Forex Main Hammer Candlestick Pattern Ke Sath Trade
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Main Hammer Candlestick Pattern Ke Sath Trade
    INTRODUCTION




    Dosto kamyab trading ke liye bohat se ayse candle sticks ko market se munafe ke liye choose kya gaya hay jin ko market chart se identify karke aik trader acha munafa hasil kar sakta hay is liye lazmi hay ke hamain un candle stick patterns ke bare main malomat hona zarore hain to dosto jis candle stick pattern ke bare main hum bat karne wale hain us ko hammer candlestick pattern kaha jata hay to aaye dosto is ko tafslle ke sath jante hain

    WHAT IS HAMMER CHART PATTERN




    dosto aab sawal aata hay ke hammer candlestick chart pattern hota kya hay to dosto hammer aik aysa pattern hota hay jis ko japanes ne is ka nam aik hammer yani aik hattore ke uper rakha hay or yah aik trend reversal candlestick consider kya jata hay


    IDENTIFICATION OF THIS PATTERN




    Dosto aab bari aaye hay ke chart main hammer ko kis tarah identify kya jai to dosto simple hay ke jab bhe chart main aap ko aik ayse candle dakhai jos ke body small jab ke us ke lower wick body ke mukable 2% yah us bhe lambi ho or downtrend main bane ho to he us ko aap hammer man sakte hain ham dosto aik bat aur ke hamar ke jo uper shadow ho ge woh yato bilkul thore se yah bilkul bhe nahe hoge



    HOW TO TRADE WITH HAMMER PATTERN




    Dosto uper hamne jana ke hammer kya hota hay or is ko chart main kis tara identify kya jata hay aab jante hain ke hamain hammer ke sath kistarah tradi g karne hay
    dosto jab bhe aap ko down chart main aik ayse candle mil jai jis ko aap har angle se hammer kah sakte jon to is main aap lo is yah dakhna hay ke jab price hammer candle ke high ko cross karle to aap market main intre lay sakte hain or jab tak aap ko koi aysa sign na mil jay jo trend reversal ho tab tak aap market main stay kar sakte hainClick image for larger version

Name:	images (11).jpeg
Views:	14
Size:	35.1 کلوبائٹ
ID:	12531026





  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Main Hammer Candlestick Pattern Ke Sath Trade

    Assalaam.o.alikum dear forex member umeed karta hun k ap theek hun gay or achy tariqy sy apna kaam kar rhy hun gay jaisa k ap janty hain k forex market mai bhoot he ziada candle ka istamaal hota hai candle ky baghair ap kabhi achy tariqy sy kaam nhi kar sakty hain kiyun k candle ky baghair market ka analysis karna na mumkin or baghair analysis kiya ham kabhi bhi trade ko open nhi kar sakty es liye hamen koshish karni chahea taky ham candle ko achy tariqy sy samjh saken or acha analysis karty hoa aachy tariqy sy trade ko open kar ky acha profit hasil karny mai kamyab ho jain tu aye ham aj hammer candle ko understand karny ki koshish karty hain

    What is hammer candlestick pattern

    Dear member hammer candle aik important candle hoti hai jo k hamen market ky reversal ky signal provide karti hain hammer candle aik hathoda types ki candle hoti hai ye aik long wick or shadow wali candle hoti hai es ka upper side ya phr lower side per hathoda shape candle banti hai es ye candle ziada tar support or resistance level ko follow karti hai agar ye candle support ya resistance level per banti hai tu ye confirmation deti hai k market mai reversal hony wala hai tu waha sy ham trade ko open karny mai kamyab ho jaty hain


    Click image for larger version

Name:	download (5).png
Views:	3
Size:	3.8 کلوبائٹ
ID:	12394840


    How to trade with Hammer candlestick pattern

    Dear member hammer candle stick pattern hamen market mai reversal ky signal deta hai ye candle agar resistance level per banti hai tu waha sy ham sell ki entry ko open karty hain or hamara target support level hota hai or agar hammer candle support level per banti hai tu tu waha sy ham buy ki entry lety hain or hamara target resistance level hota hai



    Click image for larger version

Name:	images (4).png
Views:	3
Size:	4.9 کلوبائٹ
ID:	12394841


    How to sL and tP

    Dear member jis trha ham agar resistance level sy hammer candle ki confirmation per trade lety hain tu hamara Sl resistance level sy thoda means kuch pips upper side per set karen gay or apna tp ko support level per set kar lain gay or agar ham support level sy buy ki entry lety hain tu hamara sl kuch pips nechy or tp hamara resistance level per ho ga
    Last edited by ; 18-05-2022, 08:08 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Forex Main Hammer Candlestick Pattern Ke Sath Trade

      Forex mein hammer candle ky sath trade karna munasib hy kafi best hy market mein hammer candle aksar ban jaty hain hammer candle ye batata hy ky market ki jo movement hy woh up ki taraf hy leikin aksar ye hammer candle dhoka dy jata hy ye market ko upper ki taraf dikha kar nichy down hojata hy agar koi candle nichy down ki taraf low likhta hy hy our phir jahan sy open howa tha os sy uper chalay jaey yani up ki tafa candle close ho jaey tu ye hammer hy leikin aik sharat hy hammer kay sath wali candle ka rukh nichy ka ho tab hi hammer ky sath trade karein warna isy chor dein ye candle hammer nahi kehlae ga
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Forex Main Hammer Candlestick Pattern Ke Sath Trade

        CHARACTERISTICS OF A HAMMER CANDLESTICK

        Assalamu Alaikum dear forex member aj ham apni topic or discuss karenge hammer candlestick pattern is ke sath agar hum dekhe to is baton mein hamen quality wise kam to understand karna hai na apni contact ko dekhne no 1 perfect trading ho sakti hai agar ham sahi se trading co karen chuke trading ek aisa kaam hai jiski acche ke perform karenge itna hi jyada ho sakti hain study kare to yahan se nahin pata lagta hai ki main rahti hai ham ko lagate hain proximity between the open (o), close(c) and high (h) prices gives shape to the small body of the hammer


        Click image for larger version

Name:	Hammer-Candlestick-Anatomy.jpg
Views:	1
Size:	27.8 کلوبائٹ
ID:	12395019

        WHY IS IT BULLISH?

        bullish pattern koi shor karta hai jo hamen kriya indicate karta hai ki market mein police per yakin ho sakta hai isliye trader bridge pattern ke tabiyat rate karne ka try karte hain vah nahin hota hai ki vah karen ki unka hona chahie ham dekhe to market baton ko show karti hai indicate kiya jata hai understand current karna chahie ko dekhna hai humko dekhna hai karta hai aur ham is patton ke upar data chitthi open kar sakte hain hamen hamesha ek acche tarike se karna chahie

        HOW TO SPOT IT

        hamen i support dekhne hain ki ham itni himmat chemistry ki formation dekhi ham pehla step dekhe jitne ped ke aur market mein is tarah ka kam karna hai ke sath hamen hai masti ke patton ko bhi support karna chahie hamen is patton ko jarur follow karna chahie yahan se ham concept ko understand karte hain trading co understand karti hain hamen 1 point mein rahata hai ki ham kitne hansi treat kar sakte hain unko follow karne wale trader kabhi bhi na kam nahin hote apne kam aur apni performance to understand karte hue hi trade karte hain


        Click image for larger version

Name:	Spotting-a-Hammer.jpg
Views:	2
Size:	93.7 کلوبائٹ
ID:	12395020

        اب آن لائن

        Working...
        X