Tension main kbi trade na lgain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tension main kbi trade na lgain?
    Dosto agr ksi trade main apko loss ho jay to tension to hogi ab us recover krny k liy tension main hi foran trade na lgain tension free ho kar cool mind ky sath trade lgain ap kya kehty hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Tension main kbi trade na lgain?

    Salam to all friends and forex members, umid hai keh ap sub theek hun gay, bat ye hai keh tension ma kabhi trada na lagaye ,ge han sai kaha gia ha agr ap tension ma trade lagay gay to ap perfect time pe perfect trade nhy laga sako gay, jub perfect trade nhy lagy gi to apko profit nhy hoga, jub profit he nhy hoga to apki mehnat zaye jaye gi, jun mehnat zaye to waqt bhi zaya ho jaye ga, is liye agr trade lagani hai to tension free ho k lagaye, khud pe yaqeen kr k trade lagayen phr ap perfect time pe perfect trade laga sako gay jis sy apko acha profit haisil hoga aur wo profit apki kamiyaabi ko show karay ga, bs trade lagaty waqt kabhi tension na lein, thanks
    • #3 Collapse

      Re: Tension main kbi trade na lgain?

      Salam walekum
      Aapane bilkul theek kar tension mein kabhi trade na lagaen Forex mein ham learn karke Forex ko knowledge Hasil karte hain daily was per postey lagate Hain aur weekend per hamen in poston ka bonus milta hai aur vah bonus ab nahin post ki quality ko madhya najar rakhte hue milta hai to use bonus se ham tread lagate Hain take ham use bonus se earning karne ke liye hamen trading mein tension nahin leni chahie treading relax hokar training karni jaaiye Taki Ham Forex se achcha earning kar sake acchi earning hoti hai jab Ham trading ke Karan tension nahin lete relax hokar trading karte Hain.
      • #4 Collapse

        Re: Tension main kbi trade na lgain?

        Ji han tension mein kabhi bhi trade na lagaen hamesha fresh mind ke sath trading Karen hamara mind jitna fresh hoga itni hi hamari trading acchi Hogi Hamen hamesha fresh mind ke sath trading karni chahie jitna hamara mind fresh hoga utni hamare trading acchi Ho Gai aur Hamen achcha profit mil sakeg agar Ham tension mein trade karenge to Hamen loss ho jaega aur hamari sari mein lagaya ho jayegi isiliye hamesha fresh hokar trading Karen Taki aapko achcha prapt mil sak
        • #5 Collapse

          Re: Tension main kbi trade na lgain?

          tension me kbhi bhe trading nhe lgani chahiy ku k is sy na aap behtar faisla kr skty hen or na he aap achy tareky sy market ko smjh skty hen. ho skta h apki trade loss me chli jay jis ki wja sy aap apny emotions py control nhe kr paty or us tension ki wja sy mazeed loss kr jaty jiski wja sy apka stress barhta h. is liy behtar yahe h aap trade usi wqt karen jb aap full focused hn apny emotions py control kr sken or ak dam tension free relaxed condition me hn. is k ilawa apko market ki situation ko bhe achi trha smjhna chahiy usk bad e koi faisla kr k trade karen jitne tension me trade karen gy utna e loss hony k chance barhty jaaen gy is liy himmat bilkul na haren or apny mind ko stress free kr k full attentive ho k trading karen.
          • #6 Collapse

            Re: Tension main kbi trade na lgain?

            dear friend ap na bilkul theak kaha ha k forex trading aik risky business ha is mn kbi bhi tention mn trade nhi lgani chayay keun k tention mn trade lganay sa apki chhoti sa mistake sa bhi apko bahot barra loss ho skta ha isliay hmesha fresh minde k sath trade lgayn ta k achhi trading kr k achha profit hasil kr sken
            • #7 Collapse

              Re: Tension main kbi trade na lgain?

              ji han aapki baat bilkul theek hai tension mein kabhi bhi trading na Karen soch samajhkar trading Karen pareshani ya tension mein trading karenge to aap sirf loss hoga aur aap na kami ka samna karenge kamyabi ke liye zaruri hai hamesha mehnat ke sath kam Karen market ko acchi tarah analysis Karen apne analysis ko strong banaye aur Achcha entry point milane per hi trade open Karen Taki aap Jo trade open Karen usse aapko bahut Achcha profit ho aur aap loss se baccha ke isiliye hamesha mehnat Karen aur Achcha profit Hasil karne ki koshish karen se ek online business hai is mein jitni mehnat ke sath fresh mood hokar active mein hokar trading karenge to aapko bahut accha profit hoga aur aap kamyabi Hasil kar sakenge
              • #8 Collapse

                Re: Tension main kbi trade na lgain?

                Assalamualaikum.
                Dear Forex members.
                Jii han bilkul agar ap tension mein hein tu kabhi bhi ap kk trade nahi lagani chahaye kyunki tension k waqt ap mentally disturbed hoty hein aur ka mind kisi aur jagah par hora hy jiss ki wajah sy ap apnii trade par focus nahi kar sakty aur ap ko loss ho jatA hy isliye uss waqt trade lagayen jab ap ka mind fresh ho aur ap ka pora focus ap ki apni trade par ho ta k ap ko loss k chances kam se kam hoon.
                Shukriya
                • #9 Collapse

                  Re: Tension main kbi trade na lgain?

                  je han dear forex Friend hamen hamen kabhi bhe tension mein trade ni lagani chihay r hamen forex mein ache learning kay sath kaam karna chihay ager ache learning or mehnaat say kaam kartay rehen gay to he ham log forex say bohut ache earning hasell kar saken gay trading mein hamen apni learning k behtar karnay kay ley zyada say zyada mehnaat say kaam ko jare rakh kar kaam karna chihay r apni learning ko strong bananay kay ley apnay experience ko behtar kar kay kaam kartay rehnay chihay or achay say acha knowledge gain karnay ke zaroorat par zoor dayna chihay takeh acha kaam karnay ke himaat bhe ho or sabar bhe ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Tension main kbi trade na lgain?

                    Assalam Alaikum!
                    Umeed h ap sab thik honge aur apni zindagi mein khush honge,baat yah hai ki agar aapko farz Karen trading ke dauran nuksan ho jata hai to is Surat mein aap har post har giz trade na Karen kyunki tension mein aap Koi durust faisla nahin Le sakte apni trading Ka hawale se.
                    Mera aap sabko dostana Mashwra hai tension ke dauran trading har giz na Karen.A
                    gar aap Forex Trading mn aik successful trader banna chahte hn to aaap ko sabr se kam lena hoga������❤️
                    • #11 Collapse

                      Re: Tension main kbi trade na lgain?

                      forex members, umid hai keh ap sub theek hun gay, bat ye hai keh tension ma kabhi trada na lagaye ,ge han sai kaha gia ha agr ap tension ma trade lagay gay to ap perfect time pe perfect trade nhy laga sako gay, jub perfect trade nhy lagy gi to apko profit nhy hoga, jub profit he nhy hoga to apki mehnat zaye jaye gi, jitna hamara mind fresh hoga utni hamare trading acchi Ho Gai aur Hamen achcha profit mil sakeg
                      • #12 Collapse

                        Re: Tension main kbi trade na lgain?

                        Assalamu alaikum dear member sahi kaha hai aap sabne to hamen tension mein kabhi bhi trade nahin lagani chahie agar Ham tension mein trade lagaenge to aise mein loss ho sakta hai hamen trade soch samajhkar lagani chahie mehnat aur imandari ke sath tension se Kiya Gaya kam kabhi bhi kamyab nahin hota mehnat karenge imaandari ke sath apni kam ko complete karenge to jarur kamyab honge acche profit ke sath
                        • #13 Collapse

                          Re: Tension main kbi trade na lgain?

                          Assalam o alaikum ji janab kesse hain aap sub hum sub jante haien keh hum jo bhi kaam kerte haien chahe wo chota sa hi keyon na ho agar uss ko hum tension mien kerien ge to hum kabhi bhi kamyab nahien ho sakte issi tarh forex mien bhi hamien tension free ho ker kaam kerna chahie iss se hamare kaam ki quality bahut achi ho gi aur hum log iss mien kamyab ho sakte hain .
                          • #14 Collapse

                            Re: Tension main kbi trade na lgain?

                            Yes dear bilkul aisa hi hai Forex trading market me agar aap tension Lekar Koi trade open karte hain to ismein aapko bahut jyada problem ho sakti hai Kyunki Forex trading market mein aapke liye different important factors ko apni setting Mein include karna aur iske sath sath different stages per tension Lena aapke liye bahut jyada dangerous ho sakta hai aapko Hamesha Forex trading market Mein consistently is platform par focus karna hota hai aur ismein aapko maximum advantages ko increase karne ke liye consistently tension free hokar trading karna hoti hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Tension main kbi trade na lgain?

                              ji han friends jab aapka mind relax na ho aap kisi tension mein hun tab aap trade mat lagaen kyunki jaab ap tension mein hote hain to aapki common sense bilkul Hi Kam nahin kar rahi ho to aur aap galat decision ly jaate Hain isliye aap jab relax Hon tab aap trade lagaya Karen tension ke sath aap apna kam na Karen aise aap ko fayde ki bajaye nuksan hoga aap chahte Hain ki aap ko fayda Ho na ki nuksan ho isliye pahle khud ko relax Karen uske bad apni trading jari Karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X