Using of Parabolic SAR Indicator in Forex Trading...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Using of Parabolic SAR Indicator in Forex Trading...
    Assalamu Alaikum dear member Mujhe Umeed hai kya aap sab khairiyat se Honge aur Forex trading Mein Achcha profit bana rahe Honge dear jab aap ismein kam karte hain to aapko bahut hi jyada Soch Samajh Kar aur acchi planning ke sath kam kar Na Hota Hai trading mein aap bahut jyada indicators ko use Karke Achcha profit banaa sakte hain indicators aapki bahut jyada help kar sakte hain indicators ki madad se aap trading Mein acchi running kar sakte hain ismein agar aap best point per entry Lena Chahte Hain To aap Aise indicators ko use Karke Jo aapke liye bahut jyada helpful hote hain usmein aap Achcha profit banaa sakte hain main aaj aapko bahut hi acchi information dene ja rahi hun jo aapki trading ko Kamyab banaa sakti hai to Mera topic hai parabolic SAR indicator kya hai is per Kaise kam Karke profitable ho sakte hain...

    What is Parabolic SAR Indicator:

    Dear member forex market Mein Jab Ham kam kar rahe hote hain to usmein parabolic SAR stop and reversal indicator ka shumar legging indicator Mein Hota Hai jismein price ki moment mein changing ki Nishan Dahi ko chart per dots ya points banata Hua karta hai Jay indicator Mein candlestick Jaat per jahir hota hai yani dusre indicator Jaise RSI ya MacD indicator Ki Tarah apne liye separate window open nahin karta hai Jab Bhi price down ki taraf Jaati Hai To parabolek s a r indicators ki dots ki movement ki bhi down ki taraf Ho Jaati Hai price move Karti Hai Kyunki market Mein price ya to aap ward jaati hai aur download Tujhe indicator bhi Usi ke liye hi Banaya Gaya Hai ke price market Mein is indicators ka use kam ho jata hai yah traders use time parabolic SAR pay trading se avoid Karte Hain..

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-07-05T141740.910.png
Views:	43
Size:	5.7 کلوبائٹ
ID:	12543200

    Trading On Parabolic SAR Indicator:

    Dear member forex market Mein parabolic Sar indicator bhi dusre indicators Ki Tarah price chart action ka use Karta Hai yani market Mein price ke up down hone per information Deta Hai per ab bole Kaise yaar indicators per trading karna ya traders ko is indicators ka samajhna bahut jyada Aasan hai yah indicator baki sab indicator ki nisbat entry exact trailing stop last ecetra ke liye sabse simple indicator hai..

    Buy Entry:

    Jab Bhi chart pe price Parabolic SAR indicator se abhav ho yani indicator ke dots price ya candles ke lower side pe ho to yah Bole stand ki alamat Hoti Hai Is vajah Se Hamen is position per bye ki entry Karni chahie..

    Sell Entry:

    Jab Bhi price per Parabolic SAR se below trade kar rahi ho Jaane indicator ke dots price Ke abhav Ho To Hamen is point mein Sel ki entry Karni chahie...

    Stop Loss:

    Dear parabolic SAR indicator Mein Ham stop loss as a training stop loss ke option ke Taur per bhi use kar sakte hain Jab Bhi price trend Mein Aage move kar rahi ho to indicator Mein stop loss ko bhi Uske mutabik shift Karte Hain..

    Exit Trade:

    Dear member parabole Kaise yaar indicator market ke Trend ke mutabik dots ki condition Mein move Karta Hai Jab Bhi Ek trend reversal hota hai to use point per indicator Bhi Apne dots chart ke mutabik shift karta hai but Yahan per yah point note karna chahie ki agar yah dots opposite trend mein teen Se Jyada Hone Lage to market se exact kar jaen but short fake reversal signal se bachne ke liye kam teen dots Tak ka vate Jarur Karen...

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-07-05T141746.857.png
Views:	10
Size:	11.0 کلوبائٹ
ID:	12543201

    Benefits Of Using Parabolic SAR Indicator:

    Dear member forex market Mein parabolic SARki help se Ham yah janne ki koshish Karte Hain Ki market kis jagah and ho sakti hai Jab candlesticks down dots Banna start hota hai to iska yah matlab hota hai ki down word trend over Gir gaya hai aur Market up trend Mein Chali gai hai but market state mein yah indicator Itna best work nahin karta Kyunki yah bar dots ki placement ko change karta rahata Hai Pahle candles ke upper dots appear hota hai but Jab candle is dot ko touch kar deti hai to iska matlab yah hota hai ki market ka Trend and ho gaya hai bar nar dots ko touch karne aur bar bar Trend ke and hone se trader confuse ho Jaate Hain farak trading Mein Koi Bhi indicator 100% accurate Nahin Hota


    Click image for larger version

Name:	images - 2022-07-05T141758.198.png
Views:	19
Size:	17.3 کلوبائٹ
ID:	12543202

اب آن لائن

Working...
X