BioFlock Fish Farming
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    BioFlock Fish Farming
    Dear Friends

    Ap ko jaisy pata ho ga kay fish farming Pakistan mai jo ki jati hai woh kafi baray raqbay main pani kay undar fish ko pala jata tha or phir us ki farming kar kay log earning karty thy lekin yeh tareeqa ab purana ho chuka hai or developed countries main tu samaj lain khatam ho chuka hai. es ki jaga ab biolock fish farming nay lay li hai yeh aik tank teyar kiya jata hai samaj lain aik marla kay upar tu us kay undar oxygen provide kar kay fish ki farming ki jati ha

    es tank mai ap 1000 sy 1200 fish ko dal kay 6 sy 8 month tak es ki carekar kay acha khasa profit kama sakty hain

    Shukriya.

اب آن لائن

Working...
X