Bearish Harami Candlestick
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bearish Harami Candlestick
    Introduction:
    forex trading main learning, knowledge aur experience ka hona bohat zarori hai. Dear members, forex trading me loss say bachny k liye, aur aik profitable trade krny k liye, technical analysis skills aur candlesticks ka knowledge ka hona bohat zarori hai. Aj main ap sy aik important candlestick pattern k bary main discuss krna chahta hu. Wo pattern “Bearish Harami Candlestick” hai. Agar hum loss sy bachna chahty hain aur risk sy avoid karna chahty hain to is pattern ki understanding bohat zarori hai. Isi candlestick ki knowledge gain kr k, hum blind trading sy avoid kar k profit earn kar sakty hain aur risk management kr k loss sy bach sakty hain. Aur perfect trading kar sakty hain

    Bearish Harami Candlestick:
    Bearish Harami, two bar ka Japanese candlestick pattern hai, jo batata hai, k prices jald he downside move kar sakti hain. Ye pattern aik lambi white/bullish candle p mushtamil hota hai, jis k bad aik choti c black candle hoti hai. Second candle ki opening aur closing prices, pehli candle k under majud honi chaiye. Bearish Harami ki tashkeel sy pehly aik uptrend hota hai.


    Click image for larger version

Name:	images (16).png
Views:	8
Size:	14.5 کلوبائٹ
ID:	12507108

    Important point of Bearish Harami Candlestick pattern:


    1. Bearish harami candlesticks ka aisa chart hai, jo bull price movement main reversal ko indicate karta hai.

    2. Ye aam tor p price main thori kami ki taraf, yani black candle ki taraf ishara karta hai. Jo k pichly aik ya do din sy di gyi activity ki uper ki qeemat ki movement main shamil ho sakti hai.


    3. Traders technical indicators, jasa k Relative strength index aur stochastic oscillator, jis main bearish harami hai, kamyab trade k chances ko barha sakty hain.


    Bearish Harami explained:
    Dear members, Bearish Harami main second candle ka size, pattern ki taqat ko zahir karta hai. Jitni ye candle choti ho g, us ki reversal ka chance utna ziada ho ga. Bearish harami ka opposite pattern bullish harami hai, jo k nechy ki taraf jata hai aur suggest karta hai k prices upside ki taraf reverse ho sakti hain.


    Trading in “Bearish Harami Candlestick pattern”:
    Bearish Harami main trade karty waqt agar hum in chezo ka khayal rakhain, to acha result gain kar sakty hain. Un ma sy kuch point nechy explained hain.


    Click image for larger version

Name:	download (2).png
Views:	15
Size:	5.4 کلوبائٹ
ID:	12507109


    Price action:
    Dear members, jab prices Harami pattern main dosri candle sy nechy break hoti hain, to aik short position li ja sakti hai. Ye Harami candlestick sy thora nechy stop-limit order dy kar kia ja sakta hai, ye un traders k lye ideal hai, jin k pass trade dekhny ka time nhi hai. Traders k risk ki bhuk ko dekhty hue, stop-loss order Harami candlestick k uper, ya white candlestick k uper rakha ja sakta hai. Profit ka target set krny k lye, support aur resistance k area ko use kia ja sakta hai.


    Indicators:
    Dear members, Bearish Harami candlestick pattern main technical indicators ko istemal kar sakty hain, jasa k RSI aur Stochastic oscillator bearish harami k sath successful trade k chances ko barha sakta hai. Jab ye pattern banta hai, aur indicator overbought ka signal deta hai, to aik short position li ja sakti hai. Jasa k downtrend main bearish harami ki trade karna behtar hai, is k lye indicators ko ziada sensitive banana beneficial sabit ho sakta hai. Ta k ye is trend main buying k doran ziada buying ko register kary. Profit us time liya ja sakty hain, jab indicators wapis oversold territory k area main enter ho jaye. Wo trader jo ziada profit chahty hain, wo aik he indicator ko bry time frame main use kar sakty hain.


  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bearish Harami Candlestick

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Bearish Harami Candlestick Pattern


    Price chart par jab prices buyers k bohut ziada pressure ki waja se bullish jati hai, to wahan par aksar iss ko reversal honne k imkanat hote hen, jiss main aksar kuch aise pattern hote hen, jo do candles par mushtamil hote hen. Bearish chart pattern prices k top par ya bullish trend main banta hai, jo k do candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle aik long real body wali bullish candle hoti hai, jiss k baad aik small bearish candle hoti hai, jo k pehli candle k andar banti hai. Pattern ki dosri candle pehli candle k andar open bhi hoti hai aur close hoti hai. Pattern ki dosri candle prices ko aik to bullish jane se rokti haia ur dosra ye candle aik bearish hone ki waja se trend reversal ka kaam karti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (884).png
Views:	4
Size:	7.9 کلوبائٹ
ID:	12371267

    Candles Formation


    Bearish harami candlestick pattern prices k top par do mukhtalif candles ka aik bearish trend reversal pattern hai, jiss ki pehli candle bullish aur dosri bearish hoti hai. Pattern main candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;

    Click image for larger version

Name:	images (883).png
Views:	6
Size:	2.1 کلوبائٹ
ID:	12371268

    1. First Candle: Bearish harami candlestick pattern ki pehli candle aik bullish candle hoti hai, jo prices k top par ya bullish trend ki continuation ka kaam karti hai, q k ye aik long real body wali candle hoti hai. Ye candle aik white ya green color ki candle hoti hai.

    2. Second Candle: Bearish Harami Candlestick pattern ki dosri candle aik real body wali bearish candle hoti hai. Ye candle small candle hoti hai, jo k open aur close pehli candle k andar hoti hai. Bearish candle black ya red color main hoti hai, jo k prices ko bullish jane se rokti hai.

    Explaination

    Bearish Harami Candlestick pattern aik bearish trend reversal pattern hai, jo k do candles par mushtamil hota hai. Ye pattern prices k top par ya bullish trend main banne ki waja se prices ko mazeed upper jane se rokti hai. Ye pattern same to same dekhne main aik "Decending Hawk Candlestick Pattern" ki tarah hota hai, lekin dosri candle ki real body black candle banti hai. Bearish harami pattern ki dosri candle aik small real body wali hoti hai jo k pehli candle ki real body main open aur close dono hoti hai. Candle k open aur close same point par nahi hona chaheye, q k iss se ye pattern "Bearish Harami Cross Pattern" main badal sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (882).png
Views:	3
Size:	2.4 کلوبائٹ
ID:	12371269

    Trading

    Bearish harami candlestick pattern trend reversal ka pattern hai, jiss se market main sell ki entry karte hen. Pattern k top par sellers ziada active ho jate hen. Trend reversal pattern par trading trend continuation patterns ki nisbat ziada riski hoti hai, iss waja se pattern par trading se pehle market main aik bearish ya black candle ka hona zarori hai. Jiss ki real body honi chaheye, jiss main open aur close same point par na ho. Agar pattern k baad bullish candle banti hai, to ye pattern invalid ho jayega, jiss par entry nahi karni chaheye. Stop Loss pattern k sab se top position ya pehli candle k vlose point se two pips above select karen.

    Click image for larger version

Name:	images (885).png
Views:	2
Size:	15.1 کلوبائٹ
ID:	12371266
    • #3 Collapse

      Re: Bearish Harami Candlestick

      Introduction,,
      sir
      forex dear jab bh fundamental learning, information aur experience ka hona bohat zarori hai. Dear individuals, forex exchanging me misfortune say bachny k liye, aur aik beneficial exchange krny k liye, specialized examination abilities aur candles ka information ka hona bohat zarori hai. Aj primary ap sy aik significant candle design k bary principle talk about krna chahta hu jay...
      . Wo design "Negative Harami Candlestick" hai. Agar murmur misfortune sy bachna chahty hain aur hazard sy keep away from karna chahty hain to is design ki understanding bohat zarori hai...

      Bearish Harami Candlestick pattern,,
      sir
      kaam say hi Isi candle ki information gain kr k, murmur blind exchanging sy stay away from kar k benefit procure kar sakty hain aur hazard the executives kr k misfortune sy bach sakty hain. Aur wonderful exchanging kar sakty haiBearish Harami, two bar ka Japanese candle design hai, jo batata hai..
      k costs jald he drawback move kar sakti hain. Ye design aik lambi white/bullish light p mushtamil hota hai, jis k awful aik choti c dark candle hoti hai. Second light ki opening aur shutting costs, pehli flame k under majud honi chaiye. Negative Harami ki tashkeel sy pehly aik upturn hota hai...

      Bearish Harami Candlestick chart explain,,
      sir
      Dear frends, hit costs Harami design primary dosri light sy nechy break hoti hain, to aik short position li ja sakti hai. Ye Harami candle sy thora nechy stop-limit request dy kar kia ja sakta hai, ye un merchants k lye ideal hai, jin k take a break nhi hai. Dealers k gamble ki bhuk ko dekhty shade, stop hoga..
      -misfortune request Harami candle k uper, ya white candle k uper rakha ja sakta hai. Benefit ka target set krny k lye, support aur opposition k region ko use kia ja sakta haDear individuals, Bearish Harami candle hy...

      Bearish Harami Candlestick and markeet trends,,
      sir,,
      kaam say hi design primary specialized markers ko istemal kar sakty hain, jasa k RSI aur Stochastic oscillator negative harami k sath fruitful exchange k possibilities ko barha sakta hai. Punch ye design banta hai...
      aur pointer overbought ka signal deta hai, to aik short position li ja sakti hai. Jasa k downtrend primary negative harami ki exchange karna behtar hai, is k lye pointers ko ziada touchy banana useful sabit ho sakta hai. Ta k ye is pattern primary purchasing k doran ziada purchasing ko register kary..
      Bearish Harami Candlestick say trading,,
      sir
      jab bh Benefit us time liya ja sakty hain, poke markers wapis oversold region k region primary enter ho jaye. Wo dealer jo ziada benefit chahty hain, wo aik he pointer ko bry time period principle use kar sakty hain.
      Value diagram standard poke costs purchasers k bohut ziada pressure ki waja se bullish jati hai..
      to wahan standard aksar iss ko inversion honne k imkanat hote hen, jiss primary aksar kuch aise design hote hen, jo do candles standard mushtamil hote hen. Negative graph design costs k top hy...
      Bearish Harami Candlestick and bearish level,,
      sir,,
      trad say hi standard ya bullish pattern fundamental banta hai, jo k do candles standard mushtamil hota hai, jiss principle pehli candle aik long genuine body wali bullish flame hoti hai, jiss k baad aik little negative hy..
      candle hoti hai, jo k pehli light k andar banti hai. Design ki dosri light pehli candle k andar open bhi hoti hai aur close hoti hai. Design ki dosri candle costs ko aik to bullish jane se rokti haia ur dosra ye flame aik negative sharpen ki waja se pattern inversion ka kaam karti hai.
      Negative hy..
      Importence of Bearish Harami Candles,,
      sir,,
      Harami Candlestick design aik negative pattern inversion design hai, jo k do candles standard mushtamil hota hai. Ye design costs k top standard ya bullish pattern fundamental banne ki waja se costs ko mazeed upper jane se rokti hai. Ye design same to same dekhne principle aik "Decending Hawk hy..
      Candlestick Pattern" ki tarah hota hai, lekin dosri candle ki genuine body dark flame banti hai. Negative harami design ki dosri light aik little genuine body wali hoti hai jo k pehli flame ki genuine body primary open aur close dono hoti hai...
      Candle k open aur close same point standard nahi hona chaheye, q k iss se ye design "Negative Harami Cross Pattern" say trading ho ga,...
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Bearish Harami Candlestick

        Bullish Harami Candlestick Pattern


        Bearish harami candlestick pattern do candles par mushtamil hota hai, jiss main 1st candle aik white candle hoti hai, jab k 2nd day ki candle aik small real body wali black candle hoti hai. Pattern ki 2nd day ki bearish candle 1st day ki white candle k andar engulf hoti hai, yanni black candle white candle k high aur low k inside main open aur close hoti hai. Pattern ki black candle white candle se size main kam hoti hai.

        Click image for larger version

Name:	images (107).png
Views:	19
Size:	8.2 کلوبائٹ
ID:	12407280

        Pattern ki Pehchan k Rules

        1. Bearish harami candlestick pattern aik bearish trend reversal hone ki waja se qeematon ka pehle se bullish trend ya high price area me hona chaheye.
        2. Pattern ki 1st candle aik white candle hoti hai, jo k bullish trend ki alamat hoti hai.
        3. Pattern ki 2nd candle aik black candle hoti hai, jo k trend reversal ka kaam karti hai.
        4. Pattern ki 1st candle 2nd candle se size me ziada ya bari hoti hai.
        5. Pattern ki 2nd black candle 1st white candle k inside open aur close hoti hai.
        6. Pattern ki dono candles real body aur shadow samet ho sakti hai, jab k 2nd candle ki real body 1st candle ki real body se lazmi kam hona chaheye.


        Click image for larger version

Name:	images (106).png
Views:	12
Size:	2.9 کلوبائٹ
ID:	12407281

        Pattern ki Tafseel


        Bearish harami pattern prices k top par ya bullish trend main ban kar market ka trend bearish reversal bana deta hai. Pattern main shamil dono candles real body main honi chaheye, jiss main 2nd candle 1st candle se size main kam honi chaheye. Pattern ki banne ki psychology kuch iss tarah se hai, jiss main buyers ki prices k top main mazeed dilchaspi nahi rehti hai, aur ussi waqat sellers market main ziada active ho jate hen.

        Click image for larger version

Name:	images (108).png
Views:	9
Size:	6.4 کلوبائٹ
ID:	12407282

        Pattern par Trading ka Amal


        Bearish harami pattern me sellers market main entry karte hen. Pattern ki k baad aik bearish confirmation candle ka hona zarori hai, jo k real body main honne k sath sath 2nd* candle k bottom par close honi chaheye. Lekin white candle banne ki sorat main trade entre karne se parhez karen. Trend confirmation indicator aur oscillator se bhi ki* ja sakti hai, jiss par value overbought zone main honi chaheye. Pattern do candles ka hota hai, iss waja se stop loss ka istemal zarori hai.

        Click image for larger version

Name:	images (109).png
Views:	16
Size:	5.1 کلوبائٹ
ID:	12407283

        اب آن لائن

        Working...
        X