What is zig zag trading indicator?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is zig zag trading indicator?
    INTRODUCTION! Assalamu Alaikum kya haal hai Umeed Karti hun Sab khairiyat se Honge aur eforex trading Mein Achcha profit banaa Rahe Honge aaj ka Hamara topic Hai zigzag Aaj Ham discuss Karenge Ke Forex Mein zigzag ko kaise use karna hai isko use karne se Hamen kya fayda ho sakta hai friends Forex Ek bahut acchi job hai Forex per kam karne ke liye Hamen bahut se indicators ki jarurat hoti hai Agar Ham Forex Mein Kamyab Hona Chahte Hain To Hamen bahut se knowledge ki jarurat hoti hai Forex per kam karne se Hamen Pata Hona chahie ki Sel kab karni hai aur bye kab karni hai Hamen trading Ka Pata Hona chahie ki trade Kaise Lagani Hai kab Lagani hai aur kab kaatni hai Agar Ham Forex per Achcha kam Karenge To Ham successful Honge aur profit Achcha hoga ab Ham baat karenge zigzag ke bare mein Ham Dekhen ge ki zigzag Forex Mein kaise use karna hai iska kya fayda ho sakta hai Hamen Jab Ham Forex per kam Karte Hain To Hamen se indicators ki jarurat hoti hai Jiski madad se Ham forex Mein Kamyab ho sakte hain

    Zig zag indicator kise khte he

    zig zag indicator ko read karna asan hota hey keh market trend kes diection mein hota hey lahza ager yeh down dain say opar bain ke taraf increase ho raha hey lahza price mein ezafay ko zahair karta hey es kay opposite ager zig zag indicator opar bain say nechay dain ke taraf fall ho raha ho to es bat ko indicate karta hey keh trend yakene tor par fall ho raha hey
    yeh batya ja raha hey keh serf market ap ko over behaviour ko batate hey zarore nahe hey keh yeh indicator ho ap serf chart par line ko daikh kar bhe marketmein ja sakte hein yeh ap ko aik basic filter frahm karta hey keh ap ko kes direction mein trade karne chihay

    Click image for larger version

Name:	images (10).png
Views:	4
Size:	25.4 کلوبائٹ
ID:	12529182
    Definition of zig zag trading indicator;
    zig zag indicator kay sath estamal karnay key ley sab say wazah cheezon mein say aik yeh hey Fibonacci retracement levels hein nechay dey gay chart par ap daikh saktay hein keh keh new zealand dollor ko entahai low level par swing karnay kay bad zig zag indicator upper part mein Fibonacci ratracement tool ko estamal kea jata hey chart par wazah key gay area ko daikhen
    market 38.2% ke level par wapes aa gay hey or phir dobara swing kar gay hey yeh aik aisa tareka hey jes mein trader zig zag ka estamal kartay hein Fibonacci retracement tool ko rakhnay ka tareeka hota hey

    Click image for larger version

Name:	images (11).png
Views:	2
Size:	22.8 کلوبائٹ
ID:	12529183

    Trading:
    Friends Forex Ek bahut acchi job Hai Is per Har Insan kam kar sakta hai aur isase Hamen bahut fayda ho sakta hai aaj ka Hamara topic Tha jikr Humne ismein bahut Kuchh Sikha Hamen Pata Chala Ki zigzag ko kaise use karna hai Forex Mein iska Kya Kam hai aur ham isko kaise use Karenge aur Hamen ise kya fayda ho sakta hai

اب آن لائن

Working...
X