Sitary ap ki zindagi mai kiya asar karty hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sitary ap ki zindagi mai kiya asar karty hain?
    Dear Friends

    Main ney or ap sub nay aksar news paper mai aik section hota hai Sitaro ka jis mai ap ko ap ki date of birth kay hisab sy bataya jata tha. woh start ap ki date of birth kay year kay hisab sy kafi alag alag hoty thy. or jab ap waha daikhain gy tu kafi kuch likha hota tha kay aj es star walo ka din kaisa guzry ga. in ko kiya mushkiylat a sakti hai or kiya kushiya mil sakti hai kin cheezo sy in ko door rehna cheye

    Jaha tak mera knowledge hai tu aisa kuch be nahi hai. kal kiya hoga woh ALLAH kay alawa koi be nahi janta hai.esleye aisi cheezo pay yakin karna or in pay amal karna ismaic way sy be theek nahi hai or ap ki life main yeh bura impact dal sakta hai esleye koshish karain ap aisy stars kay halat jo likhy hoty hain ya articles kahi parh kay es ko ignore karain or apni life main simplicity lay kay ayain

    Shukriya.

اب آن لائن

Working...
X