban saktay kiun k forex trading men loss business ka hissa hey iss liay loss ki waja se preshan nhi hona chahiay balkay loss ko serious len aur loss se seekhnay ki koshish karen aur loss ka mukabla karen aur dobara soch samaj kar trading karen aur mehnat aur himat jari rakhen tu zaroor loss ko recover kar acha profit kama saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Loss ko business ka hisa samjhain

        Har trha k business m loss hotta rehta h is liye hmain chahye keh ham log us loss ko achii trha manage krein to yeh chez hmary liay best prove hogii or hmain is bt ko manage Karna chahye keh ham n loss job usi business m s nikalna h to hmain chahye keh yeh sari chezain manage krein
        • #5 Collapse

          Re: Loss ko business ka hisa samjhain

          G han apki bat bilkal thek hy koi bhi business ho us main loss or profit dono hoty hen es liye ager humen loss ho jata hy to humen dill chota nhi krna chaeay aor humari jin mistakes ki wjha sey humen loss hota hy un mistakes ko cover krny ki koshish krni chaea tb hi hum successful ho skty hen or acha profit hasil kr skty hen
          • #6 Collapse

            Re: Loss ko business ka hisa samjhain

            Forex trading Kaisa business Jisme aapko nuksan bhi hota hai isliye Forex trading co join ki se pahle aapki mind Mein yah bhi condition and situations available honi chahie kis main aapko nuksan ho sakta hai agar aap apne mind Mein just profit kara kar ja business start Karte Hain To aap Aise bahut jaldi disappointed ho sakte hain aur aapke liye bahut jyada problem ho sakti hai isliye aapko koshish Ki Nahin chahie ki Jab aap is platform per joining sakte hain to aap to Insan Kabhi easily understand or report karna chahie.
            • #7 Collapse

              Re: Loss ko business ka hisa samjhain

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Lubna1998 پيغام ديکھيے
              Profit aur Loss har karobar ka lazmi hisa hai. Kuch karobar me nafa aur nuqsan kam hota hai aur kuch me zyada. Jin karobar me nafa aur nuqsan kam hota hai to us me risk bhi kam hi hota hai lekin jis karobar me nafa aur nuqsan zyada hota hai to us me risk ya khatra zyada hota hai. Forex trading me nafa aur nuqsan zyada hota hai to is waja se is ka risk bhi baqi karobar ki nesbat zyada hota hai. Lekin har karobar me nuqsan ko kam karne aur nafa ko barane k leye khas usool hoten hen jo forex trading me bhi hai. Agar hum un usolon pe chalengy to hamara bhi nuqsan kam aur faida zyada hoga. Hamen kabhi bhi forex k usool nahi thorne chaheye. Los recover karne ka experience bahut hi jaruri hai. Experience ke bahar Kabhi trading se profit Hasil nahin kar sakte hen. Thanks day aur aap ko thanks milenge aur thanks ki kya fayde Hain.Achha profit Hasil karne ke liye lot size Kitna Rakha Jaaye. Los recover karne ka experience bahut hi jaruri hai.
              assalamu alaikum
              Business main doo chizan hoti hai benefit aur dusra loss aur aapke hamesha loss ke liye ready rahana chahie aap hamesha benefits ke bare mein sochte rahenge to phr Agar aapko loss ho Jay disheart ho jatay hyn aur pht business chhod dete Hain
              • #8 Collapse

                Re: Loss ko business ka hisa samjhain

                Ji han bhai bilkul aapane sahi Kaha Mein Forex forum Mein loss ko business ka hissa samajhna chahie Agaram ismein jaldbaji Mein kam Karenge Tumhen bahut jyada nuksan hoga To Ham kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte isliye mein chahie Kaisa Hota Ham Mal se kam Karen aur apni life ko successful banaen
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ko business ka hisa samjhain

                  dear g han ap nay achi bat ko share kia hay qagar ham is main apny ap ko kamyb bana chatay hein to is main ham ko chye k ham is main loss ko businees k ik hisa khyal kr k is main acahy sat acha kam ko last tak karaty rahany ki bar bar try karaty raha kia karein is main ham ko kabhi bhi apnay akm ko less khyal kr k is ko miss nahi karan ho g agar ham is main achay say apnay ap ko is main improve karan chatay hein to .
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ko business ka hisa samjhain

                    Assalamu alaikum dear members good morning have a good day aap sab theek honge yahan per sawal aaya hai ke los ko business ka hisa samjhaie so guys duniya ka koi bhi kaam koi bhi business aisa nahin hai ki jismein hamen profit loss Na Ho agar hamen kisi bhi kam mein loss ho raha hai chhota Ho Bada Ho hamen sabit kadmi ke sath use bardaasht karna chahie aur mazeid mehnat karni chahie Taki ham baar baar koshish karne se sikhen Ham mehnat karenge sabar ka muzahira karenge to hamen uska fal jarur milega ek acche profit ki Surat mein aur vaise bhi Ham Jo kam mehnat aur lagan ke sath Karen vah mehnat kabhi rahega nahin jaati thanks
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ko business ka hisa samjhain

                      G han hum loss ko business ka hissa samajhna chahie Agar ham log usko business ka hissa Nahin samjhe Denge To Ham Kabhi Kamyab Nahin Ho Sakenge Kyon Ke loss or profit business ke sath sath hote hain isiliye Hamen inse ghabrana Nahin balki Hamen inke Saath Milkar kam karna hota hai Hamen loss ko bhi bardasht karna hota hai Kyunki Jo log bouns Ko bardasht Nahin Karte wo Kabhi Kamyab Nahin Hote Business mein kabhi loss aur Kabhi profit hota rahata hai isliye Hamen Inko Samajh Kar kam karna chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ko business ka hisa samjhain

                        Ji han bilkul last ko hamen apna business kaise samajhna chahie tha ki ham isko kam na chhode walekum nakam canteen mein rakhen agar main loss Ho jaaye to hamen ghabrana nahin chahie bol kya banaa himmat aur sab ke sath kam karte rahana chahie Taki Ham apna loss veer kawar se ke kar saken aur achcha profit bhi Hasil kar ki kami
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ko business ka hisa samjhain

                          G han hamne forex men bahut mahnat kay sath kam karna chahye kun kay agar hamen loss bhe ho jay tu hamen preshan nahin hona chahye balkeh hamen himat ur lagan kay sath acha kam karty rahna chahye tabhy tu hum achy earning hasil kar sakty hain tu hamen loss hony per mazeed mahnat ur lagan kay sath apna kam jary rakhna chaey tabhy tu hum forex men kamyaby hasil kar sakty hain ur hum kabhy bhe nakam nahin ho sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ko business ka hisa samjhain

                            Salam Walekum Pyare bhai jaan Forex trading ki market Mein Jab kabhi bhi Ham Logon Ko lost ho jata hai to iski sabse main phone bhi yah hoti hai ki same time Hamen is trading co platform ko Chitra understand nahin kiya Hota aur isliye koshish Karenge ismein trading platform Kahenge aur understand karne ki koshish karen

                            Aur uske sath sath ismein aap loss recover ke liye is strong planning ki jarurat hoti hai aur usne without stone Sekar aur without planning a lot Discovery ke liye kam Shuru Kiya Jata Hai usmein a maximum Se chij Ke Honge to ismein aap father aapko ismein nuksan bhi mil sakta hai isliye aapko chahie office mein Itihaas se kam Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ko business ka hisa samjhain

                              ji han Forex trading mein Hamen profit bhi hota hai aur last bhi Hamen koshish karni chahie Ke Jab Hamen profit Ho to Hamen apni trading co aur improve karne ke liye jyada Se jyada mehnat Karen Hamen Apne nuksan per ab sudhar nahin hona chahie Bal ke apni vikas ko dur karne ki koshish karni chahie aur jyada mehnat ke sath kam karna chahie dark apni mistake ko Ham dur karke acche se acche trading karke apne liye achcha benefit transfer kar sake aap itni jyada practice bar focus Karenge aapko utna hi achcha fayda ho sakta hai aapki trading acchi ho sakti hai aap achcha profit bula sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X