Kon saa Analysis better rehta hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kon saa Analysis better rehta hain?
    Introduction:

    AOA umeed karta hu sub thek ho gaye hariyaat sy ho gaye jaisa k hum jante hain forex trading main daily basis per 5 trillion dollar sy be uper ki trading hoti hain or hum be iss business main agye bar sakta hai mehnat kar sagra hain humain chahiye k hum iss mein aa gaye bari mehnat karte they iss main mazeed acha profit bana sakye or aik successful trader ban skate.Hum iss main acha sy agr kam karye toh hum iss main aik acha or kamiyaab trader ban sakta hain humain iss k liya zada sy zada mehnaat karni ho gaye tabhi hum iss main agye bar sakta hain successful trader ban sakta hain.

    Kon saa Analysis better rehta hain?

    Dono ki ahmiyat se inkaar nahi kiya jaa sakta hai.Agr Fundamental Analysis ko samny rakta huwa trading ki jaye toh Profit k moka zada hota hain.iss kah asaan tarika yeh hota han k trading sy qabal calendar ko check kar liya jye.Bank Rate,FOMC meeting Non Farm Payroll wale din trading na karna better hota hai.Doosra naam nohiyaat k ahlaan ho toh kam sy kam aik hour trading rook daani chaiye.Agr ap professional trader bana chatye hain toh Fundamental Analysis main dil chasbi padha karye.


    Chart ki be qismaa hoti hain.
    Chart 3 type kah hota hai.

    Line chart.




    Bar chart:





    Candlesticks chart:






    Inn 3no charts main sy candlesticks chart zada popular han Q k yeh zada waziya hota hain.


    Chart Analysis better tarika sy hota hn.Candlestick patterns sy prices ki movement ka paash gawiye karna asaan hota hain.

اب آن لائن

Working...
X