Market correction in Forex trading...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market correction in Forex trading...
    Assalamu Alaikum dear Forex friends Jab hum for ex trading business Mein kaam karte Hain to hamen apna Kam acche knowledge aur experience ke sath karna hota hai kyunki Jab hamare pass achcha knowledge aur achcha experience hota hai to Ham Kisi bhi pattern ko properly identify kar sakte hain aur uske fek aur real points ko acche tarike se samajhte hue market Mein apni entry uske mutabik lekar market se achcha profit Le sakte hain.

    What is Correction?

    Dear forex friends forex trading market mein jab market Apne trend Mein movement complete kar rahi hoti hai to isase condition Mein ik rebound jump Lagati Hai To is condition ko aap market Main correction kahty Hain Jab aap market Mein retressment ko study Karty Hain To Uske bad same wohi method available Hota Hai Jab market Apne Trend ke khilaf trading karte hain to aapko ismein bahut jyada planning ke sath apna kaam karna Hota Hai.To is movement ko aap be correction Kaha jata hai aur Jyada important factors hota hai Kyunki iski vajah se aap confuse ho sakte hain isiliye correction ke bare mein complete knowledge aur information hasil karna bahut jaruri hota hai Taki aapko fake ki bajaye real correction ka pata ho.

    Click image for larger version

Name:	image4-1.png
Views:	4
Size:	94.5 کلوبائٹ
ID:	12572426

    Identification of Correction:

    Dear Forex friend forex trading market Mein Jab aap correction ko find out karte hain to use surat mein aapko bahut careful hokar apna Kam karna hota hai kyunki sometime correction Nahin Hoti aur Market Mein trend reversal pattern ban raha hota hai ise Surat main bi aapane abhi careful Rahana Hota Hai Isko acchi Tarah mind Main Rakhna hota hai Kyunki Jab aap isko acchi Tarah mind mein rakh Lete Hain To Aisi Surat mein aapko bahut acchi entry available hoti hain jisse aap Achcha profit hasil kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	Bullish-Trend-Impulses-vs-Corrections.png
Views:	9
Size:	51.5 کلوبائٹ
ID:	12572424

    Trading with Correction:

    Dear Forex friend forex trading market mein Jab Kisi bhi pattern ki correction ki proper identification organization Ho Jaati Hai Aur aapko market mein Aisi confirmation mil jaati hai ki market apni correction kar rahi hai to isase Surat mein aap phr Achy point per entry Le sakte hain aur Market mein bahut Acha profit Hasil kar sakte hain Kyunki Jab aap market mein jyada profit Hasil kar lete hain aur ismein aapko different point Ko Dekhkar trade kr k achi earning kr sakhty hain. Isiliye Kisi bhi pattern ko properli identify karna aur FIR use per trading karna aapke liye profit table hota hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market correction in Forex trading...

    Friends jaisa ki hum sub jante hain kay Forex trading aik bahut hi complex aur risky job hai lekin iske sath sath trader ko continuous practice or experience ki zaroorat hoti hea is trading ko perform karny kay liye kyn kay trading kay doraan aik aisy situation create hoti hea jo achanak trader ko kafi nuqsaan deti hea jis ko breakout ka naam diya jata hea aur phir is breakout kay baad market again stable hony ki koshis karti hea is ko Market cocorrection ka naam Diya jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (15).jpeg
Views:	1
Size:	36.4 کلوبائٹ
ID:	12434013

    Market Corrections, Explanation.

    Friends jaisa kay main nay ooper waly pehray main mukhtasir sa zikar Kia hea market correction ka ab is ko thoroughly discuss karty hean friends correction temporary be ho sakti hay jo market price ko reverse kar sakti hay, market correction overvaluation ko fix karny key ley hi 10 percent ki adjustment down trend me karti hay, ham es ko kabi be bearish trend nahi keh sakty ye down trend temporary hoti hay jo kesi be time U turn le kar up trend me change ho sakti hay aur Market correction ka matlab kisi khas currency, commodity ki price mein peak point se 2o% ya ziyada ki kami hona ha aur Correction short time ya long time dono tak ho sakti hai correction ko mukhtalif tareekon se analyse kiya ja sakta ha like jab koi currency ya commodity bohot strong ya over perform karto hea.

    Click image for larger version

Name:	images (17).jpeg
Views:	1
Size:	44.7 کلوبائٹ
ID:	12434014

    Additional Note.

    Friends Jub market correction phase main ho to aap ko bahot he carefull reg kar trading karni chahye kyn kay agar aap market ko follow karte hain jis mein currencies ka utaar chadhav hamen is

    Click image for larger version

Name:	images (16).jpeg
Views:	2
Size:	24.4 کلوبائٹ
ID:	12434015

    business Mein fayda Deta Hai jismein Ham currency ki kharida frock ko yakin Banakar se fayda utha sakte hain Forex ko follow karne ke liye hamare pass market ka overall knowledge hona zaruri hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X