Dragonfly Doji Candlestick ki pehchan aur us ka trading me faiday
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dragonfly Doji Candlestick ki pehchan aur us ka trading me faiday
    Assalamu alaikum dear member Forex trading members agar aap Forex trading market mein trade krny say pehly analysis krnty hain tu is mein aik bahut hi important Candlestick hai jisy aap dragonfly Doji Candlestick ka Nam sa janty hain. Is candlestick pattern ko study karna buht important hota hai, qk is say ap ko trading me buht help milti hai main ap say iski kuch important information share krna chata hn ta k ap ko trading me aasani ho.

    Dragonfly candlestick introduction

    Dear forum member dragonfly doji candlestick aik trend reversal candlestick hai, is k zayda powerful effect tab hota hai Jab aapko market mein support level per milti hai. Ya Candlestick aapko market mein bulls pressure ko show krti hai agr ap ko yah candlestick Kisi bary time frame main mil jay to buht strong signal hota hai.

    Dragonfly body type

    Agar aap forex market mein Dragonfly Doji Candlestick ko pehchan chahaty hain, tu isko pehchana bahut hi aasan hota hai. Is Candlestick ki body bilkul choti hoti hai aur is Candlestick ka shadow body sa 2 to 3 times lamba hai. is Candlestick ki body hamesha uper s hoti hai or is ka shadow downside per hoti hai agr ap dragonfly candlestick ko study kr k trade krty hain to ap ko trading me buht benefit hota hai.

    Explanation

    Dragonfly Doji Candlestick ko daikhty k bad aapko Forex trading mein buying ki opportunity Ka signal milta hai qk ya Candlestick ap ko market main buyer's pressure ko show krti hai aur ap ko batati hai k buyers pressure zayda hai as compared to seller pressure. Is liye is Candlestick k bad market mein maximum chances upper jany k hoty hain lakin safe rehny k liy ap ko Hamesha money management aur risk to reward ratio ko follow krna chaiy.

    Chart ki madad say Explanation

    Dragonfly Doji Candlestick ko properly identify karne ke liye ap ko iski pehchan hona bahut zarori hoti hai, ager ap candlesticks ko daikh kr trade krty hain to ap ko loss hony k buht kam chances hoty hain.


    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	13
Size:	3.3 کلوبائٹ
ID:	12471539
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Dragonfly Doji Candlestick ki pehchan aur us ka trading me faiday

    importance of Dragonfly Doji Candlestick aur us ka trading mai benefit

    Dear all member trading karne se pahle aapko candlestick knowledge hona chahie. agar aap Forex trading market mein trade krny say pehly analysis krnty hain tu is mein aik bahut hi important Candlestick hai jisy aap dragonfly Doji Candlestick ka Nam sa janty hain. Is candlestick pattern ko study karna buht important hota hai, qk is say ap ko trading me buht help milti hai main ap say iski kuch important information share krna chata hn ta k ap ko trading me aasani ho. Aur aap ek acchi profitable trade kar sakte hain

    introduction

    Assalamu alaikum Dear forum member dragonfly doji candlestick aik trend reversal candlestick hai, is k zayda powerful effect tab hota hai Jab aapko market mein support level per milti hai. Ya Candlestick aapko market mein bulls pressure ko show krti hai agr ap ko yah candlestick Kisi bary time frame main mil jay to buht stong signal hota hai. Isase aap bahut acchi trade kar sakte hain

    Type of Dragonfly body

    Iss ko analysis krna bot asan ha Agar aap forex market mein Dragonfly Doji Candlestick ko pehchan chahaty hain, tu isko pehchana bahut hi aasan hota hai. Is Candlestick ki body bilkul choti hoti hai aur is Candlestick ka shadow body sa 2 to 3 times lamba hai. is Candlestick ki body hamesha uper s hoti hai or is ka shadow downside per hoti hai.

    Explanation

    Bahut soch samajh Kar koi bhi decision Lena chahie Dragonfly Doji Candlestick ko daikhty k bad aapko Forex trading mein buying ki opportunity Ka signal milta hai qk ya Candlestick ap ko market main buyer's pressure ko show krti hai aur ap ko batati hai k buyers pressure zayda hai as compared to seller pressure. Is liye is Candlestick k bad market mein maximum chances upper jany k hoty hain. Apne account ko save rakhkar trade karna chahie

    Dragonfly Doji Candlestick chart ki madad se explanation

    Agar aap chart Ko dekhe to isko pahchan karna bahut aasan hai Dragonfly Doji Candlestick ko properly identify karne ke liye ap ko iski pehchan hona bahut zarori hoti hai, ager ap candlesticks ko daikh kr trade krty hain to ap ko loss hony k buht kam chances hoty hain aur aap bahut acchi trade kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Dragonfly Doji Candlestick ki pehchan aur us ka trading me faiday

      dragonfly doji aik japani shama roshni ka namona hai jo sarmaya karon ki adawat ka ishara aur mumkina rujhan ko tabdeel karne ka kaam karta hai. mom batii ke chart mein apni anokhi" t" shakal ki wajah se dekhna nisbatan easy aasaan hai, jo is trading day ka nateeja hota hai jo neechay ki taraf khoola jata hai aur phir khil kar qeemat ke qareeb achanak band hojata hai .Candlestick Basicsshama roshni ka jism iftitahi aur ikhtitami qeemat ke darmiyan had ke barabar hota hai, jabkay saaye, ya" VICKS ", rozana oonchai aur kam ki numaindagi karte hain. drign flayi doji ki soorat mein, iftitahi, ikhtitami, aur rozana onche qeemat sab aik jaisay hain. is terhan ka namona tab hi ho sakta hai jab market mein tijarat hojaye aur phir is ka rukh tabdeel hojaye lekin ibtidayi qeemat se oopar nah barh jaye .rozana iftitahi satah tak pounchanay ke l- to qeemat sirf itni hi ulat kyun hai? mumkin hai, yeh is liye hai ke sarmaya car ghair janabdaar hain, ibtidayi tijarti auqaat mein ghalib anay walay ma baad mein mazeed yaqeen nahi rakhtay hain balkay is baat ka bhi yaqeen nahi rakhtay hain ke security mein koi haqeeqi izafi salahiyat mojood hai .Dojisdoji aik session ka naam hai jis mein security ke l- the mom batii khuli aur qareeb hoti hai jo amli tor par masawi hoti hai aur aksar namonon mein jazo hoti hai. doji mom btyon mein kisi cross, ulti cross, ya jama alamat ki terhan nazar atay hain. sirf, doji ghair janabdaar namonon hain jo mutadid ahem namonon mein bhi numaya hain. jab koi security khula aur qareeb kisi muqarara muddat ke liye amli tor par masawi ho aur aam tor par takneeki tajzia karon ke liye aik ulat patteren ka ishara karta hai to aik doji shama roshni ka form bantaa hai .drign flayi doji kya ishara karta haijab yeh shehar ke neechay ki taraf bantaa hai to, drign flayi doji ko rujhan ke ulat jane ka aik qabil aetmaad ishara samjha jata hai. is ki wajah yeh hai ke qeemat karobari din ke douran aik support level par padtee hai, jis se ishara hota hai ke farokht kanandah ab market mein kharidaron ki tadaad ko ziyada nahi rakhtay hain. agar security ko over sale samjha jata hai, jis mein izafi takneeki isharay ki madad ki zaroorat prhskti hai to, anay walay dinon mein bhi aik bail tehreek chal sakti hai. izafi indraaj points ke l- this yeh mauqa ho sakta hai, khaas tor par agar aglay din bazaar mein ziyada khuli hui ho .
       
      • #4 Collapse

        Re: Dragonfly Doji Candlestick ki pehchan aur us ka trading me faiday

        Importance of Dragonfly Doji Candlestick.

        Forex trading members ye ik bahut hi important Candlestick hai jisy aap dragonfly Doji Candlestick ka Nam sa janty hain. Agar aap market ko study Karen aur usko acche se analyse Karen to candlestick pattern ko study karna buht important hota hai, qk is say ap ko trading me buht help milti hai main ap say iski kuch important information share krna chata hn ta k ap ko trading me aasani ho. Or app kisi bi loss se buch saken.

        Introduction

        Dragonfly doji candlestick aik trend reversal candlestick hai, is k zayda powerful effect tab hota hai Jab aapko market mein support level per milti hai. Ya Candlestick aapko market mein bulls pressure ko show krti hai agr ap ko yah candlestick Kisi bi time frame main mil jay to buht stong signal hota hai.
        Or iss se ap bot achi trade kr sakte hai.

        Explanation

        Market ko acchi tarah study karne ke bad or Dragonfly Doji Candlestick ko daikhty k bad aapko Forex trading mein buying ki opportunity Ka signal milta hai qk ya Candlestick ap ko market main buyer's pressure ko show krti hai aur ap ko batati hai k buyers pressure zayda hai as compared to seller pressure. Is liye is Candlestick k bad market mein maximum chances upper jany k hoty hain lakin safe rehny k liy ap ko soch samajh Kar decision Lena chahie.

        Chart ki madad say Explanation

        Dragonfly Doji Candlestick ko properly identify karne ke liye ap ko iski pehchan hona bahut zarori hoti hai, ager ap candlesticks ko daikh kr trade krty hain to ap ko loss hony k buht kam chances hoty hain
        Dragonfly body type
        Agar aap forex market mein Dragonfly Doji Candlestick ko pehchan chahaty hain, tu isko pehchana bahut hi aasan hota hai. Is Candlestick ki body bilkul choti hoti hai aur is Candlestick ka shadow body sa 2 to 3 times lamba hai. is Candlestick ki body hamesha uper s hoti hai or is ka shadow downside per hoti hai agr ap dragonfly candlestick ko study kr k trade krty hain to ap ko trading me buht benefit hota hai. Or ap boot achi trade kar sakte hain aur bot acha peofit hasil kr sakte hain.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Dragonfly Doji Candlestick ki pehchan aur us ka trading me faiday

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehtisham-Ahmad پيغام ديکھيے
          Assalamu alaikum dear member Forex trading members agar aap Forex trading market mein trade krny say pehly analysis krnty hain tu is mein aik bahut hi important Candlestick hai jisy aap dragonfly Doji Candlestick ka Nam sa janty hain. Is candlestick pattern ko study karna buht important hota hai, qk is say ap ko trading me buht help milti hai main ap say iski kuch important information share krna chata hn ta k ap ko trading me aasani ho.

          Dragonfly candlestick introduction

          Dear forum member dragonfly doji candlestick aik trend reversal candlestick hai, is k zayda powerful effect tab hota hai Jab aapko market mein support level per milti hai. Ya Candlestick aapko market mein bulls pressure ko show krti hai agr ap ko yah candlestick Kisi bary time frame main mil jay to buht strong signal hota hai.

          Dragonfly body type

          Agar aap forex market mein Dragonfly Doji Candlestick ko pehchan chahaty hain, tu isko pehchana bahut hi aasan hota hai. Is Candlestick ki body bilkul choti hoti hai aur is Candlestick ka shadow body sa 2 to 3 times lamba hai. is Candlestick ki body hamesha uper s hoti hai or is ka shadow downside per hoti hai agr ap dragonfly candlestick ko study kr k trade krty hain to ap ko trading me buht benefit hota hai.

          Explanation

          Dragonfly Doji Candlestick ko daikhty k bad aapko Forex trading mein buying ki opportunity Ka signal milta hai qk ya Candlestick ap ko market main buyer's pressure ko show krti hai aur ap ko batati hai k buyers pressure zayda hai as compared to seller pressure. Is liye is Candlestick k bad market mein maximum chances upper jany k hoty hain lakin safe rehny k liy ap ko Hamesha money management aur risk to reward ratio ko follow krna chaiy.

          Chart ki madad say Explanation

          Dragonfly Doji Candlestick ko properly identify karne ke liye ap ko iski pehchan hona bahut zarori hoti hai, ager ap candlesticks ko daikh kr trade krty hain to ap ko loss hony k buht kam chances hoty hain.


          [ATTACH=CONFIG]30393[/ATTACH]

          Assalam o alaikum dear friendsDoji candlestick k baary me ye bhai ny bohat hi acha introduction krwaya hy is tarah ka introduction koi kam hi kamrwa sakta hy
          Doji candilstick pattern poori trading market me bohat hi zabardast pattern hy q k is candle stick ki madad se ap market ko bohat hi achy treeky se analyse kr sakty hy apko is candle stick ko dekhty hi ak opportunity mill jaati hy isi liye in tamaam candlesticks k pattern ko jaan'na bohat hi zroori hy

          DOJI CANDLESTICK KI PEHCHCHAN KESE?
          Doji
          candlestick ki pehchaan bbohat hi asaan hy is ki picture bhi ma ny show krkrwa di hy ap is ko dekh k pehchan sakty hyn k doji candle is tarah ki hoti hhy
          Doji candle ko dekhty hi hamen samajh aajati hy k market me is waqt buy ki opportunity bohat hi ziada hy jab bhi ap is tarah ki candle dekhty hyn tou confirm buy ki trade lagaa dia kren q k ye buyer pressure ko show krti hy or is candle ki waja se lo bohat hi ziada profit kamaa sakty hyn lekin ye opportunity un logon k liye hy jo is ko jaanty hyn or is k baary me acha knowledge bhi rakhty hyn
          Ye DOJI candle hy ye hamesha neecneechy se banti hy or iska shadow iski body se ziadaa hota hy matlab k is ki wick ziada hoti hy jab k iiski body thorri kam hoti hy ya na hony k barabar hoti hy
          Click image for larger version

Name:	download.jpeg
Views:	1
Size:	13.0 کلوبائٹ
ID:	12342066

          Time frame k lehaz se dodoji candle ki importance
          Dear friends timeframtimeframe k lehaaz se doji candlecandlestick pattern bohat hi ehm role adaa karta hy apko ue pata hona chaye k jitny barry time frame me ye candle banti hy iskoisko utna hi ziada buy krny kk chances confirm hojaaty hyn or timeframe k lehaazlehaaz se utna hi isko ap lambylamby time k liye buy kar saktsakty hyn ue candle isi liye bohat hi important role aadaa krti hy forex market me or ap is se faida uthauthaa sakty hyn

          اب آن لائن

          Working...
          X