What is Breakout in forex trading?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Breakout in forex trading?
    assalamu alaikum kaise ho aap sab log main bilkul theek aur khairiyat se hun aur ummid karta hun ki aap sab log bhi bilkul theek aur khairiyat se honge aaj is
    Redmi aapko mein Pakistan flex forum mein break out ke bare mein bataunga aur main ummid karta Hun ki Jo information main aapse share karunga wo
    Aapke knowledge aur experience mein jarur izaafa karegi aur agar aap mere friend per Amal karte Hain to aap ek acche trader Ban sakte hain ek aur baat
    Ki agar Ham Pakistan per apni Puri mehnat aur himmat se kam karte Hain aur apna jyada se jyada time Pakistan Forex form per guzarte Hain to Ham
    Ek acchi aur kamyabrator Ban sakti hain isiliye hamen yahan per mehnat aur himmat se kam karna chahie.


    What is Breakout?
    Dear members breakout ka lafzi mtlb ha torna ya tor k bhr nkl jana or forex main breakout us situation ko kaha jata ha jb market kafi time se kisi resistance ya support ko respect kr rhi ho or wahan se reject ho k wapis aa jati ho magra ab ki bar market us support ya resistance ko respect na kary or usko break kr k usk k bhr nkl jy.
    Breakout support or resistance ka bhi ho skta ha . deman & supply zone ka bhi ho skta or kisi pattern ka ya channel ka bhi ho skta ha.
    laikin in sb breakout main 1 bat common ha wo ye k breakout k bad ki trading strategy samw hoti ha confirmation bhi same hoti ha bs profit targets ka frq hota ha.nechy picture main ap breakout ki exaple dkh skty hain
    Agr to kisi support ka breakout ho to ye sell ka signal hota ha or eska mtlb hota ha ab price decrease hn ge or agr resistance ka breaokut ho to ye buy ka signal hota ha or iska mtlb hota ha ab prices increase hn ge.

    Confirmation of breakout
    members jb bhi breakout hota ha to hum market main koe entry leny se phly breakout ki confirmation ka wait karty hain.
    Breakout ki confirmation ye hoti ha k market apni support ya resistance se bhr nklny k bad km se km 1 ghnty ki candle us k bhr close kary or agr mazeed confirmation krni ho to ap 2 ya 4 hours ki candle ki closing ka wait kr skty hain or mazeed Support ya resistance k retest ka bhi wait kar skty hain.Confirmation k bad hi apko trade leni chahye taa k apki trade profitabel ho.

    How to trade breakout
    members agr ap breakout ko trade karna chahty hain to confirmation k bad es main entry len or es main apka stop loss km se km wo support ya resistance level ho ga jiska breakout hoa ha.agr ao safe trading karna chahty hain or SL hunting se bachna chahty hain to apko chahye k stop loss us support ya resistance se nechy rakhen jiska breakout hoa ha taa k ragr retest ho support ya resistance ka to apka SL hit na ho.

اب آن لائن

Working...
X