Trend Details
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trend Details
    Forex market mein agar aap kam Yaha bhi aasan karna chahte hain to ismein aapko hamesha sabse pahle market ke trend ko karna hota hai kyunki jab aap market ke trend ko isliye identify kar lete hain to aap bahut acchi Tarah trading kar sakte hain market trend most important factor hota hai isliye aapko market trend ki hundred percent information hasil kar leni chahie. Jab aap market trend ko acchi tarah identify kar lete hain, to aap ismein bahut acchi trading kar sakte hain aur ismein aapko bahut jyada fayda mil sakta hai. Market trend se related main aapko kuchh information dena chahta hun.

    Intruduction of Trend

    Sabse pahle aapko market mein trend ka introduction hasil karna hota Hai. Trend ko define ktny kay liye main aapko batana chahta hun kay Market Trend aik eisa important tool hai, Jo aapko market mein profitable trading karne ke liye useful information provide kar raha hota hai. Market hamesha apni retracement complete karny Kay bad apni long term trend main apni movement complete krti hai.

    Identifying Trend

    Dear forex traders Agar aap market trend ki proper identification karna chahte hain, to uske liye aap different important factors ko properly learn karke market ke trend ko find out kar sakte hain. Trend ki identification bahut important factor hota hai. Agar aap moving average indicator ki basis per iski identification karna chahte hain to aapko hamesha last 200 candlestick ki average ki basis per bhi market trend find out karne ke liye ek acchi information available ho sakti hai.

    Trade in Trade

    Dear member Jab aapko yah information mil jaati hai ki market mein selling ka trend hai to aapko hamesha market mein Buying trade se avoid karna chahie. Trend main trade krny kay liye specific technique hoti hain. Agar aap market mein Koi buying trade karna chahte hain, to aapko hamesha intraday trading ya phir scalping trading technique ki basis per apne targets ki achievement karne ke bad immediately market se exit kar lena chahie. Aur selling trend main hamesha aapko selling trend per hi focus karna chahie.

    Types of Trend

    Forex trading market kay trend ko achi tarah samjny kay bad aapko yah idea milta hai kay iski following 3 types hoti hain.

    Bullish Trend

    Market mein jab consistently prices rise kar rahi Hoti Hai to aisi situation ko bullish trend kaha jata hai aapko hamesha aisi condition mein selling karne se avoid karna hota hai aur Market mein buying entry leni Hoti Hai kyunki yah aapke liye most important confirmation hoti hai aur aisi situation main aapke liye profitable platform Ban sakta hai.

    Bearish Trend

    Sometime market main aapko negative pressure mil raha hota hai aur prices negative zone mein hoti hai aur Market consistently downwards apni movement complete kar rahi hoti hai aisi situation aur scenario ko aap bearish trend ka naam de sakte hain aisi condition main aapko hamesha selling hi Karni chahie aur ek acchi entry find out Karni hoti hai jo aapko achcha se achcha profit de sake.

    Sideway Trend

    Market mein sometime aisi situation hoti hai jismein aapko market mein volatility zero level per milati hai aisi condition main market apni varmint bahut minimum karti hai aur aapko aisi condition main market se totally trading karne se avoid karna chahie kyunki aisi situation aapke liye bahut jyada dangerous ho sakti hai.

    Trend Importance

    Dear forex members Agar aap market ke overall long term trend ko find out kar lete hain, to ismein aapko definitely bahut acchi trading techniques aur strategies ki basis per profitable technique aur trading ke liye ek acchi position mil sakti hai. Market mein hamesha trend ki bahut jyada importance hoti hai. Trend ki definitely bahut zyda importance hoti hai. Agar aap market Trend ke against jaenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte hai.

اب آن لائن

Working...
X