trading mein emotions
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading mein emotions
    Forex business mein kabhi bhi emotional ho kar trading nahin Karni cahaiye kiok agr hum trading emotional ho kar kartay han tu is se loss hi hota hai trading mein apne emotions ko control karna zaroori hota hai emotions ko control kar kay trading karain gey tu hi profit ho sakta hai kabhi bhi emotional trading nahin karni cahaiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading mein emotions

    Forex trading Mein Apne emotions ko control Mein Rakha Karen Kyunki Agar Ham Apne emotions ko control Mein rakhte Hain To Ham trading Mein kamyabi Hasil kar sakte hain Aksar aukat aisa hota hai ki market ki movement dekh kar Ham Apne emotions ko control nahin kar paate aur apni trade active kar dete Hain Jiska result yah nikalta hai ki Hamari trade loss Mein Chali jaati hai aur Hamen bahut sara loss ho jata hai yah Hamara account wash Ho Jata Hai isliye Hamesha emotions ko control Mein Rakha Karen
    • #3 Collapse

      Re: trading mein emotions

      اصل پيغام ارسال کردہ از: asraf79 پيغام ديکھيے
      Forex business mein kabhi bhi emotional ho kar trading nahin Karni cahaiye kiok agr hum trading emotional ho kar kartay han tu is se loss hi hota hai trading mein apne emotions ko control karna zaroori hota hai emotions ko control kar kay trading karain gey tu hi profit ho sakta hai kabhi bhi emotional trading nahin karni cahaiye
      Assalamualaikum g bilkul trading me successful hony k liye hmen emotions per control krna hoga ...ku k agr hm emotional ho kr bgair Sochy smjhy jaldbazi me a kr trade lagaye gy to nuqsan ka samna ho skta ha
      .agr hmen nuqsan se bachna ha or apna account safe rakhna ha to hmen emotional ho kr kaam ni krna chahye ..blky trade ka knowledge hasil kr k proper method k Sath trade krni chahye ...
      سرکار
      • #4 Collapse

        Re: trading mein emotions

        Ji han Hamen trading Mein Apne emotions ko control Mein Rakhna chahie Kyunki Agar Ham trading emotions ko control Rakhe Nahin Karte Hain To isase Ham trade Mein Kabhi Bhi Kamyab Nahin ho sakte hain isiliye Hamen chahie ki Ham trading Mein emotional Na Ho Chahe profit ho raha ho ya FIR loss ho raha ho Apne emotion ko Hamesha control Mein Rakhna chahie Kyunki Jitna Jyada Ham Apne emotions ko control Mein Rakhenge aur apne emotions ko control Mein rakhte Hue kam Karenge To Ham Jarur Kamyab Ho Payenge aur Kamyab hokar ham Achcha profit bhi Hasil kar Payenge Achcha trader Vahi hota hai jo Apne emotions ko control Mein Rakhta Hai emotional Hona bahut badi mistake hai please Apne most ko control Mein rakhkar trading Karen tabhi aap Kamyab ho sakte hain
        Ager Post ache lagi ho to thanks zaror den
        • #5 Collapse

          Re: trading mein emotions

          Trading mein ap apne emotions ko control mein rkh k km Kia krien kion k jb tk ap apne emotions ko control kr k work nai krien ge ap ko kuch b hasil nai ho ga is liye jb b work krhen to sbr se krhen or trading mein ap ka sbr he ap k Kam Ata ha so apna km sbr se Kia krhen or ache se Kia krhen forex bot he acha buisness ha.
          • #6 Collapse

            Re: trading mein emotions

            Aapane bahut pyari baat ki hai trading Mein emotions ko control Mein Rakhna chahie Kyunki trading Mein Agar aapke pass experience aur apne Jazbaat ko control Mein rakhte Hain To aap aap Kamyab ho sakte hain Kyunki trading Ek risky business hai is Mein Vahi person Kamyab hota hai Jiske pass experience Sabha aur apne jajbat ko control mein Main Rakhna aata hai isiliye Hamesha Apne emotions ko control Mein rakhen Kyunki ismein loss bhi ho sakta hai aur profit Bhi Agar aapko loss Ho to aap Sabar se kam Le Agar aapko profit ho to shukr Ada Karen Jab aap Sabar aur Shukar se kam Lenge to Inshallah aapko kamyabi Jarur Milegi aur Hamesha Apne jajbat aur apne emotions ko control Mein Rakhe Taki aap fresh mind ke sath trading Karen thank you

            • #7 Collapse

              Re: trading mein emotions

              G han ap nay achi bat ki hy emotion k sath trade open nhn karni chahiye bal k relax ho k or planing k sath trading karni chahiye ta k hum loss say bach sakin or Pakistan forex main achi earning k sath kamiyabi hasil kar sakin or loss say bach sakin...
              $#@#i Khan
              • #8 Collapse

                Re: trading mein emotions

                Assalamu Alaikum ji aapki baat bilkul theek hai kya Forex trade Mein Mere trading ke hisab se kam karna chahie Hamen emotion dikhana chahie lekin Jyada be emotionally khana chahie clear kitne Sare motion dikha sake Ham dikhayen ke Taki Ham usmein last hota hai baar baar aur Pareshan Hota Hai Main Pareshan hone ki koi jarurat Nahin Hai Hamen Agar 138 Ham Sabak Sikhaya Sabak Sikha next time acchi se acchi post Karen Taki acche se acche se Lagaya na Karen
                • #9 Collapse

                  Re: trading mein emotions

                  Assalam walekum dear forex member ummid karta ho ke aap khairiyat se honge Forex trade mein bilkul bhi aapane emotional nahin hona kyunki agar aap trade lagate waqt emotional Ho Gaye to aap apna bahut loss karva lenge Jo recover karna bahut mushkil ho jaega aur apne loss ko bhi ekadam se recover karne ki koshish mat Karen kyunki agar aap apne loss ko ekadam se recover karne ki koshish karenge to aapka loss aur badhta hi jayega to isliye agar aap ka loss Ho bhi jata hai to usko thoda thoda karke recover karne ki koshish karen na ke emotional hokar ek hi bar mein ke apna loss recover Karen isase aap apna bahut sara loss karva baithenge
                  • #10 Collapse

                    Re: trading mein emotions

                    ​Forex forex trading mein man part emotion hi hai hamen pariksha mein main jazbati nahin hona chahie sabar karna chahie apne lash ko cover karne ki koshish karne chahie tabhi forex main jazbati nahin hona chahie sabar karna chahie apne lash ko cover karne ki koshish karne chahie tabhi forex meinkamyabi milegi Ho ram apne losco recover kar sakte hain forex mein hamen regular practice karna padegi
                    • #11 Collapse

                      Re: trading mein emotions

                      forex trading mein agar aap kamyabi hasil karna chahte hain to aap apne emotion ko control karna padta hai nafa nuksan har karo bar mein aata hai achcha trader vahi hai jo prakash karta hai apni galti hone se Sabha ka asar karta hai takat vatuvara aisi mistake na Karen jisse use nuksan ho aur apna time practice bar bhi aur learning ko bhi Patra banane ki koshish karta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: trading mein emotions

                        Trading mein apna emtional ko kabo mein rhak Kar Kaam kray aap ki baat bilkul theek hai forex main aap jab bi trading krtay hai tu aap ko emtional ho Kar trading nhi Karni chahiy aap ko apna emtional ko contorl Kar ka trading kray gay tu aap ko kamyabi hoti hai
                        • #13 Collapse

                          Re: trading mein emotions

                          ji han dear aapki baat bilkul sahi hai forex trading mein kabhi bhi emotional hokar Kam nahin karna chahie kyunki Jab aap emotional hokar kisi bhi business mein working kar rahi hoti hain to aapko kabhi bhi uske acche advantages nahin Mil sakte lekin Jab aap apni learning ke mutabik aur apne knowledge or experience ke mutabik action le rahe hoti hai to aap successful ho sakte hain isiliye Mera to mum forex friends ko yahi mashwara hai ki forex forum ke jariye aap jyada bonus hasil karne ke bad Jab trading karen to aap emotional Na Ho aur apni trade ko acche tarike se analyse karne ke bad hi open Karen Taki aapko accha profit mil sake aur loss ki Surat mein emotional hone ki vajah se apni galti se sabak sikhaya aur acchi ladne ke bad dobara Apne last ko recover karne ki koshish karen
                          • #14 Collapse

                            Re: trading mein emotions

                            g bilkul thk kha apny kh trade mye hmyn emotional ho kar kbhi bb kaam nhi karna chahiyy ku kh issy apki skills waste ho jati hn ar ap aik achy traders nhi bn sakty ar apni skills ko bb bhytr sy bhytr nhi bana sakty is liy gussy ar emotion ko control mye rakhyn jb apko loss ho rha ho to in chizoon sy bach kar hi kaam karyn to hm aik achy traders bn sakty hn ar apni skils ko bb bhytr sy bhytr bana sakty hn isliy aik achy traders ki thra apny apko aik planning ky thyt chalayn ar aik achy traders bn jyn taakh apko issy achi earning ho sakky
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: trading mein emotions

                              ham 2 brokar ejenton mein shaamil ho gae hain, jo vartamaan mein nahin hain, vaastav mein andar nahin rah rahe hain aur demo khareed aur bikree ke saath khel rahe hain. ve instaforaix ke alaava baahar nikalate hain. isake alaava, hamane mukhy roop se instaaseks vichaar mein laiv khareedane aur bechane ka nirnay liya hai kyonki main is brokar ke upayog ke lie kaaphee saral tha aur saath hee saath is prakaar ke foram bonas saude aapako khareedane aur bechane ke lie honge.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X