EA ka use ap ko future main career nahi banany dy ga.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    EA ka use ap ko future main career nahi banany dy ga.
    Dear Forex Members

    Ap trading main aik bat samaj lain. jab ap apni trading mai kudh time nahi dy gy or ap EA pay depend karain gy tu future mai ap ka koi career nahi hoga. ap just loss ki taraf ja sakty hian. ap kay pas option hai kay ap manual trading mai kam karain. jab manual trading mai kam karain gy tu ap ko future main acha earning karny ko mil sakta hai. ap achy decision lay skaty hian or jab tak ap kudh kam karin gy tu ap ko loss be hota hai tu future main apko acha earning karny ko mil sakti hai.

    Ap ko cheye kay jab be ap trade karian tu kudh karian manual trade karian. EA pay depend krain gy tu ap ko future main loss ho ga. ap ki apni mistake hai woh recover ho jati hai lekin jab ap apni trade ko just EA pay chor daity hian tu ap ko bad mai koi samaj nahi ati hai ap ko kiya karna hai. ap es ki taraf tawaju dainy sy behtar hai learning pay focus karain.

اب آن لائن

Working...
X