Fxexcellence trading journal
This topic is closed.
X
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fxexcellence trading journal
    .Assalam o alaikum dear forum fellows
    .Aj mai ne yea new thread shuru kiya hai aur main is main apni rozan ki trading strategies share kiya karonga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    جواب: Fxexcellence trading journal

    Good morning dear forum fellows and respected visitors. How are you all? I hope you enjoy your trading. As you all know, I opened this thread a few days ago and from today onwards, I will regularly inform you about my trading strategies and active trades kal hum ne dekha k market ki movement bht achi thi aur market ail hi simt main trade karti rahi kyun k hum ne kal dekha k dollar Fomc ki waja sw bht uper gaya hai aur jis ki waja se baki currencies nechy ki traf gaye hain. Toh kartay hain aj ka analysis. Today I have opened a buy trade for USDJPY and for which I have used lot size 1.00 and now my trade is running at a loss of 2.20.

    Click image for larger version

Name:	3.jpg
Views:	1
Size:	59.1 کلوبائٹ
ID:	12407411
    :USD index analysis

    Before you open any trade, you need to do a thorough analysis of the movement of the USD index because the entire forex market follows the US index. As we can see in the attached chart, the price of the USD index has been increasing steadily and is still trading above 106.80 which has been bullish since 2002. If the price movement of the USD Index is analyzed on the attached chart, then we can see that the price is falling again after rising above 107.10 and I think it can also fall below 106.30 which is the H1 timeframe. has a support level. But if you look at the daily trend, it is still bullish. But stochastic indicator seems to be overbought indicating short term decline.

    Click image for larger version

Name:	1.jpg
Views:	1
Size:	311.8 کلوبائٹ
ID:	12407410


    :Update on my running trade in USDJPY
    My current trade is running at a loss but I hope the price will go up soon. If we analyze the movement of the pair on daily chart then we can see that USDJPY has been moving in bullish trend since the beginning of this trading week but if we can also see that the price could not go above 136.37. If today's price breaks the resistance level, then it will go up and with this wave it can go up to 136.80. So today's trading strategy is to buy USDJPY with a target of 136.30

    Click image for larger version

Name:	2.jpg
Views:	1
Size:	335.9 کلوبائٹ
ID:	12407412
     
    Last edited by ; 08-07-2022, 07:33 AM.
    • #3 Collapse

      جواب: Fxexcellence trading journal

      ?Good morning and welcome to my trading journal update. Kia hal hain dear forum members aur visitors
      Umeed karta hn k ap sab theek hain aur aur apna aj ka din enjoy kar kar rhy hain. Aj hafta hai aur aj live forex market band hai aur yea 2 din band hi rhy ge toh is duraan hum rest kar sktay hain aur market ko analyiz kar k next trading week laye koi achi si trading strategy bna sktay hain. Is waqat mere pass aik sell trade open hai gold main jo k abhi $2 loss main chal rahi hai lekin mujh ko yakeen hai next week monday ko yea zaror profit main aye ge.
      :The US dollar index
      Last ki ager dollar index ki performance ko dekha jaye toh hum to yea clearly dekh sktay hain last week dollar index ne bht hi shandar performance dekhai hai aur 107.75 level ko touch kiya hai. Jaisa k mai ne last update main kaha tha k dollar index 108 level tak uper jaye. Ab ager hum dollar index ko movement ko daily chart py analysis karain toh hum dekh sktay hain dollar index abhi 106.87 py trade kar rha hai. Meri observation k mutabik US dollar index abhi bhi opper 109.39 level tak ja skta hai kyun k current bullish trend abhi bhi bht strong lg rha hai



      Click image for larger version

Name:	Screenshot (1277).png
Views:	1
Size:	37.0 کلوبائٹ
ID:	12407555



      :Update on my running trade in gold.
      Gold price ko ager H4 timeframe py analysis kiya jaye to hum dekh sktay hain k gold price abhi sideways channel main move kar rahi hai. Ager kal ki candle ko dekha jaye toh wo bearish hai jo yea ishara karti hai k gold price mazeed nechy giray ge. Ager Monday ko price is sideway channel ko break karti hai to yea 200 SMA ki traf giray ge jo k weekly support level 1676 py hai, to next week ki trading straregy hai k gold ko sell kiya jaye
      Click image for larger version

Name:	Screenshot (1278).png
Views:	1
Size:	49.2 کلوبائٹ
ID:	12407556
         
      • #4 Collapse

        جواب: Fxexcellence trading journal

        Good evening and welcome to my trading journal update. AP sab kaise hain pak forum members. Umeed karta hn k AP sab theek hain aur apni trading ko enjoy kar rhy hain. Aj is week ka 2nd last trading day. Aur ager market ki movement ki baat ki jaye toh tamam major currencies USD index ki unchi urhan ki waja se nechy gir rahi hain. Aj Mai ne bhi silver py 2 sell trade open ki huy hain jo 70 70 dollars profit main chal rahi hain. Mai ne apni trade k laye 1.00 lot size use kiya hua hai.
        :The US dollar index
        Ager USD index ki price movement ko dekhaya jaye toh hum dekh sktay hain price kafi upper trade kar rahi hai aur ager an dollar index 108.65 ki resistance level ko break karta hai toh yea zaror 109.00 level twk uper jaye ga kyun RSI aur Stochastic indicators 2nu hi positive nazar aa rhy hain jo price ko mazeed uper ki traf push kar sktay hain toh koi bhi trade open karny se pehlay USD index ko zaror analyze karain.


        Click image for larger version

Name:	WhatsApp Image 2022-07-14 at 3.57.39 PM.jpeg
Views:	1
Size:	102.8 کلوبائٹ
ID:	12408198

        :Update on my running trade in Silver
        Jaisa k Mai pehlay bhi keh Chuka hn k dollar index ki unchi urhan ki waja se baki tamam currencies aur metals ko bhi nuksan ka samana krna pr rha hai aur Silver price bhi is waja se kafi nechy gir rahi hai. Ager price of Four hour chart py analysis Kiya jaye toh hum dekh sktay hain abhi price H4 support se upper trade kar hai lekin bht jald hi yea 18.710 support level break ho jaye ge aur price mazeed nechy giray ge. Aur mujh ko lgta hai k yea 17.130 tak nechy gur skti hai toh aj ki trading strategy bhi yahi hai k ager price support ko break karti hai toh silver ko sell Kiya jaye.


        Click image for larger version

Name:	WhatsApp Image 2022-07-14 at 3.57.40 PM.jpeg
Views:	1
Size:	109.7 کلوبائٹ
ID:	12408197
           
        • #5 Collapse

          جواب: Fxexcellence trading journal

          : Assalam o alaikum dear Pak forum members aur visitors.umeed karta hn ap sab theek hain aur apna weekend family aur friends k sath enjoy kar rhy hain. Aj forex market band aur yea 2 din band hi rhy ge. Lekin crypto currency market abhi bhi open aur aur hum is main trade kar sktay hain. Aj Mai ne litecoin py aik sell trade open ki hai jo k loss main hai abhi lekin mujh ko umeed hai k but jald yea profit main AA jaye ge

          Update on my running trade in Litecoin

          Ager litecoin ko H4 timeframe pr analysis karain toh hum dekh sktay hain abhi litecoin ascending channel main move kar rahi hai. Jaisa k attached chart main nazar AA RHA hai k price upper trend line ko break nai kar pai aur wapas dubara nechy ki traf move krna shuro kar dia hai is laye Mai ne bhi sell trade open ki hai k price nechy giray ge. Abhi price 50 level se opper trade kar rahi hai lekin price downward direction main move kar rahi hai aur jahan tak mujh ko lgta hai yea lower trendline ki traf hi jaye ya kam az kam 47.11 take nechy giray ge Jo k Meri to level bhi hai. But aik cheez ko note karna zarori hai k mostly weekend py crypto market but slow move karti hai toh is laye ab sabr see kam Lena hoga.Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220716-100526.png
Views:	1
Size:	80.4 کلوبائٹ
ID:	12408496

          Closed trades:


          last week Mai ne bht see trades different currency pairs py open ki aur Jin main see ziada tar toh profit main hi closed hui hain Bs aik crude oil trade loss main closed hui. Baki details AP attached screenshot main dekh sktay hain.

          Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220716-100832.png
Views:	1
Size:	94.6 کلوبائٹ
ID:	12408497
             
          • #6 Collapse

            جواب: Fxexcellence trading journal

            Assalam o alaikum dear Pak forum members aur visitors. Subha ba khair. Umeed karta hn k AP sab theek hain aur apna trading ka pehla din enjoy kar rhy hain. Aj ager market ki performance ko dekhaya jaye toh pehly din k hisab see yea bht achi hai kyun k pehlay din mostly market ki movement slow hoti hai lekin aj jaise hi market open hui but see major pairs ne upper ki traf movement shuro kar di hai. Aj Mai ne bhi aik sell trade EURGBP py open ki hai jo filhal loss main chal rahi hai.T


            US dollar index analysis.

            Aj jaise hi market open hui US dollar index ne apna bearish momentum shuro kar dia aur H4 support level 107.74 break Kiya lekin ziada dair tak is satha see oper trade nai kar paya aur price ab opper jana shuro ho gaye hai aur 107.83 ki stha py trade kar rahi hai. Aur mujh ko lgta hai price abhi aur oppr ja skti hai. Ager four hour chart ko dekha jaye toh ab price 108.45 level tak opper ja skti hai toh jis ka mtlab hai hum US dollar index k against koi trade open nai or sktay filhal.
            Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220718-102935.png
Views:	1
Size:	71.9 کلوبائٹ
ID:	12408738

            Update on my running trade in EURGBP:

            Filhal meri EURGBP trade 4 dollar loss main chal rahi hai lekin umeed hai k jald hi yea profit main bhi aa Jaye ge . Ager Four hour chart ko dekha jaye toh yea clearly dekha ja skta hai price nechy gir rahi hai aur mujh ko lgta hai yea 0.8444 ki satha tak nechy gir skti hai. Kyun Stochastic aur RSI 2nu hi negative nazar AA rhy hain jo mazeed bearishness ki traf ishara kar rhy hain.

            Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220718-103854.png
Views:	1
Size:	73.9 کلوبائٹ
ID:	12408739
               
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: جواب: Fxexcellence trading journal

              Fxexcellence Trading juornal 14.8.22is din aik zaati trading juornal mein Fxexcellence ke sath aik baar phir har dost ko shab bakhair. kaisay hain aap sab dost? hum dekhte hain ke US index guzashta jummay ki qeemat ki karwai qeematon ke aik ahem istehkaam ke liye sahih lamha tha jo taizi se aik candle stick patteren mein badal gaya. is candle stick patteren ki bunyaad par, mein farz karta hon ke US dollar index 105. 20 area mein support level par gir jaye ga, aur yeh is support area ke totnay ke imkaan ko kharij nahi karta hai. darin Isna , rozana chart zahir karta hai ke pichli qeemat ki taaqat 105. 85 par qareebi muzahmati ilaqay ko tornay mein nakaam rahi .GBP / USD H4
              Click image for larger version

Name:	image_478760.jpg
Views:	2
Size:	23.0 کلوبائٹ
ID:	12415916
              mere mushahiday ke mutabiq, gbp / usd market ne guzashta jummay mein neechay ki taraf rujhan ka tajurbah karna shuru kya, aur pichlle chand dinon mein gbp / usd mein kami waqay hui. mein ne gbp / usd qeemat mein aik thos neechay ki harkat dekhi hai, gbp / usd market ke rujhan ka ulat. aik taweel muddat ke baad, gbp / usd market barh rahi hai aur pichlle kuch dinon se is ke assaar dikhayi day rahay hain. tehreek ka ulat jana, jo tahaffuz ya muzahmati zone ke thos double neechay patteren ki tashkeel ke sath shuru hwa, gbp / usd qeemat girnay tak jari raha. taham, aisa lagta hai ke gbp / usd market neechay hai .agar qeemat ke adaad o shumaar se neechay koi khaas chhalang nahi hai, to gbp / usd ke pair ko farokht karne ke liye lambi pozishnon ko dobarah kholna mumkin hoga. nateejay ke tor par, zawaal ki lehar jis ka hum ne mushahida kya hai woh chand pips ki muzahmat par qaboo panay ki koshish ke ain tasalsul ke tor par kaam kar sakti hai taakay bherne aur mahinay se mahinay ke ziyada se ziyada ko tabdeel kar sakay
               

              اب آن لائن

              Working...
              X