price action strategy tell support and resistance
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    price action strategy tell support and resistance
    what is price actin strategy support and resistance



    market aik trend mein hote hey to phir market next trend mein bhe jana hota hey market ke movement price action ke wajah say he hote rehte hey yeh ap sab member k bhe pata ho ga jaisa keh ap jantay bhe hein keh price action he kabhi kabhi trend market ko support or resistance trading mein bhe tabdel kar dayte hey price nechay jate hey to area say jahan say price nechay jate hey to os area ko resistance trading kaha jata hey or resistance say trader hamesha sell karta hey r support sy trader buy karta hey aik point par jahan market fall hona close kar dayte hey wo he point forex trade mein support ka hota hey wahan say ager buy ke candle banana start ho jate hein to buy ke entry laytay hein yeh pechay say history ko check kar kay bhe ho sakte hey forex mein humen ache learning kay sath trade karnay kay ley market ko RSI Indicator ke madad say over bought or over sold level ka pata laga kar trade karne chihay


    laken rastay mein bohut ce rokawaten hote hein jen ko trader action mein la saktay hein trader ke bohut ce katotean hote hein jo keh trader ke strategy ko effect kar sakte hein or forex market mein trend kay lahaz say forex market support or resistance ke bohut zyada importance hote hey bullish kay trend mein zyada tar highs or higher lows peak say or higher or low series say price ko lagain gay jabkeh bearish kay trend mein es kay opposite daikhen gay laken market hamesha trend mein nahe rehte hey


    support and resistance ko talash karnay kay bohut say tarekay hotay hein Fibonacci aik bohut he makbol tool hota hey laken ager forex market support or resistance ko tasleem nahe karte hey support or resistance kay ley single faida yeh hey keh woh kese cheez ko wazah kar sakta hey jo keh forex market mein price action strategy ka estamal kartay hein



    trade with support and resistance


    jab forex market mein up trend hota hey to price zyada tar opposite direction mein movement kar rehe hey hote hey jab trade pull back karte hey to price zyada tar trader es talash mein rehtay hein jes kay ley wog dobara buy ke entry laytay hein yeh swing highs or resistance kay pehlay point par hote hey nechay kay trend ke sorrat mein mumkana resistance ke sorat mein paish kadme daikhen GBP/USD ke aik mesal ko analysis daikhtay hein
    nechay de gay line mei say har paishge resistance line ko indicate karte hey jo keh forex market mein support kay tor par nechay aya hey or red line support kay es hesay ko indicate karte hey jo keh tasweer mein resistance kay tor par kam ate hein
    Click image for larger version

Name:	pa+3.1.png
Views:	1
Size:	16.9 کلوبائٹ
ID:	12551422


    aay nechay dey gay es chart ke mesal ko daikhtay hein keh jo keh forex market mein es sorat e hall kay sath mazeed danay dar bananay ke koshesh karen jes kay bad price action 1.4013 kay sath swing karte hey ap es line kay sath daily chart par kai wick daikh saktay hein or yeh frex market mein resistance action ko wazah kar raha hey
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے

اب آن لائن

Working...
X