Trade karne ke liye market ki movement ko samajna...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade karne ke liye market ki movement ko samajna...
    Salam traders.... trade open karne se pehle market ki movement ko check karna buhat zaruri hota he ke market kon si simat me chal rahi he... Market ka trend kahan chal raha he or kahan ja ke end hone wali he... Price level low kahan pe jaega or high kahan pe jaega ye sab cheezen dekh ke fir trade ko open karna chahye...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade karne ke liye market ki movement ko samajna...

    no doubt jab tak aap market movement ko nahin samjhe kya aap kabhi bhi market mein achha profit nahin Kama sakte isiliye aapko koshish karni chahie kya kara forex trading mein achcha profit kamana chahte hain aur aap forex trading mein kamyab hona chahte Hain to uske liye aapko market movement ko samajhna chahie agar aap market movement ko samajh Kar market mein kam karte Hain to aap bahut achcha profit Kama sakte hain isiliye koshish karen ke market main market movement ki proper samajh ke bad market movement ko dekhne ke bad market mein kam karen to kya baccha profit Kama sake
    • #3 Collapse

      Re: Trade karne ke liye market ki movement ko samajna...

      Assalamu Alaikum Forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge ji han bhai aapane bahut hi acchi baat ki hai ki trade karne ke liye market ki moment ko Dekhen bilkul aise hi baat hai Hamen chahie Ke Jab Bhi Ham trade open Karen To Hamen market ki moment ko dekhna chahie market ko analyse karke hi trade Lagani chahie Jab Ham market ko analyse Karke trade lagaenge to hi Hamen Achcha profit mil sakta hai market ki moment Jab Ham check Karke samjhenge market Ko Jitna Jyada market ko samajhne Mein Kamyab Ho Jaate Hain To Ham apni acchi trade main bhi kamyabi Hasil kar lete hain isliye market ki moment ko dekhna Hamare liye bahut hi jaruri hai agar Ham market ki moment Ko Nahin Dekhte To Ham kabhi bhi achcha profit Paisa nahin kar sakte Jab Bhi trading Karen market ki moment aur Market ko analyse Karke hit trading Kiya Karen cprofit milega
      • #4 Collapse

        Re: Trade karne ke liye market ki movement ko samajna...

        G to Dosto is mein koe Shak nhin Trade Karnay kay Leay Market ki movement ko smjhna aur Mashi Halat aur current affairs say agahai Intahai Lazim hai ta kay app in sub say knowledge rakhty hovay achi strategy bana sktay hain aur achi khasa profit kama saktay hain, so trade karnay kay leay market ka mawazna karna lazim hai, Jaisa kay ksi bhi cheez ko kharednay say pehlay ap uska bhao tao pehlay pochtay hain mtlb market ki agahi kartay hain aur phir koe chez kharedtay hain.Shukriya.
        • #5 Collapse

          Re: Trade karne ke liye market ki movement ko samajna...

          trade open krnay kay liye ap ko market ki move ko samajna hota hai aur ye ap market ko achi tarah analyze kr kay hee hasil krtay hain, forex ki market ko teen tarah se analyze kiya jata hai
          1. technical analysis
          2. fundamental analysis
          3. sentimental analysis
          in mai se ab se popular aur strong analysis technical analysis hai
          • #6 Collapse

            Re: Trade karne ke liye market ki movement ko samajna...

            Forex mein agar market ki movement ko samajb ker kaam kerain gaye tou hi kamyab hoon gaye aap ko market movement ko samajhna chahie agar aap market movement ko samajh kar market mein kam karte hain to aap bahut achcha profit kama sakte hain isiliye koshish karen ke market main market movement ki proper samajh ke bad market movement ko dekhne ke baad market mein kaam kerain tou humain zaroor kamyabi milay gi
            • #7 Collapse

              Re: Trade karne ke liye market ki movement ko samajna...

              G han app nay bahut achy bat kahy hy keh hamen market ko dekh kar as men trading karny hoty hy agar hum market ko dekh kar as men trading nahin karty hain tu hum nakam ho jaty hain tu hamen achy tarah say market ko dekh kar trading karny chahey tkaeh hum nakam nah hon balkeh hum mahnat kar kay achy earning hasil kar saken kun kay forex men trading karna asan anhin hy as men jo himat kay sath achy trading karty hain tu voh kamyab ho jaty hain ur jo himat kay sath achy trading nahin karty hain tu voh nakam ho jaty hain tu hamen himat nahin harny chhaye tkaeh hum nakam nah hon balkhe hum mahnat kar kay achy earning hasil kar saken
              • #8 Collapse

                Re: Trade karne ke liye market ki movement ko samajna...

                Assalamu Alaikum their member aap sab khairiyat se Honge ji han bilkul Mere bhaiyon Hamen trade Lagane se pahle market ki moment ko samajhna bahut hi jaruri hai Kyunki Jab Ham market ko Chitra se analyse karte hain tab hi Ham acche trade lagakar Achcha Prophet Hazrat karte hain isliye Mere bhaiyon Hamen trade Lagane se pahle market ki movement ko acchi Tarah Se samajhna chahie Uske bad hi Hamen trader Lagane chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Trade karne ke liye market ki movement ko samajna...

                  Assalamu Alaikum dear Forex member ji aapane bilkul theek kaha hai trade karne ke liye Hamen market ke movement ko samajhna bahut jyada Jaruri Hota Hai Jab tak hai market ki movement Ko Nahin samjhe Denge Ham kabhi bhi Forex Mein kamyabi Hasil nahin kar Sakenge Hamen chahie ki Ham demo account per practice Karen Taki Hamen market ki movement CA knowledge Haasil ho aur ham Pakistan Forex Bara Mein kamyabi Hasil kar sake aur accha profit hassil kar Sakun
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade karne ke liye market ki movement ko samajna...

                    A.o.a
                    Umeed ha ap sb khairyat sy hun gy
                    G han g apki bt bi bilkul thk ha hum trade lgty hwy market ki movement ko zroor dahkna chyn agr hum market ki movement ko nhi dahkyn gy tu humy bhut zahda loss bi ho shkta ha is liy trade lgty hwy market ki movement ko zroor ko check kr lna chyn
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade karne ke liye market ki movement ko samajna...

                      Salam
                      Forex main hamain kamyab hone ke laiye jitna zaida ho saqy hamain chahye k hum forex market ke movement par apne nazar rakhain or jitna zaida ho saqy chat ko study karna chahye or zaida se zaida information hasil karni chahye ta k jb hum trading main hissa lain to zaida profit hasil kar sakain or loss se bach sakain hamain bus chart k movement par nazar rakhne hy or jb trade peek par ho to hamain who time zai ne karna balke trade karni hy augur hum planing na krain or zaida profit hasil karny k laiy hum jaldbazi karain gy to hamain hamesha loss hota hy ise laiye hamain apne mind relax rakhna chahye or zaida se zaida profit hasil karny k laiy trade lagany se phely he market movement ko ache tarha dakh bhal karain or bad main trade lagain
                      Forex trading main profit hasil karny k laiy market movement bohat lazmi hy augur hum movement ko nazar andaz karain gy to hamain loss ho sagta hy ise laiye hamain hamesha apna mind market movement ky mutabik he teyar karen ta k zaida se zaida profit hasil ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade karne ke liye market ki movement ko samajna...

                        Forex market mein market kabhi bhi ek jaisi Nahin rahti ja har do 2 minut bad change hoti rahti hai aur iski tabdeeli ki vajah Kisi Ko maloom Nahin hota iske liye musalsal market ko dekhna chahie jab ham market ki movement ko samajh lenge tab aap acche trading kar sakenge isliye zaruri hai ki market ko samajh Kar trading ke jaaye.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trade karne ke liye market ki movement ko samajna...

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Mkhan3252 پيغام ديکھيے
                          Salam traders.... trade open karne se pehle market ki movement ko check karna buhat zaruri hota he ke market kon si simat me chal rahi he... Market ka trend kahan chal raha he or kahan ja ke end hone wali he... Price level low kahan pe jaega or high kahan pe jaega ye sab cheezen dekh ke fir trade ko open karna chahye...
                          assalamu alaikum friends trade karne ke liye pahle market ka movement ko samajhna chahie Agra market movement ko nahin samay sakte to aapko train nahin karni chahie usse aapko jyada last ho sakta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Trade karne ke liye market ki movement ko samajna...

                            Assalamu Alaikum friends ji han aapane Sahi kaha hai trade lagane se pahle aao market ki movement ko samjhe agar aap market ki movement ko samajh gaya samjho aapane acchi trading Hasil Kar li sabse mushkil kaam hota hai ki trade ko lagana aur bad mein market update ko check karna agar aap directly laga denge market ki movement ko check Ne Karen jo aapko loss aa sakta hai isliye samajhdar ke sath aur sab Kaisa trade karenge to aapko achcha profit jarur milega
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trade karne ke liye market ki movement ko samajna...

                              Asslam o Alaikum forex members, jitna achi trha ap market ka analysis kr skty hain utna ap achi trading kr skty hain. lekin ye sb ko seekhny kelye boht mehnat krni prti hai seniors say help leni prti hai ziada say ziada time forex pr lga k ziada say ziada practice kr k ap is qabil ban skty hain, jitan ziada ap market ko smjhein gy utny ziada chances hongy apki trade successful hony k, is lye isy lazmi seekhein aur market ko smjhein tb trade krin.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X